Mazak mat udaiye... Nakul Sahdev ne bhi Ashwini kumaro ki tapasya ki thi jo medicine ki thi...Aisa karne ko unko Krishna ji ne he kaha tha, vanwas ke period me.....Ab koi bhi situation uss time ke mutabik dikhate rahenge to humko bhi 15 saal lag jayenge Mahabharat ki story ke liye..😂😂😂😂
Kunti had to stay with because of Bhisma pitamah in that, how can she forget what Bhishma, Dronachary has done for her children, this is call loyalty which Pakistani can never get it, mama going in this side will work out in Pandvas favour Bhagvan Krishna said it, whatever prapanch they do will workout in Pandava’s favour this will also go in their favour, wait till the end, sometimes bhagvan do these things as humans we can not see longer but Bhagvan can and that is the reason mama gone in satru
Vachan kya hota hai wo tume kya pata Devon ke dev mahadev mai vishu ji jo krishna ji ke avtar the unhone pe bhi ek bar adharma ke side leke vachan diya tha.
Kisne kaha sabhi khilaf the Pandavo ke? Khud Dhritrashtra ka ek saga beta Yuyutsu apne sagey bhaiyo ke khilaaf jaake Pandavo ka sath diye is ladai me, Draupadi ka poora mayka sath diye bache boodhe sab, Krishn Satyaki, Raja Virat, Kekeya Rajkumar log jo bachpan ke gurukul dost the, etc.. ha Yuyutsu Satyaki aur Draupadi ke 4 me se 3 bhai fir unke bete in sabko nahi dikhaya gaya serials me pata nahi kyo lekin isliye aapko lag raha ki sab Pandavo ke khilaf the. Kunti bhi koi shatruo ke sath nahi reh rahi thi, yahan to Karn ko badha chadhake dikhane me ye sab dikhaye varna Kunti ya to Pandavo sang ya Vidur Vidurani ke sang hi rehti thi, baki kahin nahi. Kunti Pandavo ka tyag nahi ki aur Madra Raaj Kauravo ke taraf se ladkar bhi Pandavo ka bahot sath diye. Pandavo ke sath saare Rishi bhi the, ha jinhe Pandavo ki sampatti hadapni thi ya us sampatti se fayda nikaalna tha aur jo 100 Kauravo ke sasural wale the bas ve khilaf the Pandavo ke

Nakula, and Sahadeva son of Ashwini Kumar's are twin Hindu gods of medicine, health, dawn, and the sciences.
THAT WAS THE WHOLE POINT OF THE WAR....DHARMA AUR VACHAN KA GALAT MEANING NIKALNE LAGE THE LOG...THATS WHY KRISHN GAVE GEETA GYAAN
Kunti had to stay with because of Bhisma pitamah in that, how can she forget what Bhishma, Dronachary has done for her children, this is call loyalty which Pakistani can never get it, mama going in this side will work out in Pandvas favour Bhagvan Krishna said it, whatever prapanch they do will workout in Pandava’s favour this will also go in their favour, wait till the end, sometimes bhagvan do these things as humans we can not see longer but Bhagvan can and that is the reason mama gone in satru
Jiske sath koi nhi hota, unke sath krishna hote hai. jb vo kisi k sath hotay hai to kisi k jarurat nhi hoti hai.
You guys give nice reaction 😂🫶
Commitment ki value appko samajh ati toh Pakistani ki is halat thorhi hoti
Vachan kya hota hai wo tume kya pata Devon ke dev mahadev mai vishu ji jo krishna ji ke avtar the unhone pe bhi ek bar adharma ke side leke vachan diya tha.
Karn ❤❤
Vaalekkum assalam bhai log
❤❤🎉🎉
Kisne kaha sabhi khilaf the Pandavo ke? Khud Dhritrashtra ka ek saga beta Yuyutsu apne sagey bhaiyo ke khilaaf jaake Pandavo ka sath diye is ladai me, Draupadi ka poora mayka sath diye bache boodhe sab, Krishn Satyaki, Raja Virat, Kekeya Rajkumar log jo bachpan ke gurukul dost the, etc.. ha Yuyutsu Satyaki aur Draupadi ke 4 me se 3 bhai fir unke bete in sabko nahi dikhaya gaya serials me pata nahi kyo lekin isliye aapko lag raha ki sab Pandavo ke khilaf the. Kunti bhi koi shatruo ke sath nahi reh rahi thi, yahan to Karn ko badha chadhake dikhane me ye sab dikhaye varna Kunti ya to Pandavo sang ya Vidur Vidurani ke sang hi rehti thi, baki kahin nahi. Kunti Pandavo ka tyag nahi ki aur Madra Raaj Kauravo ke taraf se ladkar bhi Pandavo ka bahot sath diye. Pandavo ke sath saare Rishi bhi the, ha jinhe Pandavo ki sampatti hadapni thi ya us sampatti se fayda nikaalna tha aur jo 100 Kauravo ke sasural wale the bas ve khilaf the Pandavo ke
Pran jae par vachan na jae...tum jeso ko juban ki value hoti to talwar ke jor pr slawar nhi pahnte..
Sab kuch samajh me ayega dekhte jaao phele