Assalam Alikum apka by hud shukriya bhut ach Lagta h ap bhe Hume jald riply Kerti hn Hume bhut khoshe Hoti h apse bat kerk or apka fore riply Dekh Kar thank u so much Allah apko bhut zyda taruqe Dy ameen Allah Hafiz
stamina aapka aapne theek kaha. MAI bhi poorab delhi ki hu. or jama masjid ki hi padhi hu. wahan maine bachpan mai kai baar ye khaya hai. Aapne doolar yaad dila diya. thankuuu so muchhh
buhat tasty recipe hai ye r hamari family ki favorite hai hmne kabi banai nai hamesha market se khai hai buhat acha laga apki sharing ka thank you so much aapi
Wah zabardust looking perfect main kabhi dilli to nahi aai lekin yahan karachi main bhi dilli wale karigar bilkul yehi banate hain jumme ko musjid k bahar se zroor aate hain ab recipe mili hai to main bhi banaongi in sha Allah.
anty ye bhot testy lgrha h m zroor bnake try krungi thank you soo much ap ESE hi hme acchi acchi chize bnani sikhati rhiye... thank u once again love uh...
Assalamu alekum aunty.... Buht zabardast recipe Di hai aapne buttt is k sath wo orange seek kabab bhi hote hain plz unki bhi recipe upload kren... It's a request... thnx aunty.
Mein delhi-6 se hi hu.. Pr ab kahi aur shift hogye.. Or jb b delhi-6 jati hu apni dadi k ghr.. Me ye bht khatii hun.. Bht teasty hote🤤😍❤.. Me b ghr pr try krungi jrur.. Thnxx mam💐🙏🏻🤗
Mashallah apne ghar ki Yad aa gayi Inshallah yahan b Banaungi or kuch din bad Delhi aaungi wahan aakar zarur khane hain,Wahan Sabhi k sath alag hi maza ata hai....Thank You for sharing this recipe Sis...
AoA ary wah aunty g aj to kamal hi ho gaya believe me i was searching this snack forlong time which i often ate from market truly not knew its correct name but when i watched ur video all things recall in my mind its seems i got a treasure Allah bless u aunty g live long thank u perhaps u ve heard my voice of heart ;)
Assalam o alikum aap ki recipies boohat achi hoti hei me try kerti hoo ALLAH aap ko sehat aata kery ameeeen. Eik baat pochchni hei ke dry mango powder use ker sakhty hei sabot dry mango kajae??
Aoa samina boht mazydaar lg rhi h plait y ap s pehly bhi u tub per aik pakistani cheaf bna chuky hn wo bhi mazy ki lg rhi thi lakin apka treeka thora simple h mouth watring h i love thees dishes ap ky bolny ka andaaz boht paeara h khush rhn allah hafiz
Assalamualaikum Auntie Laziz, most awaited recipie.. Thanks for sharing. Maine aap se bahut saari cheezein banana seekhi hain. Hum jeddah mein hoke bhi purani Dilli k khane ka maza lete hain. Thank you Auntie Lekin aap iske saath kabab bhi banati toh maza doguna ho jata.
Salam. ...ap ny bht zbradst recipe bnai hy thanks aloot...hamry krachi mai b milti hy ...sirf chatni change hoti hy ....aj tk pta nhi tha ab pta lg gya kese bny gi. ...😊👌👌
Salam, main ne iss dish ka naam pehle kabhi nahin suna, bohat maze ki lag rahi hai, main zaror try karon gi, aisi hi tradional recipe sikhati rehye thanks.
Sorry sister Maine apki butter chicken ki recipe kl hi dekhi.aur try bhi ki.bhot hi testy Bani .apki sari recipe try krti hoo. Bhot hi achhi Banti hai.mai apki bhot badi fan ban gye hoo.
Masha Allah zaberdust recepe h👍
Assalam Alikum apka by hud shukriya bhut ach Lagta h ap bhe Hume jald riply Kerti hn Hume bhut khoshe Hoti h apse bat kerk or apka fore riply Dekh Kar thank u so much Allah apko bhut zyda taruqe Dy ameen Allah Hafiz
Bahoot sari recipes try Kar Sab khus Ho jate h kha Kar mam sukriya Allah aapko salamat rakhe
stamina aapka aapne theek kaha. MAI bhi poorab delhi ki hu. or jama masjid ki hi padhi hu. wahan maine bachpan mai kai baar ye khaya hai. Aapne doolar yaad dila diya. thankuuu so muchhh
+alka dube ji
Your welcome dear
Zabardast mon main pani aagaya bohat mazedar
+Shazaib Ali Khan ji
Thank you so much
bahot hi lazeez hoti hai ye chatni k saath.hamne khai hai dilli me
+Mateena Khanum ji
Aap ne sahi kaha dear Thanks
Mey bhot deno sey ye resipi dhond rahi thi jazak Allah yammi hai
+Lubna Mubashir ji
Bohot shukriya
Very nice mam .bahut hi tasti recepi he .mene banai he .bahut acchi bani he . Thanks mam.
aapki jitni bhi receipe dekhi hai woh sab bahut badhiya hai aur aap ka batane ka tarika bhi lajawab hai aur aapki receipe bhi sabse diffearent hai
+Bindu Gupta ji
Thanks for your love & your support dear
Aasalam alikum cery nice recp good
+Uzma Faiz ji
Walekumassalam dear Thanks
Ye dish pehlay nai daikhi bahut mazay ki hy
Dilli ki yad taza kardi karachi me ramzan mai khoob biktai hain laikin chatni poodina ki hoti hai
+Rizwan Ahmed ji
Bohot bohot shukriya ye chatni bhi try karen
بہت ہی عمدہ اعلی
A loo puri rascipe
i try it ...... amazing result thanks zaika dilli6 ☺️ plz make a videos on street foods
Jazakallah bohat khoob
Yummy yummy...aaj hi dekha maine yeh video superb
Waooo ma sha Allah 😋
+Naziya Hafeez ji
Bohot bohot shukriya
lambey wale kb bnayengi aap? mai ye dono try krungi zarur bhtt acha lga laung chidey ki receipe maloom hogyi mujhe bht pasand hain ye
Masha Allah ....dekhkr hi maza agya .....mouth watering....me zroor bnaungi Insha Allah
+wow Hayaat ji
Thank you sister
buhat tasty recipe hai ye r hamari family ki favorite hai hmne kabi banai nai hamesha market se khai hai buhat acha laga apki sharing ka thank you so much aapi
+Rafia Khan ji
Yes dear waqai tasty recipe he Thanks for like this
Salam
Behtreen💖💕pakistan m nahi banta
shaed banta ho
mujhay ilm nahi
ap hamen bohat achi lagto hn
ap se sekhnay ko bohat khuch milta h
Thanks💖💕
Kia hum aik din pehly bena ker rekh sekty hen serving sey aik din pehly frying ker deyn or khany sey pehly pani mn bhigo deyn
Oh wow it's amazing main ye zrur kahti hu jab b hum chandni mahal ate h ya jama masjid jate h ye mera fvrt h
Tastyyyyyyyy.😋 Thanks for this recipe
Wow yummy tasty.Sikhane ka tarika bhi badia.Bolti bhi badia hai.Kamal ki recepies hoti hai. Thanks.
+SEEMA Sharma ji
Thank you so much sister
Woww. Bht bht aala . Mai toh fan hun apki
+Samia Gul ji
Thanks for your love sister
Purani yady taza ho gaye walid sahab hr jumy ko laya krty thy maza ajata tha kha kr chatni lajwab hoti thee
Wow mashaAllah me bhi dilli se hoo ab canada me rhti hoo bahut miss krti thi isko apne kami puri krdi Allah apko sehat de ...thnk u so much baji...
Zaberdast long chura and chatnee to lajwab
+Abida Talib ji
Bohot bohot shukriya
Hum buchpan main her jumme ko khate the magar u p main nahi milta ab aap ki recipe ki wajah se dubara khayenge shukriya baji
Bht accha lgta h mujhy b long chura
I am also belongs to Delhi 6 & it's my favourite from childhood
Wah zabardust looking perfect main kabhi dilli to nahi aai lekin yahan karachi main bhi dilli wale karigar bilkul yehi banate hain jumme ko musjid k bahar se zroor aate hain ab recipe mili hai to main bhi banaongi in sha Allah.
+Fehmida Ayub ji
Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe pasand Karne ke liye
Achi recipe he me b banaungi iski chatani b nayab he thanku pahli bar dekhi he mene oil b Kam he
OK dear zarur try karen Thanks
Hello stamina is recip ka bhut bhut shukriya dil say👌
+kesar begum ji
Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe pasand Karne ke liye
I'm from Pakistan or mainy pehli baar.is.dish ka.naam suna h insha'Allah zaroor banaugi
anty ye bhot testy lgrha h m zroor bnake try krungi thank you soo much ap ESE hi hme acchi acchi chize bnani sikhati rhiye... thank u once again love uh...
+Binish Khan ji
Thanks for like our recipes dear love you too
Assalamu alekum aunty.... Buht zabardast recipe Di hai aapne buttt is k sath wo orange seek kabab bhi hote hain plz unki bhi recipe upload kren... It's a request... thnx aunty.
+saba naaz ji
Walekumassalam dear yes zarur bataynge kabab recipe
Bhot umda...😍
Bahut bahut shukriya farmaish poori karne ka appi thanku allah aapko khush rakhe ameen
+Indian Women ji
Shukriya jzakallah
ap ki sari recipe,s bht bht achi hoti ha
Wawww nice recipe.. muh mai pani aa gaya.😋😋😋😋👌😘
+sana.. khan.. ji
Bohot bohot shukriya
Maza agaya baji sacchi muh me pani arha hai baji hum dahi ka bhi use kr skte hai hum isme...
No no dear
Okk baji
Mein delhi-6 se hi hu.. Pr ab kahi aur shift hogye.. Or jb b delhi-6 jati hu apni dadi k ghr.. Me ye bht khatii hun.. Bht teasty hote🤤😍❤.. Me b ghr pr try krungi jrur.. Thnxx mam💐🙏🏻🤗
Delhi 6 kaha se ho aap
@@maakijannat8515 q..??
Allah apko sehat tandrusti ata kare bht thanks meri favorite dish long. Chira ki recipe aapne di hai. Mai zaroor try karongi tc
+aysha irfan khan ji
Bohot bohot shukriya jazakallah
Woooooooooooow Muh mein pani aa gaya
Thank you. Try kijiyega
Masha allah bouhat zabardast hai
+Mushtaq Lehri ji
Bohot bohot shukriya
Very nice appi muh ME pani aa gaya id ke liye bhi bahut achi resipi hai allah ka shukr hai
Very nice mem mhu ne pani aa gya
اپی اپ نے سچ کہا ميرا کام ہی فوڈ ريسپی دیکھنا ہے میں نے پہلی بار یہ ترکيب دیکھی آلَلہ اپ کو صحت اور برکت عطا کرے آمين
Bohat Umdha
+Alina Khawaja ji
Shukriya
very nice and mouth watering recipe samina ji. I saw all your recipes and its very perfectly done.
Thank you sister
Amazing!delicious!mind blowing!it's really mouth watering..I just love long chure.. jazakallahu khair thanku 😋
Azra Nayab hi
hi how r u mujhi ap se kuc pochna h
apna Meseengar de de
Well done
Wav !!! Bahut hi badiya lg rhi h , Masha Allah u have done it .
Awesome recepie 😃
+Afshan Alam ji
Thank you so much sister
wah g kia bat hy aap ki.. tusi Bary kamal ho.. kash ma phir dehli so.. from karachi
Mene bnaya bht acha bna h
Mashallah apne ghar ki Yad aa gayi Inshallah yahan b Banaungi or kuch din bad Delhi aaungi wahan aakar zarur khane hain,Wahan Sabhi k sath alag hi maza ata hai....Thank You for sharing this recipe Sis...
+xavier sinina ji
Your welcome dear in Delhi & thanks for like this recipe
nice kbse talash m thi m inke mujhe bss chatni sahi ni ati thi bnani ab agyi shukria
Mujhe to bhtt psnd h long chura
Wah samina g maza agya bachpan me kabhi khaya tha abtak karachi mey mene ni deikha
Vedio daikh k maza agya InshaAllah kal hi bnaongi
+naish sha ji
Aap logo ka pyaar hi hai sab.
Btaiyyega zarur kese bane.
Jazakallah nice g
+Noor Baby ji
Thanks dear
Thankyou baji...plz ap shalgam ka achar pani wala...ki recipe bana sika dey....
+Maira Muneer ji
Inshaallah zarur banaynge aapke liye hamare dusre chennal samina,s kitchen tips par dalenge ye recipe after 2 days
Dhaniya Chikan korma resipy.... Kese banta hai plz batao
Assalamualaikum aap sb chize bht testy bnati hu lkn long chidho k kwab ki b recipe bta dijiye.....
Walekumassalam dear inshaallah jald hi bataynge dear Thanks
hi smeena ji . boht hi tasty lgg rahi hai plate . wow muh me pani aa gya . i ll try it .
+A Kapoor ji
Thanks for like this recipe
Boht mazedar lg raha h plz aap iss ka lambe cabab bhe batain
+Mohammed Waleed ji
Inshaallah zarur banaynge kabab
Yammmmm recipe 👍🏻
AoA ary wah aunty g aj to kamal hi ho gaya believe me i was searching this snack forlong time which i often ate from market truly not knew its correct name but when i watched ur video all things recall in my mind its seems i got a treasure Allah bless u aunty g live long thank u perhaps u ve heard my voice of heart ;)
Wah bhot umda
Wah aapi wah hamare yahan sindh Hyderabad mein isay 12 masale kehte hain aapi iske sath ek kabab bhi hota wo bhi banana batayega pls.
Yes wo kabab bhi banaynge shukriya
wahooo zabradast api i really like ur recipics i will try 👌👌👌
+Usman Khokhar ji
OK dear Thanks for like our recipes
Assalam o alikum aap ki recipies boohat achi hoti hei me try kerti hoo ALLAH aap ko sehat aata kery ameeeen. Eik baat pochchni hei ke dry mango powder use ker sakhty hei sabot dry mango kajae??
+Zeba Baig ji
Walekumassalam dear no dry mango powder Thanks
Samina api bht behreen sikhati hain ap .. meine apki recipes try ki bht zbrdast bni sb
Shukriya 😘
Mujhe Khushi hui k aapko dish achhi bani
Aoa samina boht mazydaar lg rhi h plait y ap s pehly bhi u tub per aik pakistani cheaf bna chuky hn wo bhi mazy ki lg rhi thi lakin apka treeka thora simple h mouth watring h i love thees dishes ap ky bolny ka andaaz boht paeara h khush rhn allah hafiz
+Rahat Saeed ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe pasand Karne ke liye
assamualaikum. this recipe is very nice. kya aap delhi main jo streets par aloo-puri or mahari ki recipe share kare please.
+Sarah Mirza ji
Walekumassalam dear aalu puri ki nahari ki video dali hui he aap dekh sakte hen
Assalamualaikum baji apka batane andaaz bht accha he ap achhe se samjhati ho mashaallha
Shukriya dear
Shukriya dear
Shukriya dear
Assalam o alaikum dear sister your cooking is very nice i won't to new how to make sweet small Puri '
(My mother was made that puri )it was so taste
Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge shukriya
Purani dilli m kaha m aungi khane. M Kai bar b gai hu dekha nhi ye
Jama masjid par aslam butter chicken ke brabar me milte hen
So sweet aapi very very thank full to you is recipe k leye
+ارسلان کمبوھ ji
Your welcome
Mouth watering chutniiiii👍
+Meesha Khan ji
Shukriya
Mazedar Hmmmm
+Fabiya khan Fabiya khan ji
Thank you sister
Baji bhut hi shukrya allah aap ki lambi umr kary ameen
Shukriya jazakallah
Love it 👌👌 abi tk youtube p aisi recipe nhi mili 👌
+Jia Ahmed ji
Thanks for like
You are a great cook and delicious recipe 👌😊
Duper super yammy 👌🏻👌🏻🌹
Mashallah Buhat Buhat tasty recipe Hai Inshallah Mein zaroor banaogi thank you so much
Khala tumhra kam dekr dil khush hogya 🤗🤗🤗🤗
Zabardast me bhi banaon gi inshallah Allah ap ko khush rakhe ameen 👍👍😘😘😘😘
Nice recipe, par video jyada lamba hone ki vajah se boriyat bhi ho rahi hai
Thank mam aapne long chure ki recipi batai kuch time pehle meene ye sarch kiya tha but kisi ne ye nahi dali thi
+Farha Nadeem ji
Thanks for like this
Assalamualaikum Auntie
Laziz, most awaited recipie.. Thanks for sharing.
Maine aap se bahut saari cheezein banana seekhi hain. Hum jeddah mein hoke bhi purani Dilli k khane ka maza lete hain. Thank you
Auntie Lekin aap iske saath kabab bhi banati toh maza doguna ho jata.
+saba tayyab ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe follow Karne ke liye kabab bhi banaynge video long ho gai thi
Ap boht boht acha khana bnana sikati hain or ap bolti boht acha hain
Allah ap ko seht dy
+Nazar Shah ji
Ye to aapka pyar h k aapko humari videos pasand aai.
Aapke support k liye shukriya dear
Baria
Ha ek bat to tik ha jo aap dalto bad m kisi ko aata nhi aata barmar yh log kr hi date ha
Salam. ...ap ny bht zbradst recipe bnai hy thanks aloot...hamry krachi mai b milti hy ...sirf chatni change hoti hy ....aj tk pta nhi tha ab pta lg gya kese bny gi. ...😊👌👌
+Hifzabaig Baig ji
Walekumassalam sis bohot bohot shukriya jazakallah
Ye resepi banana bhi ek art hai good anti very nice yummi
+farhan shaikh ji
Thank you so much
Salam, main ne iss dish ka naam pehle kabhi nahin suna, bohat maze ki lag rahi hai, main zaror try karon gi, aisi hi tradional recipe sikhati rehye thanks.
+Anjum Niazi ji.
Thanks for like our recipes sister
Ap ne dokhla bohat aha banaya tha
ham ne Uk m khaya
kiyun k pakistan m nahi milta
ap ka tareeka Saleeka bohat acha h
Adaab bazi recipe ke liye shukriya hamne ak baar y eid par khai thi hame achi lagi thi ab aapki wazha se ghar par bhi bna payge thanku
Simran Kaur
my ny pahly bth search kia tha yi first tim deka thanx
Baji wo thoda metha wala butter chicken ki recipe.btaye plz jo grevy wala hota hai.bus mujhe apki hi recipe sahi samjh ati hai
Aap ne hamari butter chicken ki video dekhi ya nahi video kai recipes dali hui hen aap dekh sakti hen Thanks
Sorry sister Maine apki butter chicken ki recipe kl hi dekhi.aur try bhi ki.bhot hi testy Bani .apki sari recipe try krti hoo. Bhot hi achhi Banti hai.mai apki bhot badi fan ban gye hoo.
Your welcome dear Thanks for follows our recipes
Aslam aliykum apky tmam hi recipe buhat hi otkantic hoti hyn ap kani ly ldo jo k zacha ky liye bnty hyn wo bhi bnana sekhaye
Walekumassalam aap hamari new mother's special recipes ki video dali hui hen aap dekh sakte hen Thanks
Assalamualykum yummy I must try it. Bt Isme Ek Aur sikh wala pakodi bhi to hota hai na Plz Wo bhi bataya.
+Arshi Akhtar ji
Inshaallah wo bhi zarur bataynge
+Arshi Akhtar ji
Walekumassalam sis