بہت زبردست کیمرہ مین اور فوٹوگرافی! مجھے ہمیشہ سے معلوم تھا کہ اگر موجودہ خرچہ جانور پالنے کا صحیح طرح لگایا جاۓ تو بہت لوگ قربانی کے اہل نہیں ہوسکتے! مطلب جانور پالنا آجکل اتنا مہنگا پڑتا ہے کہ سوال ہی پیدا نہیں ہوتا کہ اگر جانور پالنے والے پڑھے لکھے ہوتے تو کبھی اس کاروبار میں رہتے! بلکہ پبلک بھی قربانی کرنے سے پہلے سوچتی کہ وہ اسکے اہل بھی ہینکہ نہیں!
Very informative video... Thank you for discussion on this very important topic.. Many people don't understand all these factors in cattle farming.. Due to hyper inflation cattle farming and livestock is becoming infeasible... Regards Muhammad Umer Al Ahad Cattle Malir Jokhio Mandi
Hum Pakistani sahi jagah sahi kaam nahin karte. Karachi main livestock palna is almost impossible . Livestock punjab main hi palna chahiye jahan inputs for livestock feed are cheap and closer to source. Karachi walo ka shauq hai farming par karna shehar main hai which is the problem.
Bilkul sahi kaha Bhai BHT mushkil kaam hu Gaya hai Mai khud experience k liye one month pehly laya tha janwar or behtreen wanda dia dahi teal bhi istimal karwaya but cost BHT aati hai yaha Punjab phir bhi sasta hai Pani waha ka acha janwar Pani se bhi banta hai baqi Karachi me BHT mushkil kaam hai
While Indians are staring tech start ups, intellectual capital of Pakistan is wasting their time in raising qurbani k janwar in outskirts of the biggest metropolis. Don’t get me wrong, farming can be great, but educated people should be in it to develop newer, healthier breeds, cost and resource efficiency, hybrid vigour, seed stock, crops through hydroponics etc. It is just a very sad reflection of how inefficiently we use not only our natural resources but our intellectual capacities as well.
U will be got wrong cos these are capital intensive things which will increase the cost of input cutting down on profits further. Btw india is the one of the largest exporter of meat
@@muhammadansarahmed6039 yes, that’s why I said educated people need to work towards developing new breeds, developing better crops and feed to meat conversion… the guy said a cattle needs 40 lts of water per day, in a water starved city, is almost sacrilegious to waste this much of water.
@@roek7630 it’s nothing to do with competition, aik parhay likhay insaan ka shoaq aur zouq us k qabil honay ki daleel hota hai, ager aap ko cattle farming ka shoaq bhi hai tu us main aap apni qabliyat se kuch easa karain jis se waqai lagay aap ne kuch contribute kiya hai .
Rhode grass hay (10-16% cp)khilao jaan churao bhoosey jesi low value sey. Koi zaroorat nahi 10 man ka tayyar karney ki . Sirf rozana 5-8 kg hay khilao aur 2 kg wanda bohat hey .
ایسا ہی ہے ہمارے لوگ 170 روپے میں کوک پیتے ہیں پر انکو 300 روپے پر کلو پر پیدا ہونے والا دودھ 140 روپے میں چاہیے اور وہ بھی خالص 😂 پالو بچوں کو پھر کوک پے ہی
یہ بات صحیح ہے کہ اب بکری کو پالنے کا خرچہ ؛زیادہ ہے اور گا ہک اتنے پیسے نہیں لگا تے وہ شکار کرنے کی کوشش میں ہو تے ہیں یہ نہیں سوچتے کہ پا لنے کا خرچہ پورا نہیں ہو تا.
Jab taq baray cattle farms walay karachi may apnay black money ko white karaingay , udhar par kam kartay rahain gay janwaron kay rates neechay nahi aiaain gay, pallai muskil hay mehngi hay par itni bhi nahi kay return na milay
5man gosht bachra Monthly expense Wanda 170×5kg = daily 850 = per month = 25.5k Bhusa 22.5x 3kg= daily 67.5 = per month = 2025 Kuttar 15x10kg = daily 150 = per month = 4500 Vaccine ,medicine,masala= per month 1000 Gas,pani,bijili= per month 500 Gobar uthany wali gari= per month 500 per janwar Balu matti = 200 per month Rent 30k total janwar 25 per janwar = 1200 Yea karachi mai hisab kitab hojata hai uper nechy agr maal dhank sy palo phir jab bacha palta hai tuo lagta bhi hai kay mandi sy nhi uthaya balky kisi farm sy maal lai ho bht farq hota hai jin ko tameez hai maal ki sirf unko farq pata hota hai jo nechy comments kar rhy hain unko maal ki tameez bhi nhi hogi beshak punjab ky maal mai or karachi kay maal mai farq hota hai paison ka tuo itni hoshiyari na karo Karachi ka maal her suraat mai mehnga hota hai
Bhai humnay hissa dala hai 24 kg gosht mila gaye ka aur 27 hazar humnay total diya tha Punjab ma..Har cheez ka tarika hota hai jo munasib janwar ho mandi ma bik jata hai ... Jab ap lakh rupay aik mann kay hisaab say lagaingay to kon khareedega!!
@@noforko2 City ma mushkil hota hai kyun kay chara nai milta isilye log zara door jatay hain gaon walay area ma janwar khareednay iska yh matlab nahi kay insan 15 lakh ya 25 lakh ka he khareeday jo makhan khaa kar pala hua ho..
میں نے 6 سال عید والے بچڑے کا کام کیا لیکن اس سال میں نے کام ختم کر دیا شوق ابھی بھی ہے لیکن اب نقصان سے ڈر لگ گیا ہے سوچتا ہو صرف ایک بچڑا میں خود اپنے لئے پالو لیکن پھر جگہ کا مسئلہ آجاتا ہے یہ تو میرا تجربہ ہے آپ بچڑا پال کر سیل کرو گئے تو صرف اب نقصان ہے یہ جو آخری سال گیا ہے اس مہنگائی نے چوکڑیا بول دی ہے
i wonder why is he raising cattle in karachi ? if he got enough investment going on why not move to punjab and raise cattle there and sell in karachi .
Sorry to say lekin mai khud bhi janwar palta itni bhi coat nhi hai jitni aap bolrhey ho cost effective tareka apnayen maal sasti jaga se mangwayen mashwaray karein tou nuksan nhi hoga
@@muhammadhammad6572 palai palai ka farq hai zinda rakhny mai or maal pal ny mai khali wanda dyna nhi hota uska hazam kara na bhi hota hai health care bhi rakhni hoti hai jo sab sy mushkil part hai
kon sa farm de raha hai 25 hazar mai 5 man wale ko 10 man tak kar dega aik saal mai? ja kar maloom karen sir ,,,,50 se 60 hazar per month mang rahen hai sab
اگر نقصان ہو رہا ہے تو پھر یہ کام کیوں کرتے ہو؟ لاکھوں نہیں بلکہ کروڑوں کماتے ہو اسی لئے یہ کام کرتے ہو اس لئے کہانی مت کرواو۔ جانور پالنے کیلئے فارم ہوتے ہیں کراچی شہر میں تمہیں کس نے کہا کہ جانور پالو؟ اربن ایریا میں پالو گے تو تقصان تو ہو گا
15 man vachra fath jangiya 4 dant 320 main bech kay aye coste ka hasab se woh 5 lak ka ban jata tha is baar bhot shakaar laga awam ka farmers barbaad hogay koi shak nae apki baat pay
Bhai is shodageeri ney bera gharaq kiya hey kaheen sey bhi koi sense hi nahi banta kisi janwar key 20/30 lakh ka, purey Pakistan mein achchey sa achcha janwar Qurbani key dinu mein 50/55K fi Mann sey ziyada ka hisab nahi banta menhgai hui hey tu 80/85K ka janwar bhi tu ab 170/180 mein bikta hey aur kiya khoon piyu gey bhai Karachi mein 10 lakh ka bikney wala janwar Aram sey 5 ya 6 lakh ka Multan sey milta hey 4/6 maheeney pehley la kar aram sey 2/3 lakh fi janwar ka profit kamao
karachi mai 2000 hai ,,,agar koi ais se kam sale kar raha hai tu vo abkri ka sale kar rah hai bahut fruadia bathe hai ,,,ap bakra samjh kar bakri khate raho
aik tou is bhai ki calculations ki ghalat hyn....jis category ka maak isney kharra kiya hy aisa maal kabsey 55/60 hazar mahina khaanay lag gaya bhai?? aur agar 50 se 60 hazar mahina khila rahy hou tou janwar ki palai ka result bhu dekhao wesa
Sahi baat hai bhai, aise janwer to Khuda ki qasam maine Sindh mai ghaans par palte dekhien hein, jinko wanda bhi unki zindagi ke akhri 2 mahino mai milta hai xD, janwer ki genetics achi ho to woh sirf normal ghaans aur fasal ki wastage kha kha kar 6 se 7 mann meat weight pakar leta hai, ab ye janwer BOHUT hota hai aik family keliye lekin awam mai showbazi agayi hai aur cattlefarmers mai junoon, aray bhai sirf vande se thori hoga kuch, isme government ko chahiye ke bahir ki breeds idhar hybrids ke taur pe layi jaye jisse na sirf gosht ki kami nahi hogi, awam ko qurbani ka janwer lene mai kharcha bhi utna nahi karna parega.
Pehla bnda h jo khul k sb bol gaya, zabardst ehtesham, ye batein hoti hain btany wali
بہت زبردست کیمرہ مین اور فوٹوگرافی! مجھے ہمیشہ سے معلوم تھا کہ اگر موجودہ خرچہ جانور پالنے کا صحیح طرح لگایا جاۓ تو بہت لوگ قربانی کے اہل نہیں ہوسکتے! مطلب جانور پالنا آجکل اتنا مہنگا پڑتا ہے کہ سوال ہی پیدا نہیں ہوتا کہ اگر جانور پالنے والے پڑھے لکھے ہوتے تو کبھی اس کاروبار میں رہتے! بلکہ پبلک بھی قربانی کرنے سے پہلے سوچتی کہ وہ اسکے اہل بھی ہینکہ نہیں!
درست فرمایا آپ نے۔
پاکستان میں جسکی بھی کہانی سنو گے واپسی میں 100 یا 50 دے کے ہی اٹھو گے😂😅
VIP maza agaya a friendly talk with legitimate information
بہت شکریہ۔
Very informative video... Thank you for discussion on this very important topic.. Many people don't understand all these factors in cattle farming.. Due to hyper inflation cattle farming and livestock is becoming infeasible...
Regards
Muhammad Umer
Al Ahad Cattle
Malir Jokhio Mandi
Thank you so much for your comments. We hope things get better for everyone and specially cattle farmers
Hum Pakistani sahi jagah sahi kaam nahin karte. Karachi main livestock palna is almost impossible . Livestock punjab main hi palna chahiye jahan inputs for livestock feed are cheap and closer to source. Karachi walo ka shauq hai farming par karna shehar main hai which is the problem.
Yes absolutely right . Isy liye me nay Interior shift kr diya hai apna farm
It's right there is no way to get profit in punjab also in live stock market at Eid.
Bhai punjab mein bi it's almost impossible now on organic feeds. Jo medicines dete hain bs wo theek hain. 😊
بلکل درست بھائی
Thank you for watching Raftar content.
Absolutely right
Thanks
Bilkul sahi kaha Bhai BHT mushkil kaam hu Gaya hai Mai khud experience k liye one month pehly laya tha janwar or behtreen wanda dia dahi teal bhi istimal karwaya but cost BHT aati hai yaha Punjab phir bhi sasta hai Pani waha ka acha janwar Pani se bhi banta hai baqi Karachi me BHT mushkil kaam hai
Thank you for watching Raftar content.
بھائی جان نے بالکل درست فرمایا ہے
Yr kia daity han whohi tu batna hai ??
While Indians are staring tech start ups, intellectual capital of Pakistan is wasting their time in raising qurbani k janwar in outskirts of the biggest metropolis. Don’t get me wrong, farming can be great, but educated people should be in it to develop newer, healthier breeds, cost and resource efficiency, hybrid vigour, seed stock, crops through hydroponics etc. It is just a very sad reflection of how inefficiently we use not only our natural resources but our intellectual capacities as well.
U will be got wrong cos these are capital intensive things which will increase the cost of input cutting down on profits further. Btw india is the one of the largest exporter of meat
@@muhammadansarahmed6039 yes, that’s why I said educated people need to work towards developing new breeds, developing better crops and feed to meat conversion… the guy said a cattle needs 40 lts of water per day, in a water starved city, is almost sacrilegious to waste this much of water.
آپ بھی اپنی جگہ پر ٹھیک ہیں۔
People want to live their life. Doing stuff for mere competition is not for everyone.
@@roek7630 it’s nothing to do with competition, aik parhay likhay insaan ka shoaq aur zouq us k qabil honay ki daleel hota hai, ager aap ko cattle farming ka shoaq bhi hai tu us main aap apni qabliyat se kuch easa karain jis se waqai lagay aap ne kuch contribute kiya hai .
Very good informative Video
زبردست 👍
Thank you
To raise a sacrificial animal in punjab RAHIM YAR KHAN the daily cost per animal vary between 820-850
we already shut down last year 😅... is saal ek kerdiya, baqi 2 next year k kharay hain...
khalis tareekay se ye karobaar ab nahi hosakta.
Same to you brother
100 💯 percent agree 👍
Bhai punjab mai b bohat mehngai hai is saal toori 50 rupay kilo aur chilka 140 rupay kilo mill raha tha
I really like the content and i am really surprised u have just 8.5k subscribers.
Thank you for watching Raftar content.
Zabardast mashaallah ❤️
Thank you for watching Raftar content.
Excellent lively video on topic.
Kon sa camera use kia hey boaht acha result hey?
Bilkul thek khere hen yeee bhai mnhgaii ki waja kar yeee shoq k end hote jara hy
درست فرمایا آپ نے، ویڈیو دیکھنے کیلیے شکریہ
Rhode grass hay (10-16% cp)khilao jaan churao bhoosey jesi low value sey.
Koi zaroorat nahi 10 man ka tayyar karney ki . Sirf rozana 5-8 kg hay khilao aur 2 kg wanda bohat hey .
Apko bat thek h,likin qurbani to AJ Bhi buht zyda ho rahi h ,buht acha Mal Qurban ho raha h.
Nice video
Thank you for watching Raftar content.
ایسا ہی ہے ہمارے لوگ 170 روپے میں کوک پیتے ہیں پر انکو 300 روپے پر کلو پر پیدا ہونے والا دودھ 140 روپے میں چاہیے اور وہ بھی خالص 😂 پالو بچوں کو پھر کوک پے ہی
کوک پوری دنیا میں دودھ سے مہنگا ہے ۔۔۔برطانیہ جیسے صنعتی مُلک میں بھی دودھ پاکستان سے سستا ہے
2021 main 56 animals thy mery pas.ab main nay km kr k 38 kr lye shoty bchy aur dodh waly.animals pr khrchy boht barh gay hai
ہر کام کا یہی حال ہے آج کل یہاں۔
Magar Bht Achi Video Hai ye,
بہت شکریہ، خوش رہیں۔
Allah aasan farmaey
یہ بات صحیح ہے کہ اب بکری کو پالنے کا خرچہ ؛زیادہ ہے اور گا ہک اتنے پیسے نہیں لگا تے وہ شکار کرنے کی کوشش میں ہو تے ہیں یہ نہیں سوچتے کہ پا لنے کا خرچہ پورا نہیں ہو تا.
Jab taq baray cattle farms walay karachi may apnay black money ko white karaingay , udhar par kam kartay rahain gay janwaron kay rates neechay nahi aiaain gay, pallai muskil hay mehngi hay par itni bhi nahi kay return na milay
5man gosht bachra
Monthly expense
Wanda 170×5kg = daily 850 = per month = 25.5k
Bhusa 22.5x 3kg= daily 67.5 = per month = 2025
Kuttar 15x10kg = daily 150 = per month = 4500
Vaccine ,medicine,masala= per month 1000
Gas,pani,bijili= per month 500
Gobar uthany wali gari= per month 500 per janwar
Balu matti = 200 per month
Rent 30k total janwar 25 per janwar = 1200
Yea karachi mai hisab kitab hojata hai uper nechy agr maal dhank sy palo phir jab bacha palta hai tuo lagta bhi hai kay mandi sy nhi uthaya balky kisi farm sy maal lai ho bht farq hota hai jin ko tameez hai maal ki sirf unko farq pata hota hai jo nechy comments kar rhy hain unko maal ki tameez bhi nhi hogi beshak punjab ky maal mai or karachi kay maal mai farq hota hai paison ka tuo itni hoshiyari na karo Karachi ka maal her suraat mai mehnga hota hai
Bhai humnay hissa dala hai 24 kg gosht mila gaye ka aur 27 hazar humnay total diya tha Punjab ma..Har cheez ka tarika hota hai jo munasib janwar ho mandi ma bik jata hai ... Jab ap lakh rupay aik mann kay hisaab say lagaingay to kon khareedega!!
Bhai karachi mai aik bachra ghr per kar palo phir apni rai dyna
@@noforko2 City ma mushkil hota hai kyun kay chara nai milta isilye log zara door jatay hain gaon walay area ma janwar khareednay iska yh matlab nahi kay insan 15 lakh ya 25 lakh ka he khareeday jo makhan khaa kar pala hua ho..
😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Yeah INVESTORS niklengy tau market kuch behtar ho jayegi Gosht ki aur Specially QURBANI ki , in investors ney berra gharq kar diya hey her cheez ka
Yah baat to sahi hai yaar yah kam aur shauk bahut hamari bus ho gai aapke yahi karna hai 1 mahine pahle Multan se milane apne gurbani ka bus baudh
Chezy double sy b zada mehngi ho gai hyn but janwar ki qemat abi b whi hy 😢
Thank you for watching Raftar content.
Bhai Jan Tori mehngi honay ki wajah barishaen thin... Stocked Tori sari kharab ho Gai..
Or mehngai buht ha.. feasible ha he nhi janwar palna
Haqeeqat bol raha hai bhai❤
Thank you for watching Raftar content.
Karachi shehar waalon ko janwar kaa karobar Karne kaa bohat keeda hai har saal bohat saaron ko teeka lag jaaata hai..Punjab waalon ko hi Paalne dou
Row Material is now Expensive. Coordinate with Jameel Memon
Punjab main waqai cost Kam ati h. Tori 300, 350 rupy man. Ghass 200,250,300 rupy man
آپ ٹھیک ہی فرما رہے ہونگے۔ مگر یہاں تو سب الٹ ہے۔
contact number do bhai ...kon de rha hai tori 350 rupy man?
میں نے 6 سال عید والے بچڑے کا کام کیا لیکن اس سال میں نے کام ختم کر دیا شوق ابھی بھی ہے لیکن اب نقصان سے ڈر لگ گیا ہے سوچتا ہو صرف ایک بچڑا میں خود اپنے لئے پالو لیکن پھر جگہ کا مسئلہ آجاتا ہے یہ تو میرا تجربہ ہے آپ بچڑا پال کر سیل کرو گئے تو صرف اب نقصان ہے یہ جو آخری سال گیا ہے اس مہنگائی نے چوکڑیا بول دی ہے
ASSALAM U ALAIKUM, APP KAHAN SAI HAIN, KARACHI SAI?
جی
کراچی سے
@@naeempakcattlefarm4481 Masha ALLAH, app kia Wanda detay thy , bachron ko?
Sir g humain kuch batain k agr ghar k liay palain tu kia kia wandy main daity han ?
i wonder why is he raising cattle in karachi ? if he got enough investment going on why not move to punjab and raise cattle there and sell in karachi .
Every buisness has slump season's. This year was dooming from first day.
This is why we need Imran Khan and not the CHOR party
Thank you for watching Raftar content.
Jo bhi vedow me hy wo bilkul haqiqat hy
جی بالکل
@@raftartv q ke Apne uper parti hy tu pata chalta hy
😀
bhai simple h jb tk wanda sasta nahi hnga har aany waly saal mushkilaat baarhti jaati hae
Thank you for watching Raftar content.
Bhai bura na maniya par yeh kuch zada hi ho gaya janwar palnay Kay liya khud b koi kam karna parta
Sorry to say lekin mai khud bhi janwar palta itni bhi coat nhi hai jitni aap bolrhey ho cost effective tareka apnayen maal sasti jaga se mangwayen mashwaray karein tou nuksan nhi hoga
آپ کا مشورہ بھائی تک پہنچ گیا لیکن کیا یہ سچ نہیں کہ مہنگائی سے مارجن تقریباً ختم ہوگیا جو بھی ذرا وی آئی پی کام کرنا چاہتا ہے اس کے لئے صرف نقصان ہے؟
@@raftartv no
Mai bhi maal palta huwn bht expensive hogaya hai 35k palai kardi hai jo pechly saal 20 ki kar rha tha
@@noforko2 har bandey ne nhi kee
@@muhammadhammad6572 palai palai ka farq hai zinda rakhny mai or maal pal ny mai khali wanda dyna nhi hota uska hazam kara na bhi hota hai health care bhi rakhni hoti hai jo sab sy mushkil part hai
Monthly Buhat achay farm per bhi rukho to 25000rupay maheena, Buhat he ala khoraq k sath, ap pata nahi Kon sai farm per 60000 rupay bata rahay ho
dramy hai sub
25k wali kia mai apko 15k mai bhi pal dunga lkin expecte yea nhi krna ky 4man ka bachra 10 man ka hojai ga
kon sa farm de raha hai 25 hazar mai 5 man wale ko 10 man tak kar dega aik saal mai?
ja kar maloom karen sir ,,,,50 se 60 hazar per month mang rahen hai sab
Bhai Q jhoot pe jhoot bol rhe ho hr cheaz k rate ghalt bta rhe ho ap 4 janwar k rate 1 janwar pe bta rhe ho me khud ye kam krta hun
bhai jan chote janwer per wapes aajio 2/3 men ka golmatol janwer ...
Thank you for watching Raftar content.
😮😮😮❤
Aap ki location Kia hee?????
Karachi
@@raftartv mere Bhai khi ki location batao. Me bhi farmer hoon
Very bad script.... 4-6 mund ka bachra 6 12 hazar ma 😂😂😂😅😅😅
Beta to chor do na ye kam shoq shoq bhi kr rhe ho or Rona gana bhi kr rhe ho
Move your farm to south punjab
Teacher ban jaye, Pakistani bacho ko parhaye, yeh qurbani ki gaye bohat mehengi hai, hum bakra kat lain gaye
Salam
Ma apko batau ma
وعلیکم السلام
Thank you for watching Raftar content.
Ma apko batau ap kiya karn
He is chatting rubbish . It's still very profitable🦊🤔🍄🥰🇬🇧🙏😋😎🌠☀️😎🦁🇬🇧🇵🇰
Thank you for watching Raftar content.
Cattel industries ka Zafar abbas
ہا ہا ہا
Me palta hun janwar monthly 20 hazar deta hun or apse bhari janwar bnate hain
Dusra karobar karoo.
Bhai Aap Sb itna Criticize Kiyun Kar rahe ho??? Pakistan Main jis ki Lathi uski Bhens hoti hai..
اللہ سب بہتر کرے گا انشاء اللہ۔
اگر نقصان ہو رہا ہے تو پھر یہ کام کیوں کرتے ہو؟ لاکھوں نہیں بلکہ کروڑوں کماتے ہو اسی لئے یہ کام کرتے ہو اس لئے کہانی مت کرواو۔
جانور پالنے کیلئے فارم ہوتے ہیں کراچی شہر میں تمہیں کس نے کہا کہ جانور پالو؟ اربن ایریا میں پالو گے تو تقصان تو ہو گا
15 man vachra fath jangiya 4 dant 320 main bech kay aye coste ka hasab se woh 5 lak ka ban jata tha is baar bhot shakaar laga awam ka farmers barbaad hogay koi shak nae apki baat pay
بہت شکریہ
Bhai is shodageeri ney bera gharaq kiya hey kaheen sey bhi koi sense hi nahi banta kisi janwar key 20/30 lakh ka, purey Pakistan mein achchey sa achcha janwar Qurbani key dinu mein 50/55K fi Mann sey ziyada ka hisab nahi banta menhgai hui hey tu 80/85K ka janwar bhi tu ab 170/180 mein bikta hey aur kiya khoon piyu gey bhai Karachi mein 10 lakh ka bikney wala janwar Aram sey 5 ya 6 lakh ka Multan sey milta hey 4/6 maheeney pehley la kar aram sey 2/3 lakh fi janwar ka profit kamao
Aray bhaie bakray ka gosht 1650 rupay kilo hai, ap 2000 rupay kilo bata rahay ho, pahla to yehi jhhot hogaya
Islamabad Local area main Rs 1900/kg hai Jinnah Gaden main, Ghori Town Third class area hai Rs 2200/kg hai, kis dunya main ho aap !!
1900rs hamaray yahn hai
karachi mai 2000 hai ,,,agar koi ais se kam sale kar raha hai tu vo abkri ka sale kar rah hai bahut fruadia bathe hai ,,,ap bakra samjh kar bakri khate raho
Imran khan teri yaad aye , bar bar aye , har kisi ko aye ..
Thank you for watching Raftar content.
Bacho wala kaam ni hy
Iss pending anchorage ko bolo baat kerny ki tameez Sikhs? Aby yeah batataa? Kounsi language hy?
bhai mre farm p janwer ak din m ziada s ziada 600 khata hai tm q logo ko gumrah kar rae ho kaam khud ko ni ata tme
اچھے برے لوگ ہر جگہ ہوتے ہیں۔
bss karo bhai bss karo, pura mulk lut kay kha gai tum log aur kaam ni ha. LANAT ha tumeray uper
Thank you for watching Raftar content.
host badtamezi se baat kar raha hai
رفتار کا کانٹینٹ پسند کرنے کیلیے شکریہ۔
یہ کام ختم ہے۔ بہت لوگ چھوڑیں گے تھک ہار کے۔
Har koe rota hai Pakistan main 25 main 2 yaha khary hai or 4 farm main baji sary bik gaye tu ny khud kaha or abhi roo bhi raha hai