Sir ji, mai abhi gradution cmplt kiya hai B.A se but maine apna gradution Uttar pradesh se kiya hai aur mai ab Mumbai shift krne jaa rha hu aur mujhe law ki pdhai krni hai aur mere pass kuch jankaari nhi hai mai abhi ek dum new hu aur mujhe bhaut saari problem ho rhi mai smje nhi paa rha hu ki kya kya krna padega aur konsi konsi kitaab, to mai sirf inta chtha hu ki aap mujhe ye btya mai mumbai mai law ki padhai krne ke liye phle MH CET entrance exam ko clear kru uske baad mujhe exam score ke accrding college suggest hoge.. mere pass kuch idea nhi hai, to mujhe syllbus aur jo jrurt ki chize hai wo kaise mil skthi hai 🥺
Ku itna Kam he to hai reservation only 85% is se kya hoga 100% hona chayie jabhi to development hoga birth pe death pe oxygen pe sab pe reservation hona chaie jabhi hoga devlopment to😊
85% seats Maharashtra candidates ke liye reserved hai jisme general+obc+st+sc sab included hai. Agar logoko domicile reservation se problem hai toh apne state mai apni govt ko acha college kholne ke liye bolo aur doh 100% state reservation.
@@rudrajoshi9415 bhai pehli baat sirf domicile wale reservation ko particularly target ni kiya mene overall reservation ko kiya or doosri baat itna accha lag rha agr domicile reservation or state state kr rhe to kayeko india ka part bane baithe alg ho jao karo apni alg alg state ka development alg alg hoke kayeko india india chillate jab tum logo ko at last state state Krna or maharashtra govt se boldo ki central se paisa maagna band krde or apna tourism bhi band kro other state walo ke liye tum log to self dependent ho na doosre states ki companies ko mat aane do apne yaha jab interconnected ho india ka part ho to bhi state ke naam pe domicile dena hai tum logo ko or kis basis pe de rhe itna reservation konsa culture khatre me hai tumhara agr college me capable students aa jayenge other states ke to tumhara culture ya ethnicity khatre me aa jayegi kya ? To education me he state based reservation itna sara de diya
@@Warrioraspirant-s6csabse phele Maharashtra,Kerala ,Karnataka yeh sab states fiscal deficit mai hai inhe central govt se jhat Bhar paisa nahi milta and second point ki sab ke sab states apne citizens pe spend karte hai. Delhi free electricity and bus service deke , Karnataka paisa deke and cylinder deke etc etc. sab state govts apne state le logoko favour karte hai. Agar Etna problem hai toh mahalaxmi scheme se pure desh mai paisa aur cylinder do , Delhi ko bolo ki sirf Delhi walo ko hi kyu sabko free electricity doh. But at the end of the day yeh possible nahi. States unse kitna ho sakta hai utna apne logo ke liye karte hai and domicile reservation culture bachane se zyada APNE logo ke liye acha education reserve karta hai. Agar state govt GLC ko fund kar rahi hai toh woh funding baki states ke log ko kyu milni chahie ? Bahar ke state wale unki state ke benefits toh lenge hi aur unhe maharashtra walo ke bhi benefits chahie ?
@@rudrajoshi9415 central govt se jhaat bhar Paisa ni milta ? Bhai dekho pehle jaake kitna milta or jo tum bol rhe ki free bus free electricity or free free kr rhe to apni sarkar se bolo free education krde tum logo ke liye tum logo ki soch he YHI tk limited hai ki reservation se he acchi quality education milegi or doosri baat apni state ke logo ko freee electricity dene me or 85% reservation dene me aise educational institute me jiski national importance ho theek reservation dene se jhaat bhala ni hota kuch or fir vohi baat jitni tum state state state state kr rhe to itna to jab job ka time aayega tumhari to aana fir up ke noida me ya Bihar ke patna me ya haryana ke gurugram me ya gujrat ke ahmedabad me jab vaha pe state based discrimination hoga tum logo ke sath jab fir chillaoge ki up Bihar haryana Wale kaise hai itna state state kr rhe to apni life me ye challenge le lo ki job or jo bhi bussines hoga vo maharashtra me he kroge aaj all over India bacche acche marks lake glc ils ja rhe isliye uski ahmiyat hai agr ye top scorers ne he vaha jana band kr diya to jhaat ahmiyat nhi reh jayegi aapke college ki rkhe rehna reservation kyuki pvt companies ko merit chayie reservation ni chaye vo company aapke maharastra ki he ku na ho
Or aise to aapke logic se sari national universities or saari important Universities union territories me banwa deni chayie kyuki aapke logic ke hisab se to jis state me jonsi university vaha ke baccho ko 100 percent reservationil jana chayie mere up me bhi rmnlu hai mene to kabhi demand ni kra ki 100% ya 85% reservation do up walo ko common yr law aspirant ho todhi to rational or logical bate kro agr har state apne apne citizens ko he itna reservation dene lagi fir kayeki merit kayeka one nation kayeki unity tumhare maharashtra me jitni bhi badi badi companies hai vo dekhe pehle jaake konse state ke logo ki hai unhe ku aane Diya maharashtra me fir ? Apne he logo ki companies khul wao na tumahre logic ke hisab se to agr kisi maharastra ke bacche ko banglore ya karnataka ya delhi jaake padhna ho to vo padh he ni skta kyuki vaha ki states ne already apne bacho ke liye reservation 100% kr rkha hai sabse bade chutiya to humare yaha ke top scorers hai ki aise jhaatu se reservation se bhare hue institutions me admission lete agr yeh he top scorers kisi pvt college me jane lage to ye tumhare reserved colleges me jhat koi company ni aane wali chaye vo company tumahre apne Maharashtra ki he ku na ho
Sir aap kbse mhcet k liye padhaengy
Sir exam4 april ko hai aur boards bhi 11:19
Best source for antonym and synonym
3 year law ka registration kab start hone wala hai
Sir ji, mai abhi gradution cmplt kiya hai B.A se but maine apna gradution Uttar pradesh se kiya hai aur mai ab Mumbai shift krne jaa rha hu aur mujhe law ki pdhai krni hai aur mere pass kuch jankaari nhi hai mai abhi ek dum new hu aur mujhe bhaut saari problem ho rhi mai smje nhi paa rha hu ki kya kya krna padega aur konsi konsi kitaab, to mai sirf inta chtha hu ki aap mujhe ye btya mai mumbai mai law ki padhai krne ke liye phle MH CET entrance exam ko clear kru uske baad mujhe exam score ke accrding college suggest hoge..
mere pass kuch idea nhi hai, to mujhe syllbus aur jo jrurt ki chize hai wo kaise mil skthi hai 🥺
व्हेरी नाईस इन्फॉर्मेशन सर
i had solved the mhcet sample paper last day and got 100...the paper was quite easy, wonder if the paper normally comes that easy?
@@yoda_223 can you snd me sample paper
Can you please tell me where you find sample paper and please send me if possible
@@yoda_223 hi
Sample paper kha sa mila
@@yoda_223 kaha se Mila sample paper pls
just search mhcet 5year llb sample paper miljayega
Jmi vs glc which is better
@@SudhanshuPal-s1c i will choose glc
GLC is good because of placement
Glc obv
acc to nirf jmi, but it also depends on ur pref if u want to tackle domicile reservation or religious onebut comparatively jmi has less reservation
HELLO Sir . When you started a classes for mh cet 2025.
The classes are already started.
Sir paid batches me?
Under mahcet how many college's
Ku itna Kam he to hai reservation only 85% is se kya hoga 100% hona chayie jabhi to development hoga birth pe death pe oxygen pe sab pe reservation hona chaie jabhi hoga devlopment to😊
85% seats Maharashtra candidates ke liye reserved hai jisme general+obc+st+sc sab included hai. Agar logoko domicile reservation se problem hai toh apne state mai apni govt ko acha college kholne ke liye bolo aur doh 100% state reservation.
@@rudrajoshi9415 bhai pehli baat sirf domicile wale reservation ko particularly target ni kiya mene overall reservation ko kiya or doosri baat itna accha lag rha agr domicile reservation or state state kr rhe to kayeko india ka part bane baithe alg ho jao karo apni alg alg state ka development alg alg hoke kayeko india india chillate jab tum logo ko at last state state Krna or maharashtra govt se boldo ki central se paisa maagna band krde or apna tourism bhi band kro other state walo ke liye tum log to self dependent ho na doosre states ki companies ko mat aane do apne yaha jab interconnected ho india ka part ho to bhi state ke naam pe domicile dena hai tum logo ko or kis basis pe de rhe itna reservation konsa culture khatre me hai tumhara agr college me capable students aa jayenge other states ke to tumhara culture ya ethnicity khatre me aa jayegi kya ? To education me he state based reservation itna sara de diya
@@Warrioraspirant-s6csabse phele Maharashtra,Kerala ,Karnataka yeh sab states fiscal deficit mai hai inhe central govt se jhat Bhar paisa nahi milta and second point ki sab ke sab states apne citizens pe spend karte hai. Delhi free electricity and bus service deke , Karnataka paisa deke and cylinder deke etc etc. sab state govts apne state le logoko favour karte hai. Agar Etna problem hai toh mahalaxmi scheme se pure desh mai paisa aur cylinder do , Delhi ko bolo ki sirf Delhi walo ko hi kyu sabko free electricity doh. But at the end of the day yeh possible nahi. States unse kitna ho sakta hai utna apne logo ke liye karte hai and domicile reservation culture bachane se zyada APNE logo ke liye acha education reserve karta hai. Agar state govt GLC ko fund kar rahi hai toh woh funding baki states ke log ko kyu milni chahie ? Bahar ke state wale unki state ke benefits toh lenge hi aur unhe maharashtra walo ke bhi benefits chahie ?
@@rudrajoshi9415 central govt se jhaat bhar Paisa ni milta ? Bhai dekho pehle jaake kitna milta or jo tum bol rhe ki free bus free electricity or free free kr rhe to apni sarkar se bolo free education krde tum logo ke liye tum logo ki soch he YHI tk limited hai ki reservation se he acchi quality education milegi or doosri baat apni state ke logo ko freee electricity dene me or 85% reservation dene me aise educational institute me jiski national importance ho theek reservation dene se jhaat bhala ni hota kuch or fir vohi baat jitni tum state state state state kr rhe to itna to jab job ka time aayega tumhari to aana fir up ke noida me ya Bihar ke patna me ya haryana ke gurugram me ya gujrat ke ahmedabad me jab vaha pe state based discrimination hoga tum logo ke sath jab fir chillaoge ki up Bihar haryana Wale kaise hai itna state state kr rhe to apni life me ye challenge le lo ki job or jo bhi bussines hoga vo maharashtra me he kroge aaj all over India bacche acche marks lake glc ils ja rhe isliye uski ahmiyat hai agr ye top scorers ne he vaha jana band kr diya to jhaat ahmiyat nhi reh jayegi aapke college ki rkhe rehna reservation kyuki pvt companies ko merit chayie reservation ni chaye vo company aapke maharastra ki he ku na ho
Or aise to aapke logic se sari national universities or saari important Universities union territories me banwa deni chayie kyuki aapke logic ke hisab se to jis state me jonsi university vaha ke baccho ko 100 percent reservationil jana chayie mere up me bhi rmnlu hai mene to kabhi demand ni kra ki 100% ya 85% reservation do up walo ko common yr law aspirant ho todhi to rational or logical bate kro agr har state apne apne citizens ko he itna reservation dene lagi fir kayeki merit kayeka one nation kayeki unity tumhare maharashtra me jitni bhi badi badi companies hai vo dekhe pehle jaake konse state ke logo ki hai unhe ku aane Diya maharashtra me fir ? Apne he logo ki companies khul wao na tumahre logic ke hisab se to agr kisi maharastra ke bacche ko banglore ya karnataka ya delhi jaake padhna ho to vo padh he ni skta kyuki vaha ki states ne already apne bacho ke liye reservation 100% kr rkha hai sabse bade chutiya to humare yaha ke top scorers hai ki aise jhaatu se reservation se bhare hue institutions me admission lete agr yeh he top scorers kisi pvt college me jane lage to ye tumhare reserved colleges me jhat koi company ni aane wali chaye vo company tumahre apne Maharashtra ki he ku na ho
Sir how can I get mhcet mocks
@@purnimagupta9639 hello
Hello
Clat me toh ho hi gya hmare saath aisa ab dekhte h mhcet me kitna kaam krega
Sir IPC padhe ya bhartiya nyay sanhita
@LifeTech708 basic criminal law of India.
Mhcet Mocks ?
@@Nayan-e5j any idea where to to get?
Hyy
Reply
Hello bhaii ask to me what is your doubt bhaii regarding mhcet ??
@@Anushka-p2t8j hame hi thodi help kr do yrr....where can I get sample papers ?