bas special tip yahi h ki jis bike pe jao uski condition achi ho phir aaram se ja sakte ho kyuki bike me dikkat hui to pareshan ho jaoge baki route acha h befikr jana no problem
brother season mein jaoge toh karwana padta h aur off season jaoge toh seedhe bhi ja sakte h 2013 k baad se registration hone laga h aur hemkund sahib jaoge toh rishikesh gurudwara me registration hota h...
Direct waha bhi ho jata h bhai ap govindghat gurudwara pe bhi karwa sakte ho jha se yatra start hoti h... par ap rishikesh se hi karwa kar jate ho toh aur acha h waha bheed hoti h aur dopahar do baje k bad waha yatra par rok lag jati h agar ap jao toh yatra start subah hi karna do baje k bad jane nahi diya jata....
jaha se chadhai shuru hoti h waha se thand halki hoti h par jaise jaise ap upar jaoge waha bahut jyada thand ho jati h aur ek jagah toh aise bhi aayegi jaha apko glacier se ho kar gujarna padta h so jao toh winter jacket jarur le jana brother...
very nice sir ....can i cover badrinath-kedarnath in 10 days by bike... i want to take proper rest and move....no hurry second... where you travel .... give exact location of petrol pump also.. it would be very useful for everyone
You can cover 4dham yamunotri, gangotri, kedarnath, Badrinath in 10day easily with proper rest from Delhi but this time all 4dham had closed till May so plan next year in may june and petrol pumps are easily available all 4dham route
I see ur this video, the first day video, 75% I think it's good which u was want to but 25% I think there was experience lackness, overall it's good video,
Bhai aise koi limit nahi hoti par depand krta h ap chala kaha rahe ho highway pe ya mountains pe 100cc ki bike h to usko har 50km ke bad humne rest diya tha aur humne first day ek din me 435km chalayi thi bike jo ki mountains aur 100cc ke hisab se bahut h.
@@MAINDELHIWALA meri pulser 180 40 thousands kilometres chali h m Kedarnath Jane k sochra Uttrakhand lockl s hu ana Jana tottel 800 km kya possible h bro 40 thousands kilometres chli bike p
Bilkul ja sakte ho ap bike ki service krwa k le jana koi dikkat nahi aati par abhi lockdown me uttrakhand open nahi hua h shyad abhi kedarnath me sirf uttrakhand k log hi ja sakte h bahar k logo ko abhi permission nahi hai poori information leke hi jana
Brother aane k bad bike mein koi problem nahi hui even ek single puncher tak nahi hui bas ek washing hui thi aur baki koi kam nahi hua bike me Splendor is a great bike
Brother I have one question which route you used from Delhi to Rishikesh. Because when I am checked in Google maps they show route through Upper Ganga canal road but that way is single lane highway and you going through double lane highway
humne jo route liya tha delhi se haridwar aur rishikesh k liye wo ye tha Delhi - kundli-Baghpat(Eastern peripheral expressway)- Meerut(bypass)- Muzaffarnagar-roorkee-Haridwar-Rishikesh kyuki I m living in North delhi if anyone lives in East delhi wo gaziyabad se bhi ja sakte h unke liyo wo best h I hope apko answer mil gya hoga ....
yes brother, splendor is perfect for haridwar even hum toh delhi se badrinath tak pillion rider ke sath mana village last village of india tak splendor pe hi gye the aur koi dikkat bhi nahi hui so ap bhi ja sakte ho bas bike ki condition thik ho aur papers complete ho toh ja sakte ho bilkul...
@@mandeepkumar9892 bhai bilkul ja sakte ho activa pe bhi par abhi band h Badrinath next may june mein open hoga tab ja sakte ho bas apke under ride ka passion hona chahiye bike ho ya scooty no problem sab pahuch jati h hum to splendor pe gye the activa bhi Chali jayegi bas condtion achi ho service krwa k chale jana no problem
👍👌👌💯❤️
kya bat hai....mast video
Bahut acche bro
Good video. Splendor is splendid
Superb bhuppi bro
Nice video👌👌👌👍☺️
Osm bro
Video quality 📹👌👌👌👌owesome
Which gopro you used sir...
SJ cam 6legend use kiya h camera GoPro nahi bhai
Bhai bahut achi video hai.main bhi plan rak raha hu badrinath by bike new Apache 160 se.app ne ek din main 100 cc se bahut acha cover liya.
Thanks brother
Best time to visit Badrinath between May to October
Aap delhi se ek din me kitne km bike ke chlaye please reply sir
Day 1 me humne Delhi se Karnprayag tak ride ki thi jo ki 435km distance tha
hme bhi jana to koi special tips h koi
bas special tip yahi h ki jis bike pe jao uski condition achi ho phir aaram se ja sakte ho kyuki bike me dikkat hui to pareshan ho jaoge baki route acha h befikr jana no problem
sar koi rajistion karvana padta he kya
brother season mein jaoge toh karwana padta h aur off season jaoge toh seedhe bhi ja sakte h 2013 k baad se registration hone laga h aur hemkund sahib jaoge toh rishikesh gurudwara me registration hota h...
Thanks sar
Hemkund le liye registration jruri h sir ....darect wha jake nhi ho skta
Direct waha bhi ho jata h bhai ap govindghat gurudwara pe bhi karwa sakte ho jha se yatra start hoti h... par ap rishikesh se hi karwa kar jate ho toh aur acha h waha bheed hoti h aur dopahar do baje k bad waha yatra par rok lag jati h agar ap jao toh yatra start subah hi karna do baje k bad jane nahi diya jata....
@@MAINDELHIWALA okk bhai ....abi may me jaye to kitni thand milegi wha pe
jaha se chadhai shuru hoti h waha se thand halki hoti h par jaise jaise ap upar jaoge waha bahut jyada thand ho jati h aur ek jagah toh aise bhi aayegi jaha apko glacier se ho kar gujarna padta h so jao toh winter jacket jarur le jana brother...
Bhai police wale ya koi or dikkat to ni hoti byk se
Bike ke papers poore hone chahiye aur bike ko service kra kar le jana chahiye phir koi dikkat nahi aayegi
Sir apki bike ne average kitna diya tha
Average calculate nahi ki bhai par humara oil expense 2k se 2.5 k tha jisme aate time hum nainital hote hue aaye the
Bhai agar hum hero splndor bike le jynto kharb to n hogi. Pahd p
Brother bike condition achi honi chahiye phir koi dikkat nahi hoti... Bindass ghumo koi dikkat nahi aati...
hame petrol time to time mil jayega kya
bilkul mil jayega petrol
last petrol pump joshimath me hai waha se full kra lena phir dikkat nahi aayegi kahi bhi
very nice sir ....can i cover badrinath-kedarnath in 10 days by bike... i want to take proper rest and move....no hurry
second... where you travel .... give exact location of petrol pump also.. it would be very useful for everyone
You can cover 4dham yamunotri, gangotri, kedarnath, Badrinath in 10day easily with proper rest from Delhi but this time all 4dham had closed till May so plan next year in may june and petrol pumps are easily available all 4dham route
I see ur this video, the first day video, 75% I think it's good which u was want to but 25% I think there was experience lackness, overall it's good video,
Bhai 25% bhi thik ho jayegi it was just starting video....thanks for your feedback Rajive ji
Bhai bike ka speed kitna tha.
on highway 70 on mountain 40 to 50km/h
Ek din me splender kitni chla skte h
Bhai aise koi limit nahi hoti par depand krta h ap chala kaha rahe ho highway pe ya mountains pe 100cc ki bike h to usko har 50km ke bad humne rest diya tha aur humne first day ek din me 435km chalayi thi bike jo ki mountains aur 100cc ke hisab se bahut h.
Milage kitna deti he sir
Delhi se Badrinath aur wapas aane me 2000ka oil laga tha🤔
Bro apki bike kitne. Km CHL gyi tottel
Delhi to Badrinath trip pe bike total 1400km chali thi
@@MAINDELHIWALA bro Abhi tak kitni chal gyi tottel km or kya ap ab bhi long trip krte ho kya
Abhi tak 25000 chal chuki h bike aur bhai 2020me koi ride nahi ki aur iss saal to corona k chakkar me possible bhi nahi h koi ride...
@@MAINDELHIWALA meri pulser 180 40 thousands kilometres chali h m Kedarnath Jane k sochra Uttrakhand lockl s hu ana Jana tottel 800 km kya possible h bro 40 thousands kilometres chli bike p
Bilkul ja sakte ho ap bike ki service krwa k le jana koi dikkat nahi aati par abhi lockdown me uttrakhand open nahi hua h shyad abhi kedarnath me sirf uttrakhand k log hi ja sakte h bahar k logo ko abhi permission nahi hai poori information leke hi jana
Bhai trip se aneke baad bike mein kya Kya problem nikla hai woh thoda bataye. Thank u
Brother aane k bad bike mein koi problem nahi hui even ek single puncher tak nahi hui bas ek washing hui thi aur baki koi kam nahi hua bike me Splendor is a great bike
@@MAINDELHIWALA thank u so much
@@MAINDELHIWALA
Sahi kaha...
Splendor...Desh ki dhadkan
Dilhi se hridwar phochne me kitna time lgta he car se ?
Delhi se Haridwar only 4hours distance by car..
@@MAINDELHIWALA
Ok thank you sir.
Brother I have one question which route you used from Delhi to Rishikesh. Because when I am checked in Google maps they show route through Upper Ganga canal road but that way is single lane highway and you going through double lane highway
humne jo route liya tha delhi se haridwar aur rishikesh k liye wo ye tha
Delhi - kundli-Baghpat(Eastern peripheral expressway)- Meerut(bypass)- Muzaffarnagar-roorkee-Haridwar-Rishikesh
kyuki I m living in North delhi if anyone lives in East delhi wo gaziyabad se bhi ja sakte h unke liyo wo best h I hope apko answer mil gya hoga ....
Sir. All riding km kitna huwa
Total 1400km ride
Thanks sir
sir delhi to haridwar k liye splender dhik rahegi ?
yes brother, splendor is perfect for haridwar even hum toh delhi se badrinath tak pillion rider ke sath mana village last village of india tak splendor pe hi gye the aur koi dikkat bhi nahi hui so ap bhi ja sakte ho bas bike ki condition thik ho aur papers complete ho toh ja sakte ho bilkul...
aur iss ride ki ap sabhi videos dekho apko pata lagega splendor is superb and economy bike
Bdya
Fuel kitne ka laga tha
Delhi-rishikesh-karanprayag-badrinath-auli-karanprayag-ranikhet-nainital-delhi
ye route tha aur splendor bike thi aur total fuel 2400 rs ka laga tha..
@@MAINDELHIWALA thanks bhai Splendor hai toh possible hai any ideas about total Run up like delhi to badrinath & where ever you went
@@MAINDELHIWALA bro mene jana hai badrinath activa 3g pe activa sahi rahegi badrinath ke liye ya nahi

Sar koi raj