❤❤ didi mujhe ek baat puchni thi kyunki main Karti hun 24 ghante ki duty theek hai to main dusre Ghar mein rahte Ho to kya main vahan se Pashupatinath barat nath ki Puja kar sakti hun Pashupati vrat please didi yah chij mujhe Bata dijiyega ki main kar sakti Hun ki nahin kyunki mujhe bahut din se man ho raha hai karne ka vrat please
Pashupatinath vrat aap kahin per bhi kar sakte hain bus Jahan per bhi aap vrat kar rahe hain pure panch varsh aapko vahin per karni hai ek hi Mandir mein Puja karenge
Mam kya ye vrat main is mahine ki 11 tarekh yani krishna paksh se b kr skte h kyunki beech me shradh b shuru ho jayenge,mam please reply ma'am Ye bataen ki mein rent per rahti Hun To Mein Jis floor per rahti hai Usi ke main darwaje par Diya Jalana hai sham ke Waqt ya FIR main gate ke bahar
Didi ish vart ko kuwari ladkiya kar sakti hai kya....ye khate hai ki ladkiya shivling ko hath nhi lagati hai ..but didi jo apne samgari btayi hai vo kaise arpit karegye... please btayi didi.
सुबह 12:00 बजे से पहले पहले कभी भी पूजा करके आ सकते हैं और शाम के समय आपको प्रदोष काल में पूजा करनी होती है प्रदोष काल जो है सूर्य अस्त से 45 मिनट पहले से और सूर्यास्त के 45 मिनट बाद तक होता है यानी शाम के समय आपको पूजा करनी है
कोई बात नहीं आप किसी बैग में या किसी थैले में पॉलिथीन वगैरह में ले जा सकते हैं सामान, छोटी-छोटी डबियो मैं लीजिएगा जिसमें सिर्फ दो टाइम की पूजा के लिए ही आपको सामग्री लेनी है सामग्री इसमें ज्यादा नहीं रखते हैं
Har har mahadev 🙏🙏🙏 didi
Har har Mahadev ❤❤
Shree shivay namastubhyam
Jai mahakal
Har har Mahadev ❤❤
😢 रडणं औ😊
Har Har Mahadev🙏🙏🙏🙏
Har har mahadev👌👌
🙏🙏
@@Mypacificwalljo dudh dahi ke liye lete
H pancha amrt me us mese hi dudh ko lena pdta h kya?
हर हर हर महादेव 🙏🙏🙏🌹🌹🌹
🙏🙏
सुन्दर सरल तरीका बताया है आपने धन्यवाद
Thank you
Jai Shiv Shankar 🙏🙏
Har Har Mahadev 🙏🙏
Namaste🙏 Neetuji 🙏
Aapki video se humein mahatvapurn jaankari prapt huin. Dhanyavaad aur subhkamnaayein🙏🙏
Har har mahadev🌸🕉️🌺🙏🌹
Shree shivaya namsthubhyam 🤲☘️👏👏👏👏
Jai ho pashupatinath ki
Thanks di aapko
Superb performance video
Har Har Shambhu 🙏 Jai Shiv-Shakti Ki 🙏
Thanku didi😊
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
मैडमजी प्रसाद अच्छा रखा है ,मेने प्रसाद मे हलवा बनाया था फ्रीज मै रखा है इसलिये तो भूल गई थी
Thank you didi
har har Mahadev🙏🙏
Arey waah thankyou so much for making this video...i need this video 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼😊😊
Most welcome dear 🌺
🙏
Har har Mahadev 🙏🏼🙏🏼
🙏🙏
Mam mera phla vart tha to hum machis alg se le gai thi samko ko rkh skti hu thali me plz bataiye
Didi dono time janau jaruri h kya plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz reply kare
Hnji
Mandir me Pooja kese kare uska bhi vdo bnaye subah shaam ka 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Monday से पहले-पहले वीडियो चैनल पर आ जाएगा
mam gulal kis ko chadhana hai our jenau dono time chadhana hai
Panchamarit ko bhi dono time use krna hai..wahi jo subah banakar le jate hai usi me se bachana hai....sham k liye
मैडम मेरे से तीसरे पशुपति व्रत में गलती हो गई है , में शाम को प्रसाद खाना भूल गई हू अब क्या करू मैडम जी
Prasad to aapko khana chahie tha vah to mandir se laya hua Prasad tha aapko dobara karne padenge dear 😔
Hlo madam aap apni videos konsi category mai rakhti ho plz reply me devotional video 🙏
Subah ki pooja Ghar ki pooja se pahle karen yaa baad mein?
Isase Koi fark nahin padta aap ghar mein Puja pahle kar sakte hain aap chahe to bad mein kar lijiye
Belpatra dho kar nahi charana chahiye 🙄 kyuki vo jaldevta ko samarpit ho jata hai fir
Ky me sahi hu?
DIDi Ye shabhi samagri 5 cho somwar ke hona chahiye kiya
Mem ham Abeer ki jagay bhasm le ja sakte h
प्रसाद अभी भी मेरे पास राका है
वह प्रसाद तो खराब हो गया होगा
Di morning or evening ma kis time kar kara please ya bta do
Aage shaam ki pooja ki video bhi banaye
Ok
❤❤ didi mujhe ek baat puchni thi kyunki main Karti hun 24 ghante ki duty theek hai to main dusre Ghar mein rahte Ho to kya main vahan se Pashupatinath barat nath ki Puja kar sakti hun Pashupati vrat please didi yah chij mujhe Bata dijiyega ki main kar sakti Hun ki nahin kyunki mujhe bahut din se man ho raha hai karne ka vrat please
Pashupatinath vrat aap kahin per bhi kar sakte hain bus Jahan per bhi aap vrat kar rahe hain pure panch varsh aapko vahin per karni hai ek hi Mandir mein Puja karenge
Ma shiv ji ka vrt bi kr rahi hu
Didi aarti karna jaruri h kya
Agar Aarti nahin ga sakte hain to diye ko saat bar golai mein clockwise ghumane ko Aarti hi mana jata hai
घर में अगर 2लोग कर रहे हैं तो एक कढ़ाई में प्रसाद बना सकते हैं बाद में अलग कर ले प्रसाद को
Didi,शिव जी से वर प्राप्ति के लिए मनोकामना केसे करें समझायै?
Pashupatinath ke vrat kar sakte hain ya 16 Somwar kar lijiye
पशुपति नाथ वृत की कथा भी पढ़ी जाती है क्या
Anivarya nahin hai aapki ichcha hai to aap Katha padh sakte hain bahut achcha hai
Mam Pashupatinath Vrat ka udyapan paanchvi Somwar ko Karen ya chhathe please reply do
Mam subah me ham kuchh kha sakte hai
Didi phul Sunday KO todhe ya manday KO hi
Mam panchamitar nhi ho toh dudh or kal chda skte hai kya
Dudh chada sakte hain
Pashupati Vrat ka udyapan paanchvi Somwar karo Karen ya chhatte
Aap ne pashupati varta m udyan ki video bhi h
Dono time nahana hota hai kya
Mam pashupati vrat me shivji ka chada hua jal ghar la kr hm pee skte h aur betpatra bhi kha skte h kya
Yes
Pashupatinath brat me Pashupatinath katha bhi sunni he kya mandir me 5 somvar subah sham plz bataye main kal se kar rahi hu 🙏🙏
Sham ko Abhishek phir se panchamrit bna kr Abhishek krenge na
Ya phir subh wala hi?
Sham ko alag banana h
Didi exam ke baad kar sakte hu
Ya result se 2 week phele
Please didi meri help kriye didi 🙏🙏
Jb hmara ek pashupati vrat pura ho jaye to hame us thali ko kya karna chahiye mtlb kb dhona chahiye ya nhi dhona chahiye ?
pta laga kya krna hai thali k plse btao
Nhi kahan reply mila
Didi mare pas astgandh nahi h , chandan h white or yellow, koi problem to nahi h
Averr kya hota h please bata dena
Kb se shuru kre ye vrat
यह व्रत आप कभी भी कर सकते हैं, हो सके तो शुक्ल पक्ष से शुरू करें
Agar Sare Chandan Na Koi Bhi Ek Chandan mil jaaye to Pashupati Bhagwan ki Puja kar sakte hain
Yes
Kya phool bhi subh hi todh ke rakhna Sam ke liye
Maim mai bhi rakhna chahati hu kb se suru kare
Shiv ji ko kalawa chadha sakte h?
Yes
mam thali kya 1 he lene hai pure 5 monday plse batye kya use 1 bar krke wash kr skte hai shaam m plse btaye
Nahin aisi koi baat nahin aap Khali change kar sakte hain lekin ek vrat mein subah Sham ki thali sem rahegi
thanku mam or saman agr bach jaye to nariyal ko mandir m he chodkr ana haai ya ghr lana hai ?
Meine 5 diye jalaye lakin jalate waqt manokamna bolna bhul gayi to kya ye vrat gina jayega waise ye mera first pashupati vrat tha
Kya hua puri huii aapki manokamna
@@shreyarai7955 haa 3 somvar aate hi ho gaya tha.. wo bs shraddha dekhte h aapki or kitna vishwas hai unpe aapko phir wo sab sun lete h
Kalava to hum sab chdha diye h
Is pani se hi sham ki pooja hoti h ya sham ko dusra pani
Pani dobara lena h
@@Mypacificwall ok
@@Mypacificwall jenu chadna jruri h agar nhi mile to
Diya aate ka le sakte hain.
Yes
मेरे पास कच्चा दूध नहीं था to उबला हुआ दूध ले जा सकते
Nhi
मुझसे गलती हो गई सुभा सुभा mil nahi rha tha इस लिए उबला हुआ दूध ले gyi thi भोले बाबा मुझे माफ करना 🙏🙏
Mam kya ye vrat main is mahine ki 11 tarekh yani krishna paksh se b kr skte h kyunki beech me shradh b shuru ho jayenge,mam please reply ma'am Ye bataen ki mein rent per rahti Hun To Mein Jis floor per rahti hai Usi ke main darwaje par Diya Jalana hai sham ke Waqt ya FIR main gate ke bahar
Didi thali pure vrat m chnge nhi krni
5 vrat esi se krne h ya dusri thali le skte h alg alg...
Malvi wala to Lagaya jata hai jo Holi per Roj Karte Hain
14 octobet se varth kar sakti hu pusipati nath varth
Yes 👍🏻
Ghar ke mandir me pooja nhi kar shakte h mem
Is vrat mein Mandir mein Puja karke aate Hain
Bic m vart chut jae to kya kre
Dobara vart suru karne padege
subh jo jal lejaege usme se bchana bhi h kya jal syam ki puja k liy..ya syam ko jal dusra le
Sham ko jal dusra lena h
Kya vart period me bhi le skte h
Vart to karna h but wo vart count nhi hoga
Puja nhi karni
Di vrt suru krne kbad bich m khi jana ho to kese kre or monthly prblm k time kese kre plzz reply
Vart lgatar karna h, manthly prblm mei vart karna h but ye vart count nhi karege
Didi mujhe puchana tha ki panchamrit hame dono time ke liye rakhana hai aur Pani bhi
Ji ha
Mam rat KO bhi pancha amrit se Abhishek krana padega
Karna to hota h but nhut se mandir mei sham ko Abhishek nhi karne dete to ase mei jal chadhade
U
Jenou or klewA do bar chadana h kya or hm jese ki ek sombar kiya h or dusre sombar ko period aa gya to kya kre
Please didi 🥺🥺🥺🥺
Sham ko kebel jal chada sakte h
5 se 7:00 baje tak kabhi bhi Puja kar sakte hain
Mam me vrat k pich mai so gyi thi to kya mera vrat khandit ho gya plz rply
Nhi but aapko sham ki Puja se phle sanan karna chahiye
@@Mypacificwall ha vo to meine sanan liya tha
Belpatra ki pichhali Dandi nahin todte hain ismein 33 koti Devi Devta virajman hote Hain
बेलपत्र की पीछे की डंडी तोड़कर ही बेलपत्र चढ़ाया जाता है ऐसे नहीं चढ़ाया जाता
@@Mypacificwall nhi ji bo pan k pate ki krate h bal pater ki nhi shi jaankari h ye
बेलपत्र की डंडी नही तोड़ी जाती है जी , बेलपत्र के सभी हिस्से में देवी देवताओं का वास होता है
Mam ye vrit kab se suru karna chahiye plz reply dijiye 🙏🙏
Yah vart aap kabhi bhi shuru kar sakte hain koshish karen ki Shukla paksh se suru kare
@@Mypacificwall Thank you mam reply diya aapne 🙏🙏🙏
Mem bich me period aa jaye to us somvar ko vart krna h ya nhi
Vrat karna hai lekin yah vrat panch vrat mein count nahin hoga Puja nahin karni hai
@@Mypacificwall thank you mem 😘
Didi ish vart ko kuwari ladkiya kar sakti hai kya....ye khate hai ki ladkiya shivling ko hath nhi lagati hai ..but didi jo apne samgari btayi hai vo kaise arpit karegye... please btayi didi.
बहन बताए एक बार करलीया दूसरी बार करसकती हू मेने समान कम लिया पूजा म प्लीज़ बताये
जी हां कितनी बार चाहे उतनी बार यह व्रत कर सकते हैं एक मनोकामना के लिए एक बार व्रत करें
Ek question tha Jo janeu h or kalawa h wo dono time lejana h or every Monday le jana
Panchamrit lena jaruri hai kya?
Agar panchamrit Na banaa paye to kaccha dudh le lijiye
@@Mypacificwall okay
@@Mypacificwallcow milk lena hai kya
Didi Pashupati worth mein Bal pahle din dhona padta hai yah usi din
Usi din
Thank didi
Belpatra ke pichhe ki dandi ko nahi doda jata h
Diye to 6 lgte hena
Sham ko 6 diye lagate Hain panch Mandir mein lagate Hain ek wapis Ghar le aate Hain
Saam ki pooja ki bhi video banaye plz🙏🙏
Subah Sham dono Puja vidhi main upload kar dungi Somwar se पहले-पहले
Prasad k teen bhag kiye jate hai. Vo toh bataya nahi aapne
Ye subh ki thali h wo sham ko hota h uska alg video h
Prasad ke teen bhag karke unka kya karte hai
Kb s sure kr skte h y vrt
यह व्रत आप किसी भी सोमवार से शुरू कर सकते हैं पांच व्रत करने होते हैं
Subha panchaamrit or jal sham ko jal bs ye bta do
Jal mein thoda dudh dal lena
Mam subah kis time Jana h mandir me or saam ko kis time Jana hai plz mam reply dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏aapki ati kripa hogi 🙏🙏
सुबह 12:00 बजे से पहले पहले कभी भी पूजा करके आ सकते हैं और शाम के समय आपको प्रदोष काल में पूजा करनी होती है प्रदोष काल जो है सूर्य अस्त से 45 मिनट पहले से और सूर्यास्त के 45 मिनट बाद तक होता है यानी शाम के समय आपको पूजा करनी है
@@Mypacificwall Thank you so much mam 🙏🙏
Or 6 diya 🪔 nhi liyA apne
Didi. Mandir bhot dur h bike se jana dega to thaaali me samgri kese le ke jaye..??
कोई बात नहीं आप किसी बैग में या किसी थैले में पॉलिथीन वगैरह में ले जा सकते हैं सामान, छोटी-छोटी डबियो मैं लीजिएगा जिसमें सिर्फ दो टाइम की पूजा के लिए ही आपको सामग्री लेनी है सामग्री इसमें ज्यादा नहीं रखते हैं
Thankyou so much didi
Mam 5 Monday tak shivling Ko pancha amrit se Abhishek krana h pls reply me
@@rajniSaibhakt yes
mam sham ko kitne baje pooja karni hi shi time keya hi please batao mam 🙏🙏🙏🌹🌹🌹
6:00 baje ke aaspaas aap Puja kar sakte hain samay thoda upar niche Ho jaaye koi fark nahin padta