Thank you so much...... Main pc use karta hu jab bhi light jati tab 1 sec ka delay hota tha aur pc restart ho jata tha mere pass Luminous inverter hai... Setting batane ke liye धन्यवाद
Sir.. Aj luminous zolt1100 delivered kiya but Bettery deliver nahi kiya, aysehi main zolt invater power se connect kiya tha without bettary but invater on off ho raha hai...ayse kyun ho raha hai? Plzzz answer
Help me my newly buyed exide inverter is always moving from charging to battery and vice versa continuously in a duration of hours..... How to solve it.....
Sir mere pass Microtek DG 650va invetar aur livguard 110Ah c20 short tall tublar battery hai Mai invetar ke back side switch ko high ya STD mode par karu. Please help me
Sir mere pas ek inverter hai jisme baatery nahi laga hua hai,,, ham jab use plug krte hai bina batery ke go wo kuch bhi response nahi de tha hai,, kya mera inverter sahi hai ya nahi?
Aap ka inverter continuous load me raheta hai, Check karo kaise Light ho to battery terminal ko remove karo, agar output me supply nahi aaya to samaj jana.
I have the same invite, jab main me light aata tab fr smart charge wali light jalto h jese hi jali wese hi sare light jal ke band ho jata h. Kya issue ho skta h...balki batry se output aata h Ghar me?
Mera battery ke upar tubular 220ah likha hai....but joo wired dala ghar pe woo inverter ko flat battery pe dal kr chala geya hai.......ek saal ho geya hai esa hi chal rha....... should i change to tubular battery
Mere ghar me 850 va ki inverter hai jab ups mode on karta hu toh mains aur charging light off ho jate hai. Yeh sabhi inverter me hota hai ya mere ghar ki inverter me problem hai
Please what should be the settings behind microtek 2300 inverter with 12V 240ah GSR tubular batteries 1, Should d charging be on high or low? 2,The charging voltage should it be on high or standard? Thank you
Dear, You can select any one. If you select high than it's take less time to charge but it may be power consume more. But in low charge, it will take more time to charge.
Inverter beep sound produce in 2 condition. 1.overload 2. Battery condition So, please check properly. Aur agar aap ko lagta hai ke ye dono cheese sahi hai, than switch to eco mode and check.
Sir ye bataiye ki inverter me face, nutal dono nahi change kiya gaya hai fir bhi inverter me light chali jane par inverter ups nahi deta hai aur inverter ke back me dusre taraf lagane par chalta hai bar bar se mujhe wire change karna padta hai solutions bataiye Sir ji please
Maine new Invrter liya hai luminous 1175 ka. When I connect in charging with battery, charge showing only 2 minutes and charging tube getting off automatically. Or jab light cut ho jati hai to battery load nhi leta hai. Is this problem in battery?
Sir mere inverter ka yeah wala pannel jipspar yeah mode butten hote hain yeh toot gaya hai.. Aur inverter eco mode par hai muje computer chalne main bahut dikkat hoti3hai kya karu?
Hi Bhai My new zeolite inverter was showing full battery but it again stated charging with out draining or without using showing 2hours . Is this any problem??
First check selection mode UPS/ECO. If in your area power fluctuation is more than inverter work from battery so slowly inverter battery will be drain. if all are ok, than call to service engineer for rectification. as you told I read, problem is nothing but your electricity consume more if your inverter battery frequently charge.
@@ravinkatiyarvlogs mahashya paani ka level full tha aur phle se wo low pe tha uska button Appke video dekhne ke baad mene high kiya fir wate boil hone lga aur half boil ho gya aur battery v garam hai ... Aur ye to badi battery hai isme to ye problem nhi aana chahiye na .. Wo to chote battery me hota hai
मेरे इनबटर मे सभी सो कर रहा है कि वह भी एक साथ क्या problem hai samaj nahi aa raha hai.Invertor is not working can I call you . Or do me a favour please make a vedios regarding on this problem
Sir, Mujhe ek samasya hai mere ghar me aaj jab me immersion rod se paani garam kar rha tha tab achanak matra 10 second ke liy light chali jaati hai jisse inverter me overload ke beep ke saath piche ki taraf ek spark hota hai jisse puri ghar ki light chali jaati hai lekin ab jab mai immersion rod hatakar on kar rha hun toh inverter on toh ho rha hai par electricity nhi aarhi hai aur ghar ke jis jis hisse me inverter ka connection hai wahan light nhi aarhi hai kahi sir Inverter toh nhi phuk gya Maine service centre walo se baat bhi ki toh wo keh rhe hai ki 3-4 din ka time lagega aur mere gao me koi inverter electrician bhi nhi jisse me ye shi Kara payu toh sir kya aap meri madad kar sakte kyuki me chahta hun ki me khud hi ise thik karo sir please jald se jald reply kijiyega Sir mera inverter hai microtek DG 650 (24×7) sir please jaldi hi btayiga🙏🙏🙏🙏
Inverter me overload hone ke karan, inverter me problem aa gaye hai. Jaise ki aap ki case me muje lagta hai inverter card kharab ho gaya hai. Fir bi aap check kat lo kya aap ki inverter me overload button hai, hai to use reset karke dekho.
@@ravinkatiyarvlogs ok sir kal me output restart wala button dabakar dekhunga aur ac fuse bhi badal kar dekhunga agar sahi nhi hua toh service centre walo ko call karungaa hai. Thank you sir for replying 🙏🙏
Dekho side मे एक red colour सा दिख रहा होगा! उसे anticlock गुमाके खोल सकते हैं और same rating का fuse change कर लो अगर ये है तो। Power off जरूर कर लेना
दुसरो का video upload करके हर महिना कमाए ua-cam.com/video/gwXrvVmJkWo/v-deo.html
Hello My Zelio Display is not showing Charging Plug Symbol in Display and Eco Mode is also not showing . Please help
बहुत अच्छी जानकारी दियें भैया जी
Thanks🌹
Bahot badhiya samjhadiye bhai aap keep it up to good teaching
Thanks very very .....nice app ne bade aaram se samjhya .......❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you so much......
Main pc use karta hu jab bhi light jati tab 1 sec ka delay hota tha aur pc restart ho jata tha mere pass Luminous inverter hai...
Setting batane ke liye धन्यवाद
You are most welcome
Bahut badhiya
Mera purana inverter hai . Use keya ups mode me kiya ja sakta hai ?
Thank u sir ji
Thanks bhai
Sir..
Aj luminous zolt1100 delivered kiya but Bettery deliver nahi kiya, aysehi main zolt invater power se connect kiya tha without bettary but invater on off ho raha hai...ayse kyun ho raha hai? Plzzz answer
Battery connect karo tab work karega
Charging current ko rapid charge me rakhne se battery me koi problem to nai hogi
I think not effect on battery if battery support fast charging
Bhai current nayea only soler, bettary or luminous inveter khease cunect garegha
Thanks.
Hii sir please main breaker ka kam btaye
Only for Input supply cut or for it's safety
Jb inverter use nhin hota to kya is time inverter ko power off kr skte hai ya on hi rkhna hota hai
good sir
Sir 35 ah car battery konsa setting por rakhy
Flat par rakho
Inverter mein Siddharth ki taraf current a raha hai ulte hath ki taraf chalta hai inverter
Right is phase & left is neutral 😐
bhai mai apna es battery ko V-Guard VJ145 135AH Flat Tubular Inverter Battery tubular am rakhu ki flat mai please reply
tubular me rakh sakto ho
@@ravinkatiyarvlogs thanks bro👍
Thanks a lot buddy
Maine dry battery laga rakkha hai 200ah konsa mode chalu rakna hai
Depend on the type of battery (Flat/SFM/Tabular), Please check and select accordingly.
Nice 👍👍👍
What is DC Over voltage? Mains on my inverter keep blinking. And inverter manual corresponding to blinking mains is Dc over voltage
Kya I charging se battery per asar padta hai
Sir mere inverter me ek i charge ka button diya hai ye kis liye diya hai
Help me my newly buyed exide inverter is always moving from charging to battery and vice versa continuously in a duration of hours..... How to solve it.....
Same here....
Sir mere pass Microtek DG 650va invetar aur livguard 110Ah c20 short tall tublar battery hai Mai invetar ke back side switch ko high ya STD mode par karu. Please help me
Exide battery ke liye
Charging type ka selecter switch
Kis par hoga
Check your battery type and select that one.
@@ravinkatiyarvlogs Battery 200ah ki hai exide ki long wali
@@ravinkatiyarvlogs battery kaun si type ki hai yahi malum nahi hai bro
Sir mere pas ek inverter hai jisme baatery nahi laga hua hai,,, ham jab use plug krte hai bina batery ke go wo kuch bhi response nahi de tha hai,, kya mera inverter sahi hai ya nahi?
Sahi hai bina battery ke koi bhi inverter respond nhi deta hai
Perfect 💯💯
Tector ki battery me konsa silect kare
SFM select karo
sar solar system wale invertis se kaise setting karna chahiye
Sir invertor ka fan off nahi ho rha hai continuously chal rha hai invertor fan kya issue ho skta h
Aap ka inverter continuous load me raheta hai,
Check karo kaise
Light ho to battery terminal ko remove karo, agar output me supply nahi aaya to samaj jana.
I have the same invite, jab main me light aata tab fr smart charge wali light jalto h jese hi jali wese hi sare light jal ke band ho jata h. Kya issue ho skta h...balki batry se output aata h Ghar me?
Mere pass eco watt xl1650. Rapid 12v inverter hai, battery exide tubular 150 ah c10 hai. To setting kya hona chahiy tub/flat/ smf/ loc?
Tublar
Mera battery ke upar tubular 220ah likha hai....but joo wired dala ghar pe woo inverter ko flat battery pe dal kr chala geya hai.......ek saal ho geya hai esa hi chal rha....... should i change to tubular battery
Yes, you can select tall tubular
Do i need to keep charging voltage high if i want to charge with high current? I have 24v inverter with 240ah tubular batteries
Not required, normal charging is ok
@@ravinkatiyarvlogs do u mean charging current shuld be on low and charging voltage on standard
Prefer Float Charing basically 13.5v for single battery
great
Thx sir
luminious inverlast neo ka type kya hoga ???
Mere ghar me 850 va ki inverter hai jab ups mode on karta hu toh mains aur charging light off ho jate hai. Yeh sabhi inverter me hota hai ya mere ghar ki inverter me problem hai
Aap ke यहा voltage कितना आता है
@@ravinkatiyarvlogs 182 volts dikh raha tha meter me
Please what should be the settings behind microtek 2300 inverter with 12V 240ah GSR tubular batteries
1, Should d charging be on high or low?
2,The charging voltage should it be on high or standard?
Thank you
Dear,
You can select any one. If you select high than it's take less time to charge but it may be power consume more.
But in low charge, it will take more time to charge.
@@ravinkatiyarvlogs thank you.. but on high will the tubular battery still have a longer lifespan
I have a dry battery
But there is only 3 option
Local
Tubelar
Flat
Which should i select ?
isko aapke question ka ans pata nahi hai isliye ans nahi deya
Bhai yeh type of battery par depend krta hai, jaisi battery waisa selection
Bhai iska beep sound kese band kre. Night time me to voltage fluctuations hota h bhut to puri night beep sound aata h.
Inverter beep sound produce in 2 condition.
1.overload
2. Battery condition
So, please check properly.
Aur agar aap ko lagta hai ke ye dono cheese sahi hai, than switch to eco mode and check.
Yeh konsa inverter hai....?
Sir ye bataiye ki inverter me face, nutal dono nahi change kiya gaya hai fir bhi inverter me light chali jane par inverter ups nahi deta hai aur inverter ke back me dusre taraf lagane par chalta hai bar bar se mujhe wire change karna padta hai solutions bataiye Sir ji please
Namasta Bhai aagar eak room ya haal mai invaiter conisions 1.2souch.nahi.balkee.pora.ghar.ya.main.see.ya.invaiter.kayasa.ki.ya.jatha.hai
Maine new Invrter liya hai luminous 1175 ka. When I connect in charging with battery, charge showing only 2 minutes and charging tube getting off automatically. Or jab light cut ho jati hai to battery load nhi leta hai.
Is this problem in battery?
Yes, something issue on your inverter if battery is not in load conditions if power fail.
Call the customer care for problem rectification.
Sir mere inverter ka yeah wala pannel jipspar yeah mode butten hote hain yeh toot gaya hai.. Aur inverter eco mode par hai muje computer chalne main bahut dikkat hoti3hai kya karu?
Replace the switch on any electrical repairing shop
thanks sir....
Is wale inverter ka fuse kahan per Laga hai
Charging current Hi krne battery jaldi to nhi kharab ho jati hai
And hi me 95 volt pe nhi charge hota hai kya plz confirm kre
No, eco mode work on 120 to 240 and in ups mode 180 to 240 volt
@@ravinkatiyarvlogs mtlb hi charging se battery ki life pr koi asar nhi padega
Yes, no effect on battery life
Is inverter ko Solar panel Kay saat nahi connect nahi kar sakte hai
My new luminous power sine 1100 is keep charging my battery for last 6 hours. How can I avoid overcharge??
Auto cut after full recharge
Luminous 1150 nxg inverter ka full details dy
Dost mera ek doubt door karen, jo inverter ke back me fan he kya ye hamesha chalta rahta he??
No, it's run only in two conditions
1. When inverter run on battery mode
2. Or if battery charger
@@ravinkatiyarvlogs Thank you 🙏
My ups mode problem solution please
When powercut, my inverter makes a blasting sound before switching to battery.
Please help me out
S same problem
Hi Bhai
My new zeolite inverter was showing full battery but it again stated charging with out draining or without using showing 2hours .
Is this any problem??
First check selection mode UPS/ECO. If in your area power fluctuation is more than inverter work from battery so slowly inverter battery will be drain.
if all are ok, than call to service engineer for rectification.
as you told I read, problem is nothing but your electricity consume more if your inverter battery frequently charge.
Meri battery 220 AH hai mene jab charging voltage high kiya tab uska paani boio hone lgi Kya kru fir
Aur water level u half ho gya
Pani ka level sahi rakhe, jada pani bharne se ye hota hai ya battery bhi fat sakta hai.
@@ravinkatiyarvlogs mahashya paani ka level full tha aur phle se wo low pe tha uska button
Appke video dekhne ke baad mene high kiya fir wate boil hone lga aur half boil ho gya aur battery v garam hai ...
Aur ye to badi battery hai isme to ye problem nhi aana chahiye na ..
Wo to chote battery me hota hai
मेरे इनबटर मे सभी सो कर रहा है कि वह भी एक साथ क्या problem hai samaj nahi aa raha hai.Invertor is not working can I call you . Or do me a favour please make a vedios regarding on this problem
Sabi indicator show kar raha hai to koi internal problem ho sakta hai.
Ok urgent hh
Call
Sir mere inverter me power supply nhi aa rhi hai
Kindly check the fuse first.
Sir app ka inverter ka model and name kya he ?
High voltage se inverter trip hogaya hai man sefty me kiya karna chahiye
Why are my inverter connected appliances not working when main power supply is on plz help me
In ups mode .. battery is not charging please help
You need high voltage and current need for charging because ups mode consume high current and voltage
Men sefty ko reject kese kare
Reply
Bhai hi charging krne se koi problem to nhi hogi
ऐसा तो होता नही है क्यू की opam IC लगा होता है जो compare करता है voltage,
Battery full charge होने के बाद charging section cut off हो जाता है।
just try to switch ups mode to eco mode problem solved
Luminous ka invrtar tripping ho Raha hai kai se theek kare
Sir,
Mujhe ek samasya hai mere ghar me aaj jab me immersion rod se paani garam kar rha tha tab achanak matra 10 second ke liy light chali jaati hai jisse inverter me overload ke beep ke saath piche ki taraf ek spark hota hai jisse puri ghar ki light chali jaati hai lekin ab jab mai immersion rod hatakar on kar rha hun toh inverter on toh ho rha hai par electricity nhi aarhi hai aur ghar ke jis jis hisse me inverter ka connection hai wahan light nhi aarhi hai kahi sir Inverter toh nhi phuk gya Maine service centre walo se baat bhi ki toh wo keh rhe hai ki 3-4 din ka time lagega aur mere gao me koi inverter electrician bhi nhi jisse me ye shi Kara payu toh sir kya aap meri madad kar sakte kyuki me chahta hun ki me khud hi ise thik karo sir please jald se jald reply kijiyega
Sir mera inverter hai microtek DG 650 (24×7) sir please jaldi hi btayiga🙏🙏🙏🙏
Inverter me overload hone ke karan, inverter me problem aa gaye hai.
Jaise ki aap ki case me muje lagta hai inverter card kharab ho gaya hai.
Fir bi aap check kat lo kya aap ki inverter me overload button hai, hai to use reset karke dekho.
@@ravinkatiyarvlogs ok sir kal me output restart wala button dabakar dekhunga aur ac fuse bhi badal kar dekhunga agar sahi nhi hua toh service centre walo ko call karungaa hai. Thank you sir for replying 🙏🙏
Kam tha kuch live me bat nhi ho payi thi
Fuse kidhar hai Bhai
Back side se hoga warna andar hoga. Depend on inverter model and make.
Agar car ka Batteri charge karni ho to kis function par rakhe
Jab battery charge n ho to kya kare inverter me light n jaye
No, don't worry you can plug in continue
Inverter overload bata raha to kya kare
Remove excess load
@@ravinkatiyarvlogs Bhai only one fan using , jab charging ke time 5 min charge hone ke baad overload bata deta.
Isme fuse kaha rhta hai ?
Inside
One small plug type pin black given with fuse which is not covered in this video. for Neo volt sine wave model
UPS karne paar charge nahi ho raha
Voltage low hogi
Fuse kaise nikle ga
Dekho side मे एक red colour सा दिख रहा होगा! उसे anticlock गुमाके खोल सकते हैं और same rating का fuse change कर लो अगर ये है तो। Power off जरूर कर लेना
Thanks
Flat bettory flat hoti hei
1250 Me change nehi ho raha he
kya kare
Switching problem it may be happen due to switch or card problem.
Iska kya price h
Charge ka indicate nahi karta hai
only eco led glow
High charging current rating
Jhatu dikh hai n rha
Malayalam
Sala pura English me he bolta
You are not perfect
Thank you🙏
Contact number?
It’s start not estart. Now don’t saying its your estyle
Super 👌🙏
Thank you