सतावर की खेती,खुदाई से लेकर पीला सतावर बनाने तक की जानकारी +918410607096

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 сер 2024
  • सतावर की खेती, खुदाई से लेकर पीला सतावर बनाने तक की जानकारी +918410607096
    #sattaver_ki_kheti_kaise_kare
    #satavar_harvesting_process
    #shatabar_ki_kheti
    #Pila_satavar_Kaise_banta_hai
    #satyasupport
    #sataver
    yellow satavar banane ka dusra video • yellow shatavar kaise ...
    sufgandha ki kheti • Sarpgandha Ki Nursery ...
    shatavar ki nursery kaise taiyar - • shatavar ki nursery ||...
    sataavar ki harvesting kaise karen_ • नेपाली सताबर की कटाई s...
    pilla shataver kaise banate hain- • सतावर की खेती,खुदाई से...
    shatavar ki ropai kaise karen- • shatavar plantation ||...
    akarkara ki kheti- • akarkara ki kheti ki j...
    sarpgandha ki kheti / vfqwz5ifz
    Kisan bhaiyon namaskar🙏
    is video ke Madhyam se main Main Ek bahut mahatvpurn Jankari kisanon ke bich share ki hai jaise ki Hamare bahut se Kisan bhai sataavar ki kheti kar rahe hain aur pahli bar kar rahe hain to unhen Pila satavar Kaise banta hai hai yah Kaise banaen Iske bare mein unhen bilkul bhi Jankari Nahin Hai vah Anya kisanon Se Puchte Hain ya phone Karte Hain hain Fir Bhi unhen genuine jaankaari Fir Bhi unhen asali Jankari Nahin Mil paati hai To Main is video mein bhali Bhanti dikhaya bhi hai aur bataya bhi hai ki Pila satavar Khudai karne ke bad Kaise Pila Banaya Jaaye yah Hamare Kisan bhai satawar ki kheti karne ke bad Pila satawar Kaise banaen satawar ki kheti karna Ek Aasan kaam hai Hai Lekin kheti karne ke bad Pila satavar banane ka jo process hai vah main is video ke Madhyam se aap Logon tak pahunchaya hai hi aur Jitna jyada ho chuka hai utna Jyada Main is video mein dikhaya bhi hai yadi Kisan bhaiyon aapko is video se a kuch Jankari milati hai ya is channel ke Madhyam se aap tak Kuchh Jankari pahunch rahi hai to aap Hamen support kar sakte hain aap isi Tarah ki jankari pane ke liye Ye Hamare channel ko subscribe Karen aur video ko like Karen Kisan bhaiyon Mein share Karen aur ek Pyara Sa comment Karen
    aur ek avashyak Suchna
    yadi kisi Kisan bhai ko is video ke Madhyam se a a bahut jyada Hani aur Labh Hota Hai hai to Uske jimmedar Ham Nahin Hai aur na hi Hamara channel hai video dekhne ke liye dhanyvad

КОМЕНТАРІ • 36

  • @PardeepSaha-um8rw
    @PardeepSaha-um8rw 5 місяців тому +1

    👌👌

  • @BharatPatil2023avQ
    @BharatPatil2023avQ 2 роки тому +4

    बहुत अच्छी जानकारी आपके द्वारा प्रदान की गई अगर आप इसके लागत खर्चे मंडी जहां पर यह बिकती है और औसत कितना मिल जाता है वह भी बता दें तो सबके लिए बड़ा अच्छा होगा धन्यवाद

  • @harendrashisodia
    @harendrashisodia Рік тому

    बहुत अच्छा वीडियो

  • @vipulkumarvipul4023
    @vipulkumarvipul4023 11 місяців тому

    Good information brother

  • @ShoukatAli-bg8dp
    @ShoukatAli-bg8dp 10 місяців тому +1

    AAP apna pura pata bataya

  • @mercurystone5837
    @mercurystone5837 2 роки тому

    Gjb

  • @rajaramsawant2768
    @rajaramsawant2768 Рік тому

    सत्या आप शतावर के आच्छे जाणकार है इसका बीज हम कहासे प्राप्त कर सकते हैं आपका बहोत बहोत आभार ओर अभिनंदन धन्यवाद सत्या जी

  • @raniraja1965
    @raniraja1965 3 роки тому +2

    Nice

  • @akythemaster
    @akythemaster 3 роки тому +3

    sir, kitne rupay kuntal bik raha hai abhi?

  • @dimpalkoli4543
    @dimpalkoli4543 2 роки тому +1

    Kaha par milegi pile shitaver

  • @shankarpawar2280
    @shankarpawar2280 8 місяців тому

    20महिने के बाद निकालानेसे जमता हे

  • @royalrajput9762
    @royalrajput9762 3 роки тому +1

    Pani kitni matra me lena hota hai?

  • @anitagujar932
    @anitagujar932 2 роки тому

    Kya hame shatavari ke root online supply kar sakte hai
    hame iski जरुरत है

  • @omprakashsinghomprakashsin28
    @omprakashsinghomprakashsin28 2 роки тому

    Mjheadhaeakadmeshatabarlaganahe
    Podh lenahe.ratenepalishatabarka
    Batanekakasthkare.

  • @DeepakKumar-rt2dx
    @DeepakKumar-rt2dx 2 роки тому +1

    रेट तो बता दीजिए कितने रुपए कुंतल है

  • @abdulsammi3156
    @abdulsammi3156 2 роки тому

    किस जगह और क्या भाव पर मिलती हौलसेल मे

  • @AmitSharma-nq5uh
    @AmitSharma-nq5uh 3 роки тому +1

    Ok good, pls price per kg dried yellow satawar

    • @akythemaster
      @akythemaster 3 роки тому

      @@ankitsinghchauhan2532
      Isse to lagat bhi nhi niklegi

    • @mukeshmkahirwar1921
      @mukeshmkahirwar1921 3 роки тому

      Bhai neemuch mandi me 20000 se 23000 rs per quintal h abhi ke time me

    • @akythemaster
      @akythemaster 3 роки тому

      @@ankitsinghchauhan2532 maine pahli bar isko lagaya tha. 5 kuntal hai. Kya karu abhi mandi me jau ya thoda intjaar karu. Koi apki salah. Thanku

    • @akythemaster
      @akythemaster 3 роки тому

      @@ankitsinghchauhan2532 जी आपका नम्बर कैसे मिलेगा?

    • @mkdigital3815
      @mkdigital3815 2 роки тому

      @@akythemaster bilkul sahe ghate ka. Sauda hi hame bahut ghata hua

  • @bisoriaravikumar7977
    @bisoriaravikumar7977 2 роки тому

    Sir ji is ki market kaha par he

  • @AmitSharma-nq5uh
    @AmitSharma-nq5uh 3 роки тому +1

    Kon sa Village/District/State hain

  • @anilchauhan4900
    @anilchauhan4900 3 роки тому +1

    Ap ne bhagone me pani nahe bataya ke
    Kitna Lena hai

    • @anilchauhan4900
      @anilchauhan4900 3 роки тому

      पहले तो धन्यवाद लायक करने के लिए
      सत्यबीरजी
      कया शताबर अपने वरेली ब चंदोशी मे नही
      बिकती मै करने की सोच रहा हू

    • @PraveenKumargangwar
      @PraveenKumargangwar 3 роки тому

      @@anilchauhan4900 Agr pahle kabhi nahi ki hai to kuch aur uga lo. Shatavari ab naye kisan k liye ghate ki fasal h aur anubhavi ke liye fayde ki.

    • @akythemaster
      @akythemaster 3 роки тому

      @@PraveenKumargangwar ye kaise, kuch aur vistar se bataye

    • @PraveenKumargangwar
      @PraveenKumargangwar 3 роки тому

      @@akythemaster ek bar paper par kharcha jod kr dekho paudhe se lekar shatavari taiyar karne tak ka.
      Usme paudhe ki kimat + khaad + Paani + Narai Gudai + khudai + dhulai + Jad katai + ublwai + Chilai + storage aur tab jaa kar bikkri wo bhi jyadatar kisano ko 15-20 hazar / quintal ka rate milta hai aur maximum naye kisan ek acer se 12-15 quintal sukha maal nikal pate hai.
      Is hisab se nuksan me hi jaate hain.
      Lekin jo purane shatavari krne wale hain unko experience h to wo thoda benefit nikal lete h.
      Ab se 4-5 saal pahle tak rate bahut acche the tab lakhon ka fayda hota tha shatavari se.

  • @KashifKhan-jh8vd
    @KashifKhan-jh8vd 11 місяців тому

    Mujhay satavar chaaiye

  • @KashifKhan-jh8vd
    @KashifKhan-jh8vd 11 місяців тому

    Peela satavar mil jaayega