Sir ye jo schedule c g sb he wo sab fillup na karke direcr work experience certificate upload krne se ni hga kya kyun ki work experience me sab kch hta he jese ongoing work, completed work sb kuch so plz boliye sab format fillup krke upload krna pdega ky
koi bhi tender me ek dtcn pdf file hota hai. jisko Detail Tender Call Notice kahte hai. Is DTCN file me sara informtion hota hai. Isse achha se padhiye aur document ready kijiye kabhi galti nahi hoga.
@@mohammadhussain4895 Aap apna local ka koi bhi tender jo active hai uska name bataye mai usi tender ka detail nikal ke de dunga. Process sabhi govt. site ka same hota hai ek hi topic ka bahut sara video banane se confusion hoga. Aap achhi tarah se video ko dekhiye aur try kijiye kar payenge. aur phir bhi nahi hua to tender ka name bataye mai kar ke de dunga.
Sorry mai last pura week bahar tha aur message check nahi kar paya. Aapka to tender ka date bhi over ho gaya. Koi bhi tender ka official notice me ek pdf file hota hai ( DTCN - Detail Tender Call Notice). Is file me tender ka pura detail hota hai. jiase ki kitna cost hai, kab last late hai, kya - kya documents lagenge etc. Aap is pdf file ko agar achha se padh liye to kisi ko kuch puchne ki koi jarurat nahi hogi.
Ok thank you sir, but mere liye ye kaam bilkul new h dar lgta h ki khin koi galti na ho jaye kyoki bhut responsibility k sath ye kaam krna hoga na... document aur paise ki bat h, agr ye paise aur ka issue na hota to itna tension nhi hota fill krne me
Ek process me ek hi tender submit hota hai, jada tender ke liye jada bar submit karna padega. aap department ka jitna bhi work nikla hoga aap participate kar sakte hai. Ye depend karta hai aapka capacity ke upar.
Bidding Capacity = [AxNx2]-B Where, A = Maximum value of construction works executed in any one year during the last five years taking into account the completed as well as works in progress. 13 N = Number of years prescribed for completion of work for which bids has been invited. B = Value of existing commitments and on going works to be completed during the period of completion of work for which bids have been invited.
AOC ka matlab hota hai "Award of Contract". Apko yah tender nahi mila. Is liye status me likha hai not qualified in AOC. Iska 2 karan ho sakta hai. Ya to aapka rate sabse kam nahi hoga. ya phir aapka document pura nahi hoga. Aap department me ja ke pura reason samajh sakte hai
Sorry mai last pura week bahar tha aur message check nahi kar paya. Aapka to tender ka date bhi over ho gaya. Koi bhi tender ka official notice me ek pdf file hota hai ( DTCN - Detail Tender Call Notice). Is file me tender ka pura detail hota hai. jiase ki kitna cost hai, kab last late hai, kya - kya documents lagenge etc. Aap is pdf file ko agar achha se padh liye to kisi ko kuch puchne ki koi jarurat nahi hogi.
Normal work ke liye GST, PAN , License aur ek affidavit submit karna hota hai, phir bhi ek baar sarpanch office me pata kar lijiyega aur kuch demand hoga to.
Very sorry for late reply... CDMS apply karna to 1 hour ka kaam hai, per printout kiya hua copy to deparment me submit karna aapka upar depend karta hai ki aap kitna din me karte ho. Submit karne ke baad CDMD ka ek copy seal & Signature karke aapko department degi jo ko aap as a doucument tender filing ke samay use kar sakte hai.
@@ZeeshanAli-py2xb agar aap sab details sahi likhe ho to approve jarur hua, agar nahi hua ho to aap tender apply kar sakte hai lekin tender open hone se pehle department jake approve karwa lijiyega. Taki agreement ke samay aap sara document de sake.
Thank you batane ke liye, aap jaise padhe-likhe log hai to kya tension hai. Mera maksad sirf logo ko batana hai, wo samajh gaye iska matlab mera kaam ho gaya. Thank you again for pointing the same.
Release of payment depends as per agreement. If it is part payment then you will get money for running bill part by part. If it is final at completion then you will get full amount after completion of work.
Thank you very much sir for your valuable time and knowledge..
Thanks and welcome
Good clearly explained...Thank you
Welcome...
Informative...thanks .
Thank you Sir...
Sir work in hand me new contracter kya like nil daal sakte hai kya
yes. NIL likh dijiye.
Very very nice information
Many many thanks
Nice job
Thanks!
Bhai thanks for this
You are welcome and thanks for the feedback.
Jitne bhi scheduled form mein sabko in hand written fill karna hai kya?
Achha hoga agar aap computer me bana ke type kare, aur agar apke pas subidha nahi hai to hand written bhi chalta hai
@@publicinfocenter Ok Thnaks..
Nice information video
Thank you for your valuable feedback..
Sir electronic & electrical se related documents btaiye or license kaha se or kese banta he
Thank you for query. bahut jaldi uska detail bhi upload karunga
Sir ye jo schedule c g sb he wo sab fillup na karke direcr work experience certificate upload krne se ni hga kya kyun ki work experience me sab kch hta he jese ongoing work, completed work sb kuch so plz boliye sab format fillup krke upload krna pdega ky
Agar aapke pas experience hai to fillup karne ki jarurat nai, aap direct upload kijiye
you should avoid putting background music. content is informative
Thank you for your valuable advice Sir. Next time I will take care of this.
Hello sir sc st ko sachme relaxation hai kya kya aapne iska use kiya hai
Hamare odisha state me to hai, aap jaha ke bhi ho us department me pata kar lijiyega..
Mujhe central warehousing corporation ka tender dalna hai uske liye kon sa documents mujhe comolete karna padega.. Plz guide me..
tender ka DTCN file check kijiye usme sab detail mention kiya hua hai.
Sir graduate engineer emd exemption ke liye kaunsa document dena padega
Engineer license ke sath ek affidavit upload karna padta hai.
Sir sir agar emd examption yes hai toh kis k liye ye examption hai ...
ST/SC/PWD and Diploma Engineer contractor.
Sir please one another .. plz suggest me
B class unemployed contractor ko emd examption milta hai na sir ..
Yadi examption hai to kitna % hota hai ..
Tender bhrn lai english high hona jroori hai ja nahi plg reply
Please phir se clearly likhiye, mai aapka question samajh nahi paya
Uttar Pradesh ke kiye tendar kaisa document? Krya keya lagta hai
koi bhi tender me ek dtcn pdf file hota hai. jisko Detail Tender Call Notice kahte hai. Is DTCN file me sara informtion hota hai. Isse achha se padhiye aur document ready kijiye kabhi galti nahi hoga.
@@publicinfocenter isaka video dijiye aap sir
@@mohammadhussain4895 Aap apna local ka koi bhi tender jo active hai uska name bataye mai usi tender ka detail nikal ke de dunga. Process sabhi govt. site ka same hota hai ek hi topic ka bahut sara video banane se confusion hoga. Aap achhi tarah se video ko dekhiye aur try kijiye kar payenge. aur phir bhi nahi hua to tender ka name bataye mai kar ke de dunga.
@@publicinfocenter ok sir aap apna number dijiye sir
2cr se upr k tender me kya kya lagega plz is r as soon as possible video bna dijiye danapur railway tender k liye
Sorry mai last pura week bahar tha aur message check nahi kar paya. Aapka to tender ka date bhi over ho gaya. Koi bhi tender ka official notice me ek pdf file hota hai ( DTCN - Detail Tender Call Notice). Is file me tender ka pura detail hota hai. jiase ki kitna cost hai, kab last late hai, kya - kya documents lagenge etc. Aap is pdf file ko agar achha se padh liye to kisi ko kuch puchne ki koi jarurat nahi hogi.
Ok thank you sir, but mere liye ye kaam bilkul new h dar lgta h ki khin koi galti na ho jaye kyoki bhut responsibility k sath ye kaam krna hoga na... document aur paise ki bat h, agr ye paise aur ka issue na hota to itna tension nhi hota fill krne me
Aur aapka tahe dil se dhanywaad sir,
@@publicinfocenter
Sir DTCN pr ek video bna dijiye smjhne me aasani hogi please sir
@@richaraj811 Aapko bhi dhanyawaad feed dene ke liye...
Please share format of no relation certificate and should it be on letter head?
No relation format is available in DTCN file of tender.
You can give in letter head or stamp paper like affidavit
Ek bar mein kitna tender select kr skte hai same department ka ya fir mujhe alag alag process karna padega
Ek process me ek hi tender submit hota hai, jada tender ke liye jada bar submit karna padega. aap department ka jitna bhi work nikla hoga aap participate kar sakte hai. Ye depend karta hai aapka capacity ke upar.
@@publicinfocenter key personal kya hota hai ye bidder ke liye requirement hai submit karna
BOQ kya khudse banane honge ya govt banake denge tender k saath?
BOQ website se download karna padta hai.
@@publicinfocenter which website?
@@ashiksaha5012 Jisme aap tender participate karna chahte ho, usi site pe
@@publicinfocenter Thank u
bid capacity calculate karne ka formula upload karein
Bidding Capacity = [AxNx2]-B
Where,
A = Maximum value of construction works executed in any one year
during the last five years taking into account the completed as well as
works in progress.
13
N = Number of years prescribed for completion of work for which bids
has been invited.
B = Value of existing commitments and on going works to be completed
during the period of completion of work for which bids have been invited.
Thnx alot bro
Always welcome
Sir licence karne keliye ek video bana lijiye Odisha me
License ke liye to office me jake hi banana hota hai, phir bhi mai kosis karta hu video banane ka.
Sir apaka mobile number thelijia Mo Ganjam district ra pila
Mo ra mobile 9040430084
Sir
Maine EK admi ka Tender dala tha
Uska tender status me "not Quilfied In AOC" ka meaning kya hua aur REJECT HO GYA PLEASE HELP ME
AOC ka matlab hota hai "Award of Contract". Apko yah tender nahi mila. Is liye status me likha hai not qualified in AOC. Iska 2 karan ho sakta hai. Ya to aapka rate sabse kam nahi hoga. ya phir aapka document pura nahi hoga. Aap department me ja ke pura reason samajh sakte hai
@@publicinfocenter GT premium
@@publicinfocenter good
Sir pdf professional editor kaise install karna hai uska link bhejiye
Ye software aap purchase kar sakte hai ya phir iska crack verson download kar lijiye.
Sir help to Mila is video se but fir v mere liye tender ka documents bnane me dikkat aa rhi h please sir help kijiye...
Sorry mai last pura week bahar tha aur message check nahi kar paya. Aapka to tender ka date bhi over ho gaya. Koi bhi tender ka official notice me ek pdf file hota hai ( DTCN - Detail Tender Call Notice). Is file me tender ka pura detail hota hai. jiase ki kitna cost hai, kab last late hai, kya - kya documents lagenge etc. Aap is pdf file ko agar achha se padh liye to kisi ko kuch puchne ki koi jarurat nahi hogi.
Sarpanch g se kaam mila aab uska work oder lana hai me uska konsa paper sarpanch lo zp jarakar work oder laa sko
Normal work ke liye GST, PAN , License aur ek affidavit submit karna hota hai, phir bhi ek baar sarpanch office me pata kar lijiyega aur kuch demand hoga to.
Electrical ke leye Kya prosses hi Sir
Electrical ke liye electrical license chahiye. baki process to same hai tender participate karne ka.
Sir agr tender ki publish date nikal gai ho to tender document kaha se download kar sakte hai I want this process for my job....
Tender publish notice me website bhi mention hota hai usi webiste me sara detail mil jayega.
@@publicinfocenterlekin uska key date nikal gai hai isliye website per tender document download nhi hota hai...koi aur tarika hai kya ?
@@learnearn860 date agar over ho gaya hai to nahi ho sakta.
Sir Aap Please ye Affidavit ka pdf share kar sakte hain jitna v affidavit hain
Ok, Discription me pdf create kar ke link share kar dunga baad me.
@@publicinfocenter ok thank you sooo much sir
Great job 👏
Thank you! 😃
Sir cdms kitna din mein ban jaata hai
Pls reply as soon as possible sir
Very sorry for late reply... CDMS apply karna to 1 hour ka kaam hai, per printout kiya hua copy to deparment me submit karna aapka upar depend karta hai ki aap kitna din me karte ho. Submit karne ke baad CDMD ka ek copy seal & Signature karke aapko department degi jo ko aap as a doucument tender filing ke samay use kar sakte hai.
Sir agar cdms apply kiye ho aur department se approve nai hua ho to tender file kar sakte hai kya
@@publicinfocenter thanks sir
@@ZeeshanAli-py2xb agar aap sab details sahi likhe ho to approve jarur hua, agar nahi hua ho to aap tender apply kar sakte hai lekin tender open hone se pehle department jake approve karwa lijiyega. Taki agreement ke samay aap sara document de sake.
Contract license बिना GST के नही बनवा सकते है, sbse पहले PAN, GST, ....
GST certificate option hai, aap de bhi sakte ho aur nahi bhi. lekin lesence banne ke baad aap karwa lijiyega.
sir scrap purchase tender kiley cpcb certificate ki video ban aye please
Mai samajh nahi paya, aap kis bare me janana chahte hai. aur ye cpcb kya hai please full form bataye
Sir plz plz ofb ka tender uploading ka video banayee
OFB ka full form bataye
SIR NO LTIGATION CERTIFICATE KESE KARTE HAIN
ye format dtcn file me hota hai. normally schedule E format hota hai.
digital signature ka requirement kaha hai
DSC online apply karne ke samay use hota hai
Sir mai up se hu aur mai irrigation department D CLASS me license hai kya mai tender dal sakta hu
Bilkul Dal sakte hai, aapka lisence hai to aap participate kar sakte hai. jo bhi kaam D class lisence ke liye hoga wahi kaam me participate kijiyega.
Bhai ye required documents ka pdf milega kya
ye pdf har kaam ka alag alag hota hai. ye aapko tender site pe DTCN file download karne se milega.
Sir licence registration karvane mein kitne rupaye lagte Hain
Sabhi state ka alag alag rate hota hai, aap department me pata kar lijiye
Sir pls make video for electrical contractors plz plz plz documents
Ok
Sc/st document Dena mendetary he kya
mandatory nahi hai, agar aap affidavit me bhi likha denge aur apka license me st/sc contractor mention hona chahiye to koi problem nahi hai
@@publicinfocenter me genarel hu
Sc /st likhna parega
@@publicinfocenter thank you for reply
MIS REPORT PAR EK VIDEO BANAYE
SIR REGISTRATION CERTIFICATE KO RENEW KESE KARE
bahut jald iska process mai upload karunga.
Can we scan with phone?
Yes you can scan with phone, but filing of tender is not supportable in mobile
@@publicinfocenter sir mere java verification nahi ho rhi
@@nikhilkesar9676 Is video me solution hai dekh ke solve kar liljiye: ua-cam.com/video/EiTcBON09_A/v-deo.html
Sir How to Get GST registration for fresher Unemployed Engineers ?
apply for GST with required documents and withing 4-5 days your GST will be approved.
Tendar lac kese karana ha
online submission ke samay hi hum jab freeze karte hai tab automatic lock ho jata ha
Hello sir mujhe ek baat batayiye aap sabko malum hai to aap log kyo nhi tender bharte ho
humlog ka tender filing center hai, humoga ek nahi bahut tender file karte hai.
क्या सभी राज्यों में एससी-एसटी के लिए 50% की छूट रहती है
Aap apni rajya ke guidelines me dekh lijiye.
Please background music band kijiye
Sorry Sir, lekin ye ab upload ho chuka hai, next video me iska dhyan rakhunga. Thank you for your suggestion.
Aapse kaise contact kar sakte hai
Hamara email Id pe aap apna query send kar sakte hai. infocenterbrmp@gmail.com
License ki spelling aati nahi aur video upload kar dete ho
Thank you batane ke liye, aap jaise padhe-likhe log hai to kya tension hai. Mera maksad sirf logo ko batana hai, wo samajh gaye iska matlab mera kaam ho gaya. Thank you again for pointing the same.
Hii sir
I am your subscribers .
Sir i need one help from you .
How we get money from tender running work .
Plzz help sir
Release of payment depends as per agreement. If it is part payment then you will get money for running bill part by part. If it is final at completion then you will get full amount after completion of work.
@@publicinfocenter thank you so much sir your videos much help full for us
@@VikasSingh-rf3px You are most welcome...
Background music iritating
Really sorry for that. Next time I will take care of that.
Sir,apka phone no do na....
Mai no. social media me share nahi kar sakta, kaam kya hai bataiye
Sir Aap apna no dijye
Aapko jo bhi query hai mail kar dijiye: infocenterbrmp@gmail.com
Sir aap apna phone no ya fb id bata dijiye
Aap reason bataye kisliye aapko no. chahiye
contant good , but bg music suck
Really sorry for this. Next time i will take care about this issue.
Yeah music ko band karo
Sorry for this, Next time iska khayal rakhenge.
Bhai sahab apna contact number dijiye na please
Aap apna query is mail id pe bhej dijiye infocenterbrmp@gmail.com