Gadda Paak Karne Ka Practical Tariqa | Shia Practical Rules | Gadda Kaise Paak Karein? | Blankets |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 вер 2024
  • #SabeelMedia #SabeelAhkam #SabeelComment #practicalAhkam
    SabeelMedia
    Sabeel Ahkam
    SabeelComment
    Question
    Gadda Paak Karne Ka Practical Tariqa |
    Shia Practical Rules |
    Gadda Kaise Paak Karein? |
    / sabeelmedia
    Want to Support us.
    Donate us now...
    Contact on WhatsApp
    +918928514110

КОМЕНТАРІ • 43

  • @sakumakamani1056
    @sakumakamani1056 4 дні тому +7

    Question #: jazakallah..aapne bataya sahi.. par ye corner vala bataya... But center ko kaise Pak karne ka?? Center gadda aise pisab ya ayne najasat Pak kar sakte hai.. center s nichod nahi sakte our Pani nikal nahi sakte to uska tarik bataiye?? (Jo sofa soft with hard woolens ho.. )
    Jiska gaddi nikal na sakti ho...

  • @aliahmad-qc5hp
    @aliahmad-qc5hp 6 днів тому

    جزاک اللہ

  • @zehrakarrar4447
    @zehrakarrar4447 6 днів тому

    Jazakallahkhair

  • @babarali-jn6se
    @babarali-jn6se 4 дні тому

    Subhan Allah

  • @Ali_Kamil
    @Ali_Kamil 5 днів тому +1

    Asalam u alaikum Moulana Sahib, mera ek sawal hai.. Sawal Trading ke mutaliq hai.
    Kya Trading (Futures and Options) in Crypto, Forex, Binary and Share Market HALAL hai ya HARAM.

  • @NoorFatima-ye7tq
    @NoorFatima-ye7tq 5 днів тому

    JazakAllah

  • @AbidaKhanum-q1f
    @AbidaKhanum-q1f 5 днів тому

    Jazakallah❤

  • @Ahmed_Hussain_rush
    @Ahmed_Hussain_rush 5 днів тому

    aga jan make a video pratical namaz

  • @Ahmed_Hussain_rush
    @Ahmed_Hussain_rush 5 днів тому

    proper five time pray its humble request aga jan thaks you .

  • @KaneezJafri72
    @KaneezJafri72 4 дні тому

    Kya najasat wala gadda ya sofa dhup{sunlight} mai rakhne se paak hojata hai ?

    • @arzoofatemabadami548
      @arzoofatemabadami548 3 дні тому

      Nahi

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  3 дні тому

      nhi pak nahi hota hai , han sukh jane ki wajh se nijasat dusri jaha us waqt jaye gi jab koi gili cheez us jagah par lage jo hissa najis tha .warna koi sukhi cheez lage(us najis hisse ke sukhne ) ke bad to koi masla nahi hai

  • @moinulhossain9638
    @moinulhossain9638 6 днів тому

    Qibla, aap qaleen pak karne ka process bata diya hy, magar qaleen ke neeche jo floor hota hy wo bhi to najees ho jata hy. Usko kaise paak karein?

    • @Nayab110
      @Nayab110 5 днів тому +1

      Qaleen hta kr dhul do 😊

  • @HasanRizvi-n5s
    @HasanRizvi-n5s 5 днів тому

    سلام علیکم ماں کے دودھ میں اور باہر کے دودھ میں فرق تو نہیں ہے ❤

  • @ZAZzzz1245
    @ZAZzzz1245 6 днів тому

    Molana sahab ap keh rahy hain k gadda agr najis ho jaye peshab ya mani se to usko nichrona zaroori nahi ha jb k aiyot ullah sistani ki official website pe likha ha k nichorna zaroori ha.

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  5 днів тому

      plz ghaur se puri video dekhen ki kab nichodna zaroori hai aur kab nahi , jazakallah

  • @علیمحمدفقیر
    @علیمحمدفقیر 5 днів тому

    اسلام علیکم
    آج کل فرش نیچے سے بند ہوتا (ٹیپ وغیرہ سے) اگر وہ فرش نجس ہو جائے۔۔اسے کیسے پاک کیا جائے گا؟

  • @ghalibhassan1455
    @ghalibhassan1455 2 дні тому +1

    AoA
    Pls, spring matteres jo peshab sy najis ho jaye, usko pak krnay k tariqa bayan kijiye
    With regards

  • @sanarizviriyaz1932
    @sanarizviriyaz1932 5 днів тому +1

    S/A, agar Gadde ya Sofe ke beech ke hisse me najasat ho tou kis taraha paani daala jaye aur kaise aage ke steps anjaam diye jaaye. Plz answer karein. jazakallah.

  • @salimjaved1226
    @salimjaved1226 16 годин тому

    Salamun alykum
    Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?

  • @salimjaved1226
    @salimjaved1226 16 годин тому

    Salamun alykum
    Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?

  • @salimjaved1226
    @salimjaved1226 16 годин тому

    Salamun alykum
    Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?

  • @sk23583
    @sk23583 День тому

    Maulana paak karne ke liye humlog teen martaba ghota karte hain lakin aapne do martaba bataya hai ??.inme se kya sahi hai 2 mrtaba ya 3 martaba ...plz answer me❤

  • @sobiazulfiqar8593
    @sobiazulfiqar8593 15 годин тому

    Spring mattress jo baray bachy k peshab sy najis ho jaey tu kya karien

  • @talatzahra8186
    @talatzahra8186 День тому

    Aoa plz mujhy ya battain keh hum Bank sa lown la kr ghr bana sakty hain aik arsa ho gaya h rent daty hoy or abhe bhe itna nahin h keh ghr khareed sakain rahnami farmain

  • @nazmabano2585
    @nazmabano2585 22 години тому

    Bahut khub, behtar jankari

  • @SyedZulqarnainHaider-ds8ju
    @SyedZulqarnainHaider-ds8ju День тому

    Molana bad ka gadda pak kaise hoga?

  • @Queenzee12345
    @Queenzee12345 22 години тому

    Please make videos on namaz series its importance

  • @faheemzehrazaidi313.
    @faheemzehrazaidi313. День тому

    Jazak Allah

  • @waqarmirza2536
    @waqarmirza2536 День тому

    Jazakallah

  • @lifeandliving110
    @lifeandliving110 День тому

    ❤❤❤❤

  • @MohammdAli-e9n
    @MohammdAli-e9n 6 днів тому

    Mashallah good information bahot khub

  • @Prorobloxgamer89
    @Prorobloxgamer89 3 дні тому

    Bed ke gadde ka pak karne ka treeqa batayen

  • @fayyazmustafayousafzai3529
    @fayyazmustafayousafzai3529 5 днів тому

    Both e umda tareeka a smjaney ka or ya both e khad deeni masahil a jin ko samajna zarori a jazak allah khir

  • @Nayab110
    @Nayab110 5 днів тому

    Shukriya

  • @Ashiq91
    @Ashiq91 5 днів тому

    Mashallah

  • @hadirazvi1577
    @hadirazvi1577 5 днів тому

    Jazakallah

  • @kanizpanjtan1953
    @kanizpanjtan1953 5 днів тому

    Janab s/alaikum , mujhe ye batain jo gadda sofe per attach hota hai usko kaise ghota karen ....meharbaani hogi

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  5 днів тому +1

      ws jo is mein tariqa bataya gaya hai wahi hai agar us tarh se mumikin nahi hai to phir use pak na karen han us par is baat ka khayal rakhen ki sukhne ke bad koi gila haath ya kapda tuch na ho ,us ke liye us par plastic wagera rakh kar tab upar se covr rakhen