Rehna Nahi Desh Birana Hai - Bhashbee & Moses

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 12 вер 2024
  • Guyanese Taan Singing
    Singer & Harmonium - Bhashbee Sewgoolam
    Dholak - Moses
    Dhantal - Dave Gajraj

КОМЕНТАРІ • 1

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 років тому +1

    Kābīr Dās - chotābanī, Rāg: Bilāval.
    0.Rehenā nahī' desh birānā (virānā) hai.(2)
    (Refrain) Ye hai sansār kāgaz kī puṛiyā; (2)
    Būnd paṛe ghul jānā hai. (2) (Āṛāūī)
    Rehenā (rahanā) nahī` desh birānā hai.
    I don't want to live in this desolate (deserted) place (land).
    This world is (like) a packet of paper; a drop of water will
    disolve it. I don't want to live in this desolate place.
    1. Ye hai sansār kā'to' kī bāṛī; (2)
    Ulajh pulajh mar (mari) jānā hai. (2)
    Rehenā nahī` desh birānā hai. (Refrain)
    This world is full of thorns; one gets entangles in it and
    (then) dies. I don't want to stay in this desolate place.
    2. Ye hai sansār jhāṛ aur jhā'khaṛ; (2)
    Āg lage bar (bari) jānā hai. (2)
    Rehenā nahī` desh birānā hai. (Refrain)
    This world is made of hedges & bushes; fire can reduce
    it to ashes. I don't want to abide in this desolate place.
    3. Kahat Kabīr suno bhāī sādho; (2)
    Sadguru (satguru) nām thikānā hai.(2)
    Rehenā nahī` desh birānā hai. (Refrain)
    Says Kabir Das, Listen O saintly bretheren; the satguru's name
    is our (only) refuge. I don't want to dwell in this desolate place.
    .