CaRPM Phone Number 📞- 80690 15000 (स्कैनर की जानकारी के लिए फ़ोन करैं ) November Sale - 15% Sale On CaRPM products निचे दिए हुए लिंक पर क्लिक करें और पाएं 15% की छूट Link - bit.ly/GP-ARV (✅15% discount is auto-applied on the checkout) Download App Android App 📱- bit.ly/3mpizzd iOS App 📱- apple.co/3oED50d
Sir,, first of all koi bhi sensor ko ecu control nehi karta, sensor sirf data collect karne ke kaam aate hai, ecu data collect karne ke baad us data ko analyse karne ke baad accuator ko signal dete hai (according to data) kaam karne ke liye🙂 Aur ek baat,,, Ssbhi bike me error code (check engine light blink feature) show nehi hota, zyada tar bike me fault hone pe malfunction light sirf constant on hoke rah jata nai, Aur haa, Aap ne jo carpm ke product ko dikhaya sabhhi jante hai ki wo product recommendations hai, thats fine, but woh bahut mehnga aata hai, Usse behtar elm327 amazon me 500-600 me mil jayega aur apni bike ke compatable connector cable purchase kar lo (without cable bhi connect karna possible hai) Total 1500 ke andar kaam ban jayega🙂
@@mohitkumarmsm without cable connect karna thoda tricky part hai, iskeliye OBD ke bare me thoda knowledge rehna zaroori hai. q ki har ek company ka protocol (ECU management system) alaag alag hota hai. for example: most of the japanease manufacturer "ISO9141" protool use karte hai aur baki saab brand "CAN protocol" use karte hai. OBD me total 16 pin rehte hai lekin usme se most of the cases sirf 4pin hi kaam me aate hai bike me connect karne ke liye. (1) abhi manually connect karne ke liye pehle aapko ya pata hona chaniye ke konsa bike kis protocol me run kar raha hai (2) uske baad apko protocol ke diagram ke anusar kaunsa pin kaha lagega yeh bhi pata hona chahiye. 16 (battery+) and 4 or 5 (battery -) yeh dono pin sabhi me common hai quite confusing lag raha hai na... i know.. isliye maine bola cable purchase kar lo baas itna jhanjhat khatam. sirf plug & play
New splendor plus black bs6 or i3s ka baike services ki puri video daldo..Pura India ka gereg vala video dekh ke Sikh lenga please video banake daldo.hamari help ho jayengi splendor lovers 🙏ki.
Rajveer bhaiya aapki information makkan kitna badiya aap explain karte ho abhi tak mane jitne UA-cam channel pe information videos dekhe aapki tarah koi nahi samjhata ❤️❤️❤️❤️❤️
Good evening sir Mai 6 mahine se aapke video dekhata hu bike se related jo bhi video you tube par update hota hai Sari video dekhata hu aap bahut hi jankari dete hai sir
Are bhai agency wale to scan karke check karenge hi ya nhi. Chahe woh car pm use karen ya koi aur scanner. Kya dusre scanner mai code check nhi hota. Scanning to hoti hi iskiye hai ki error code pata chal jaye ya nhi. Magar acha video banaya. Comment to padhte hi honge aap. Mai comment karta rehta hun.
Mene aj hi uska throttle body wd40 se clean kiya but mene sensor ko open nhi kiya bss butter fly ko clean kiya nd injector ko service center le ja kr clean b krwa liya aj but start nhi ho rhi h fir b mene throttle sensor ko touch b nhi kiya pta nhi koi prblm ho jae ulta esly
Dada meri bike ka ecu ki software urgea hai,, bike start nehi ho raha he,,, ecu mea software dalneki price kitna hote he,,, plz bataya,,, model ns 125,
Sir Bihar me mistry to bin mobile ka h lakin think to aishay karta h ki mano engineer fail h sir mai service center jata hu thik h ek video banayaga to sab ko pata chalaga sir please
Bhai mere bike pulsar 150twindisk bs6 ka sidestand censor cutkarke tenowire eksth join kardeya tha toh abhi start hota hain lekin gear daltehi start band hojata hain kya problem huwa service wale bhi bimar pakar nhi pa Rahahain.
Meri splendor ismart bs6 me engine check light jalta hay fir off ho jata hay fir achanak fir kbhi b jal jata hay...to ye kya problem ho sakti hay btaiye plzsss 🙏
Rajveer ji bearing grease kaun sa theek rahega Maine 10 prakar ka Girish use Kiya lekin sab Girish kharab ha main gadi ke sath wala Girish Lena chahta hun vah Girish 10000 tak kharab nahi hota yah or ye Girish 2000 tak hi kharab ho jata aap hamen bataen kaun sa Girish use Kare
Sir mera ek questions hai mere paas CT 💯 bs3 bike hai uske air filter me oil aa raha hai engine me jo wires ke pass nojel hota hai isme se filter me aa raha hai kya wajah ho sakti hai plz batayiye maine bahut se machanic se pucha per kisi ne barabar jawab nahi diya
CT 100 engine oil capacity 1 litre ki hoti hai agar isase jyada engine oil ad karoge to air filter mein a jaega ya fir side stand per lagakar bike start chhod doge to be air filter mein oil aaega
Bhai aise me to gadi ko company vale factory ya apne office se controll kr sakte h, aor apki gadi me kharabi batakar aapse bina matlab ke paise kama sakte h...
I have a newly bike apache 2v only 3k ride ,bike sound change after exact 45 speed nd bike jhatke leti h,tvs service wale refuse karte h ki ye koi issue nai h,
Meri yamaha R15 V1 3-4 brr long self lene pr start ho rhi he or etna self lene k bad start hone pr missing kr rhi he pickup down ho rha h outomatic chalane pr plz bhai ya to koi solutions btao ya fir es prblm pr video bnao
Bare bhai mera apache 1604v model hai missing problem kar raha hai mtlb tel jyada kha raha hai aur bich me jyada accelerate krne par kala dhuwa marta hai deler me dikhiya toh unlogo me tablet pr koi codding nhi dikhaya hai fur unhone reelay fuel pump fuse full body wiring check kar chuka hai laikin unlogo ne aise hi bol diya ecu ka problem hai fur naya ecu laga kar vi dekha toh koi badlav nhi dikha pehle toh bike start nhi ho raha tha self me fir 2 din bad apne aap kam kar raha thai laikin ahbi bike pataka jaisa marta hai aur petrol jyada ja raha hai
Bhai me to pareshaan ho gaya hu 4 jagah pe service karayi (hendle sound)se bike pr wohi problem 15k se jyada khrcha kara chuka hu pr koy farak nahi pada,,gujrat se hu isi liye aa nahi sakta bhai...
@Rakesh Mayavanshi aagad ni side thi dabb m awaz aave che , ane pachla tyre baaju thi kat m awaz aave bike jarak b khada ma pade to, akdam nanla khada ma b bo vibrate thaay che
@Rakesh Mayavanshi sachi vaat che bhai 4 garage fari chukelo chu ak jagya a to tanki pr dent b paadi nakhyo hato,ne Jyare me kidhu tyare manva taiyar nathi ..
CaRPM Phone Number 📞- 80690 15000 (स्कैनर की जानकारी के लिए फ़ोन करैं )
November Sale - 15% Sale On CaRPM products
निचे दिए हुए लिंक पर क्लिक करें और पाएं 15% की छूट
Link - bit.ly/GP-ARV
(✅15% discount is auto-applied on the checkout)
Download App
Android App 📱- bit.ly/3mpizzd
iOS App 📱- apple.co/3oED50d
Sir wo yamaha ka cable to 2015-2019 ka dikha raha hai, to 2020-2021 ki gari kaise scan karenge?
Reply plz
Mujhe chahiye
Sir,, first of all koi bhi sensor ko ecu control nehi karta, sensor sirf data collect karne ke kaam aate hai,
ecu data collect karne ke baad us data ko analyse karne ke baad accuator ko signal dete hai (according to data) kaam karne ke liye🙂
Aur ek baat,,,
Ssbhi bike me error code (check engine light blink feature) show nehi hota, zyada tar bike me fault hone pe malfunction light sirf constant on hoke rah jata nai,
Aur haa,
Aap ne jo carpm ke product ko dikhaya sabhhi jante hai ki wo product recommendations hai, thats fine, but woh bahut mehnga aata hai,
Usse behtar elm327 amazon me 500-600 me mil jayega aur apni bike ke compatable connector cable purchase kar lo (without cable bhi connect karna possible hai)
Total 1500 ke andar kaam ban jayega🙂
Without cebal kaise sir please batao
@@mohitkumarmsm without cable connect karna thoda tricky part hai, iskeliye OBD ke bare me thoda knowledge rehna zaroori hai.
q ki har ek company ka protocol (ECU management system) alaag alag hota hai.
for example:
most of the japanease manufacturer "ISO9141" protool use karte hai
aur baki saab brand "CAN protocol" use karte hai.
OBD me total 16 pin rehte hai lekin usme se most of the cases sirf 4pin hi kaam me aate hai bike me connect karne ke liye.
(1) abhi manually connect karne ke liye pehle aapko ya pata hona chaniye ke konsa bike kis protocol me run kar raha hai
(2) uske baad apko protocol ke diagram ke anusar kaunsa pin kaha lagega yeh bhi pata hona chahiye.
16 (battery+) and 4 or 5 (battery -)
yeh dono pin sabhi me common hai
quite confusing lag raha hai na...
i know.. isliye maine bola cable purchase kar lo baas itna jhanjhat khatam. sirf plug & play
@@Bijan_Bhandari Thank you sir
@@mohitkumarmsm welcome 🙂
बहुत उम्दा जानकारी के लिये शुक्रिया और अच्छी तरह समझाने के लिये आपका अभिनंदन ऱाजवीर भाई
New splendor plus black bs6 or i3s ka baike services ki puri video daldo..Pura India ka gereg vala video dekh ke Sikh lenga please video banake daldo.hamari help ho jayengi splendor lovers 🙏ki.
Rajveer bhaiya aapki information makkan kitna badiya aap explain karte ho abhi tak mane jitne UA-cam channel pe information videos dekhe aapki tarah koi nahi samjhata ❤️❤️❤️❤️❤️
Bhai ji me bhi mechanic ho or mere khud ki dukaan he dharuhera me Bhai apki video bhot achai lagti he bhai me apse milna chata hu
Thank you for being so honest and helpful. God bless you and your work.
Good evening sir
Mai 6 mahine se aapke video dekhata hu bike se related jo bhi video you tube par update hota hai Sari video dekhata hu aap bahut hi jankari dete hai sir
Are bhai agency wale to scan karke check karenge hi ya nhi. Chahe woh car pm use karen ya koi aur scanner. Kya dusre scanner mai code check nhi hota. Scanning to hoti hi iskiye hai ki error code pata chal jaye ya nhi. Magar acha video banaya. Comment to padhte hi honge aap. Mai comment karta rehta hun.
Ekadam Sahi bs6 ke liye aapane Jo samjha hai vah aur dusri aisi video banate rahana Bhadra Gujarat se
Bahut bdiya jankari di hai
Bhaiya ji Bs6 bike ke bare me
Thankyou bhaiya ji
,,,,,,,,,,,,🔧⛏️🔨🛠️
Appse contact kar naka koi others options like video call because not going your work shop it so far...plzzzzzz
Mene aj hi uska throttle body wd40 se clean kiya but mene sensor ko open nhi kiya bss butter fly ko clean kiya nd injector ko service center le ja kr clean b krwa liya aj but start nhi ho rhi h fir b mene throttle sensor ko touch b nhi kiya pta nhi koi prblm ho jae ulta esly
Dada meri bike ka ecu ki software urgea hai,, bike start nehi ho raha he,,, ecu mea software dalneki price kitna hote he,,, plz bataya,,, model ns 125,
OBD scan se actual odo (running) pata chal sakta hai kya?
Sar app to mahan ho yarr maja aa gaya 1 no bolte
Sir Bihar me mistry to bin mobile ka h lakin think to aishay karta h ki mano engineer fail h sir mai service center jata hu thik h ek video banayaga to sab ko pata chalaga sir please
Best ho aap sir aap ka tarika
ECU ke baare me PTA chal gya bhai for information
Vai agla video bs6 scooty ka gear oil k bareme..
High speed me bike ka hendel bar shecking q hota he video banaye ya replay me bataye please
Bhai mere bike pulsar 150twindisk bs6 ka sidestand censor cutkarke tenowire eksth join kardeya tha toh abhi start hota hain lekin gear daltehi start band hojata hain kya problem huwa service wale bhi bimar pakar nhi pa Rahahain.
Bhai apka samjhane ka tarika bohot achcha hai veere meri bhi dukan hai bike Ki
Meri splendor ismart bs6 me engine check light jalta hay fir off ho jata hay fir achanak fir kbhi b jal jata hay...to ye kya problem ho sakti hay btaiye plzsss 🙏
Bhai platina bs6 me valve chowk me ECU se current nhi aa rha h kya vjh ho sakti h
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Thanks for information 👍
Rajveer ji bearing grease kaun sa theek rahega Maine 10 prakar ka Girish use Kiya lekin sab Girish kharab ha main gadi ke sath wala Girish Lena chahta hun vah Girish 10000 tak kharab nahi hota yah or ye Girish 2000 tak hi kharab ho jata aap hamen bataen kaun sa Girish use Kare
Sir i am in gurgown and i meet you very soon
Vry nyc ustad g video
So sweet bhai asehi video dalte rahana plz.....
Big fan from Nepal ARV Brother Aapka vedio roj dekhta Hu...
Bhai Rammy bhai k sath collaboration kijiy . Hame bahot khusi hogi 😍🤩🤩
Sir mera ek questions hai mere paas CT 💯 bs3 bike hai uske air filter me oil aa raha hai engine me jo wires ke pass nojel hota hai isme se filter me aa raha hai kya wajah ho sakti hai plz batayiye maine bahut se machanic se pucha per kisi ne barabar jawab nahi diya
CT 100 engine oil capacity 1 litre ki hoti hai agar isase jyada engine oil ad karoge to air filter mein a jaega ya fir side stand per lagakar bike start chhod doge to be air filter mein oil aaega
Bhai sabhi sensar ki jankari oor kod kya hei ispar video bnaye
Pulser 125cc shocker ke bare me btao jab chalate hai to haandal uper niche hota hai or breaker pe tik jati hai plz guru kuch btao🙏🙏🙏🙏😭
Naya ecu ko software maarna parta hai kya please bata do sar
Thanks you bhai 👍👍👍
Sir bhut aacha lgta h aap ka video ❣️❣️❣️❣️❣️❣️👍👍👍
P0171 - System Too Lean (Bank 1) aa raha he solve nahi kar rahe Hero showroom ke bande khali error clear karke dete he.
Video to acha ha mera gareg vi he ye obd success fully hai to batana bhai
Bhai rpm meter kese connect krte he full detail video banao bs 6 bike me 👍 nice information keep it up 🔥
Yes
Bhai aise me to gadi ko company vale factory ya apne office se controll kr sakte h, aor apki gadi me kharabi batakar aapse bina matlab ke paise kama sakte h...
Thanks for information
I have a newly bike apache 2v only 3k ride ,bike sound change after exact 45 speed nd bike jhatke leti h,tvs service wale refuse karte h ki ye koi issue nai h,
Bhai caRPM se faulte nikalte hue video banyiye
Great work bhai
CARRPM OBD ISKA TOOL YA OBD CONNCTER BHI AATA HOGA
Spledar..Pistan. Gn5 aaca ..kcc vala aaca 2014 modal
Car pm product purchase me kharcha kitna aayegaa rajveer bhai
Bhaiya scan kerkey dikhaao spl passion pulsar and apachi make videos on it
I'm machine thank full information sir
I have faced ecu problem I have changed ecu bs6 bike platina 100cc
Sar aap ke link me 2499 obd scanar wo bike ke liye thik hai aur kitni gadi scan karegi
Best scanner opd elm 327 purchase Amazon 500ya 600rs mil jaega
अच्छा वीडियो है
You are great bhai
Sir kya bs6 ya bs4 bike me extra headlight on off switch lgny sy missing ki problem aa skti h
Nahin aaegi aap bus yah check kar lena bs6 or BS4 bike ki battery Sahi honi chahie Bina battery ke ya kharab battery hone se problem ho sakti hai
Meri yamaha R15 V1 3-4 brr long self lene pr start ho rhi he or etna self lene k bad start hone pr missing kr rhi he pickup down ho rha h outomatic chalane pr plz bhai ya to koi solutions btao ya fir es prblm pr video bnao
Fuel pump filter cleaning kijiye
Good sir explain
Very nice video
👌 👌 👌 👌 👌 👌 💖 💖 💖 💖 💖
Veri good bahut Achcha
Thanks you bhaiya
Nice video sir good 👌 😎
Sir ji use kaise krege iska koi video hy carpm ka
Sir kya pulsar ke shocker super splendor mein Laga sakte hain aur kya yeh successful rahenge please jaldi Bata dijiye
Front shocker yah back shocker
#ajbikers comment ma batana
Rear shock absorber
Super Splendor old model mein lag jaenge new model mein nahin Lage
Hamari gadi Honda B6 shine to gadi ka bar bar fuse ud raha hai to kya problem hoga
Pulser 125cc 3 gear me khater khater karti hai 20 ki speed pe or jaldi uthati nahi hai kya karo guru ji 😭😭😭😭😭😭
Bhaiya baick m dekha kr batya karo ache s samjh m ayaga logo ko
Apache 160 4v engine temperature sensor batana please Bhai video
Good information
Sar Honda activa ke liye bhi he iske nar
Sirrr good jobbb 🙏👌🏿
Love from Karnataka 🤩🤩
Sir mera baik chalte chalte pura tarha se band ho gaya hai kush bhi nahi bata raha hai
Thank you sir ji
Good Job Bro Thank You
Bare bhai mera apache 1604v model hai missing problem kar raha hai mtlb tel jyada kha raha hai aur bich me jyada accelerate krne par kala dhuwa marta hai deler me dikhiya toh unlogo me tablet pr koi codding nhi dikhaya hai fur unhone reelay fuel pump fuse full body wiring check kar chuka hai laikin unlogo ne aise hi bol diya ecu ka problem hai fur naya ecu laga kar vi dekha toh koi badlav nhi dikha pehle toh bike start nhi ho raha tha self me fir 2 din bad apne aap kam kar raha thai laikin ahbi bike pataka jaisa marta hai aur petrol jyada ja raha hai
Aur netral light vi nhi ahh raha
Bohot badya sir,
Sar acha laga jankar.
Sahi baat he bhai aap ki
Bahut achha video hai
Sar mujhe apni bike ki service karvani hai aap se mujhe adress chahie aapki shop ka
Hello sir please tell me Tvs Jupiter bearing size fornt & back
Bhai me to pareshaan ho gaya hu 4 jagah pe service karayi (hendle sound)se bike pr wohi problem 15k se jyada khrcha kara chuka hu pr koy farak nahi pada,,gujrat se hu isi liye aa nahi sakta bhai...
Bhai m bi gujrat se hu mera bi same problem hai
@Rakesh Mayavanshi aagad ni side thi dabb m awaz aave che , ane pachla tyre baaju thi kat m awaz aave bike jarak b khada ma pade to, akdam nanla khada ma b bo vibrate thaay che
Berring b change karayi to b aavu problem che last 8 divas pela j 6000 ni service karayi che to pn problem 2 divas ma paachi aave che
@Rakesh Mayavanshi okk bhai surat ma khbr maleli che saaru che service avi vaat maleli che tya ak vaar aapi jov chu
@Rakesh Mayavanshi sachi vaat che bhai 4 garage fari chukelo chu ak jagya a to tanki pr dent b paadi nakhyo hato,ne Jyare me kidhu tyare manva taiyar nathi ..
5:25
Very nice Vai I m mechanic..
Good night friends
Super splendor mein kon sa engine oil dale
10w30
Castrol 10w 30
खुप छान माहिती 👌🏼👌🏼👌🏼❤️❤️❤️❤️
Sir aap ka course ready ho gaya hai na nahi
Sir late ho gya me sorry 🤗🤗
Carpm pe ek full video bnao
Bhai CT 100 ke upar video banaye
Sir aap mujhe ns 160 ke bare me jankari ki kripya kare
Ek mauka de dijiye Sar aapki workshop Mein kaam karne ka
Ha bhai shi hai
Bhai kya ye carpm bs4 ke liye r15 v3 me use kar skte h
Carpm se achcha To opd elm purchase kar sakte ho Amazon se
Good bhi
मैं मैकेनिक हूं मेरी छोटी सी दुकान हैं