informative video..thanks for share mujhe low voltage ki problem ho rahi hai like voltage jaise hin 190 ke below jati hai..PC off ho jati hai. Gaming PC Total power consumption -700watts current UPS APC 2000UXI 2KVA ki hai to mujhe kaun si voltage stablizer lena chahiye?..please suggest or stablizer ki delay kitni ho to mujhe koi issue nai hogi?? main work from home job karta hun.....but ees problem ne frustrate kar diya hai
My ups is 2200VA upto 1320 Watts and because of the low voltage my UPS most of the time switches to battery mode. it's support (167-290)voltage so can I use a voltage stabilizer for that
Main Suggest Nahi Karunga Aap Use Kare Ek Voltage Stabilizer UPS se Pahale → Behatar Experience Nahi Milata → Agar Karana Hi Hai to Aise UPS kharide Jo Bina Automatic Voltage Regulator Feature Ke Atta Hai....PC Ko Koi Problem Nahi Hogi
Almost died my motherboard battery today....pc didnot even start...i was worried...so I'm thinking to buy a voltage stabilizer...since in India ,in summer days volages are too low.
Hi, instead of Voltage stabilizer + UPS, buy a high quality UPS with long power backup....such as a USP from APC brand. → ua-cam.com/video/QCY7w9mfb1M/v-deo.html
mene 3amp 90-290vac capacity wala stabilizer liya he 3k me. i think its enough. yaha dehradun me fluctuation bohot ho raha he.yaha lights flicker aur mere new ups bhi noise kar raha he. mera keyboard connect disconnect ho raha he pc mein. bohot frustating he ye sab.
Please aap inverter me invest karane ka soche...main apake problem ko samajh sakata hu....solution inverter with 150AH ya isase jyada capacity ka battery se hoga
Mene mere ups ko stabilizer ke saath connect Kiya he. Stabilizer > ups > pc,router. Par Mera stabilizer jab input 195v me output bhi 195 de Raha he. Aur ye har subha hota he. Stabilizer only 190v se niche hone bar voltage correct kar raha he. Jabki stabilizer ke upar likha he iska output 200-240 ke bich rahega. Iske Karan Mera ups baar baar clicking noise karta he .me ek student hu . Mere liye inverter thoda above budget ho jayega. Mujhe bas ek affordable solution chahiye tha. Stabilizer leke bhi I am not satisfied . Kya mere ups me kuch problem he?. Mujhe 1 month hua he ye ups liye hue. Ye Mera ups har subhe ese karta he . ua-cam.com/users/shortsc171g1V53s8?si=UhWwQYsgMAGJzEXB Stabilizer lagane ke baad itna aggressive clicking nahi karta par phir bhi thoda clicking abhi bhi hota he aur keyboard connect disconnect bhi hota he. Ye stabilizer he-> V-Guard Voltino Max Voltage Stabilizer amzn.eu/d/6uUZHHU
Brother mera ghar ka bijli kabhi low kabhi high ho jata hai or aysa hone ke karan mera ups battery 3 bar kharap ho chuka hai kya stabilizer use karne se thik ho jayega a ??
Yes...Voltage Stabilzier before UPS is a solution...Lekin Aap Dekh Lena Ki UPS Ke Box par Ya Phir Product Manual me Ye Na Likha Ho Ki ---- UPS ke Pahale Voltage Stabilizer ka Istemal Nahi Kare.... Jis UPS me Voltage Currection ke Feature Hote hai --- Usake Pahale Voltage Stabilizer Nahi Laga Sakate....Lekin Kai Sare UPS bina Voltage Correction Feature Ke Saath Aaate hai....To Usake Pahale Voltage Stabilizer Laga Sakate Hai...
Nahi...Apako Apane System Ke SMPS ko Check karavana Chahiye Pahale.....Acche Quality ke SMPS Lagaye....Mere System Ka SMPS 3800 Rupee Ka Hai...Main Yah Kahana Chahata Hu Ki Sirf CPU, Memory, Motherboard hi Nahi ...SMPS yani PSU bhi Acche Quality Ka Hona Chahiye.....Agar Apako Lagata hai hai PSU theek hai to Phir ek Voltage Indicator Kharidiye....100 Rupee ka Milega...Apako Ek Idea Milega Ki Apake Ghar me Kya Voltage Rahata Hai...
Hello sir, main logic bata hu...mere champion ups ka voltage range tha 140V to 300V......Kabhi Kabhi Voltage 140V se Kam ho Jata tha mere area me.....to Maine Socha Ek baar voltage stabilizer laga kar dekhate hai.....Jo support karata hai 90V to 300V....Mere yaha Chennai me to experiment safal raha....apake yaha kaam karega ya nahi --- malum nahi
Mere pass 1500 va Ka stabimatic servo motor stablizer hy or 1500 va Ka he ups hy kya ups 1500 va Ka 1500va k stablizer pr lga skty hyn
informative video..thanks for share
mujhe low voltage ki problem ho rahi hai like
voltage jaise hin 190 ke below jati hai..PC off ho jati hai.
Gaming PC Total power consumption -700watts
current UPS APC 2000UXI 2KVA ki hai
to mujhe kaun si voltage stablizer lena chahiye?..please suggest
or stablizer ki delay kitni ho to mujhe koi issue nai hogi??
main work from home job karta hun.....but ees problem ne frustrate kar diya hai
My ups is 2200VA upto 1320 Watts and because of the low voltage my UPS most of the time switches to battery mode. it's support (167-290)voltage so can I use a voltage stabilizer for that
Gaming laptop hai aur light bohot fluctuation karti hai, UPS bhi jal gaya, konsa stabilizer lu sir ? Please reply
I have issues in laptop due to voltage updown , which stabilizer I should use?
V-Guard Mini Crystal Supreme: amzn.to/4dpqaoT
I have power fluctuations issue in my area so i can use a stabilizer before my ups??
( also if you can recommend an stabilizer )
स्टेबलाइजर का रेस्पॉन्ड क्या है और कौन सा स्टेबलाइजर लिया है और कितने वाट का स्टेबलाइजर लिया है
Kya voltage kam jyada hone se pc khrab ho sakta hai ya tir ups lagana jaruri hai
Main Suggest Nahi Karunga Aap Use Kare Ek Voltage Stabilizer UPS se Pahale → Behatar Experience Nahi Milata → Agar Karana Hi Hai to Aise UPS kharide Jo Bina Automatic Voltage Regulator Feature Ke Atta Hai....PC Ko Koi Problem Nahi Hogi
Agar line bar bar aai jati rehti hai to kya computer khrab ho sakta hai .... voltage stable hai fir bhi
Sirf Mai stabilizer use kr sakta hu
@@kartikaryan-q7v Hello, computer ko koi problem nahi hoga...problem hoga UPS KO......
@@TheGadgetsShiksha stabilizer kya 1,2hazar mai acha wala aa jayega
Sir stablaizar konsa hai?
You can use voltage stabilizer directly to computer without ups?
Yes
Laptop ke liye stabilizer jaruri he ya nahi __❤
Nahi
Almost died my motherboard battery today....pc didnot even start...i was worried...so I'm thinking to buy a voltage stabilizer...since in India ,in summer days volages are too low.
Hi, instead of Voltage stabilizer + UPS, buy a high quality UPS with long power backup....such as a USP from APC brand. → ua-cam.com/video/QCY7w9mfb1M/v-deo.html
mene 3amp 90-290vac capacity wala stabilizer liya he 3k me. i think its enough. yaha dehradun me fluctuation bohot ho raha he.yaha lights flicker aur mere new ups bhi noise kar raha he. mera keyboard connect disconnect ho raha he pc mein. bohot frustating he ye sab.
Please aap inverter me invest karane ka soche...main apake problem ko samajh sakata hu....solution inverter with 150AH ya isase jyada capacity ka battery se hoga
Mene mere ups ko stabilizer ke saath connect Kiya he. Stabilizer > ups > pc,router. Par Mera stabilizer jab input 195v me output bhi 195 de Raha he. Aur ye har subha hota he. Stabilizer only 190v se niche hone bar voltage correct kar raha he. Jabki stabilizer ke upar likha he iska output 200-240 ke bich rahega.
Iske Karan Mera ups baar baar clicking noise karta he .me ek student hu . Mere liye inverter thoda above budget ho jayega. Mujhe bas ek affordable solution chahiye tha. Stabilizer leke bhi I am not satisfied .
Kya mere ups me kuch problem he?. Mujhe 1 month hua he ye ups liye hue.
Ye Mera ups har subhe ese karta he .
ua-cam.com/users/shortsc171g1V53s8?si=UhWwQYsgMAGJzEXB
Stabilizer lagane ke baad itna aggressive clicking nahi karta par phir bhi thoda clicking abhi bhi hota he aur keyboard connect disconnect bhi hota he.
Ye stabilizer he-> V-Guard Voltino Max Voltage Stabilizer amzn.eu/d/6uUZHHU
Sir mai gaming console aur Samsung 4k tv ups pe connect karke use korta hu.....to kya problem hogi ???? Please batana sir
Agar UPS load le sakata hai to bahut behatar
Actually the fridge stabilizer having 3 min time delay and cutoff at 140 is safer....if you are ok with intrruption
Thanks for sharing
Yes its required because we live in india
इंडिया की इतनी बुराई क्यो कर रहे हो। अगर इंडिया पसंद नहीं तो कहीं और चले जाओ
@@rohitdiwan5090tu Paisa dega kya? Agar Paisa hota to kabka chala jata
Kitna kv ka ha ye stabilizer reply kro pls
UPS ke Pahale Voltage Stabilizer Nahi Lagana Chahiye...UPS ka Board Kharab Ho Sakata Hai...Main Just Experiment Kar Raha Tha
Is it safe to use both Stablizer and UPS to my computer?
If the UPS comes with the voltage correction feature then NO...
Brother mera ghar ka bijli kabhi low kabhi high ho jata hai or aysa hone ke karan mera ups battery 3 bar kharap ho chuka hai kya stabilizer use karne se thik ho jayega a ??
Yes...Voltage Stabilzier before UPS is a solution...Lekin Aap Dekh Lena Ki UPS Ke Box par Ya Phir Product Manual me Ye Na Likha Ho Ki ---- UPS ke Pahale Voltage Stabilizer ka Istemal Nahi Kare....
Jis UPS me Voltage Currection ke Feature Hote hai --- Usake Pahale Voltage Stabilizer Nahi Laga Sakate....Lekin Kai Sare UPS bina Voltage Correction Feature Ke Saath Aaate hai....To Usake Pahale Voltage Stabilizer Laga Sakate Hai...
Bina ups ke voltage stabilizer chale ga nhi kya bhai ???
Bhai batao
Bilkul Chalega
does thsi stabilizer support APC BR1500G UPS?
Sorry No Idea
ye stabilzer computer ups pe kam nehi karta..maine bekar kharidli ap ke video dekh kar
Thanks for sharing
Sir mera pc kaam karte wakt bich main he band ho jata hai toky Karu ups lagane ke baad working karega
Nahi...Apako Apane System Ke SMPS ko Check karavana Chahiye Pahale.....Acche Quality ke SMPS Lagaye....Mere System Ka SMPS 3800 Rupee Ka Hai...Main Yah Kahana Chahata Hu Ki Sirf CPU, Memory, Motherboard hi Nahi ...SMPS yani PSU bhi Acche Quality Ka Hona Chahiye.....Agar Apako Lagata hai hai PSU theek hai to Phir ek Voltage Indicator Kharidiye....100 Rupee ka Milega...Apako Ek Idea Milega Ki Apake Ghar me Kya Voltage Rahata Hai...
Thank you
Sir mere pass luminus 600 v ,360w wala hay.. ismay support karega stabilizer?
Sorry....No Idea
UPS keya khud voltage stabilize karta hain kuch?
Yes....Lekin Sab Model Main Nahi Hota Hai
@@TheGadgetsShiksha jis main AVS karke likha hota hain, wo keya proper stabilize kar deta hain voltage ya fir thoda sa kar pata hain.
Can i use for computer
I will not recommend!
Bhai mere yaha voltage kam jada hota rhta hai to stabilizer laga lu
Hello sir, main logic bata hu...mere champion ups ka voltage range tha 140V to 300V......Kabhi Kabhi Voltage 140V se Kam ho Jata tha mere area me.....to Maine Socha Ek baar voltage stabilizer laga kar dekhate hai.....Jo support karata hai 90V to 300V....Mere yaha Chennai me to experiment safal raha....apake yaha kaam karega ya nahi --- malum nahi
Prabhu ac ka lo usme timer 3sec hota bs
Thanks for sharing
Stabilizer कितना kva का है बताये
800
Pc to 100 volt me on ho jata hai. Jyadatr acha company ka psu.
which psu you have
@@ubaidbaba5453 antec
@@ubaidbaba5453 antec
Thanks for your comment
Aap apne village ka Ramayan kyo suna rahe hai,, sirf inverter bijli ke baare me bataye na
OK sir
Video main Jo batana tha vahi bola nahi bhai computer ko kitne volt ka stabilizer lagaye
Mere System me Jo UPS Laga Hai ---- Usaka Voltage Range Hai 140V to 280V
वीडियो बनानी नहीं आती है तो क्यों बनाते हो, भाई?
OK...Thanks for your comment