Bajaj pulsar 150 battery discharge ho jati hai ? kaise theek karen
Вставка
- Опубліковано 31 гру 2024
- Bajaj Pulsar 150 new bike 3 mahine ki hai aur uski battery 8 se 10 din mein discharge Ho jaati hai is Karan unhen gadi ko dhakka dekar start karna padta hai kyunki bike mein Kik nahin hai use kaise theek Karen wiring kaise check Karen
www.deepakautos.com
facebook Deepak auto center
instagram @deepakutocenter
email dkdeepak954@gmail.com
#deepakauto #batterynotcharging friends main apne har video me koshis karta hu ki aapko achhi tarah se samjha saku aur aapko bike ke bare me jyada se jyada knowlege de paau
apne bhai ko floow karna
facebook / deepakautocenter
instagaram www.instagram....
twitter / deepakauto17
email mina05961@gmail.com
my second chennel / @merafaltublog9406
( thanx for watching this video )
deepak sharma
from _ india jharkhand , bihar
Deepak bhaiya same problem hai cal dekhta kya hota hai FIR bataunga comments aapke channel ko like aur follow jarur kiya aapka samjhane ka Tarika bahut achcha Laga thank you so much
Very good Bro...thanks a lot...faced this issue today...
Very nice mere v bike pe same problem hota hai bhot sahi video bnaya hai bhai sab aapne dill khus ho gya aap aise hee video bnate rhe thanks...
Thanks sir...
Love From Bangladesh ❤❤❤
Dipak bhaiya ap ka video Dekh Kar man khush ho jata hai bahut ache se samjhate hai
Bahut hi achchha laga video Deepak bhaiya bus aesa hi video banate rhe
Thank u sir hamari bhii bike mak yahi problem thii jab nayi layee 1 2 month ho gaye phir yahii problem aa rahi thii ab regulator naya lagaya problem solve huvii
दीपक भाई आप बाइक के बारे में अच्छी तरह बताते हो थैंक यू
Love U Brother❤🎉 Aap Help Kr rhe hai Sabki Dhnvad
👌👌👍👍 बहुत अच्छे तरीके से समझाया आपने सर
Bhi aapka batane ka tarika bhut achcha he thnaku
Bhai achi mackhnic ho 🙂 show room me rahna chahiye thanks bro love❤ u
Thank you sir buhat ache se explained kiya apne
Bhai aese hi gyan dete raho..
Apka hamesha accha hi hoga..
Thank u sir.
Mere paas pulsar 150 2016 bs3 model hai kick wala kir kir aawaj aa rahi thi mechanic ko dikhaya bola ki battery down hai charge kar k lagaya ghar laya bike dusre din fir kir kir ab bola battery change karo maine bola rr unit magnet wiring scheck karo
Suparb video.Thank you very much.
Bahut acchi Jankari Diye Deepak sir
Great job, best explained. Dimag he yar. Thank you boss
Batane ke liye dhanyvad shukriya sar
Bahut hi shaandar video bhai
Sir bahut badhiya video hai
Sir ye regulator pulsar 180 aur 220 vala hi hai na ??
Pulsar 220 has different regulator.
Bs4 Pulsar 150 and 180 has same regulator.
New Pulsar 180( with dome and projector) , New Pulsar 150 BS6 have different regulators.
Good info.. hum bina wire khole bhi check kar sakte hai na output current aa raha ya nahi... Like volt meter use karke positive negative par bike start karke accelerator dabaya tho agar voltage 14 se upar dikaya tho output sahi hai... Agar usse kam dikaya tho output me problem hai... Sahi hai na...
Voltmeter kitne ka ata h
Very good information sir 👌🙏❤
*Sir, meri new pulsar 220F mein jub self button daba ke start karta hu to bike start ho jatti hai pur meter off hokke wapus on(restart) hotta aur kooch der tak low battery batata hai aur battery ka voltage bhi sahi hai ! Solution bhataiyeh please...*
Very nice टाईलेट मैभी बाईक का काम करता हू आप को बिदीयो देखकर कूछ सिखा 🤗🙏
Mera v same problem.
Thank you
Sir meri bike pulsar 150 hai 2017 model
Sir bike me nayi baattery dalwa di lekin baatery discharge ho jaati hai bagair ignation on kiye baattery ka positive wire spiring deta hai kya isi vajah se battery discharge ho jati hai kya to ye problem kya hai
Deepak bhai thanks 👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Bhai Aap Ko Bohot Dimag Hai Hai Super Mera Car Gerej Hai Ac Our Wayring Ka Pune Maharastra Me . .
Sir ji bajaj avenger 220 street bs4 ka regulator konsa lagega..or kitne ka hai.. mera v i think same problem.
Sr pulsr ki relai ki wiring kese km karti h uska video bnaye help hoga sb bhai jo sikh rhe h
Véry helpful video sir tqq
Help full video
🌷🌷🌷
Hatts off deepak sir .....
Sir pulsar 150 jisme salf bhi he kik bhi he kya usme bhi isse trh chek kr skte he
Bike ka betri dawn ho jay to. Keya charj karni par thik hota hai
Sir agar rr unit chenge nahi kiya jaye..our bettery main condenser laga diya jaye to kya bettery charging discharge nahi hoti hai...
Sir .... *Aap please Bajaj ki discver ka full wiring video banao please* .... Muje wirng video tumra hi samj me aata hai
Bahuto achha vedio banye
Thank you so much 👍😊 sir ❤️
Sir me charger change kar diya
Phir bhi vahi problem ho rahi he
Megnate coil ke bare me video uploaded ki jiye please
I love u guruji ❤
Battary charge komleo light er aalo power akoi thakbe kivabe...jemon mobile phoner a flash light er alo kome na phn er charge kome geleo...janaben
ON 05-AUG-2020 I PURCHASED A NEW UNICORN 160CC BS6 BIKE. After 100 days of use i am facing battery related problems like
1) ABS light blinking
2) Self is not working
3) Bike gets off while riding &
4) RPM metre not showing correctly.
So kindly help me solve my problem thank u
mere bhai dish breke par video banao pichhe wali air se
Bhaiya mera 180 m v problem kr raha h 2017 model h uska chek krne ka same prosses h kya bhaiya plz help me
Bajaj ct 110bs6 me same yahi problem he kuch tips dijiye
Good job desi jugar without maltimeter
Good job deepak bhai 👍
Sir yhi trik honda me bhi kr sakte kya please bataiye ga
Sir kya ye bike ke modle me kicks laga sakte hai sir mere pas bhi yahi bike hai sir plz batao
Bhai mere बाइक का battery 9 amp ,ka tha , aur me galti se 7 amp ka liya , to charging problem hota he ,
RR cit Cheng karenge to ho jaye ga ky,
Mera bi seem problem he
Sir mere pass suzuki ki intruder hai 2018 modal sir mere gadi me betry doun hone ke problem bahut jada hai sarvice sentar me dikha dia vo bhi samajh nahi aa raha hai isme kia problem ho sakti hkio ki gadi off hone par bhi gadi k betry point par jab hatate h fir tuch kar k dekhte h to kafi spark hota h but jab gadi start ho jati h to betry se spark nahi hota or betry charj bhi ho jati h bit jab gadi khdi rahti h to 2din me hi Bettry down ho jati h or self lete h to kirr kirr ki awaj bhi ati h betry bhi nai laga li kia problem ho sakti hai
Sir mra to charge uth jaa rha h running pr ..but 2 din rkhne par discharge ya fir barish m chalane pr...main motor,relay,battery sb chnge krke dkh liya still same
Hello sir I am veeranna from karanataka cb Shena bike ki chena jaladi chalajatahe isliye kaya kar neka please please boliye
Battry chek kese kre ke kitna chrge baki h
Mera pulsar bike me sab tik hai par charge hi nahi hota 2 se teen 3 mahina se charge khatm ho jata hai kyu sir
Sir reply toh apko Krna chahiye hmko apke support ki jrurt hai meri bike mai v same problem hai kmm se kmm ap reply toh kr skte ho hum sbb ke msgs ka???
Kya huwa aapki bike ko
@@Rvs6963 Same problem but recently maine battery change ki hai phele (SF SONIC)5lb ki thi but ab (AMARON) ki dalwayi hai nd charger check krwaya wo 15.65 current pass kr rha tha may be battery defact tha ..... Deakhte hai ab kbb problem ayegi ..... thankyou sir for reply......i will support your channel and I will get your channel subscribed by telling friends
Agar coil k jo nila tar hay wo garam ho jaye start karneke bat to keya kare???
Sir pulsar rs200 me fuel injector me karant nhi as rha he ecu se enjectar tk wayaring bhi shi he ecu me injector wala wayar kha se aata he
भैया पैशन प्रो को भी इसी तरह से चेक कर सकते हैं क्या
Yamaha r15 ke charging par video banao ..... R15 ka charger kaha hai batao plss
Very good information 👌
Sir mera TVs star city plus bs6 ka bike hai.....kya ap mera problem solve karo ge?
Hmari bike me v same problem h bike v same h
Dipak bhai kia ye bs6 bike hai
Nhi
Dipak Bhai plz Muje reply karna q ki my passion xpro bike Bhuut Jayda parshan hu
Xpro me Bhai wayring new Hy
CDI new gear box ka 4ro Bering new hy 2nd gear cut gaya tha oo bhi Naya Dala Hu Engin. Me timing chain bhi Sahi Hy Phir bhi bike me pata nahi q gad gad Ki awaj aa rahu hy aysa lagtata hy ingin Se awaj aaraha hy
Abhi ap He bata do kay karu uska Samjme nahi aa raha Hy
Us gadi pe bhuut Jayda kharcha ho gaya hy
Agar healight ki roshani kam ho to regulater change karne par headlight roshni increase ho sakti he ya nhi
Meya 220f bs4 he mera bhi same problem he kya kare regulator bhi change kar dia tab bhi sahi nahi ho raha he kyu
Purani Pulsar 150 cc mein kaise kare check bataen
Aall baik to aise chek karane se hoga kya
Kick hona bht jaroori hai bikes mai..othewise evry year battery dalwani padegi....
Bhai yamaha fz ki wiring ki video banya na
Bohat hi bariya
dear sir bettery indicator light time time red light hota rahata hee ye kya problem hee sir ji
Sir meri new pulsar 220bs6 m bhi same yhi problem aa rhi h toh kya Kru yh parts replace ho jaye gye kya
Pulsar 150 single disc bs4 meter battery ignition light always why and headlight low problem please help me
Sir megnet se Jo 2 taar Aya huya Woh jb check kiye to input aa raha h q ki ap darek kiye to Spring huya
Agr Spring nhi Hota to to phir Kiya krte ap sir
Sir meri bike pulsar 150 hai aur sir my din bhar me 10 ya20 km chalraha hu aur meri battery life nahi ati hai my kon battery use karu sir please replay me sir
Amaron
Meri pulsar 150 me bhi yhi problem hai
3-4 month me battery discharge ho rhi hai
Sir kya bike start karne se battery charge hote hain, Without riding?
सर जी नमस्कार
मेरा कुछ प्रश्न है?
(1) क्रैन्कशाफ्ट को रिपेयर करना ठीक है या चेंज करना ठीक है चेंज और रिपेयर दोनो की लागत को बताए ओरिजिनल स्पेयर पार्ट होना चाहिए
(2) केम्शॉफ्ट को चेंज करना ठीक है या रिपेयर करना ठीक है चेंज या रिपेयर की लागत क्या हो सकती है ओरिजिनल पार्ट की
(3) ब्लॉक किट को कितने बार बोर करा सकते है जिससे उनकी कार्यक्षमता बनी रहे
(4) हेड को कितने बार ग्राइंडिंग करा सकते है या कौन से स्थिति में चेंज करना पड़ता है
(5) जब बाइक मीटर रीडिंग एक लाख पचास हजार या इससे अधिक चल चुका हो और फुल इंजन काम करना है तो कौन कौन से स्पेयर पार्ट को चेंज करना अनिवार्य होता है
(6) वो कौन कौन से लक्षण है जो ये दर्शता है कि एयर वाल्व सेक्शन में कुछ परेशानी है
धन्यवाद
Vaia mera bike ka battery charge nehi raita.battery tight dekr chaltatahe fir band hojatahe. Horn vi nehi bajta kea kru. Battery change kru na charger ko.
Bhai same problem mere ko bhi hai aap kahan per Ho batao na bike De Nava aapke pass main Delhi mein GK mein rahata hun
Isme kick lga skte kya
Haa
@@Rvs6963 bhayya plz if possible, uska 1 video bna dijiye...
Helf full video dhanbad bhuli
Good job sir
Main regulature chenge कर दिया फिर भी 1 दिन में self लेते लेते battery discharge हो जा रही है, अब आगे क्या problem हो सकती है कृपया बताएं, relly me fult तो नहीं है?
Mera pulsar 180 ka yahi problem hai... Do teen din agar bike start nahi kiya tho battery drain hojathi hai... Bike regulatory bhi tik hai... Battery bhi naya hai.. battery service wale battery sahi hai bol raha hai.... Kya kare kuch samajme nahi aa raha hai.. isse kaise tik kare aap hi bataye na
Bhai rectifier se kitne voltage aate ha battery charging ke liye
Bhaiya iSmart Mein headlight band chalu band chalu ho raha hai kar raha Kaise solve Karun bhaiya video Banakar Dali na please
Sir mere bike 220f bs3 hai per problem ye hota h ki ek hafta me ek bar battery down sign dikhta h or gadi jhatka or bhari ho jata h fir kuch ghante bad thik ho jata me bahut paresan hun plzz help sir ji 🙏🙏
Bhaiya mera 220f bike ka agar betary gholu to apne se start ban ho jata he
Same problem hai sir mere bike ka lekin mera bike pulser220 h kya kare
Bhai.. Ek help kr do.. Mere pas pulsar 150 h.. Classic hai.. Woh hmesha second kick ya second self me start hoti hai.. Engine thande hone ke Baad.. Rpm kam jyda krke dekh liya h.. Koi solution h toh btao... Pls
Sirr Mera body earth wire tut chka haii jaise thik kare sirr
Kya ye hi dikkat hoti h isme
Bhai plug kyu khola Apne wire
Nikal dete ya fir chabi bnd krdete ..
Plug kholne Ka Karan??
Bike ka tayer free ghumne me asani hoti hy
Palak kholne se compressor km hoga....Or tayar ghumane me Asani hogi bro
Hn Bhai
Bhailog koi btado agar bike k head Ka color utra hua rehta h sirf engine k head Ka to kya vo khulawa rehta h
Best video hai bhai
Mere bike ka same problem aa raha hai.
Discover 125 cc bs4 ka model hai. Please any help