Sir pigeon ke induction me voltage kaise check karte hai. Please bataiye. Kyonki mujhe aaj hi delivered hua hai. Jab isko on karke voltage wala button touch karte hai to ye kaam nahi karta hai aur jab timer wale button ko dabakar voltage wala button touch karte hai tab ye voltage dikhata hai. Jabki mera purana wale pigeon ke induction me on karke voltage ka button touch karte hai to wo voltage dikha deta hai. Ghar wale bol rahe hai ki shayad isme kuchh kharabi hai, Isliye ise return kar do. Sir aap check karke confirm kara dijiye. Please reply
@@AJAYSOLAR mere wale me pahle timer button touch karna pad raha hai uske baad voltage wala button kaam kar raha hai. Vaise to voltage wala button touch hi nahi ho raha hai.
24v dc induction ka video banaiye
Dono ka comparison video banaiye plzzzz
Sir pigeon ke induction me voltage kaise check karte hai. Please bataiye. Kyonki mujhe aaj hi delivered hua hai. Jab isko on karke voltage wala button touch karte hai to ye kaam nahi karta hai aur jab timer wale button ko dabakar voltage wala button touch karte hai tab ye voltage dikhata hai. Jabki mera purana wale pigeon ke induction me on karke voltage ka button touch karte hai to wo voltage dikha deta hai. Ghar wale bol rahe hai ki shayad isme kuchh kharabi hai, Isliye ise return kar do.
Sir aap check karke confirm kara dijiye. Please reply
Aap jab voltage check krne ke liye button touch krte ho to pahle apko power consumption dikhata hai or phir dobara touch krne per voltage dikhata hai
@@AJAYSOLAR mere wale me pahle timer button touch karna pad raha hai uske baad voltage wala button kaam kar raha hai. Vaise to voltage wala button touch hi nahi ho raha hai.
@dharmendrahansh aap replacement krva lo
@@AJAYSOLAR ok sir, thank you
Sir model no bataye
Sir induction ka link bheje
Link in description
bekar induction hai ye, 1800watt ka hoke 1200max ja raha.