Bilkul sahi Kaha, ab to kuch nauhey gaaney Ki tarah lagtey hain. Bahut afsos Ki baat Hai. Nasir Sahab legend they , inkey salary nauhey bahut khoobsoorat hain, evergreen Hain.
Aram Kahan Hai Aram kaha hai hai Aram kaha x2 dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 1 Katle shabbir bhi abbas bhi akbar bhi hoey Kat gaye aun-o-muhammed ke bhi maktal mei gale Lasha-e-ibne hasan ho gaya pamale jafa Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 2 Teer jab asgher-e-masom ki gardn pe laga Deti thi khaime ke dar par khadi banu yeh sada Bin tere chain mile kese mere mahe laka Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 3 Chid gayi mashke sakina labe darya asfsooz Be kafn khak pe hai sher ka laasha afsooz Pyaase bachchu ko koi chahne wala naa raha Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 4 Chin gayi sar se rida jal gaya asbaab tamaam Bade shabbir numudar huwi kesi yeh shaam Khun kanu se baha bachchi ka damn bhi jala Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 5 Sar shahido ke sa re nauke sina kaid-e-haram Ek do ka nahi sine mei bahattar ka hai gham Bediya pehne hoey lagaro bimar chala Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 6 Ro ro kehti thi sakina mere ammu aao Mujko mare na layi aake inhe samjaao Kyo nahi sunte ho deti ho tumhe kabse sada Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 7 Kafela jaata hai aab shaam ke bazaaro mei Chalte hai ahle haram zulm ke angaro mei Har kadam hoti hai bimar par ek taza jafa Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 8 Bacche jo khak pe girte hai kuchal jate hai Gam se dil maa-o-ke sine senikal jaate hai Koi sunta nahi bewa-o-ki faryad-o-fuga Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2
This must go down the history of Noha Khwani as a Classic without any doubt. The poetry of Rehan Azmi, heart warming Voice of Nasir Zaidi, his extraordinary Confidence and grace, the Matam and sangat of Anjuman.. Everything about it is classical.. During my early teenage days, I have a very sharp memory of Nasir Zaidi sahb, when he recited his famous Salam to Bibi Sakina SAA at Qadam Gah Mola Ali AS Hyderabad at the Majlis e isaal of Shaheed Allama Irfan Hyder Abidi..
Maula naukri qubool karein..🤲🏻 Shohrat aur naam to logon ke lie hota hai. Ek chhote se chhote Zakir aur nauha khwan ki khidmat ko bhi maula qubool karein..to sabse bada ho jaata hai! Bohot bada rutba hai ke maula ke gum ko bayaan karein..😭 Usse badi shohrat nahi...yaqeen karie..
YA ALLAH KAREEM HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI QURBAT AUR MAARFAT ME IZAAFA KR , SABHI AZAADAARO KI AZAA / IBAADAT DUA KE SAATH QABOOL KR, LABBAIK YA AAQA HUSAIN A.S.
Kia kehny apky, gogosh ka song tha. Lekin noha kamal likha hai.jis ne bhi likha. Lekin badqismati se ye aaghaaz tha ganoon ki dhunon per nohay or naatain parhi jany lageen
Full Lyrics Aaram Kahan X 3 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan Haye Haye - Aaram kahan Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan Haye Haye - Aaram kahan 1: Katle shabbir bhi abbas bhi akbar bhi hoey Kat gaye aun-o-muhammed ke bhi maktal mei gale Lasha-e-ibne hasan ho gaya pamale jafa Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 2: Teer jab asgher-e-masom ki gardn pe laga Deti thi khaime ke dar par khadi banu yeh sada Bin tere chain mile kese mere mahe laka Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 3: Chid gayi mashke sakina labe darya asfsoos Be kafn khak pe hai sher ka laasha afsoos Pyaase bachchu ko koi chahne wala naa raha Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 4: Chin gayi sar se rida jal gaya asbaab tamaam Baade shabbir numudar huwi kesi yeh shaam Khoon kanu se baha bachchi ka damn bhi jala Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 5: Sar shahido ke sa re nauke sina kaid-e-haram Ek do ka nahi sine mei bahattar ka hai gham Bediya pehne hoey lagaro bimar chala Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 6: Koi mara gaya talwar say, naizey say koi Lash maqtal main kisi dulha ki pamaal hui Ho bazuy e abbass e alamadar judaa Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 7: Ro ro kehti thi sakina mere ammu aao Mujko mare na layi aake inhe samjaao Kyo nahi sunte ho deti ho tumhe kabse sada Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 8: Kafela jaata hai aab shaam ke bazaaro mei Chalte hai ahle haram zulm ke angaro mei Har kadam hoti hai bimar par ek taza jafa Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2 9: Bacche jo khak pe girte hai kuchal jate hai Gam se dil maa-o-ke sine senikal jaate hai Koi sunta nahi bewa-o-ki faryad-o-fuga Aaram kahan x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aaram kahan x2
Mashallah subshallah jashshlla mola salamat
Nasir Zaidi is a forgotten legend. Inke Nauhay 90s me Hindustan me bht mashhoor they.
Unforgotten
MOLA janat UL firdos mein jagah de
Nadeem sarwar se bhi zada sune jana wala iklota nohekhwan
Nasir Zaidi
Mashallah
New nauhakhwan should listen this sort of noha. This is called noha
Bilkul sahi Kaha, ab to kuch nauhey gaaney Ki tarah lagtey hain. Bahut afsos Ki baat Hai. Nasir Sahab legend they , inkey salary nauhey bahut khoobsoorat hain, evergreen Hain.
Mola is nohay ko un ki bakhshish ka waseela bana dain.Aameen
Aram Kahan Hai
Aram kaha hai hai
Aram kaha x2
dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
1 Katle shabbir bhi abbas bhi akbar bhi hoey
Kat gaye aun-o-muhammed ke bhi maktal mei gale
Lasha-e-ibne hasan ho gaya pamale jafa
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
2 Teer jab asgher-e-masom ki gardn pe laga
Deti thi khaime ke dar par khadi banu yeh sada
Bin tere chain mile kese mere mahe laka
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
3 Chid gayi mashke sakina labe darya asfsooz
Be kafn khak pe hai sher ka laasha afsooz
Pyaase bachchu ko koi chahne wala naa raha
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
4 Chin gayi sar se rida jal gaya asbaab tamaam
Bade shabbir numudar huwi kesi yeh shaam
Khun kanu se baha bachchi ka damn bhi jala
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
5 Sar shahido ke sa re nauke sina kaid-e-haram
Ek do ka nahi sine mei bahattar ka hai gham
Bediya pehne hoey lagaro bimar chala
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
6 Ro ro kehti thi sakina mere ammu aao
Mujko mare na layi aake inhe samjaao
Kyo nahi sunte ho deti ho tumhe kabse sada
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
7 Kafela jaata hai aab shaam ke bazaaro mei
Chalte hai ahle haram zulm ke angaro mei
Har kadam hoti hai bimar par ek taza jafa
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
8 Bacche jo khak pe girte hai kuchal jate hai
Gam se dil maa-o-ke sine senikal jaate hai
Koi sunta nahi bewa-o-ki faryad-o-fuga
Aram kaha x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aram kaha x2
Likne ke liye thank u bhai
JazakAllah
Dasht e aalam ya kishte aalam?
Ye noha mene paheli baar apni ammi se sunatha vo ye noha adti thi
it sums everything about of unparalleled tragedy Karbala in just 6 minutes
This must go down the history of Noha Khwani as a Classic without any doubt. The poetry of Rehan Azmi, heart warming Voice of Nasir Zaidi, his extraordinary Confidence and grace, the Matam and sangat of Anjuman.. Everything about it is classical.. During my early teenage days, I have a very sharp memory of Nasir Zaidi sahb, when he recited his famous Salam to Bibi Sakina SAA at Qadam Gah Mola Ali AS Hyderabad at the Majlis e isaal of Shaheed Allama Irfan Hyder Abidi..
Universal Star Rehan Azmi
Haidrabadis are number 1st in good Nauhas/Azadari.
@@bazm-e-banihashim7759Fateha
If you have please share that mujles
@@hinaali3475 sorry. Can't find it
This noha has special place in my heart becouse my mummy use to recite this before I go to sleep now shi is no more
😭😭
Kash AAP aisay Nohay phir dain hum Sab ko....Aameen ..bohat khoobsoorat..
This is called noha 😢 2023
جزاک اللہ خیراً کثیرا سلام یا حسین علیہ السلام
Excellent
Aap ki shohraat NADEEM SAR WAR sa bhee zayada the..inshaAllah Maula AAP ko phir wohee muqaam dain...Ameen
Maula naukri qubool karein..🤲🏻
Shohrat aur naam to logon ke lie hota hai.
Ek chhote se chhote Zakir aur nauha khwan ki khidmat ko bhi maula qubool karein..to sabse bada ho jaata hai!
Bohot bada rutba hai ke maula ke gum ko bayaan karein..😭
Usse badi shohrat nahi...yaqeen karie..
Mola ki nazar mea hr Zahir ka muqaam buland hai shohrat and dunyawi zaahri hai
Nasir Zaidi legendary noha khwaan
Khuda Nasir bhai ko jawahar e Masumeen as main buland maqam ata kare Aameen 🤲😭
Omg..This nauha is soo old ,still feel like new everytime I listen...😭💔...
So true
Moula jannatul firdous mai Ala muqam dey Ameen
Subhanallah mola salamat rakhe aabaad rakhe Aameen summa Aameen
Mola darjaat buland kare.ameen
Hayee Mola Darjat buland kre ap k
Old nauha 😭😭😭😭
Masumeen as Pursa Duty Qabool Farmayen Elahi'Ameen 😭🙏😭🙏😭
Maula apke darjat buland farmai Nasir zaidi bhai
Allah Aap ko Salamath rakhay maula Abbas k sadkay may 😭😭
Magical voice ufff aram kahan
is jesi awaz hi nhi suni khuda ta qayamat nasir bhai ki awaz ko dawam bakhshay ameen ba huq masoomeen a s
Khuda slamt rakhe 🤲🏻🤲🏻
Mola in sub matamiyoon ko apni rehmat m lein!Ameen
Bachpan ke din yad agy
Maula hussain as sbko salamat rkhe.
Haye bibi zainab sa😭😭😭
Mashallah searching for very long time atlast found it.
Jazakallah
Khuda aap ke darjat baland kare aameen
Geo Nasir bhaiiii❤😢
Ye noha sunker bachpan ki Yaad taza ho gai 😭😭
Pakistani nohe ki ye shurwat thi ye noha sukar apne purane din yad a gye bhout purana noha hai
Masha allah Bahaut pyary awaaz hai 😂maula hazrate abbas a.s salaamat rakhe in gulamane Hussain a.s ko
Shubhan allah kya sadgi se pada hua purdad nauha hai..
haven't ever Heard Kalam Befor. Like This In Unique Stayle. Arram kahan Hey Hey Aram Khan. MOLA SALAMAT Rakhe. Ap Mare MOLA K SHION Ko. Amin
Hamare Lucknow me Yaha noha bahot mashhor howa tha
Hai hai aaram kahan 😭
Allah nasir bhai ke darajat buland kare...seedhe jannat ata kare
Salamat rahen.
آرام کہاں😭😭😭
Allah marhum key darajat buland karey
This is my favorite old nauha
YA ALLAH KAREEM HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI QURBAT AUR MAARFAT ME IZAAFA KR , SABHI AZAADAARO KI AZAA / IBAADAT DUA KE SAATH QABOOL KR, LABBAIK YA AAQA HUSAIN A.S.
ناصر بھائی کی آواز کیا آواز تھی ماشاءاللہ ۔
اللہ درجات بلند کرے آمین
What a legendary voice....❤️
Mashallha bhai
Unique Noha khawani.MashaAllah Maula aap ko salamat rakhay
Maula salamat rakhen ya Ali Kehne walon ko
Sadqy Mola Hussain as
Jazak.allah
Labbbaik ya hussain
Nohey bahut achha hai.
Nohey ki Dhunn woh Iranian song par based hai. But bahut umda Nasir Sahab.
Kia kehny apky, gogosh ka song tha. Lekin noha kamal likha hai.jis ne bhi likha. Lekin badqismati se ye aaghaaz tha ganoon ki dhunon per nohay or naatain parhi jany lageen
hay Zainab 😭 Ya Zainab 😭😭😭
Very nice nohay I loved it❤
یہ نوحہ کمال بن گیا ہے اگر چہ اس کی طرز سے توجہ اپنے وقت کی ایک نامور ایرانی گلوکارہ گوگوش کے ایک مشہور گیت کی طرف چلی جاتی ہے۔
Mashallah Nasir zaidi Bhai ham bachpan sy apky nohey sun rahey he I live in Tandojam sindh
bilkul sahi kaha aapne,
@@sameena819 mola salamat rakhey apko
Gem!
rehan bhai ko bhi mola sehut or salamty ata keray
بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم
لا الہ الا اللہ محمد رسول اللہ
صلی اللہ علیہ وسلم
MasaAllh
Masha Allah
Moula salamat rakhe apko bhai
MOla purrssaa qaboll ferrmayain mola bola lain karbala
ماشاء اللہ۔😢
Wa Allah inqata tum yamani
Labaik Ya Hazrath Ghazi Abbas Alamdar a.s
Mashaallah
Evergreen Noha ❤️
The legendary nohakhwan
MashaAllah !
mashallah
اللہ درجہ بلند کرے آمین
Mashallah
جزاك الله
Labaik Ya Hazrath Imam Hussain a.s
or nohay bhi upload kerain plz
😭😭😭😭😭😭😥😥😥😥😥
Peaceful voice..
अल्लाह मगफरत करे ❤️
Where is this gentleman nowadays??
He is no more with us😭😭
He Is Dead
But he is always alive in our hearts
ya Ali a s madad 🌹❤
AllahoAkbar
phle ke noho me ek rikkat thi jo abhi ke noho me nahi mil ti hai
mere pass abhi hai in ki aodio casste
♥️🌹
😭😭😭😭😭💔
😭😭😭😭😭😭😭
Full Lyrics
Aaram Kahan X 3
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan
Haye Haye - Aaram kahan
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan
Haye Haye - Aaram kahan
1:
Katle shabbir bhi abbas bhi akbar bhi hoey
Kat gaye aun-o-muhammed ke bhi maktal mei gale
Lasha-e-ibne hasan ho gaya pamale jafa
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
2:
Teer jab asgher-e-masom ki gardn pe laga
Deti thi khaime ke dar par khadi banu yeh sada
Bin tere chain mile kese mere mahe laka
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
3:
Chid gayi mashke sakina labe darya asfsoos
Be kafn khak pe hai sher ka laasha afsoos
Pyaase bachchu ko koi chahne wala naa raha
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
4:
Chin gayi sar se rida jal gaya asbaab tamaam
Baade shabbir numudar huwi kesi yeh shaam
Khoon kanu se baha bachchi ka damn bhi jala
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
5:
Sar shahido ke sa re nauke sina kaid-e-haram
Ek do ka nahi sine mei bahattar ka hai gham
Bediya pehne hoey lagaro bimar chala
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
6:
Koi mara gaya talwar say, naizey say koi
Lash maqtal main kisi dulha ki pamaal hui
Ho bazuy e abbass e alamadar judaa
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
7:
Ro ro kehti thi sakina mere ammu aao
Mujko mare na layi aake inhe samjaao
Kyo nahi sunte ho deti ho tumhe kabse sada
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
8:
Kafela jaata hai aab shaam ke bazaaro mei
Chalte hai ahle haram zulm ke angaro mei
Har kadam hoti hai bimar par ek taza jafa
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
9:
Bacche jo khak pe girte hai kuchal jate hai
Gam se dil maa-o-ke sine senikal jaate hai
Koi sunta nahi bewa-o-ki faryad-o-fuga
Aaram kahan x2
Dashte aalam me zainab ko bhala
Aaram kahan x2
zikere shabir a s key liye hi takhleeq hoi hai ye awaz lagta aisa hai bht derd or soz hai bhai sahab
😭😭😭😭😭
lagend
Nice voice
Mashaallah... Can any one send the lyrics of this noha plz
💔💔💔😭😭😭😭
Can anyone give me lyrics of this noha
Heard in 2023😭😭😭😭
💔🇵🇰😭BEWATAN💔🇵🇰😭 SARKAR💔🇵🇰😭 KAKUL💔🇵🇰😭 ABBOTTABAD 💔🇵🇰😭
Any one can upload