Sir apne kitne size ka angle kiya hai aur generally chokat k liye kitne size ka angle use karna chahiye ??? Mere idhar GI rate 88-90 chal rha hai aur steel kabja ka 200/ pcs 3*7 ka chokat banane wale kitna padega ek chokat ka
Waise video maine abtak banaya nehi sir,,sorry,,,😣 Par aap ek achhi idea ,topic bataye hain,, Angle iron me glass kaise fit karen....Ispar ek video jarur jald hi banane wala hun,,aap support dete rahiye,, Thank You❤️🙏
Isme lakdi ka door or play ka door laga skte hai kya?or iska lifetime kitna rahega? Kya ye wood se jyada acha padega?or ye kitna price ayega 1 chukath ka?
Sir ,,,Ye Lakdi or play ka darwaja ke liye hi banaya hua hai,, isiko hi lagate hain,,, Box pipe or lakdi ka chaukhat se ye best hai,,sirf pani nehi lagni chahiye,,, Play ke liye yehi achha hai,,majbut hai,,, Lagbhag 2000 ke aspas mil jayega,,, Alag alag sahar me alag alag rate hoga,,fir bhi dhai se teen hajar me ho jayega
@@Fab2Ku ji ye galvanised iron hai na to rust lagega isme?? Or wood chukath to pani ki contact main ake bhi wo bhi khrab hojata hai. To ye gi ka chukath lakdi k chukath se sasta sundar or mazboot hai! 😄To main ye apni ghar main lagaunga ab! Or ek angel main kitna kabza lagega? Price kitna hoga kabza ka? Kya 2500-3000 main kabza bhi ajega?
Heavy Kabza 40 se 50 rupiya me ek pic mil jata hai ,,Wo workshop wala hi la kar laga denge,,,aap sirf unko kahiyega heavy kabza lagayen... G i ( Galvanized) angle loha angle se thoda jyada price hai,,par Best hai,,junk nehi lagta.. Loha ka angle bhi agar aap frame banayenge (40mm size ka) or toda pani se bachayenge to ye bhi achhi rahega,,todi bahut pani se kuch nehi hoga,,par aap hardin pani se ghar saf karte wakt angle ko bhigayenge to dhire dhire jank lagna suru ho jata hai,,usko aap jank hata kar achhi paint marne se kuch nehi hoga.
How can you possibly weld the hinges to the frame and be sure that they are nicely lined up so that a door can be attached to them and still freely swing?
Out standing videos 👍👍😊 thanks for the info and your wonderful ideas for welding it was very helpful to know now I need to learn how to weld 😆😆😆 then I can do something thanks again for the update 🤠 keep safe out there amen
Sir,,water hi dono type ke darwaja ka dusman hai,,junk laga deta hai,,agar water na lagta ho,,or fancy darwaja chahiye to square pipe hi best hai. Agar darwaja me water lagne ka problem hai to majbuti ke liye angle iron hi best hai,, Agar dono ki saf safai achhi se har sal karke colour karen to dono best hai.
Congratulations Bhai,,👍 3.15 ka welding rod use kijiye,, Amp ki baat karun to aapke ilaka me kaise voltage rehta hai usike hisab se amp set karna padega,,aap try karo,,rod jalao,,tab pata chalega. Agar apke wahan 150amp me 3.15 rod me achhi welding hoga to kisi dusre jagah me kam ya jyada ho sakta hai,, Isiliye aap khud ke hisab se andaja lagaiye,,rod achha se jalane ki hisab se amp set kijiyega, Thank you👍🙏🏻
Keya iron door frame me steel ka hinges welding kar sakte hain ??
Han sir...par steel Welding Rod se kar sakte hn
Good 👍 jab zandbad zandbad
Thank You Sir👍❤️🙏
I love angle iron...from discarded bed frames!
Ok sir
👍👍👍👍Exellent
Thank You Sir
Angalbar ko kese sodha kiya jaye kounsi bend eliye kahan hatoda mare.oh dikhayega.
Han Sir,,,jarur vdo banaunga
Jay jagannath🙏🚩🙏🚩
Show complete your door setup
Please watch another video sir 🙏
Ur camera clarity is 👍👍
Thank You sir,,
good steel door frame work # 👍🇵🇰
Thank you so much
Sir apne kitne size ka angle kiya hai aur generally chokat k liye kitne size ka angle use karna chahiye ??? Mere idhar GI rate 88-90 chal rha hai aur steel kabja ka 200/ pcs 3*7 ka chokat banane wale kitna padega ek chokat ka
Me 35mm ka angle liya tha...
Agar door heavy rahega to 40mm ka le sakte hn.
Lagbhag 20kg ke aspas hi ayega..
@@Fab2Ku thanx sir
Hay lắm người anh,em cùng chung công việc
Thank you
Good ❤
Thanks ✌
Thank you... For making this video
Welcome sir🙏❤️
Wow, welding with rubber sandals on. I had beads go through my shoe and sock a week ago. Still a hole in my foot.
🤔🤔
They have experience doing it that way.
Sir, what a nice video..👍👍👍👍
Thank You Sir
Jo hinge ( kabja ) lagaya hai wo Iron hai ya stainless steel
Iron ka hai sir..
Isme door lock lagskta hai kya? Wo jo ghumne main door lock open hota hai
Sir,,, isme lakdi ya fir play ka door lagane ke baad ho jayega,,wohi mistri kar denge.
Isme glass sakte hai ___
Nehi sir,,glass nehi laga sakte,,uske liye alag frame banana padta hai,
Thank You❤️
@@Fab2Ku kis type ka frame kuch link send Kariye simple sa door simple sa frame
Waise video maine abtak banaya nehi sir,,sorry,,,😣
Par aap ek achhi idea ,topic bataye hain,,
Angle iron me glass kaise fit karen....Ispar ek video jarur jald hi banane wala hun,,aap support dete rahiye,,
Thank You❤️🙏
Isme lakdi ka door or play ka door laga skte hai kya?or iska lifetime kitna rahega? Kya ye wood se jyada acha padega?or ye kitna price ayega 1 chukath ka?
Sir ,,,Ye Lakdi or play ka darwaja ke liye hi banaya hua hai,, isiko hi lagate hain,,,
Box pipe or lakdi ka chaukhat se ye best hai,,sirf pani nehi lagni chahiye,,,
Play ke liye yehi achha hai,,majbut hai,,,
Lagbhag 2000 ke aspas mil jayega,,,
Alag alag sahar me alag alag rate hoga,,fir bhi dhai se teen hajar me ho jayega
@@Fab2Ku ji ye galvanised iron hai na to rust lagega isme?? Or wood chukath to pani ki contact main ake bhi wo bhi khrab hojata hai. To ye gi ka chukath lakdi k chukath se sasta sundar or mazboot hai! 😄To main ye apni ghar main lagaunga ab! Or ek angel main kitna kabza lagega? Price kitna hoga kabza ka? Kya 2500-3000 main kabza bhi ajega?
Heavy Kabza 40 se 50 rupiya me ek pic mil jata hai ,,Wo workshop wala hi la kar laga denge,,,aap sirf unko kahiyega heavy kabza lagayen...
G i ( Galvanized) angle loha angle se thoda jyada price hai,,par Best hai,,junk nehi lagta..
Loha ka angle bhi agar aap frame banayenge (40mm size ka) or toda pani se bachayenge to ye bhi achhi rahega,,todi bahut pani se kuch nehi hoga,,par aap hardin pani se ghar saf karte wakt angle ko bhigayenge to dhire dhire jank lagna suru ho jata hai,,usko aap jank hata kar achhi paint marne se kuch nehi hoga.
20 se 25 kg tak ayega,,per kg 80₹ hone se bhi 2000₹ ke aspaas padega.
3 kabza best hai,,double door hoga to dono side 3 or 3. ..6 kabza
@@Fab2Ku acha steel ka kabza kitna ka ayega?
Sir 3×6 feet ka darwaja ketna kelo ka rakhne
15 se 20 kg
@@Fab2Ku thank you sir
Good 👍
Thank you! Cheers!
Is the iron used is isi marked or its always local made.?
Local sir
@@Fab2Ku no brand makes these ? If yes recommend one.
Yes sir
Bhai mere 6 by 3 feeet me chokhat ka kabza glti me maine galat lagwa liya hai ab kya nayaa banwana pdega kya
Kabza ko grinder me kat ke nikal dijiyega or dusra naya kabza lagaiye bhai ji
How can you possibly weld the hinges to the frame and be sure that they are nicely lined up so that a door can be attached to them and still freely swing?
Experience👍😀
I’m thinking screw a piece of flat bar to both (all 3) hinges on the side where the door will attach. Then weld. This should keep the hinges in line
👍👍👍👍
Thank You Sir
@@jasonji1900 fantastic idea
Out standing videos 👍👍😊 thanks for the info and your wonderful ideas for welding it was very helpful to know now I need to learn how to weld 😆😆😆 then I can do something thanks again for the update 🤠 keep safe out there amen
Thank You Sir🙏❤️😄👍
❤Hlo
Namaste 🙏 Sir
Top parabéns 👍👍👍👍👍
Thank You Sir
@@Fab2Ku hhy u uy thyu
Single door mai minimum 4 nos hinges lagane chahie
Ji sir..par palla halka ho to 3 se kaam ho jayega
pipe ki kalam par ek video bana do
Ji sir..Kosis karunga
4 by 3 door 🚪 ka price kya hai please reply
Wajan kEhisab se hi milta hai sir..
@@Fab2Ku Punjab mei 1kg lohe ka price kya hai please reply
Bhai..Me Odisha Me Rehta hun,,
Odisha Me 70 se 75 per kg hai
@@Fab2Ku kitna price hai dso
@@Fab2Ku thxx bhi
Ply board lg jayega
Ji ,,,isme play board ya fir lakdi ka darwaja dono lag sakta hai,,balki isike liye hi aise frame banaya jata hai.
Thank You🤓🙏❤️
40. 5 mm ka eagle ka hona chaiye ya 35 .5 ka
Dono ho sakega ji..
40mm ka heavy lakdi door ke liye or 35 ka angle frame Normal play door ke liye
Can we weld hinges on slotted angles?
Yes sir..👍
Darbaje ka angle ka thick ness kya rakhte he 5mm ya 3mm
5mm sir
Eso de marcar con yeso miente muy gruesa la linia.
Thank You Sir
3.6 *8.0 feet me kitna kabja hona chahiye patam ke iron ki chaukhat me
4 kabza achha rahega sir
@@Fab2Ku thanku sir
Welcome 🙏
Sir lohe ka angle ka Darwaja achha rhta h ki pipe wala achha rhta h please reply sir
Sir,,water hi dono type ke darwaja ka dusman hai,,junk laga deta hai,,agar water na lagta ho,,or fancy darwaja chahiye to square pipe hi best hai.
Agar darwaja me water lagne ka problem hai to majbuti ke liye angle iron hi best hai,,
Agar dono ki saf safai achhi se har sal karke colour karen to dono best hai.
Kitna kam angle chal sakta h darwja me
Last size 25×5 ka milta hai sir
Sir jasty aangle ki chokhat banwani h kha milegi
Apke ilake ka ap hi jan sakte ho sir ji
Boos machine kaise bnaye .....gate ka handle wala
Me samjh nehi paya sir,,
Brother well
Thank You brother
Bahi machine kon c ha model bta do plzz
Great ...local company sir
Bhai plla Kitna come cut krna chaiya
Bhai,,single palla me 1 inch kam rakhte hain
Aur do plla hoo too
Bhai ji aapn what's up number daa Sakta hoo
@@RajKumar-hq5xe nehi bhai
@@Fab2Ku 2 inch nhi kar sakte hai 🤔🤔
Not Full door open.. angle frame
Yes, this is just for the door frame.
3.5 by 8 ka kitna weight hona chahiye
30kg ke aspas bhai
Sir aik bat bta den, k iron angel ke full length size kya hota hy
Lagbhag 18 se 20 fit...
Chota size bhi milta hai sir
@@Fab2Ku Thanks, mera channel Solar related hy, aaj kal aap ke videos dekh dekh k welding aur cutting sekh rha hn
🤓👍
Thank You
❤️👍🤓
@@Fab2Ku Welding machine le k aya hn inverter wali, guide kar den k es angel iron ko weld karny k lye konsa rod use kron aur ampere kitny rakhon
Congratulations Bhai,,👍
3.15 ka welding rod use kijiye,,
Amp ki baat karun to aapke ilaka me kaise voltage rehta hai usike hisab se amp set karna padega,,aap try karo,,rod jalao,,tab pata chalega.
Agar apke wahan 150amp me 3.15 rod me achhi welding hoga to kisi dusre jagah me kam ya jyada ho sakta hai,,
Isiliye aap khud ke hisab se andaja lagaiye,,rod achha se jalane ki hisab se amp set kijiyega,
Thank you👍🙏🏻
1 jali wala door bnwana hai
Ji sir,,thank you
RIP ant 4:18
😔👍
Kayse lagay
Thank you sir
Wow Super
Thank You Sir
Bravissimo ciao fratello
Thank You Sir
Sir anung size Ng angle bar mo at ilang mm
35mm/ 5mm
Chokhat se pala ko kitni chawdya katna chahiye isme video banao
Ji sir,,jarur kosis karunga❤️
Bhai 10 gauge chadr ka kia rate ha
Bhai ji,,mujhe koi idea nehi hai,,
Hum to kg ke hisab se late hai,,
@@Fab2Ku g bhai wohe poch rha hu pr KG ka kia rate ha
Ji,,62₹ per kg
Bosch 670w angel grinder use karne me kaisa hai?
Mera bhi same model hai sir,,2016 se abhitak chal raha hai
Kitna ma bn jati ha aisi chokhat?
@@ankurchoudhary6692 sir,,rs70 per kg ke hisab se,,lagbhag 2000₹ me aa jata hai
@@Fab2Ku o
Thanks
Welcome sir ji 😀
Bhai ingal sidha Q nahi kiye ho
😀😀
Me kiya sir,,par vdo shoot nehi kiya,,,sorry
🤗👌👌🎇🎇💞🌹
Thank You Sir🙏❤️👍
Angle ka size kya h
Sir,,35×5 ka angle hai
What is the total cost involved.... material and labour cost
Total 2000₹
Nice
Thank You Sir
Your welded,injuse,future any injues repair damege,how to change,welded injuse.
❤️🙏👍
Good
Thank You❤️🙏
Very nice
Thank You Sir
इसका वजन कितना है
20kg ke aspas rahega sir
Ak frem ka ret kitna he 7/4 ka
3000 ke aspas padega sir
কবজা নীচে1/8 পাতি জগান দিলে ভাল হত
❤️🙏❤️
@@Fab2Ku tyytu
said clip why???
Cost kit na porta hee
Thank You 👍🙏❤️😀
Skilful
Thank You Sir❤️🙏
Sir welding rod no kya hai
3.15
Bang asalnya dari mana ?
Saya dari saudara india
Que es eso ? Para q sirve ?
señor este es el marco de la puerta
World i.s.i. stamp no.1 certificate give american society
😀😀😀😀😀
Thank You Sir
Kabja lagane ka jo trick bataya h bhai sahab ne vo bekar h
Bekar ho sakta hai sir,,,
Par har koi mistri ek jaise nehi karte
Thanks For Watching
🙏❤️🙏
@@Fab2Ku sahi hai bhai
Kare bolte nahi aahi to bar samajh ma ayi
👍🙏❤️😀😀
👍
Thank You❤️👍
👎👎👎
🙏😣🙏❤️
@@Fab2Ku t yt tyr
G th r fh yr rytt
Good
Thank You Sir