Ems yani engine management system ke wiring ya sensor me kisi bhi prakar ki gadbadi aane se edc ki light on rahegi ya chalu band hote rahegi. Ager ayesa hota hai to gadi ko hamen scanner se scane karke check karke uska kam karna padega.
@@TheAutoman123 thank you sir jan kaari Dene ke liye mere pass scan tool nahi hai sir 🙁 Mai gadi ke owner ko boldiya hu ke service point Jane ke liye yani showroom ko
Gadi phera marne gayi hai. Is gadi ka doser bahot din se band tha, def ka pressure develop nahin horaha tha, ayegi to result maloom padega ki folt inactive hua ki nahi aur Def pressure banati hai ki nahin ayegi to bataunga.
Taki phirse motor ka kharcha aur def pressure sensor ka kharcha doosri jagah nahin karna pade. Aur koi jankari chahiye to sampark kijiye comment me likh kar thanks
मुझे हिंदी नहीं आती लेकिन आपका बोलने का तरीका बहुत अच्छा है सर मैं समझता हूं बहुत-बहुत धन्यवाद
Nice information
Super sir
Okay 👌
Very good sir
Super sir thank you
Hello sir
Leyland BS4 gadi me EDC wala laal light kyu ata hai plz sir thoda boliye zara
Mai asha karta hu ki mujhe jawab milega thank you sir
Ems yani engine management system ke wiring ya sensor me kisi bhi prakar ki gadbadi aane se edc ki light on rahegi ya chalu band hote rahegi. Ager ayesa hota hai to gadi ko hamen scanner se scane karke check karke uska kam karna padega.
@@TheAutoman123 thank you sir jan kaari Dene ke liye mere pass scan tool nahi hai sir 🙁
Mai gadi ke owner ko boldiya hu ke service point Jane ke liye yani showroom ko
👌
Bhai आपके पास कौन सा scan टूल है bataiye hme bhi mobile me chalana h
In-line mini
Sir aap k pass jo sceener tool konsa hai
Inline mini.
@@TheAutoman123 kaha se milega
Hii
Yegadi vapas ae ki nahi dozar ka problem ho sakta hai
Gadi phera marne gayi hai. Is gadi ka doser bahot din se band tha, def ka pressure develop nahin horaha tha, ayegi to result maloom padega ki folt inactive hua ki nahi aur Def pressure banati hai ki nahin ayegi to bataunga.
Is gadi men customer bata rahatha ki iska def ka motor 3mahina pahle badli karwaya tha
Ager def ka pressure nahin badhega to Jahan motor badli kiya use hi dikhane ko bhi bola hoon.
Taki phirse motor ka kharcha aur def pressure sensor ka kharcha doosri jagah nahin karna pade. Aur koi jankari chahiye to sampark kijiye comment me likh kar thanks
mai commins mai hai kam karta hu dozor bhi reper karta hu hazira mai apki bat bilkul sahi hai uriya karab dalane ye problem aaskata hai
Sir..meri bs6 ley. Bus me urea nahi kha raha hai....urea dozzer pump possibility error ye desktop par aa raha hai...
Doser pamp check kijiye, filter भी जाम हो सकता है
Filter change kiya hai
Sir aap kai paad id password waala nahi hai kya
aapna nambr dona bhaiya
Aaj ka video dekhiye phir coment men bataiye.
@@TheAutoman123 dekha hu bhaiya aap nambr dona aapna
@@TheAutoman123 nambar dona bhaiya aapna
@@HarishKumar-bl7ww are Bhai rat ko video abhi dalne wala hoo in line mini ke baramen aap dekh kahan se liye?
Sir ap ka number chailye tha
9974743465