Future acha hoga.. but Meri baat dhyaan rkhna jo Mene experience kiya he. Logo ne Bola he ki one side rkhna chahiye. Apko starting me Asa Krna hoga. Jab tk apko koi Bigger company ya bigger opportunity nhi mil jaati. Apko is pr Work krte rehna chahiye. Or Calligraphy me career India or chine me Bahut he. Aaj kl Instagram pr Bahut se ase pages bn gye he. Jo Calligraphy sikhate he or apni calligary ka Namuna dikhate he. Jisse unke page pr followers bhi increase ho gye he. Jisse vo Calligraphy companies unhe contact kr skti he. Promotion ya fr kuch bhi kaam krane ke liye. Jisse apka future bnne me easy ho jaayega. Or apko kaam bhi mil jaayega. Sath me ap business bhi kar loge. Starting me apko Career le kr chlna he to Side me koi or skills bhi le kr chle bcz Calligraphy me Success hona muskil hota he. Apki Skills achi rehgi to aap calligraphy me success ho jaaoge. Jitna acha Calligraphy hogi smooth and Better hogi. Utna hi apko career opportunities milegi. Logo se or companies se. To I think aap meri baat samjh gye honge. Ki ab apko kya kese Krna he. Agar fr bhi doubt he to pls ask me. I always with all students for guidance. 🙏🙏
@@ZaraKhan-xm6ko aap ya to Udemy, Udacity se course kre. Ya fir UA-cam Channel pr search kre. Calligraphy full Course. So apko Vha par kuch na kuch mil hi jaayega. Pr agar aap Udemy, or Udacity se krte ho. To apko placement bhi mil jaayegi job ke liye. But inki kuch fees hoti he. Course ke liye.
Yes, By Udemy, Upgrade, Unacademy, Coursera. But they offer paid courses. If you want to learn in free, so you can use UA-cam channel. You will get their playlist.
No, isme koi government nhi hoti he. Ye sirf private companies walo ke liye kaam rehta he. ads companies me kaam mil skta he. Unhe jarurat hoti he ase calligraphy specialist ki
Chinese language bcz iski bhut jyada demand he world me chahe aap search kr skte ho or agar apko language me career dekhna he vo bhi india me to apko... German, French, spanish, language ko sikhe, or world ke liye soch rhe ho to Chinese one of the most popular language in world and iski demand bhi bhut he or isme salary pakacakge bhi bahut hi acha he. Any doubt so you can ask me any time ok borther.
Vo apko arabic country ke company ya fir jo company india me he. Unke sath kaam kr skte ho. Or jo company designs and art company he. Jo calligraphy se related h vha job mil jaayega. Second opinion Freelancer bhi bn skte ho.
Pure course ki hogi. Online bhi aaj kl chla hua he. To vo bhi dekh skte ho. Usme fees kam he. Or Kuch offline me bhi itni fees me course kravate he. Mene check kiya he.
10 means 10th class. Isko sikhne ke liye ke liye koi age limit nhi he. Jese youtube se Sikh skte ho. Pr agar khi college se course Krna he. To tb aap 12th ke bad. Course krne ke liye eligible ho.
Check this website Apko yha pr sabhi institute mil jaayega. Jo jha pr sahi lge ap vha par admission le skte ho www.sulekha.com/calligraphy-classes/lucknow
Sabhi channel best he. Aap UA-cam pr search kro. Calligraphy of arabic apko sabhi channel mil jaayega. Apko jo channel sahi lge apne according usko dekhna start kr do. 1. QalbCalligraphy Is channel ko dekh skte ho.
Assalamualaikum sir m on line cours kr rhi hu arebic calligraphy join ki h sir jo iske benefits bta rhe h wo sab arwbic calligraphy m bhi h kya sir plj reaply dijiye ga
Waalekumaslaam, Jesa mene video me btaya he Uske according English me Sabse jyada benefit he. Calligraphy ka Trend aane wale year me bahut jyada hone wala he. Isliye is career ko aap as a career dekh sakte he. Or Arabic language me thoda sa benefit kam he As a according in English. Arabic me Scope ka chances bahut jyada he Or benefit bhi he Agar aap Arabic country ke sath apko kaam karne ka mauka mila he to apka career bahut acha banega. Apko ache se calligraphy sikh kar apko sabse pehle Freelancer ban kar aap apne working ka experience le sakte ho. Freelancer me apke Working ke liye Ratings Milenge or apko is ratings se bahut benefit milega. Uske baad jese jese log apko janne lag jaayenge. Fir aap arabic country ke sath kaam karne ka apko chance mil sakta he. To pehle ap sikh kr as a freelancer join kre. Jisme 2 website ke name apko bta deta hu. 1. Freelancer.com, 2. Fiverr.com ap in website me khud ko registered krke aap ache se kaam kr ke apko kaam ke liye apko income bhi milega. Or apke kaam ke liye apko customer ratings bhi denge. Arabic language 5th position me he in the world. Agar aap india se ho to apko india me Apko Jyada growth dikhne ko naa mile. Par agar as a freelancer kaam karte he. Kisi bhi country se to aapke growth ke chances bahut jyada he. Agar aap freelancer ke uper video dekhna chahte he. Ki freelancer me join kese kre to ap mujhe comment kr ke jarur btaye. Me apki Puri help karunga. And Apne frnds ke sath is channel ko jarur share kre. Jisse vo bhi apna ek acha career bna sake. Me Apne subscriber ko Personal Consulting bhi krta hu on social media account. Aap social account ko follow kr ke aap mujhe se kabhi bhi social account me Question puch sakte ho. Me Question ka reply within 48hrs. Me jarur karunga. Mera Reply apko kesa lga comment jarur btaye Thankyou for Comment and you asking me.😊😊😇
@@RakeebAhmedOfficial shukriya shukriya shukriya sirji aap n meri tension dur kr di thank you sir itna achha reply dene ke liye allah ji m duaa krungi wo aap hmesha khush rakhe or aap ki duaao ko kubul kre aamin allah hafiz bhai jan bas muje ab achhe se sikhna h inshallah aap se dubara bhi puchhungi plj aap jrur rep dijiyega
Me sbhi subscriber ke sath hu bas aap ase hi hmara support krte rhe or apne frnds me bhi share jarur kre me Education, jobs, facts se related video upload krta rhunga. Thankyou my dear sister 😊😊😊😊
Saleha dii ...I want to talk to uh personally ...um standard of 12th standard merai exams chl hi rahai hai ..but I want to join arabic calligraphy ...plx guide meh
Hello, Aap online course kr skte ho jisme aap calligraphy sikh skte ho. Calligraphy sikhne ke liye apko khud se sbse jyada practice krna hoga tbhi ye skills sikhte he. Apko online course kr skte ho udemy, moz academy jese platform pr sikh skte ho. Or kuch janne ke liye comment kr skte ho.
1. New Delhi YMCA, Institute for Office Management Connaught Place, Delhi 2. Big Art Institute thane, Mumbai 3. Natraj Academy of Fine Art and Animation Warje, Pune
do i need any kind of degree in it ? i mean ,is it neccesary to join the clg or i can pursue it from online coaching? if yes then what after the coaching?from where i should start? pls give me answer.
By the way, even if you do not have a degree in this field, you can still make a good career. If you want to go to college for some experience then it is your choice. You can also do this through online coaching. You can take admission in any institute for online coaching. Which will runs you online class and you can also learn through UA-cam videos. After that you can work in related company.
Apko dusro ki videos dekhni hogi jo mene apko suggest kiya he. Unko dekh kar sikho kese calligraphy kiya jata he. And paise ke liye apko freelancer bn skte ho. Ya fir Kuch companies he jo calligraphy students ko hire krti he. Aap google me search kroge company apko mil jaayegi.
Simple UK me ja kar aap vha par koi Calligraphy ka institute join kar sakte ho. Aap search kr ke pta lga sakte ho. Kon kon se institute he jo calligraphy ka course krate he. But uske liye apko Study visa lena hoga. Jo easily students ko mil jata he. Aap india se apply kroge online to apko College se hi study visa bhi mil sakta he. Aaj kl maximum apply sirf online ho rha he to online try kro apply krne ka.
Dekho pehle to jab aap admission loge. To apko Entrance exam dena bhi pdh skta he or nhi bhi. Kuch college/Institute Entrance base pr admission lenge. To kuch Direct interview base pr. To Kuch sirf laste Seat full krne ke liye ase hi Unka admission kr denge. Isliye jo log Entrance se admission lete he unko Fees me Relaxation mil skta he. To yhi fayeda rhega.
Waalekumaslaam, Jesa mene video me btaya he as a according English me Sabse jyada benefit he. Calligraphy ka Trend aane wale year me bahut jyada hone wala he. Isliye is career ko aap as a career dekh sakte he. Apko ache se calligraphy sikh kar apko sabse pehle Freelancer ban kar aap apne working ka experience le sakte ho. Freelancer me apke Working ke liye Ratings Milenge or apko is ratings se bahut benefit milega. Uske baad jese jese log apko janne lag jaayenge. Fir aap some countries ke sath kaam karne ka apko chance mil sakta he. To pehle ap sikh kr as a freelancer join kre. Jisme 2 website ke name apko bta deta hu. 1. Freelancer.com, 2. Fiverr.com ap in website me khud ko registered krke aap ache se kaam kr ke apko kaam ke liye apko income bhi milega. Or apke kaam ke liye apko customer ratings bhi denge. English language 2th position me he in the world. Agar aap india se ho to apko india me Apko Jyada growth dikhne ko naa mile. Par agar as a freelancer kaam karte he. Kisi bhi country se to aapke growth ke chances bahut jyada he. Agar aap freelancer ke uper video dekhna chahte he. Ki freelancer me join kese kre to ap mujhe comment kr ke jarur btaye. Me apki Puri help karunga. And Apne frnds ke sath is channel ko jarur share kre. Jisse vo bhi apna ek acha career bna sake. Me Apne subscriber ko Personal Consulting bhi krta hu on social media account. Aap social account ko follow kr ke aap mujhe se kabhi bhi social account me Question puch sakte ho. Me Question ka reply within 48hrs. Me jarur karunga. Mera Reply apko kesa lga comment jarur btaye. Agar apko koi doubt rehta he to aap social account me mujh se puch skte ho instagram account me ja kr me vha pr sbse jyada available rehta hu. Thankyou for Comment and you asking me.😊😊😇
Thank you allot it helped
Most welcome 🙏
Any college for calligraphy in Kolkata or west bengal?
1.Kolkata Institute of Graphology - 182A, Rashbehari Avenue,Kolkata-700029
Contact - 9331040170, (+91) 9830731760 only WhatsApp
2. Artistic Calligraphy - 50/C, Muktaram Babu St, Raja Katra, Singhi Bagan, Jorasanko, Kolkata, West Bengal 700007
Contact - +91 97480 61166
Cal - Li - Grah - Phy is how it's pronounced not "Caleegraphy"
Bcz it's Calligraphy that's it
Sir agr ma calligraphy clg ma addmision kro gi lakin wahan se ma bsc kr rehi hun kya fer ma bsc igno through kr skti hun plzzzz rply kijeya
Nhi. Apko alag se admission lena hoga IGNOU me. Vo bhi starting se.
Bht se log kehte hai ke calligraphy ko side course rakhni chahiye lekin mujhe ushi me future dhondna hai
Kya isse future acha hoga???
Future acha hoga.. but Meri baat dhyaan rkhna jo Mene experience kiya he. Logo ne Bola he ki one side rkhna chahiye. Apko starting me Asa Krna hoga. Jab tk apko koi Bigger company ya bigger opportunity nhi mil jaati. Apko is pr Work krte rehna chahiye. Or Calligraphy me career India or chine me Bahut he. Aaj kl Instagram pr Bahut se ase pages bn gye he. Jo Calligraphy sikhate he or apni calligary ka Namuna dikhate he. Jisse unke page pr followers bhi increase ho gye he. Jisse vo Calligraphy companies unhe contact kr skti he. Promotion ya fr kuch bhi kaam krane ke liye. Jisse apka future bnne me easy ho jaayega. Or apko kaam bhi mil jaayega. Sath me ap business bhi kar loge. Starting me apko Career le kr chlna he to Side me koi or skills bhi le kr chle bcz Calligraphy me Success hona muskil hota he. Apki Skills achi rehgi to aap calligraphy me success ho jaaoge. Jitna acha Calligraphy hogi smooth and Better hogi. Utna hi apko career opportunities milegi. Logo se or companies se. To I think aap meri baat samjh gye honge. Ki ab apko kya kese Krna he. Agar fr bhi doubt he to pls ask me. I always with all students for guidance. 🙏🙏
Sir calligraphy course normally kitne years ka hota hai ???? pls...answer
3 months to 2 years
Okh sir
Aur kashmir ma jo clg hain calligraphy ka unka naam bataye plzzz
Kashmir me koi college nhi he. Apko Out of States Jana pdega. Offline ke liye. Ya fir online dekhe. Online bahut se platform he.
Like Udemy, Udacity
Koi Online platform boliya
@@ZaraKhan-xm6ko Udemy, Udacity, any UA-cam channel.
But Udemy and Udacity apko certification or placement ka offer bhi degi.
Kuch samaj nhi aa raha plzz thodi help kejiya plzzz
@@ZaraKhan-xm6ko aap ya to Udemy, Udacity se course kre. Ya fir UA-cam Channel pr search kre. Calligraphy full Course. So apko Vha par kuch na kuch mil hi jaayega.
Pr agar aap Udemy, or Udacity se krte ho. To apko placement bhi mil jaayegi job ke liye.
But inki kuch fees hoti he. Course ke liye.
Can we learn online.if so pls suggest
Yes, By Udemy, Upgrade, Unacademy, Coursera. But they offer paid courses. If you want to learn in free, so you can use UA-cam channel. You will get their playlist.
Apse contact kese kiya jaskta h?
Instagram - ahmedrakeeb14
Where can we get a job ....is there any online job
You can find freelancing project in any freelance website. And find online jobs through job portal. According to your interest.
Me ek callygrapher hu but mujhe job nahi mil rahi hai mere pas kaafi cirtificates bhi hai . Meujhe advice de .
You can contact me on Instagram. Hm vhi pe discuss krte he
Graduation krte krte k skte h na ye course
Yes kr skte ho course ko
Sir meri wife se calligraphy aati h Urdu ki krti h ve esme government job bhi lag sakti h kya h Plzz reply
No, isme koi government nhi hoti he. Ye sirf private companies walo ke liye kaam rehta he. ads companies me kaam mil skta he. Unhe jarurat hoti he ase calligraphy specialist ki
Sir aapne btaya Eng lang world's 2nd no pr hai ..
1st no pr kon si language hai ???
Chinese language bcz iski bhut jyada demand he world me chahe aap search kr skte ho or agar apko language me career dekhna he vo bhi india me to apko... German, French, spanish, language ko sikhe, or world ke liye soch rhe ho to Chinese one of the most popular language in world and iski demand bhi bhut he or isme salary pakacakge bhi bahut hi acha he. Any doubt so you can ask me any time ok borther.
Mandrin chinese language
What do you want to say
Mujh se arbic calligraphy aati h ismein jobs h kya
Vo apko arabic country ke company ya fir jo company india me he. Unke sath kaam kr skte ho. Or jo company designs and art company he. Jo calligraphy se related h vha job mil jaayega. Second opinion Freelancer bhi bn skte ho.
Sir Calligraphy class ki fee kitani hoti he ?
kya aap andaj se bata sakte he 🙏
Depend krega Institute par. Sabhi institute ke alag alag hoga. Minimum fees 1,00,000 to hogi.
@@RakeebAhmedOfficial Aapne ae jo andaj se fee batai wo pure course ki boli hena ?? 🙏
Pure course ki hogi. Online bhi aaj kl chla hua he. To vo bhi dekh skte ho. Usme fees kam he. Or Kuch offline me bhi itni fees me course kravate he. Mene check kiya he.
@@RakeebAhmedOfficial Aapne jo fee batai wo bahut badi hai.
Jankari dene ke liye Dhanyawad🙏
Sir kindly Kolkata me koi college hai kya.plz plz bataiye
Okk
Brother Kolkata me koi bhi Calligraphy college nhi he. Other locations ke liye. Instagram account pr visit kre. @ahmedrakeeb14
Sir 10 ki bad ham sik sakte ha
10 means 10th class.
Isko sikhne ke liye ke liye koi age limit nhi he. Jese youtube se Sikh skte ho. Pr agar khi college se course Krna he. To tb aap 12th ke bad. Course krne ke liye eligible ho.
Online job bih hoti h isme?
Yes, aap search kroge Google me to pta lg jayega
Par iska use kha par kare jisse ki kuchh paise aa sake
Create your account in Freelancer, fiverr, upwork. You can become a freelancer.
Lucknow mai institute btae pls
Check this website
Apko yha pr sabhi institute mil jaayega. Jo jha pr sahi lge ap vha par admission le skte ho www.sulekha.com/calligraphy-classes/lucknow
Hello sir,
Plz suggest a good channel for learning calligraphy
1. Calligraphy Master
2. Pieces Calligraphy
3. M.A. calligraphy
4. PualantonioScribe
5. ElisaAnne calligraphy
@@RakeebAhmedOfficial Thankyou so much sir
Sir, I want to learn calligraphy in arabic which channel ....? Plz tell
Sabhi channel best he. Aap UA-cam pr search kro. Calligraphy of arabic apko sabhi channel mil jaayega. Apko jo channel sahi lge apne according usko dekhna start kr do.
1. QalbCalligraphy
Is channel ko dekh skte ho.
@@RakeebAhmedOfficial sir zada videos nhi hai aur koi book suggest krdo plz
Assalamualaikum sir m on line cours kr rhi hu arebic calligraphy join ki h sir jo iske benefits bta rhe h wo sab arwbic calligraphy m bhi h kya sir plj reaply dijiye ga
Waalekumaslaam, Jesa mene video me btaya he Uske according English me Sabse jyada benefit he. Calligraphy ka Trend aane wale year me bahut jyada hone wala he. Isliye is career ko aap as a career dekh sakte he. Or Arabic language me thoda sa benefit kam he As a according in English. Arabic me Scope ka chances bahut jyada he Or benefit bhi he Agar aap Arabic country ke sath apko kaam karne ka mauka mila he to apka career bahut acha banega. Apko ache se calligraphy sikh kar apko sabse pehle Freelancer ban kar aap apne working ka experience le sakte ho. Freelancer me apke Working ke liye Ratings Milenge or apko is ratings se bahut benefit milega. Uske baad jese jese log apko janne lag jaayenge. Fir aap arabic country ke sath kaam karne ka apko chance mil sakta he. To pehle ap sikh kr as a freelancer join kre. Jisme 2 website ke name apko bta deta hu. 1. Freelancer.com, 2. Fiverr.com ap in website me khud ko registered krke aap ache se kaam kr ke apko kaam ke liye apko income bhi milega. Or apke kaam ke liye apko customer ratings bhi denge. Arabic language 5th position me he in the world. Agar aap india se ho to apko india me Apko Jyada growth dikhne ko naa mile. Par agar as a freelancer kaam karte he. Kisi bhi country se to aapke growth ke chances bahut jyada he. Agar aap freelancer ke uper video dekhna chahte he. Ki freelancer me join kese kre to ap mujhe comment kr ke jarur btaye. Me apki Puri help karunga. And Apne frnds ke sath is channel ko jarur share kre. Jisse vo bhi apna ek acha career bna sake.
Me Apne subscriber ko Personal Consulting bhi krta hu on social media account. Aap social account ko follow kr ke aap mujhe se kabhi bhi social account me Question puch sakte ho. Me Question ka reply within 48hrs. Me jarur karunga. Mera Reply apko kesa lga comment jarur btaye
Thankyou for Comment and you asking me.😊😊😇
@@RakeebAhmedOfficial shukriya shukriya shukriya sirji aap n meri tension dur kr di thank you sir itna achha reply dene ke liye allah ji m duaa krungi wo aap hmesha khush rakhe or aap ki duaao ko kubul kre aamin allah hafiz bhai jan bas muje ab achhe se sikhna h inshallah aap se dubara bhi puchhungi plj aap jrur rep dijiyega
Me sbhi subscriber ke sath hu bas aap ase hi hmara support krte rhe or apne frnds me bhi share jarur kre me Education, jobs, facts se related video upload krta rhunga. Thankyou my dear sister 😊😊😊😊
Saleha dii ...I want to talk to uh personally ...um standard of 12th standard merai exams chl hi rahai hai ..but I want to join arabic calligraphy ...plx guide meh
Ok plz connect on Instagram link on. Description
Sir apka website dekha waha college ka name nahi mila
Ok bro me college ka name bta dunga apko. Free ho kar.
Sir IGNOU s
Kr skte ho. Pr uska koi fayeda nhi. Ye Course apko regular se krne pr hi fayeda he. Isko practical krke hi fayeda milega.
Oook thanku souch for your reply
🙏🙏😊
Sir kha se sikhe online course suggest kre
1. Udemy, 2. Khan Academy, 3. Moz academy, 4. Google Digital Locker, 5. Learnvern App,
Apne zindagi badal di😊😊
Thankyou ☺️🙂
Arabic calligraphy channel plz tell anyone
Bhaiya calligraphy kaise sikhe
Hello,
Aap online course kr skte ho jisme aap calligraphy sikh skte ho.
Calligraphy sikhne ke liye apko khud se sbse jyada practice krna hoga tbhi ye skills sikhte he.
Apko online course kr skte ho udemy, moz academy jese platform pr sikh skte ho.
Or kuch janne ke liye comment kr skte ho.
Bhaiya calligraphy ke liye pen konsi use kre
Abhi beginner ho to apko pilot pen use krna chahiye. Fr uske kuch time baad aap fountain pen use kr sakte ho. Isme bhi aap calligraphy kr sakte ho.
Sir plzz tell colleges for calligraphy ?🙏
1. New Delhi YMCA, Institute for Office Management
Connaught Place, Delhi
2. Big Art Institute
thane, Mumbai
3. Natraj Academy of Fine Art and Animation
Warje, Pune
Thank you so much 😊🙏🏻
Really true
Yes
do i need any kind of degree in it ? i mean ,is it neccesary to join the clg or i can pursue it from online coaching?
if yes then what after the coaching?from where i should start? pls give me answer.
By the way, even if you do not have a degree in this field, you can still make a good career. If you want to go to college for some experience then it is your choice. You can also do this through online coaching. You can take admission in any institute for online coaching. Which will runs you online class and you can also learn through UA-cam videos. After that you can work in related company.
@@RakeebAhmedOfficial thanku you Mr.
🙏🙏
I know how to write calligraphy and i have so good handwriting. Please help ki kaise income kare isse
Apko dusro ki videos dekhni hogi jo mene apko suggest kiya he. Unko dekh kar sikho kese calligraphy kiya jata he. And paise ke liye apko freelancer bn skte ho. Ya fir Kuch companies he jo calligraphy students ko hire krti he. Aap google me search kroge company apko mil jaayegi.
@@RakeebAhmedOfficial Can you suggest some companies ?
Which city and state?
@@RakeebAhmedOfficial Karnataka, Bengaluru
Uk mai calligrapher ko jyada payment hota hai, to waha jake calligrapher kaise bane??
Simple UK me ja kar aap vha par koi Calligraphy ka institute join kar sakte ho. Aap search kr ke pta lga sakte ho. Kon kon se institute he jo calligraphy ka course krate he. But uske liye apko Study visa lena hoga. Jo easily students ko mil jata he. Aap india se apply kroge online to apko College se hi study visa bhi mil sakta he. Aaj kl maximum apply sirf online ho rha he to online try kro apply krne ka.
Kitne time ka course h ye
Ye courses 3 Months to 3 Years tk rehta he.
Apko jesa thik lge Apke according utna time ka kr skte ho.
I am in 12th but doing calligraphy from 9th
Ok but what's your questions
Aap s contact kese krain
Telegram - user id - @ahmedrakeeb98
Sir mai bhi yutube se calligraphy sikha hai
Good
You learned calligraphy from which channel,
Not channel. I Have knowledge about calligraphy from google. That's it
I hope jab aap jald jawab denge
Ok bro
Sir salary annually hai hai monthly
Salary monthly he jo mene video me btai hui he. But jo salary btai gyi he vo sirf ek fresher ke liye he.
Good
Sir Punjab me BHI koi college hai calligraphy krne ke liye
Calligraphy ke liye punjab bhi college he..
Aap calligraphy he galat pronounce kar rahe ge
May be, I think aap Jyada Jante ho ki calligraphy ko kya bolte honge right. 🙏
Koi Entrance exam deni parti hai kya admission lene se pehle?? Because I am interested😊
Dekho pehle to jab aap admission loge. To apko Entrance exam dena bhi pdh skta he or nhi bhi. Kuch college/Institute Entrance base pr admission lenge. To kuch Direct interview base pr. To Kuch sirf laste Seat full krne ke liye ase hi Unka admission kr denge. Isliye jo log Entrance se admission lete he unko Fees me Relaxation mil skta he. To yhi fayeda rhega.
😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮
Assalamwalaikum.
Sir mere English ki handwriting bahut Achi hai... Kiya Ismay Kuch scope hai kiya
Waalekumaslaam, Jesa mene video me btaya he as a according English me Sabse jyada benefit he. Calligraphy ka Trend aane wale year me bahut jyada hone wala he. Isliye is career ko aap as a career dekh sakte he. Apko ache se calligraphy sikh kar apko sabse pehle Freelancer ban kar aap apne working ka experience le sakte ho. Freelancer me apke Working ke liye Ratings Milenge or apko is ratings se bahut benefit milega. Uske baad jese jese log apko janne lag jaayenge. Fir aap some countries ke sath kaam karne ka apko chance mil sakta he. To pehle ap sikh kr as a freelancer join kre. Jisme 2 website ke name apko bta deta hu. 1. Freelancer.com, 2. Fiverr.com ap in website me khud ko registered krke aap ache se kaam kr ke apko kaam ke liye apko income bhi milega. Or apke kaam ke liye apko customer ratings bhi denge. English language 2th position me he in the world. Agar aap india se ho to apko india me Apko Jyada growth dikhne ko naa mile. Par agar as a freelancer kaam karte he. Kisi bhi country se to aapke growth ke chances bahut jyada he. Agar aap freelancer ke uper video dekhna chahte he. Ki freelancer me join kese kre to ap mujhe comment kr ke jarur btaye. Me apki Puri help karunga. And Apne frnds ke sath is channel ko jarur share kre. Jisse vo bhi apna ek acha career bna sake.
Me Apne subscriber ko Personal Consulting bhi krta hu on social media account. Aap social account ko follow kr ke aap mujhe se kabhi bhi social account me Question puch sakte ho. Me Question ka reply within 48hrs. Me jarur karunga. Mera Reply apko kesa lga comment jarur btaye. Agar apko koi doubt rehta he to aap social account me mujh se puch skte ho instagram account me ja kr me vha pr sbse jyada available rehta hu.
Thankyou for Comment and you asking me.😊😊😇