Daily practice se hoga Market se koi book le ke Book se samjh ni aae to fir UA-cam video topic wise search karke Fir vyapam me aae hue questions laga lijiye Daily 2 hours se ho jaega 👍
Sir ek help chahiye ki.. Maths ka hr unit lgbhg 27-28 unit hai maths me jismai se question aate hai.. [ Ex - age, ratio, profit loss ] Un sbhi unit se kaise kaise or kis kis tipe k question bn skte hai previous year k question paper kai aadhar pr vo sb bta dijiye na.. Bhut bhut bhut jyada help hogi sie
Sir please 🥺🙏🙏🙏🙏🥺🙏 prayogshala paricharak k liye best book batao na science portion ka syllabus m bola hai class 9 and 10 th level toh please 🙏🙏🙏🙏🙏🥺🥺🥺🙏🙏🙏 reply Karo na
Aapke question me hi aapka answer hai, 9th and 10th ki science ki book best hai. Coaching wale bhi jo book banaye honge inhi 2 book se hi banenge. Halaki Coaching wale usko thoda summarise karke easy way me bana dete hain. Maine personally iska koi book dekha nahi hai to kisi publication ka naam suggest nahi kar sakta. 9th 10th ki book se sidhe padh paoge to wo best rahega 👍 Abhi mai apne mains ki taiyari ki wajah se samay nahi de pa raha hu warna ispe detailed research karke video bana deta aaplog ke liye. But abhi thoda samay ka abhav hai 🙏
@@learnwithprasoon sir please hostel warden jo computer ka syllabus hai ushi ko padhna hai na please 🙏 give me ans best books batao na computer ka syllabus k according
Hello prasoon bhaiya main maths kaha se kaise start karun... Jisse mere 25 me se 20 mark toh km se km ban jaye.. Plz rasta dikhao😢
Daily practice se hoga
Market se koi book le ke
Book se samjh ni aae to fir UA-cam video topic wise search karke
Fir vyapam me aae hue questions laga lijiye
Daily 2 hours se ho jaega 👍
Geometry ko chorr k baaki sab maths kr lo
Practice karo bhai,,, vyapam k previous year k questions slove krne ka try karo
Thank you so much sir
*Sir hostel warden mein reasoning nhi hai kya*
Thankyou so much sir !
🙏
Thankyou sir
Sir ek help chahiye ki.. Maths ka hr unit lgbhg 27-28 unit hai maths me jismai se question aate hai..
[ Ex - age, ratio, profit loss ]
Un sbhi unit se kaise kaise or kis kis tipe k question bn skte hai previous year k question paper kai aadhar pr vo sb bta dijiye na.. Bhut bhut bhut jyada help hogi sie
Sir please 🥺🙏🙏🙏🙏🥺🙏 prayogshala paricharak k liye best book batao na science portion ka syllabus m bola hai class 9 and 10 th level toh please 🙏🙏🙏🙏🙏🥺🥺🥺🙏🙏🙏 reply Karo na
Aapke question me hi aapka answer hai, 9th and 10th ki science ki book best hai.
Coaching wale bhi jo book banaye honge inhi 2 book se hi banenge.
Halaki Coaching wale usko thoda summarise karke easy way me bana dete hain.
Maine personally iska koi book dekha nahi hai to kisi publication ka naam suggest nahi kar sakta.
9th 10th ki book se sidhe padh paoge to wo best rahega 👍
Abhi mai apne mains ki taiyari ki wajah se samay nahi de pa raha hu warna ispe detailed research karke video bana deta aaplog ke liye.
But abhi thoda samay ka abhav hai 🙏
@@learnwithprasoon sir please 🥺🥺🥺🙏🙏🙏🙏 ncert class 9 and 10 th book thik hai ya cgbse class 9 and 10 th science book please 🙏 reply Karo na
CG Board
@@learnwithprasoon sir please hostel warden jo computer ka syllabus hai ushi ko padhna hai na please 🙏 give me ans best books batao na computer ka syllabus k according
Nice
Sir psc or hostel warden ko ek sath kaishe kare
Common syllabus padhiye aur computer ke liye thoda extra time 1 hr nikal ke dekhte rahiye
@@learnwithprasoon sir computer k pariksha manthan padh Raha hu toh thik hai na y book please 🙏🙏🙏🙏 give me ans
As a non maths background student ...maths ke liye konsa standard book follow karna chahiye for HW.
Plz suggestion dijiye.
Koi bhi book + UA-cam explanation
@@learnwithprasoonOk thank you 🙏
Sir main maths mein bhot kamjor hun.... Mere se vyapam exam me maths bilkul nhi bante..please guiding me🙏
Daily practice
UA-cam video + standard books
Previous years question
Sir CGPSC 120 OBC ho jayega kya
Ho jana chahiye itne me
"promo sm" 🤣