Sabse phle leakage check karne k liye balti use nhi bada tank lo aur plastic nut use nhi dead nut use karo aur pressure release k liye gaj miter se nikalo na ki plastic nut ko dheela karke dhanvad..
Bhai mai aapki all most vidios dekhta hu plz mujhe bataiye ki hitachi ke 2 ton non invertor split ac heavy duty model Takeshi rmz 224 hfdow ke compressor mein aur out door fan mein aur indoor blower mein itni capacity ke capacitors lagane chahiye iske original capacitors company vale change kar gaye hai ye sirf 1 saal purana ac hai iska indoor 50 inches ka hai
Sir ap Accumulater ko Bhool Gaye Ho Jab Evopartor Se liquid Bach Ke Ata toh Accumulater me bo liquid ake neeche jam jata hai Jab Compressor Ki heat se Bo liquid Fir se vapour me convert ho jata hai
Bro please do not use compressor for pressurising system use nitogen only. Air will react with oil and it can lead to blast. Many technicians lost their life due to air usage. Never use air for giving pressure.
Yes sir mujhe accha laga. I wait for next topic. Aapka din suvo ho. Thank you.
Videos mast hai Bhai ekdm acche samjh aagy sab Kuch
Yah video dalne ke liye thanks sir
Aap sir guru ke guru ho 🙏
Sabse phle leakage check karne k liye balti use nhi bada tank lo aur plastic nut use nhi dead nut use karo aur pressure release k liye gaj miter se nikalo na ki plastic nut ko dheela karke dhanvad..
❤
Nice voice and video sir ji😊😊😊😊❤❤❤❤
Bhai mai aapki all most vidios dekhta hu plz mujhe bataiye ki hitachi ke 2 ton non invertor split ac heavy duty model Takeshi rmz 224 hfdow ke compressor mein aur out door fan mein aur indoor blower mein itni capacity ke capacitors lagane chahiye iske original capacitors company vale change kar gaye hai ye sirf 1 saal purana ac hai iska indoor 50 inches ka hai
Aba Maine 5 sal se ac kam nahi kiya to chargeing line ulta lagake kanfusan hi dur kar diya maja agaya tera video dekhkar
Sir kisi bhi indoor ki cooling coil me lik chack krne ke liye kitna prassure dal skte hai
Plz reply sir
Minimum 250psi
Maximum 400psi
Rust coating kaise krte hain..
Reciprocating compresser se Hi 350 psi tak Pressure dal Skate H Wait Karke
Yes
Maine ulte kam karane wale ko intjar Kiya tha
Very good information sar jay hind Jai Shri Ram
Good explanation
Bhai tv ka kaam chor kar ac me ghus raha h 😂
BHAI 3 BAAT YE BECH ME SE LEAKEGE HUA TO KIA KROGE AP
nice sir ji🙏
Super a k sir
Nice video
Sir ap Accumulater ko Bhool Gaye Ho
Jab Evopartor Se liquid Bach Ke Ata toh Accumulater me bo liquid ake neeche jam jata hai
Jab Compressor Ki heat se Bo liquid Fir se vapour me convert ho jata hai
Good 👍
E plastik ka nut used na kar.....mere frind ki Aakh (eye) chali gayi...hamesa k liye
Mere y bat yad rakna ...vo 10 sal se ac ka. Kam kar raha tha
Bhai aap se baat karni hai hame plz @@gopikanani1268
Sahi bole
Yes, High pressure ki wja se plastic nut crack ya blast ho skta hy
Right bro
evaporator coil sad chuki hae ye baar baar leak ho gi. wo jo teen char log pahle aae the wo sahi mechanic the.
BHAI PLASTIC KI USE NA KAR AGR AYE ( AAKH) CHALI GAI TO SUB GAYA BHAI
OR DUSRI CHIJ YE AK WATER TRAY ME CHAK HOTA HAI MERE BHAI
Gajab ji
Thanks sir ji
Hamari indoor coil khraab hai jaisa app ne video baneaa same asiee hi khraab hai theek nhi ho rahe please theek kardo kha par hai address apka
Bhai aap kha se ho
@@zszs7557 patiala punjab
Orient Non inverter ac me EC error ha gas b pure ha
Bhai how to make bass amplifer at home banao na
Good
Air pressure se system kharab hota bhai Natrogen pressure Dale
I'm from too odisha
Sir apne charging line olti kyo lagayi hai
Yhi mai v soch rha hu
Sir aap ki blue wali gauje theak nehi hai
Abhi charging line sahi laga
Thank u sir ji
5:52
bhai ye plastic nut ke sidhe mat khade raho warna agar khul kr agaya to samajh jao
Bhaiya meine aapko message Kiya aap dekh hi nahi rahe ho order bhi Diya hai meine plz dekh lo
कैशा मिस्ट्री पाइप तो सही लगाऊ
Charging line galat lga rkhi h ye kya sikhega
pond me dalo cooling coil ko
E3 E6 error aa rha h spilit ac main
Leekaj mil gya
🙏🙏❤❤🙏🙏❤❤👌👌
Sir charging line to sahi se laga lo ulta kahi hai
@@manojkumarrajput5220 cap isliye he lgayi bro
Rong idea n2 use karna chaya tha
Are bhai hum to yahi aise hi banate hai .kuch aur new tarika hai to batao
Bhai tum se na ban paye to mere pass bhej dena thik hai bhai 3500rs charge lagege transportation customer ka rahega
✌️
Jo aap n bnaa paye o mujhe bhej digiyega
Pahle Pani me dal rha baad me pressure bhar rha pahle kaam karne ka shi trika seeko dusro ko bhi galat tarika bta rha
Bro please do not use compressor for pressurising system use nitogen only. Air will react with oil and it can lead to blast. Many technicians lost their life due to air usage. Never use air for giving pressure.
@@Akk-kp1nh 😮
Sar aap ki video me koi aormakenik kam kar rahahe
Tec cool charging hose
lagda new kam sikhia a
Kaya.chota.se.400.yaa500.pressor.nahi.hoga
Hii sir
Hi sir
Bhai Saab charging line to sahi se lga lete
Haaa 😅 yo ham ko sikhayaga pipe hi galat lagaya 😮😅
Yaar kaam mere helpar kar lete he
Koi sahi video banaya karo
Yeh tarika sabko pata hai
Abhi charging line Sahi laga Le phr video bana
Ja ta age se dekhap na
Sir g carging line ulti lagyo h aapny
Abe Bhai nitrogen ka peresar sabse jada hota hi 2200psi
Bhai mai tere ko un Sascarib kar du
Badhne avde se
Gauge galat laga hua he
Aapka bolne ka torika bilkul atcha nohi he
2008 me karta tha me ye
Congratulations🥳🥳
अब क्या काम करते हो ।।। Pls reply
Ab Kya Karte Ho?
Ab inne Ac ka kaam Chor diya!🤡
@@SyedTajulHasanAliReza ab business karte ho ya kuch or ....
Ab next video banane band kar
😂 the ball city line is seek
Tu.beta.choorahe.ko.bataa.rhe.ho.kaya.jisko.coolng.quil.bhi.nahi.pata