Mahabharat Episode 206 Part 2 Karna is asked not to fight |PAKISTAN REACTION
Вставка
- Опубліковано 19 січ 2025
- Mahabharat Episode 206 Part 2 Karna is asked not to fight |PAKISTAN REACTION
#india #adipurush #mahabharatreaction #pakistanreaction #mahabhartham #mahabharatcontent #mahabharatpromo
Yes, they are loyal to each othar, every charecter in Mahabharata is great in himself
Bhai reality Mai Karan or duryodhana sacche dost the duryodhan ko Karan ka koi lalach nhi tha
As a vaishnav aap sahi kah rahe hai yahi Satya hai
When talking about the most powerful warrior, it is Mahamahim Bhishma because he could fight with any weapon, defeat his enemies, and had many years of experience. On the other hand, Arjuna and Karna were only skilled in archery. Bhishma's bow did not have the special attributes like Karna's or Arjuna's bows, yet Bhishma was still more powerful.
9:21 unhe Vijay dila ke...ki unka sacrifice waste nhi hoga ...
Mahabharat ka har character anokha hai... Duryodhan bhi.... Karn bhi.... Aswathama bhi... Shakuni bhi....Har kisi me achhai aur buraai dono hai... Jaise Yudhishthir ki burai jua me bhai aur biwi ko daao par lagana tha...
Isiliye toh Mahabharat interesting hai ....
Tum log bewakuf ho
Baat dosti ki nahi h
Duryodhan vo h jisne ek sooypuyra ko raha banaya
Ab baat ehsaan utarne ki h
Karn duryodhan ke us ehsan ke badle apne aap ko use samarpit kar chuka tha
Karn ka kehna tha ki mujhe janm maa ne diya h aur samman duryodhan ne
Puri duniya mujhe sootputra bolti rahi bas duryodhan ne apna maana
Karn galat nahi h, haan jis side me vo h vo side galat h
Baki har insan me positive aur negetive dono hi point hote h
Kisi me positive zyada h to kisi me negetive zyada
Karn me positive zyada the😊
Hamare yahan Vachan pahle jamane mein sabse mahatva tha aap chahe uske aage bhai aaye Koi fark nahin padta
Angraaz ne apni mata ko vachan diya h ki 4 pandavo ka vadh mai nhi krunga j. Wo aayi thi batana e bs arjun ko marunga ya khood marunga
Dosti ki misal Sri Krishna or Sudama g ka tha
जय श्री कृष्णा 🙏🚩
देखिए भाइयों और बहनों मित्रता की परिभाषा होती है को वह अधर्म ना होने दे अज्ञान कभी मित्रता नहीं होती उन्हें लग रहा है कि वह मित्र है लेकिन वह मित्र नहीं शत्रु है एक दूसरे के एक ने वचन में बांध कर ऋणी बना कर फंसा दिया दूसरा पहले से ही अधर्मी है खुद तो मरा साथ सब को ले डूबा एक तरफ कृष्ण है जिन्होंने सभी को तार दिया कृष्ण जैसे मित्र बनाओ दुर्योधन जैसे नहीं जो भटकाए और गलत रास्ते पर ले जाए वह मित्र नहीं शत्रु है इसीलिए इनसे दूर रहे इसमें आप की भी भलाई है और उसकी भी कर्ण दुर्योधन के मित्र नहीं होते तो दुर्योधन युद्ध ही नहीं करता क्योंकि दिग्विजय वैष्णव यज्ञ आदि सारे कार्य कर्ण ने ही किए थे उन्हीं के समर्थ से दुर्योधन युद्ध लड़ रहा था और इसीलिए उसे अंग राज बनाया आप भागवत गीता पढ़े और अपने मन को वश में रखे कोई भी आत्मा गलत नहीं होती यह मन ही भटकता है मन ही शत्रु है अगर आप इसके वश में हो गए और यह मित्र भी है अगर आप ने इसे वश में कर लिया तो बाकी कोई भी आत्मा बुरी नहीं होती है उनका मन बुरा हो जाता है मलिन हो जाता है 🙏
Karam gave Vachan that he wouldn't kill another of his 4 brothers he and arjun can only fight
Point 👉 notice
Yes he took vow to kill knowing fully that Arjun is his brother .. point 👉 note
Karn ❤❤
Duryodhan ke saare dost uske liye sab kuchh kurban kar diye the ... Karn, Susharma... Aswathama toh naa-karne wala kaam bhi kar gaya tha...
Iss sab ki dosti par bhaari padi Krishn aur Krishnaa (Draupadi) ki mitrta... Sirf ek dost the... Krishn... kaafi the...
Smarak Krishna Ji Ne ine logon ka chhal se vadh kiya tha ki jab paap ho raha ho tabhi vacchan Tod Dena chahie Shayad karan ke bare mei aap kuchh Na Bolo
Yanha ek ye yellow shirt wala thoda samajdar h
Dharm matlab achhai nahi hoti hai adhho😂😂😂😂😂😂
Are yar karna, bhishm pitamah,aur dronacharya inke alag alag dharm ke liye krishna ji janm nahi liya tha unhone bharat/arvrath ke ajavo ke ander ke adharm mitane ke janm liya tha 😂😂😂😂
3 clowns judging greatest characters like karna and bhisma 😂😂😂😂
Na arjun na karna na drona. Mahabharat ka ek Matra undefeated warrior Bhishma pitaamah hai 🔥🔥
You are right bro.
Aap logon ke yahan Vachan ka koi mahatva nahin hota Hai aage Dekho pata chal jaega Karan ke bare mein Karan ke bare mein Aadha bataya hai aapko
Ab next 2 episodes ke baad Gita shuru hogi 🎉
Happy New Year to everyone🥳🥳❤
❤❤🎉🎉
Mitrata ke misaal Krishn aur Arjun hai jahan mitra ki bhalai kari jaye.. yahan Pitamah Bheeshm zidd nahu kiye koi balki Bheeshm apman kiye Karn ka jispe Karn gussa hoke kaha ki jab tak Pitamah zinda hai vo yuddh nahi karega, yahan Duryodhan ne nahi chorda Pitamah ko balki Karn ne apne ghamand ke aage apne mitra ka saath aakhir samay me chorda, serial ne ulta dikhaya
In reality karn starting m isliye ranbhumi me nhi jate hai kyuki wo apne parakram ka credit Pitamah bhism ko nhi dena chahte the.
To fir guru drona ke senapati hone pr kese yuddh kr liya or vo bhi Karn ne hi kaha tha ki unhe banaya jaaye. Parakram ka credit wali baat unhone ese hi kahi thi kyonki Bhishma unhe apmaanit kr rhe the...
Sadiq tumhare U tube family ko atleast New Year to wish karo❤
Wo nhi karenge. Pakistani jo hai. Unka kaam sirf indian viewership lena hai.
@vidyadesai3354 Lagta to aisehi hai.kisikobhi wish karna waisebhi Islam me haram hai.
Karan abhi bhi sab se sakisali sahi hai lekin adharmi hai
Mahabharat se sikho kon galath hai kon sahi hai ya math dekho mahabharat shikne ke liye hai