Thank you so much for your comment sir i am sharing a link with you in that video i compared model paper and board paper you can clearly see the difference in that video ua-cam.com/video/EjtVPHSUEHo/v-deo.htmlsi=LDAW6quS80XbUzPT
@@CLASS_X_NOTES abbe pagal hai kya tu class 12 ka blueprint kal hi aaya hai jabki half yearly exam ke paper old blueprint ke according kab ke ban chuke hai aur board Wale pagal nahi hai jo blueprint ke hi questions denge bhai itna dimaag tere me bhi hona chahiye
Bhaiya please reply dena Mera question hai ki kya 10th ke liye bhi aisa hi hota hai agar aap reply doge to pta chal jayega or us hisab se revision kr lenge please reply bhaiya 😊😊😊
Bhai half yearly ke marks important hai kya hamara syllabus cover nahin hai Lekin ab ham acche se padh rahe Hain koi effect nahin padega percentage mein
Nahi kuch farak nahi padega important nahi hai me khud topper hu class ka class 11 commerce me mere 92 percentage the aur me abhi class 12 commerce me hu mera bhi syllabus complete nahi hua hai isliye mene socha hai ki jitna aata hai utna karke aa jaaunga half yearly me uske baad daily self study karke board me 90 percent laakar dikhaunga ab aap hi batao half yearly me kal no. Aayega aur uske baad Board me aacha no. Aayega tho log aapke half yearly ke marks nahi dekhenge aur haa half yearly and board exam se koi lena dena nahi hai udhar 80 marks ka paper hoga jitne aayenge utne me se 20 marks school ke add karlo purane exams se koi lena dena nahi hai
Nhi bhai tum gly bta rhe ho jo bola h vohi aata h jese likha h mcq aayega too mcq ho aayega dusra ni aayega
Thank you so much for your comment sir
i am sharing a link with you
in that video i compared model paper and board paper
you can clearly see the difference in that video ua-cam.com/video/EjtVPHSUEHo/v-deo.htmlsi=LDAW6quS80XbUzPT
Bas isi ka intazaar tha 😊
ALL clear bhaiya ❤❤
Bhaiya in rbse valo ne saste nshe kr rakhe physics model paper dekho questions he 9 diye or uper bola 10 ka
10 hai lekin wk ka question marking ni ki he very short me
Kya baat hai aapka channel ek din millions mai jayega mark my words I am abhay singh gurjar 16 year old study in 12th class
Thank You
Thanks bhaiya ❤@BOARD_ZONE
Yaar bhaiya bol rhe the telegram par ki wo agle saal se yt chhod rhe h
@dineshgurjar9690 yar is channel par gurjar bohut h
Bhaiya modal paper halfyearly me kitne marks score krwa skta hai???? Pls tell
70
@MAHENDRA_Livestream_7 acha
@@Blackcurrant7 ha
@@CLASS_X_NOTES abbe pagal hai kya tu class 12 ka blueprint kal hi aaya hai jabki half yearly exam ke paper old blueprint ke according kab ke ban chuke hai aur board Wale pagal nahi hai jo blueprint ke hi questions denge bhai itna dimaag tere me bhi hona chahiye
Maxmium 10 number
English Medium vote
Ok
Bhaiya please reply dena
Mera question hai ki kya 10th ke liye bhi aisa hi hota hai agar aap reply doge to pta chal jayega or us hisab se revision kr lenge please reply bhaiya 😊😊😊
Blue print ka kiya fayda 😢 yaar koi bhi question aa skta chapter se
Na beta 😂
@@SHoRts-c7k tumko kisne pusa bete
Ye blue print sirf ese student ke liye hoti hai jinko sirf pass hona hai
Bhai please chemistry ke chapter wise imp topis par bhi video bana do
Class 10th ke liye bhi change hoga kya
English language me physics and chemistry ka question bank upload hoga kya
Bhai jo 4 or 3 no. K bade questions hai vo to usi chapter se na rahenge 😮😢
4 aur 3 number ke question me chances hota hai ki vahi rahe
@Official_zinc_bgmi hn thank you
Watch Video On Channel
Bhai half yearly ke marks important hai kya hamara syllabus cover nahin hai Lekin ab ham acche se padh rahe Hain koi effect nahin padega percentage mein
Half yearly matter nahi karte end vo hi Board ke number judte hai 🎉
Give going
Nahi kuch farak nahi padega important nahi hai me khud topper hu class ka class 11 commerce me mere 92 percentage the aur me abhi class 12 commerce me hu mera bhi syllabus complete nahi hua hai isliye mene socha hai ki jitna aata hai utna karke aa jaaunga half yearly me uske baad daily self study karke board me 90 percent laakar dikhaunga ab aap hi batao half yearly me kal no. Aayega aur uske baad Board me aacha no. Aayega tho log aapke half yearly ke marks nahi dekhenge aur haa half yearly and board exam se koi lena dena nahi hai udhar 80 marks ka paper hoga jitne aayenge utne me se 20 marks school ke add karlo purane exams se koi lena dena nahi hai
@@manjudevikeer5074 bro 4 grade preparation kar rahe ho kya
Class 10 ke blueprint me vo line kyu nhi he ? 👀
Don't Worry About This
❤❤❤❤
Bhaiya last year to 1,4 chapter se numerical aaya tha physics me is bar kha se aayega
Bhai kuch keh nhi skte sbhi chaptero ki practice karo
Bhaiya class 10th Ka Shekhawati mission 100, 2025 ka kab launch hoga 🙂
Please reply
Watch Video On Channel
okay Bhaiya 😊
Bhaiya half yearly ka paper blue print ke aadhar par hoga kya??🤔🤔
Bhaiya 10th ka blhueprint m bhi aise hi change ho skte h kay Question
Sir 10th ki bhi blueprint me change hoge
👍👍👍👍👍👍
Bhai ye jo uppar Gyan , avbhodh , etc jo likha hota h uska kya mtlb h
Kisika koi matlab ni he bhai agar accha marks chahiye to only pyq aur weightage se padho agar blue print ke bharose rahoge to 70 75 tak re jaoge
@Official_zinc_bgmi thank you , Lekin mujhe pta h ye sab 😂
@Virat_kohli894 oh! 🤣 me bhi gyan pel rha hu aaj sab ko reply de rha hu
Yes Right 👍
Bhai class 10th ke lie bhi change hoga kya please reply me
Bhai jis par * Nisan aa raha he waha change hoga
Uska mtlb hai ki vo question (or) (अथवा) me aayega
Notice karo to sirf dirgautaariya aur nibandhatmak pe hi hai
Ye hi pattern rahega kya
Chemistry ka bhi batao yaar❤❤❤
Ok
half yearly kitne marks hoga kya iska marks judge
koi btoo plse
@@chitranshjain8169 is blue print se half yearly ka koi mean nahi hai sab alag rahega
@@chitranshjain8169 half yearly ka is blue print se koi lena dena ni he
@@ELEMENT_ZINC marks ko nhi judge n final maine kuch nhi padha maine koi important h to btooo
Shekhawati kb release hoga
Bahiya english ke important ques dedo flamingo book ke pleasee
Ok I Try
Hlo bhai pls arts ka liya bhi video banya keroo
Ok I Try
Chemistry ke notes dalo class 12
Bhaiya 10 me bhi hoga kya ?
@@Nihal_sonyy great video
Hello 👋 bai
SAT?
Please explain
Bhai tab ye kya kaam ka?
70 percent same rahega
70 percent same rahega ye sirf pass hone ke liye hai
Follow kre kya bhaiya
Bhai please chemistry ke chapter wise imp topis par bhi video bana do
Ok I Try