Wow finally got the receipe of my favorite snack, I am from Karachi and really enjoy this food So yummy 😋🥰but couldn't find it here in Australia 😒Thanks for perfect receipe I will definitely try this 😍 👌App nay Karachi ki yaad dela dee Bhai 😊You are a great chef MashALLAH just follow an hour ago ur receipe for white mali chicken and it turns out awesome MashALLAH Thanks heaps May ALLAH give u reward for helping us Ameen 😊stay blessed
Thanks alot uncle for sharing this recipe... My father bought this from "buns road " and v really love to eat this... In'shaa'Allah I will try this soon :) thank you again :))
@@farahhassan2274 Rang kaat 1 powder hota hai jo halwayee k pas milta hai. Usko dalnay se agar koi bhi chez zyada puk jaye tou uska rung kharab nahi hota. Jese agar doodh ko zyada pakayen tou uska rung badami ho jata hai. Agar rung kaat dal dain tou doodh ka rung zyada paknay se badami nahin hota. Wo safaid he rehta hai
Very good , amazingly delicious you know I just think about my childhood age after seeing this recipe with delicious sauces/salad. Still I love it , thank you so much for sharing this ...... !👍
Assalamu Alaikum Yeh bahut acchi dish hai yeh Mughal time Se Yeh dish available hai Delhi mein Delhi Ke Lal kile Mein Yeh dish ban kar Jati Thi Jama Masjid se and one of the famous dish from those days and even this day Kamal hey thank you Shahid Bhai
As Salam o alikum shahid bhai I love all your recipes I have tried your recipes also but I didn't find the recipe of street bun kabab of dal can you please send me the recipe of chane ki dal ke kabab I will be very thankful to you
Mai Delhi Nizamuddin se hu, aur hamne ye bahut khai hai. Jama masjid se do bhai aate the jo ye Nizamuddin me bechte the. Mei ye hamesha yahan England me miss karta tha. Mei ye aaj banauga inshallah. By the way, ye recipe mere paas ye video dekhne se pehle hi malum ho gai thi. Us recipe mei sirf besan hai, aur rang kaat bhi nahi hai.
zaberdast sir main lahore say hoon yahan per chanaay ki daal ki Ladoo Pithiyan Jin ko harmani ki hari mirchun wali chattny aur muli kay salad kay saath serve kerty hain punjab kay kuch cities main in ko Gulgallay kahtay hain wo bi sikha daiyn please
Aslam o alekum,Shahid uncle khuda se umid hai aap Khush honge?main India Delhi 6 se belon krti hun, aapke long chire banane dekhe,hamare India main bhi yeh street food main milte Hain,main try ztur krungi aapki trhan banane ki,college se aane ke baad time nahi milta,main aapko banaker zrur bataungi,kaise bane hain long chire,aapke under na koe banawat hai,na koe naqliyat,yehi baat aapki sabse achchi lagti hai,aap jaise hain waise hi rahain,pls uncle aap halwai ke jaise namkeen mogre banane sikhaen, ,jismain moti moti Kali mirch hoti hain,aapki thanxfull rahungi,apna khayal rakhiyega,Allah hafiz(reply zrur dijeyega)
Long chidon ka safar Delhi se shuru hua. Delhi wale hi Karachi lekar gaye. Magar is recipe ki badnaseebi ye he was ke isko iske zayeqe ke mutabiq shohrat nahi mil saki dunya me
Shahid Bhai as salaam allaikum Main India se hun aur wahan Delhi main Yeh Bahot famous hai. Sab jaante hain long chire. Specially jumme k Din bad jumma mere ghar main zaroor laye jate hain
Aoa shahid bhai mon m paani a gya 😋😋😋😋lakin y spice dish m n pehli bar daikhi h m bhi in chat pati cheezon ki shoqeen hn zror bana kr khaon gi halana k mujhy abhi bhi nazala howa h
Uncle perfect recipe ab mili h mujhe jazakaaallllaaaahhh kher 😘😘
maa shaallah g boht hi maze k lg rhe ha dekhne ma to khane ma kitne maze k hon gy
thank you shahid bhai I tried it today its too tasty amg genuine recipe
Asalam u alaikum ser bohat acxha samjate Hy mashallah recipes bhi bohat acxhi huti hy
Plz bans road ka gola ganda jo bachpan me milta tha wo b sikaye and thanks for this recipe
Just tried today and thanks for the recipe . I have prayed for you 👍🏻
Mashallah mashallah very work
Ye long cheery lmby waly bachpn ma boht khaye hyy hyderabad ma lkn ab nzr nahe aty aap logo ny yaad taza krdi hy
Finally I found this recipe 😋😋😋 thanks alot 🙏
Wow finally got the receipe of my favorite snack, I am from Karachi and really enjoy this food So yummy 😋🥰but couldn't find it here in Australia 😒Thanks for perfect receipe I will definitely try this 😍 👌App nay Karachi ki yaad dela dee Bhai 😊You are a great chef MashALLAH just follow an hour ago ur receipe for white mali chicken and it turns out awesome MashALLAH Thanks heaps May ALLAH give u reward for helping us Ameen 😊stay blessed
Bhai masha ALLAH buht khhob ALLAH khush rakhe apko
Bhayi sakhar mein isay bara masale kehte hain jabse mein england aayi tabse bhot miss karti thi thanks ke aapne hamare liye asan kardia. Khosh rahen
So yummy purani Dilli (Delhi 6) famous i really like it use to eat daily when I was child
Boht arsy sy search kar Rai the. BHT so yaden hyn bachpan ki . Thanks alot brother sada abad rahyn . Zoror try karoungi
Meray favourite thay ye 🤤🤤🤤thanks for the recipe. Love from Australia
shahid the super chef zinda abad
Dil chah raha hy ap k hath sy plate ly kahna shuru kardoun. Mouthwatering
Thanks alot uncle for sharing this recipe... My father bought this from "buns road " and v really love to eat this...
In'shaa'Allah I will try this soon :) thank you again :))
I tried this. Extremely soft and awesome in taste. Thanks
rang kaat kya hai dear
@@farahhassan2274
Rang kaat 1 powder hota hai jo halwayee k pas milta hai. Usko dalnay se agar koi bhi chez zyada puk jaye tou uska rung kharab nahi hota. Jese agar doodh ko zyada pakayen tou uska rung badami ho jata hai. Agar rung kaat dal dain tou doodh ka rung zyada paknay se badami nahin hota. Wo safaid he rehta hai
Kya sehat k liye nuqsan dy nahi hota rang kat?
AoA. jazakAllah bhaye. apki har recepie VIP hoti he. pls bazar jaise gol gappai aur pani banana sikha dain. UK me pak jaise gol gappai nai miltai.
Very good , amazingly delicious you know I just think about my childhood age after seeing this recipe with delicious sauces/salad. Still I love it , thank you so much for sharing this ...... !👍
Shahid bhai fantastic laikin me ny kabhi nhi khaye na dekhy he lahore me
shaid bhaee i try bht achy bany
allah aap ko salamat rakhy
AMEEN
Shahid Bhai bohat sukriya.
Dil kush krdiya AP ny bohat achi recepy Hy.
Jazakillah AP bohat kush rahyn.ameen
I never heard of it but it's good to know about something different
Assalamu Alaikum
Yeh bahut acchi dish hai
yeh Mughal time Se Yeh dish available hai Delhi mein
Delhi Ke Lal kile Mein Yeh dish ban kar Jati Thi Jama Masjid se and one of the famous dish from those days and even this day
Kamal hey
thank you Shahid Bhai
Asalamoalaicum
Sir store krnay ka ka tarika?
Welldone Sir
Bht bht thanks
Mene bhi khaye hain karachi main isko kabab masaly bhi kehtay hain.. iski chatni bht yummy hoti hai
As Salam o alikum shahid bhai I love all your recipes I have tried your recipes also but I didn't find the recipe of street bun kabab of dal can you please send me the recipe of chane ki dal ke kabab I will be very thankful to you
rang kaat ma ho to skip kr sakte hain?
Zbardast wah g wah
Was searching for this recipe for a very long time. Thankyou for sharing!
Kabab masaly ky hy ya bary mazy ky hy ya
Zbardastt
Sir Karachi gulshan iqbal ki eastern bakery k chicken samaosa sekhain
Plz recipe description mn bhi diya kren..takey koi ingredient miss naho...
Written recipe bhi karein
Bhot bhot shukriya Bhai ap na Mari pasand banaiy hai
Thanks brother Shahid
We’ll be making them now
Insha Allah
Thanks sir I love your cook
rung kaat nahi dale to chalega sir plz batade
Mai Delhi Nizamuddin se hu, aur hamne ye bahut khai hai. Jama masjid se do bhai aate the jo ye Nizamuddin me bechte the. Mei ye hamesha yahan England me miss karta tha. Mei ye aaj banauga inshallah. By the way, ye recipe mere paas ye video dekhne se pehle hi malum ho gai thi. Us recipe mei sirf besan hai, aur rang kaat bhi nahi hai.
Asalam.o.Alaikum Uncle plz aik request hy Kulfa Custard ki recipe b btayein!😊
Rung kat ki jaga lemon ya srka b Mila suktein Hain ye cream of tartar ka nemulbdl hai
Lajawab
جزاک آللہ شاہد بھائی
Bohat behtareen recipe ha
Yummy Recepi
Aoa shahid bhai moon m pani agea m n y pehli bar dishe daikhi h m bhi chat pati cheezen pasand krti hn banaon gi halan k mujhy abhi bi nazala h
Nice dish
Shahid bhai thank u for recipe ya ma bnati rhti hn bht pasand hamja mgr iski detail recipie aj mli mja ...mja sekh kbab style waly nhi aty thay
shahid bhai abb zara salad and sauces ki taraf aein like russain salad waghera jo shadi wagera main hoti hai aur pizza hut k salad sauces wagera bhi
Rung caat ko or kis name see Jana jata hai,India main hum kis name se keh ker le sakte hain,reply pls
Ustad ji besan ke kabab me omlet cut pyaz bhi dalti he. Aur phulkiyon Ka batter bohot patla hota he jisko spoon se kadhayi me dalte Hain
Yes hm ye akser bnatay hn mgr iska naam aj pta chla.thankx
kiran khan hy sis kuya ap chatni b isi tarha banati he
Mashallah 🥰 🥰 🥰 🥰
zaberdast sir main lahore say hoon yahan per chanaay ki daal ki Ladoo Pithiyan Jin ko harmani ki hari mirchun wali chattny aur muli kay salad kay saath serve kerty hain punjab kay kuch cities main in ko Gulgallay kahtay hain wo bi sikha daiyn please
Very nice
Very nice
Bhai adrak Dali lab hai
Nyc recipe
Purani delhi me milte hain
Bhai apko Allah khush rkhy dil se duae niklti h
Mujhy desi style mai steak banana sikha dain
Woooowyammmi thanks
Sir rangkat na mila tu kia Daly
Fahad Naeem
Sir ye rang kat kiya hy plz ta dyn min ny krachi min ye dish khai thi bohat mazy k thy ye chatni k sath
i am new subscribe
Ye rang Kat Kahan sy mily ga
Mazydar
Fantastic brother
Aslam o alekum,Shahid uncle khuda se umid hai aap Khush honge?main India Delhi 6 se belon krti hun, aapke long chire banane dekhe,hamare India main bhi yeh street food main milte Hain,main try ztur krungi aapki trhan banane ki,college se aane ke baad time nahi milta,main aapko banaker zrur bataungi,kaise bane hain long chire,aapke under na koe banawat hai,na koe naqliyat,yehi baat aapki sabse achchi lagti hai,aap jaise hain waise hi rahain,pls uncle aap halwai ke jaise namkeen mogre banane sikhaen,
,jismain moti moti Kali mirch hoti hain,aapki thanxfull rahungi,apna khayal rakhiyega,Allah hafiz(reply zrur dijeyega)
Mere request ti buhat thank u sir apney bnhe
M new subscriber
Sir RungCard ks ko kahty hy
Tatri to nhi hy y?
Rangcard apke pet me sb cheze kaat dega mt use kry
@@aqsaayaz655
Halwayee tou yeh bohat istimal krtay hain 😱
Wah bhai wah
Apke ghar walo Ke mazy hoty hogai itny achy khna ko milta hoga
Hamaray India may hay yeh recipi
Long chidon ka safar Delhi se shuru hua. Delhi wale hi Karachi lekar gaye. Magar is recipe ki badnaseebi ye he was ke isko iske zayeqe ke mutabiq shohrat nahi mil saki dunya me
Abhi BHI ap Jama Masjid k itraaf Mai ya balli maraan ya chitli qabar k aas paas is say lutf andooz ho saktay Hain.
Shahid bhai bachpan yad krwa dia
Hamare India mein to bahut testi long chura milta yah hai 😋😋😋😋😋😋
India puraani dilli mai bhi khaya jata hai
V nice sir g
Mere Abbu ko bht pasand they.I Will try
Why you say all the time VIP Do you know meaning. Very important person. And please call your self. Sir you don't look sir from noo where
Shahid Bhai as salaam allaikum
Main India se hun aur wahan Delhi main Yeh Bahot famous hai. Sab jaante hain long chire.
Specially jumme k Din bad jumma mere ghar main zaroor laye jate hain
Iram Amna dehlai walay in Pakistan love it too
Iram Amna v
Hmre yha bhi jumma m hi ate h bht tasty hote h
Yummy
U r best
Sar jalbi aur cake rask banahna sikha de
Yar khta kam krna ho to imli kam kry ya amchor kam use kry.ya na Daly to b sahi bny GI chtni
Aoa shahid bhai mon m paani a gya 😋😋😋😋lakin y spice dish m n pehli bar daikhi h m bhi in chat pati cheezon ki shoqeen hn zror bana kr khaon gi halana k mujhy abhi bhi nazala howa h
sir rang card kaha sy mily ga?
Rang kat kia hota hy.ur agr ye na mily to os ki jgh kuch ur dal sakty hy kia ??
Fozia Imran cream of tartar
شاہد بھائی بہت زبردست منہ میں پانی آگیا شکریہ
Nice👍👍👍
V nice
Bhai rung kaat bahut hi zehrili cheez hai plz avoid kijye
Yummyyyuuuy
Habshi halwa ki recipe btaadain plxxz
لونک چرے کامطلب کیا ھے اور یه کها کی ھے
Zuberdust shahid bhai ...dill jeet.lea.
shahid bhai Allah ap kao or app kay ghar valo kao hamasa happy rakay or video so beautiful
SANA khan fyfefjgdefguvd
Zabardast dekh kar he muh main pani agya 😂😂