Why Muslims Pray 5 Times A Day - Non - Muslim Reaction

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 січ 2025

КОМЕНТАРІ •

  • @MohammedZubair-x7f
    @MohammedZubair-x7f 3 місяці тому +65

    Namaaz is not the Sanskrit word.. namaaz is the Persian translation for salat(prayer)

  • @innocent3163
    @innocent3163 3 місяці тому +10

    7:02 : Simple answer, Because Allah swt ordered us to pray, sometimes or often we miss it, but we repent sincerely and we seek forgiveness

  • @Hashirandshaheerlegend
    @Hashirandshaheerlegend 3 місяці тому +30

    Namaz is not Sanskrit word it's a Persian word and in Arabic language it's salah

  • @faizanspace2826
    @faizanspace2826 3 місяці тому +6

    The word "Namaz" originates from the Persian language, which was influenced by Middle Persian (Pahlavi). It is used predominantly in Persian-speaking countries, as well as in South Asia (e.g., India, Pakistan). "Namaz" refers to the Islamic practice of ritual prayer.
    In Arabic, the original term is "Ṣalāh" (صلاة), meaning prayer or worship, which is one of the Five Pillars of Islam. The Persian term "Namaz" became widely adopted due to historical Persian influence in Islamic culture and regions under Persian rule.

  • @shehrozali1779
    @shehrozali1779 3 місяці тому +10

    Namaz is a defense strategy to keep safe from sinful desires and constant reminder of ALLAH

  • @hopeever786
    @hopeever786 3 місяці тому +10

    Salah is the means of connection with Allah

  • @AbdalQamroosh
    @AbdalQamroosh 3 місяці тому +9

    Bhai doosri baar Namaz is not Sanskrit word is the Persian translation for Salah ( prayer ) .

  • @ridamalik9370
    @ridamalik9370 3 місяці тому +2

    Simple ye h k
    1..Allah se connection banta hai
    2. Allah ko yaad rkhta hai
    3. Discipline sikhati hai
    4. In the Quran, Allah says:
    "O you who believe! Seek help in patience and prayer (Salah)." (Surah Al-Baqarah, Verse 153)
    (Means koi preshani ho namaz or sbr se madad Leni hai )
    5.The Prophet Muhammad (peace be upon him) said:
    "Prayer (Salah) prevents one from shameful and unjust deeds." (Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1335)
    6.purity and so on........

  • @nomansami4260
    @nomansami4260 3 місяці тому +2

    Bhai namaz 5 time parhne ka jo tareeqa hota woh same hota hai bas rakaat kam zyada hoti hai jese ke fajar k time 2 sunat 2 farz phir zuhar k time 4 sunat phir 4 farz phi 2 sunat and 2 nafil phir asar ki namaz me 4 sunat 4 farz phir maghrib ki namaz me 3 farz 2 sunat 2 nafil us ke bad isha jo last namaz hoti hai us me 4 sunat 4 farz 3 witir 2 nafil

  • @farehamalik2378
    @farehamalik2378 3 місяці тому +4

    When you start offering namaz you'll be habitual of it and then never want to miss it .. namaz is a peach

  • @MisskhanKhan-zc5ol
    @MisskhanKhan-zc5ol 3 місяці тому +10

    Namaz word is Persian Urdu word

  • @DarkQueen1000
    @DarkQueen1000 3 місяці тому +3

    Hazrat Mohammad SWS se pehle jitne nabi aye the unke time me koi namaz nhi thi... Namaz ek special gift he Hazrat Mohammad SWS ke ummat means hamare lia Allah ke taraf se jiske madatse hum Allah ke karib hote he... Jo meraj ke time Allah ne Mohammad SWS ko dia tha.. Yea ek long story he apko react karna chahie

  • @Deen-e-islam-j4w
    @Deen-e-islam-j4w 3 місяці тому +5

    Namaz momin ki mairaj hai iska matlab har waqt Allah ki yaad rahe ❤

  • @HasnainShah-m1n
    @HasnainShah-m1n 3 місяці тому +2

    5 times namaz is for our discipline and safe the from sins and remember the our one and only lord

  • @fariaandmomscuisines8508
    @fariaandmomscuisines8508 4 дні тому

    Namaz(Salah) is basically to connect with your creator (Allah), where you can share your pain,asks for your demands... where your all questions are answered by the almighty Allah...

  • @letstry6897
    @letstry6897 3 місяці тому +1

    5 namazyn alag alag time main padhni hoti hain... Hr namaz ka ek specific time frame hota hai us k ander hi wo namaz padhi jati agr us time frmae main nahi padh saky to namaz qaza ho jati phir usy next namaz k sath qaza padhty hain...
    Hr namaz padhny ka process same hai but uski raka'at different hain

  • @blackhunter267
    @blackhunter267 3 місяці тому +9

    Hazrat Ali hamare pyare nabi ke chacha zaat bhai the unhone Khabar ko fata Kiya unhe Allah ka sher kaha jata hai hamare pyare nabi ne khud farmaya ta khabar ke mauka per ke jiska main maula uska Ali maula Jo Ali se mohabbat karega usse Allah aur uska nabi bhi mohabbat karega aur jo Ali se nafrat karega use Allah aur uska nabi bhi nafrat karega Hazrat Ali ka islami bahut bada Role hai aap unke bare mein abhi kuchh Nahin jante unke bare mein search karo to pata lagega na

  • @itsrumman
    @itsrumman 3 місяці тому +3

    Namaz is a persian word not sankskrit. Also there is a huge difference between Islam and Sikhism. Sikh people believe in many things of hinduism, Islam has nothing to do with it. As per Sikhism Gurugranth is a living God , In Islam Quran is word of God. Not God Himself.

  • @Quran.o.sunnah
    @Quran.o.sunnah 14 днів тому

    Hazrat Muhammad saw meraaj ki raat 7th asmaan py gy thy hazrat jibraeel k sath wahan py Allah ny gift dya tha nimaz k din main 50 prhain mry bndy mgr Ap saw ny km kra k 5 kra li k ni prh skaingy.to is ly prhty hain taky yad rhy k hum Allah k bndy hain ghulaam hain apni mrzi ni chla skty Allah k aagy.aur Allah khush hta hy is k bdly jannat milygi aakhrat main

  • @affanmusa3246
    @affanmusa3246 3 місяці тому +1

    5time namaz is lie parhte hain ta k gunnaho se dor Rahe or namaz humari health k lie bht achi hai ye science me prove kar dia hai

  • @anniee397
    @anniee397 3 місяці тому +3

    Russian magician said she can't touch muslims.HASI TV CHANNEL

  • @JahangeerLehri
    @JahangeerLehri 3 місяці тому +1

    6am fajr
    2pm zohar
    5pm asr
    6.30 pm maghrib
    8pm isha ye 5 waqat ki namaz hai

  • @AbdalQamroosh
    @AbdalQamroosh 3 місяці тому +1

    Bhai koi jaruri nhi ki ek hi padh sakte hain aap koi bhi surah fatiha ke baad aap koi bhi chhoti badi surah aap lga sakte hain ya nhi bhi kyunki Namaz mein Surah padhi jaati hai aur jabb surah padhi jaati hai to usmein ek common surah hai jo harr namaz mein padhi jaati hai uss surah ka naam hai surah fatiha uske baad hi koi bhi surah aap lgana jaruri jaise quran mein chhoti badi surah ko

  • @AqsaShazad
    @AqsaShazad 3 місяці тому +3

    Ap ramsha slyana video par reaction dy numaz hy every question solve ho Jay gy

  • @montykhan8977
    @montykhan8977 3 місяці тому +3

    5 time namaz prophet Muhmmad k tym farz hui h musa k tym 3 tym pdte te yahudi aur 5 tym pdne ka mtlb h k jisne hime bnaya k hum uske lie thoda tym nikale ek hi chij pdte h aur iska fayda insan ko hi h aur namaz pdte tym Allah sbse kareeb hots h

  • @MisskhanKhan-zc5ol
    @MisskhanKhan-zc5ol 3 місяці тому +1

    5 times namaz me rakatay Hoti hai Jese
    1( fajar me 4 rakat 2 sunnat 2 farz)
    2( zuhar me 12 rakat 4 sunnat 4 farz 2 sunnat 2 nafal)
    3(asar 8 rakat 4 sunnat 4 farz)
    4(magrib 7rakat 3 farz 2 sunnat 2 nafal)
    5(isha 17 rakat 4 sunnat 4 farz 2 sunnat 2 nafal 3 witar 2 nafal) hai

  • @IntkhabHayatOfficial
    @IntkhabHayatOfficial 3 місяці тому

    8:00 Namaz humain ALLAH se connected rakhti hai, is tarah humain gunah karne se DAR lagta hai. Jo NAMAZ ni parhty wo dunya mein GUM ho jaty hain or unse gunah ho jaty hain. 5 bar NAMAZ parhny se body ki EXERCISE ki need bhi pori hoti rehti hai. Science bhi sabit karti hai. Pehli Namaz #1 Subah sunrise se pehle parhty hain, #2 Dopeher ko 1 se 2 ke beach, #3 Shaam ko 4 se 5 ke beach, #4 Sunset ke waqt, or #5 almost 7 se 9 ke beach sone se pehle parhty hain. Har namaz ki duration alag hai. Sab Namaz ki collective duration almost 1 hour 30min banta hai. Namaz ISHA #5 wali Namaz sabse zyada duration wali hai,

  • @shahzebkhan3670
    @shahzebkhan3670 3 місяці тому +1

    5 time pray approximately 15 min per prayer... Same in every pray... You read first chapter of Quran surah Fateh also read in every prayer

  • @ZubairRasool-dz5hx
    @ZubairRasool-dz5hx 3 місяці тому +1

    Namaaz is not a sanskrit word its a Persian word which is the translation of the salah means prayer, salah itself is an Arabic word means prayer it seems that with all the respect that person doesn't know that namaaz is not a sanskrit word but a Persian word.

  • @shuaibhussain5776
    @shuaibhussain5776 3 місяці тому +1

    I just want to continue giving infirmation about Khilafat as I mentioned in other reaction vedio about the last Caliph.
    Real khilafat was Khilafat e Rashida that was for 30 yeaes.
    Other khilafat were a kind of Kingdom. They called themselves Khalfa but actually they acted like Kings or the Emperors.
    Khilafat e Rashida (Pious Caliphate):
    Hazrat Abu Bakr (Radiallahu anhu) for 2 years.
    Hazat Omar (Radiallahu anhu) for 10 years and 6 months.
    Hazrat Usman (Radiallahu anhu) for 13 years.
    Hazrat Ali (Radiallahu anhu) for 4 years.
    Hazrat Imam Hasan (Radiallahu anhu) for 6 months.
    Khilafat e Rashida ended and Khilafat e Banu Umaiya started.
    Hazrat Ameer Muaviya (Radiallahu anhu) became Khalfa. He ruled for 20 years and after his death his son Yazeed took over but muslims did not like him because he was a bad person. At his time, Hazrat Imam Hussain (Radiallahu anhu) got Shahadat by Yazeedi army.
    In Banu Umaiya Khilafat only one person was a real Khlifa who did not want to become Khalifa. When the previous Khalfa chose him the next Khlifa of Islamic empire, he resigned right a way but people forced him to become Khlifa. His name was Hazrat Omar bin Abdul Aziz. His mother was the grand daughter of Hazrat Omar (Radiallahu anhu), the second pious Caliph.

  • @Arshad-g1o
    @Arshad-g1o 3 місяці тому +1

    Hum aik Allah ko manty Hain aik Rasool or aik Quran
    Is k elawa koi ebata k laik nhi.
    From 🇵🇰

  • @sanakhan-qb7gm
    @sanakhan-qb7gm 3 місяці тому +1

    Watch ramsha sultan's video if you want to know more about namaz and why we pray it for five times a day you will get the better answer

  • @iandeverythingsilly
    @iandeverythingsilly 2 місяці тому

    Hi , so namas and namaz are two seperate words which have significant similarty because of the meaning , but namas is sanskrit and namaz is persian.
    The terms "namas" and "namaz" share a significant connection rooted in their meanings related to bowing or
    submission, which is central to both Hindu and Islamic practices of prayer. Here's a breakdown of their
    relationship:
    Etymology of "Namas":
    The Sanskrit word "namas" (74R) is derived from the root "nam," which means "to bow" or "to prostrate." It signifies an act of reverence or submission, often used in greetings and prayersoe 2. Meaning of "Namaz":
    "Namaz" is the Persian term for the Islamic practice of prayer, also known as "Salah" in Arabic. The
    word "namaz" is believed to have been derived from the Sanskrit "namas," reflecting a similar
    concept of bowing or submission to a higher powera@@.
    3. Cultural Context:
    In Hinduism, "namas" is used in various contexts, such as in the greeting "namaste," which means "I
    bow to you." This reflects a gesture of respect and reverence.
    In Islam, "namaz" refers to the five daily prayers that involve specific physical postures, including
    bowing and prostration, symbolizing submission to Allah@0.
    4. Lingulstlc Connectfon:
    Both terms highlight the act of bowing as a form of worship and respect. The linguistic connection underscores the shared cultural and religious heritage between the regions where these practices originated9@.
    In summary, "namas" and "namaz" are etymologically linked through their shared emphasis on bowing and
    submission, reflecting similar spiritual practices in Hinduism and Islam.

  • @ghufranClasher06981
    @ghufranClasher06981 3 місяці тому +1

    Maula Hazrat Ali bin Abi Talib (A.S) [LION OF ALLAH] by Peer AJMAL RAZA QADRI ❤ please

  • @binteabbas9839
    @binteabbas9839 3 місяці тому

    I have watched your one video where you too have appreciated recitation of Mishray Rashid... Oh it's really amazing is recitation is my favourite. Please react on recitation by mishray Rashid alafsay. Koi bhi surah. Sukooonnnnnnnn ek Quran phir itni pyari recitation roney ka dil krta hai and surah Duha recitation by rijdaal ahmed & mishray rashid alafsay ohhh it's amazing. I am not lying i was in extreme depression & hopelessness Quran helped me throughout i am really doing good Alhamdulillah & Surah Duha is my favourite it just calm panic attacks

  • @mdanishkhokhar-l3z
    @mdanishkhokhar-l3z 3 місяці тому +1

    Ramsha sultan ki video mn accurate bataya gya ha why we offer prayer

  • @mr.perfect1953
    @mr.perfect1953 3 місяці тому +3

    Please react Insaan ki aukaat by engineer Muhammad Ali Mirza please reactoin

  • @syedaamsa8144
    @syedaamsa8144 3 місяці тому +2

    5 times namaz hoti hai jin kai nam yai hai
    1.fajar
    2 zuhar
    3 Asar
    4 magrib
    5 isha
    Jinmak mai ek hi chiz pari jati hai pori namaz sai hiti hai bs namaz ki rakatai allah allag hoti hai jesai fajar mai 2 rakat zuhar or asar or isha mai 4 or magrib mai 3 ( farz)
    Baki yai hai kai Quran mai namaz kai 3 waqat ai hai subha ki dupair ki or rat ki prophet Muhammad nai namaz mila. Kar bhi pari hai tskai logo ko problem na. Ho or won easily par sakai jesai zuhar or asar ki mila kar parlai or magrib or isha ki mila kar parai or fajar ki apnai time par islam bhot esay hai bs musalmano nai khud is ko bhot mushkil banaya hwa hai

  • @Yunus_dhulkifi
    @Yunus_dhulkifi 3 місяці тому

    Namaz is a way of connecting to your lord.
    Namaz is a disciplinary life style

  • @mirzaibrahim1669
    @mirzaibrahim1669 3 місяці тому +1

    Namaz is not Sanskrit word

  • @Maiz_khan_micheal
    @Maiz_khan_micheal 3 місяці тому +1

    Sir ye insaan jo bata raha hai wo sahi nahi hai aur namaz Sanskrit ka word nahi hai kya bol raha hai ye galat hai...

  • @syedanwerali8796
    @syedanwerali8796 3 місяці тому +1

    5 time namaz padhne ka Hukum Allah ne Diya hai

  • @uniorgamer7689
    @uniorgamer7689 3 місяці тому +1

    Namaz is not a Sanskrit word

  • @Shaakvlogs
    @Shaakvlogs 3 місяці тому

    InshaAllah ye dono Muslim ho jayga

  • @faizanspace2826
    @faizanspace2826 3 місяці тому

    Allah aurr Prophet ka naam ek sath liya jata hai.
    That is the significance of our beloved prophet.

  • @blackhunter267
    @blackhunter267 3 місяці тому +4

    Hazrat Ali Islam ke 4 khalifa hai aur last khalifa b Islam mein sirf 4 khalifa hai

    • @syedaamsa8144
      @syedaamsa8144 3 місяці тому +1

      Bade Khuda bade nabi sab sai barab Ali Ali❤❤

    • @rehmanalirajpoot5540
      @rehmanalirajpoot5540 3 місяці тому

      khalifa mean is ruler. aur islam main sirf 4 khalifa nahi hain. pehly 4 rashdeen kehlaty hain. bad main umayyed khalifa ka era shuru hua jinka pehla khalifa muawiya ibn sufiyan the .aur dosra khalifa yazid.

    • @ghufranClasher06981
      @ghufranClasher06981 3 місяці тому +2

      ​@@syedaamsa8144Afzaliyat=No.1 Hazrat AbuBakar Siddique (R.A)
      No.4 Maula Ali (A.S)
      Fazilat=No.1 Maula Ali (A.S)

  • @SHAFAMATEEN
    @SHAFAMATEEN 3 місяці тому

    namaz ka basic purpose ha burai se rokna, namaz shrab ki halat mn jaiz nahi or apka pak hona zruri ha iske liy, jo log namaz 5 time prhty hn wo burai se door rehty hn ku k unko pta hota k thori der bad wo Allah k huzoor hazir hon gy, second is for brotherhood, jb nmazi 5 times masjid mn ikathy hoty hn to har person dusry se waqif hota ha uski mushkilat smjhta ha, ameer ghareeb ka farq ni rehta, or 5 time namaz apko Allah se qreeb krti ha, ap jb sb kam chor k 5 time uske samne jaty hn to basically ap ak promise kr rahy hoty hn k apke dunya k kam Khuda se important ni hain, another reason is described in Quran " Namaz or Sabr (patience) se madad lia kro, hum daily kisi na kisi uljhan mn hoty hn so namaz jis mn ap ye imagine krty hn k ap Khuda k samne apni mushkil rakh rahy hn or wo apko dekh raha ha to ap k dil ko sukoon milta ha

  • @SnapFusion90
    @SnapFusion90 3 місяці тому +1

    Namaz is not Sanskrit word . Namaz is Persian language word.

  • @MuhammadZiaaf313
    @MuhammadZiaaf313 3 місяці тому

    Namaz is used in languages like pashtu, Persian, Urdu, etc., for Islamic prayer, not Sanskrit. In Sanskrit, the term for prayer is 'Prarthana.'

  • @Zeeshan_ajmal01
    @Zeeshan_ajmal01 3 місяці тому +2

    Reminder a powerful bayan engineer muhammad ali mirza ki video pr reaction do

  • @sarfarazkhan-75
    @sarfarazkhan-75 3 місяці тому

    5 times salah is compulsory for Muslim ordered by Allah it was 50 times before Islam but prophet Muhammad requested to Allah to reduce for 5 times Allah accepted if we don't pray salah it's called biggest paap

  • @GhulamMustafa-tf1fh
    @GhulamMustafa-tf1fh 3 місяці тому +1

    Ramsha sultan she is an Indian her videos completely Islamic she is making videos same like your question

  • @AbbasiKuri
    @AbbasiKuri 3 місяці тому +1

    Bhai ramsha sultan ki videos m ...search krinn whn proper answer mojood h

  • @Sunflower-n9i
    @Sunflower-n9i 3 місяці тому +1

    Bhai unki video dekho jin ko islam ka sahi pta ho jis se ap ko b sahi pta chly islam k bary main.

  • @lnoorplaylist
    @lnoorplaylist 3 місяці тому

    Arabic word is salah and persian word is namaz. Urdu has taken many words from persian and that's why we use the word namaz bcz we speak Urdu

  • @Yummy-i6c
    @Yummy-i6c 3 місяці тому +1

    Please react on Ertugul

  • @hamzahanif8622
    @hamzahanif8622 3 місяці тому

    U will get all answer about islam and any queries just listen dr israr ahmed

  • @Tobehonest9999
    @Tobehonest9999 3 місяці тому

    Brother And Sister Namaz Is Persian Word 😂❤❤❤❤

  • @AneesAnnu-r2p
    @AneesAnnu-r2p 3 місяці тому

    Please reaction labbaik ya aksa naat❤❤❤

  • @mihanbaig3968
    @mihanbaig3968 3 місяці тому

    1 din mein 5 waqt ki namaj padhte Hain fajar 5: 00am Johar 1: 00pm asar 5: 00pm maghrib 6: 00pm Isha 8:00pm ajaan namaz ke waqt mein padha jata hai

    • @mihanbaig3968
      @mihanbaig3968 3 місяці тому

      Azan namaz ke waqt hone per Allah ki ibadat ke liye pukara jata hai insanon ko Allah ki ibadat karne ke liye pukara jata hai

  • @Arshad-g1o
    @Arshad-g1o 3 місяці тому

    Namaz Allah ka hukum hai or 5 times hum Allah k samny aajzi se jhuty Hain or Apne Allah ki tareef Bryan krty hain

  • @shabbirahmed-p4y
    @shabbirahmed-p4y 3 місяці тому

    Bro guru Nanak ji ne hajj v Kiya tha aur unhone Hamd Yani Allah ki tareef me arabi me poetry likhi huyinhai aur Naat v likhi hai Yani prophet ki tareef. Actually guru Nanak Muslim hi they aur wo wahi sikhsha de rahe they pr baad me sikhon ne unki baat ko chhorr k Yani gurunak Ka Lura life style agar ap dekhoge to Muslim ki Tarah hi tha..like dhadhi , pagdi kapda sabkuch unka Muslim 99 %match krti thi per baad me dhire dhire Jaise Jaise guru aate Gaye sabne apni apni baten unki baton me add krte Gaye , aur Uske baad Jaise Jaise jab guru sab chake gayen to log aur zyada isko bigaad k isko manne lage. Maine khud Jo bahot purane Sikh Hain unki gharon me makka madina Ka photo Dekha hua hai. Aur Jo bahot purane Sikh like apke dada pardada wo log Arabic jante they padhte they aur Urdu v bilte aur likhte they ye to Maine khud Dekha hai. Avi v aap jab Delhi me Karol Bagh Kisi purane sardar ki shop pr jaoge to apko hisab Urdu me likha k dega. Pr Jaise hindusim Shuru to hua tha ekeshwarwad Se pr dhire dhire unme milawat aur change aur bigaad aata gya aur aaj wo bahot saare bhgwan aur murti me manne lage waise Sikhism v jo lagvag Islam k jaisa hi tha usme v time k guzarne k baad logo ne change kr Diya. Ab to bat yehan tak a gayi hai Sikh ko v Maine Mandir me Jaye dekh aur Luka v krte dekh. Jabki Sikhism me idol worship hai hi nahi. Research think and understand

  • @mohammedshujath-uf7zd
    @mohammedshujath-uf7zd 3 місяці тому

    Hum Muslim's isliye namaz padhte kiyu ki yeh Allah ka hukum hai jisi bhi haal mein padhna hai mandatory hai mard aur aurat sab ku..... aur yeh 5 pillars mein se ek hai islam ke jaise ki......
    first pillar faith (shahada)
    Second pillar salat (namaz)
    Third pillar Alms (zakat)
    Fourth pillar saum (fasting)
    Fifth pillar pilgrimage (hajj)....aur ek baat bhai jews (yahudi) yeh log bhi namaz padhte but inlog ki 3 waqt ki hai namaz...yeh musa (moses) p.b.u.h. ke ummah hai

  • @Razabashir4
    @Razabashir4 3 місяці тому

    Namaz is theee persion word....

  • @baryalaikhan5156
    @baryalaikhan5156 3 місяці тому

    ye khuda ki taraf task he jase bigboss me task date he or karna zarori he 5 time✅❤

  • @blackhunter267
    @blackhunter267 3 місяці тому +2

    Dhyan se search karkar video per react kiya karo aap aapane Kisi aur video per react karna hota hai aur aap Kisi aur per kar dete ho

  • @Sadik-n8p
    @Sadik-n8p 3 місяці тому

    Ek simple si baat batain, kya aap jisko pyar karte hain usko dekhe or baat karke bina reh sakte hain, to hum ko jisne banaya or jisko hum sabse jada pyar karte hain uske sat sirf 5bar baat karna kya bari koi baat hain?
    But actually hum 5 time namaz parte hain because Allah ka order hain....Namaz dil ko sukun deta hain or gunah se bih bachata hain, ye baat Allah quran main bataya.

  • @ishratsheikh4844
    @ishratsheikh4844 2 місяці тому

    Ye kese imaam hen ke ek bar bhi ALLAH ka naam nahi lia

  • @anniee397
    @anniee397 3 місяці тому

    U react to this vedio.U can understand why 5 times namaz is important

  • @baryalaikhan5156
    @baryalaikhan5156 3 місяці тому

    ye khuda ki taraf task he jase bigboss me task date he or karna zarori he 5 time✅

  • @ZeeshanAli-j9m
    @ZeeshanAli-j9m 3 місяці тому

    Namaz mein nabi pak s.a.w.w pr darood shareef parhty hen to khayal aa gya na namaz mn yeh ghalat beyan kr rahe hen

  • @ifiali5497
    @ifiali5497 Місяць тому

    Allah allah he .muhmmad mustfa us k mbi radiol hain

  • @defaulter8816
    @defaulter8816 3 місяці тому

    Reaction on Khalid bin Waleed in Dekho suno jano

  • @VibeandVision-Television
    @VibeandVision-Television 3 місяці тому

    Namaz ku zruri hai usky liye namaz me jo parha jata hai us pr goor kro

  • @shamaadeel8892
    @shamaadeel8892 3 місяці тому

    You get each and every answer about islam if you react on engineer ali mirza quran tafseer class plz do it

  • @mdmosharrafansari2625
    @mdmosharrafansari2625 3 місяці тому

    Bhai nemaj me body ki fayde ka video bnao

  • @hopeever786
    @hopeever786 3 місяці тому

    Now you should know which is the ultimate truth.

  • @Imran0709
    @Imran0709 3 місяці тому

    Bhai namaz 5 time Allah pak ne har ek Muslim pr faraz Kiya hai ur ye jo thoffa hai Allah pak ne hamare nabi sw ko Meraj pr jaa kr thoffy ke tur pr diya hai ur ye har Muslim pr faraz hai yani ke lazem parrna hota hai ur qabar me sub se pehle farishte namaz ke bary me hi phochengay

  • @ThouraKhan-k6r
    @ThouraKhan-k6r 3 місяці тому

    Please reaction shadat Ali Akbar by Allama Asif Raza Alvi please reaction

  • @Maiz_khan_micheal
    @Maiz_khan_micheal 3 місяці тому

    Sir and mam reaction on ( how crown prince mohammad bin salman spends his Billions ) by zem TV

  • @krinalshrivastav7699
    @krinalshrivastav7699 3 місяці тому

    Nora Fateh aur ranveer allahbadia on namaz podcast pr react usme usne clear btaya hai

  • @sarahkazmi3656
    @sarahkazmi3656 3 місяці тому

    Namaz is a Persian word

  • @sojibrahman4691
    @sojibrahman4691 3 місяці тому

    why muslim pray 5 time by ramsha sultan please react this video

  • @ifiali5497
    @ifiali5497 Місяць тому

    Auk hi hiti hain ayat. 5nmaz farz he .us k ilawa nafli nmaz hain jo farz nhee apni dill ki marzi se phro jati he

  • @junaidurrehman4742
    @junaidurrehman4742 3 місяці тому

    Hi brother react on abdur rehman mossad quran recitation surah mozamil

  • @faizanchaudhary2036
    @faizanchaudhary2036 3 місяці тому

    Bro react to furqan qureshi blogs you’ll learn alot about islam

  • @sonakhan4277
    @sonakhan4277 3 місяці тому

    Do watch the video of dr zakir naik on this that why muslims do pray 5 times , simple, you will get your answer

  • @AbdulWaheed-uw9th
    @AbdulWaheed-uw9th 3 місяці тому

    Plz Recct Remasha SULTAN kg video namaz pr

  • @abdurrouf8443
    @abdurrouf8443 3 місяці тому

    Aapko masjid Jana Mana nahin hai paanchon time ja sakte hain aur dekh sakte hain aur imamo se poochh bhi sakte hain

  • @qurantranslation7273
    @qurantranslation7273 3 місяці тому

    Reaction on Quran recitations with English Subtitles.

  • @AlishaAbunasar
    @AlishaAbunasar 3 місяці тому +1

    Islam lekin q video name hai reaction do plz 😢😢😢😢😢

  • @AijajKhan-oc8fb
    @AijajKhan-oc8fb 3 місяці тому

    जाइये गुगल सर्च क्रीमें नमाज को अरबी में ओर उर्दु में क्या कहा गया

  • @adnanaslam3741
    @adnanaslam3741 3 місяці тому

    There is nothing about the title of this videos bro what's happening now aday you doing wrong things in your last video the title was different from the video and in this video the title is there is nothing about your title.

  • @DawoodMughal-tr8hc
    @DawoodMughal-tr8hc 3 місяці тому

    ap log kisi b molvie kisi b esi bt pr yaqee. na krein jo deen se releted ho jb tk apko quran or ahadees se cnfrm na kr lein sb kuch majud hai quran me ap khud prhein or allah tala apko hadiyat deinameen ❤quran haq or such hai....or main hr molvi ki bt ni kr raha

  • @innocent3163
    @innocent3163 3 місяці тому

    Bhai abse bhabiji to zeyada samajdar he,,,

  • @shahrukhahmed125
    @shahrukhahmed125 3 місяці тому

    Namaz word is persian not sanskrit

  • @azadbhuiya7042
    @azadbhuiya7042 3 місяці тому

    namaz is a persian word

  • @ChandKhan-wv5rw
    @ChandKhan-wv5rw 3 місяці тому

    mera 1 swal ap se he hmare yha nbi he or asmani kitab he or hmare bni jb meraj gae the allah ne 50 tim ki nmaz dithi m nbi ko km hote hote 5 rhe gi lekin allah ne kha jao agr tomgari ummat 5 time ki pdhe gi to 50 ka hi swab milga pdte isliye he allah quran me bar bar nmaz or zakt ki kherha he hmare ps hzaro khzaro sl ka itihaas he yha tkke doniya ke sb se phele admi or nbi abmaleslam ap ne kha islaam or shikh rilajn me bhossi semlerti he hme to nhi lgta ap ke yhahi nhi kisi bhe darm me nhi he hram halal ka konsb he nhi biyaz hram pig hram or jane kitni jize he bora na maniye ga

  • @LoveNoor679
    @LoveNoor679 3 місяці тому

    Hindu bagwan ko god manta han or hinduwo ka aga bagwan or ishwar ma koi farq nhi to islam or hinduism and sikhism totaly different

  • @amberslifecats999
    @amberslifecats999 3 місяці тому

    Namaz is Persian word ... Not Sanskrit... Correct this ... Im shocked wahan k Maulana bhi ulti seedhi baataydin karteyian hain just to make Hindus happy ... Asatagfirullah .