sir ghatnachakra bht bulk hai usko kaise cmplt kree?? especially history aur ye har 3 din me test aajate hai toh isme time kaise manage kree??? actually last prelims me ye mere sath ye hua tha maine test series ko bht jyada seriously leliya jiske wjh se pyq ke liye time ni mila paya
Hello sir, mai aapki new subscriber hoon aaj hi aapka channel mila Sir mai 20 saal ki hoon, 2026 mein mera phla attempt hoga Sir maine prelims ki coaching ki thi tb taiyari poori ho gyi thi pr mai revision thik se nii kr payi jisse pichhla bhool gyi hoon kai cheezein Ab mains ki coaching kr rii hoon online Mujhe kabhi lgta h ki mujhe kfi knowledge ho gyi h fir kabhi lgta h avi to bahut kuchh baaki h Sir please aap guide kijiye ki is position mein mai aaj se kya krun? Kindly help me 🙏
Sir meri study bahut achhe se chal rahi thi and hal he me mera breakup ho gya .and now I am totally depressed.aise condition me kya karna chahiye time kam hai aur study bahaut jyada bacha hai .
💯💯sahi baat
Sir it's very real sir ye hum sab karte thank you for beautiful guidence ❤
Shukriya Sir🌼🙏
Thank you sir 🙏
Thank you sir
Ekdam sahi
TX Sir
Thanku sir
Sir Cg gs kha se kre?
Thanks sir
Best test konsa hai coaching ka pre ke liye
Sir abhi aap kon se post me h
Sir current affairs se related video bnaye kya kya padhe kis topic ko padhe
Sir cg current or national current ki taiyari kaise kru 😢
December January me current ki booklet aati hai wo le lena. Abhi static padhiye - History Polity Geography
@@learnwithprasoon sir mereata mujhe coching karne me saksham nhi hai sir mujhe essay bnanne me topic chhadne me dikkat aati hai 🥺
@@learnwithprasoon essay ke topics kaha se cover krte hai sir plzzz reply sir plzzz
sir ghatnachakra bht bulk hai usko kaise cmplt kree?? especially history aur ye har 3 din me test aajate hai toh isme time kaise manage kree??? actually last prelims me ye mere sath ye hua tha maine test series ko bht jyada seriously leliya jiske wjh se pyq ke liye time ni mila paya
I thaught it's neer sirs video
CGPSC maths ke liye kon sa book le
Sir kya question bank har saal lena jruri hai?
Nahi, naye question ko likh lo bas.
Mere channel ke videos se hi dekh sakte ho
Hello sir, mai aapki new subscriber hoon aaj hi aapka channel mila
Sir mai 20 saal ki hoon, 2026 mein mera phla attempt hoga
Sir maine prelims ki coaching ki thi tb taiyari poori ho gyi thi pr mai revision thik se nii kr payi jisse pichhla bhool gyi hoon kai cheezein
Ab mains ki coaching kr rii hoon online
Mujhe kabhi lgta h ki mujhe kfi knowledge ho gyi h fir kabhi lgta h avi to bahut kuchh baaki h
Sir please aap guide kijiye ki is position mein mai aaj se kya krun?
Kindly help me 🙏
Basic concept ki understanding develop karo abhi, kuch yaad karne ki koshish mat karo bas read karo aur concept ko samjho..
Static portion hi padho
@learnwithprasoon ok sir, jb mai poora concept clear kr lungi fir hi yaad krungi, thank you sir🙏
Personally happened with me!!
Sir meri study bahut achhe se chal rahi thi and hal he me mera breakup ho gya .and now I am totally depressed.aise condition me kya karna chahiye time kam hai aur study bahaut jyada bacha hai .
Time kam nahi hai, sara kuch dimag se nikal ke daily 6-7 hours focused study karoge to nikal jayega exam.
Faltu kam ke sath CGPSC kya vyapam bhi nii niklega ye sab moh maya hai 😂
Sir is bar ka apka mains nikla?
Yes
❤❤❤❤
@@learnwithprasoon sir kya Indian gs k liye ghatna chakra sufficient h na?
@@nishamahto2065
Sufficient hai
@@learnwithprasoon quick book and all nahi padhu na?
Sir mcq ke liye kya kare kon sa book le
Tuteja ya Hari Ram question bank
Sir ind gs k avi ncert pdhe ki nii or pdhe to kon kon sa pdhe or nii pdhe to konse book se pdhe
Sir, test series na leker, pyq Or question bank lagayen to sufficient hoga na?
Sufficient hoga, but discipline maintain karna hoga. Aur adhik se adhik question lagane honge
@@learnwithprasoon ji sir, thanku
Thank you sir