Nasir Zaidi (2009) Aye raat na dhalna Na alam na chacha Na alam na chacha na alam na chacha na shah-e-karbala, shaam hogayi jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka, shaam hogayi raah takti rahi shiddate pyas may, kat gaya din isi aas hi aas may koi aaya nahi jaane kya hogaya, shaam hogayi na alam na chacha.... pani lene gaye dayr kitni hogayi, din dhala ay chacha shaam-e-gham aagayi khushk hai ay chacha mera ab tak gala, shaam hogayi na alam na chacha.... kisko aawaaz doo huk ke maidaan may, kaun hai jo sune is biyabaan may de rahi hoo tumhein jaane kabse sada, shaam hogayi na alam na chacha.... laut aao ke paani nahi chahiye, khao mujpar taras ab khuda ke liye mashk khaali hi le-aao ab to chacha, shaam hogayi na alam na chacha.... jaake maidaan may baba bhi aaye nahi, ab to jhoole may asghar bhi haaye nahi qaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayi na alam na chacha.... ro rahi hai phuphi chin gayi hai rida, maarte hai tamaache mujhe ashkiyaa qaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayi na alam na chacha.... baazuon may rasan baandhne aagaye, khainchke legaye dur mere kaan se hogaya khoon se tar saara kurta mera, shaam hogayi na alam na chacha.... lo chacha suve zindaan chali ghamzada, alvida alvida ay qateel-e-jafa lijiye aapse ho rahi hoo juda, shaam hogayi na alam na chacha.... nowha rehaan majlis may sunke tera, chasme giriyaan ko ye hosh kab hi raha kab sahar hogayi aur kab dhin dala, shaam hogayi na alam na chacha....  
Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi. Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein. Kat gaya din isi aas hee aas mein. Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Pani lenay gayay deyr kyun ho gayi. Din dhala aye chacha shaam-e-gham aa gayi. Khushk hai aye chacha mera ab tak gala. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Kis ko awaaz doo’n hoo ke maidaan mein. Kaun hai jo sunay is bayaabaan mein. De rahi hoo’n tumhain jaanay kab se sada. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Laut aao ke paani nahi chahiye. Khao mujh par taras ab Khuda ke liye. Mashk khaali hi le aao ab to chacha. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Jaakay maidaa’n mein baba bhi aaye nahi. Ab to jhoolay mein Asghar bhi haaye nahi. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Ro rahi hai phupphi chin gayi hai ridaa. Maartay hain tamaachay mujhe ashkiyaa. Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Baazuoa’n mein rasand baandhnay aa gayay. Khainch ke le gaye durr mere kaan se. Ho gaya khoo’n se tar saara kurta mera. Shaam ho gayi. Na alam na… (x2) Lo chacha su-e-zindaa’n chali ghamzada. Alvida alvida aye qateel-e-jafa. Lijiye aap se ho rahi hoon juda. Shaam ho gayi. Na alam na chacha… (x2) Noha Rehaan majlis mein sun ke tera. Chashmay giryaa’n ko ye hosh kab hi raha. Kab sehar ho gayi aur kab din dhala. Shaam ho gayi. Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi (x2).
@@kauserjahan5333 aap samjhi nahi mera kiya kehna hai...mein physically ki baat kar raha hun jistarah Nadeem Sarwar hamesha front pe raha aor aaj b hai...i hope u got it what i want to say..
Allah tala apni jawar e rehmat me aala treen maqam ata frmain.Ameen
Nasir Zaidi (2009)
Aye raat na dhalna
Na alam na chacha
Na alam na chacha
na alam na chacha na shah-e-karbala, shaam hogayi
jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka, shaam hogayi
raah takti rahi shiddate pyas may,
kat gaya din isi aas hi aas may
koi aaya nahi jaane kya hogaya, shaam hogayi
na alam na chacha....
pani lene gaye dayr kitni hogayi,
din dhala ay chacha shaam-e-gham aagayi
khushk hai ay chacha mera ab tak gala, shaam hogayi
na alam na chacha....
kisko aawaaz doo huk ke maidaan may,
kaun hai jo sune is biyabaan may
de rahi hoo tumhein jaane kabse sada, shaam hogayi
na alam na chacha....
laut aao ke paani nahi chahiye,
khao mujpar taras ab khuda ke liye
mashk khaali hi le-aao ab to chacha, shaam hogayi
na alam na chacha....
jaake maidaan may baba bhi aaye nahi,
ab to jhoole may asghar bhi haaye nahi
qaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayi
na alam na chacha....
ro rahi hai phuphi chin gayi hai rida,
maarte hai tamaache mujhe ashkiyaa
qaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayi
na alam na chacha....
baazuon may rasan baandhne aagaye,
khainchke legaye dur mere kaan se
hogaya khoon se tar saara kurta mera, shaam hogayi
na alam na chacha....
lo chacha suve zindaan chali ghamzada,
alvida alvida ay qateel-e-jafa
lijiye aapse ho rahi hoo juda, shaam hogayi
na alam na chacha....
nowha rehaan majlis may sunke tera,
chasme giriyaan ko ye hosh kab hi raha
kab sahar hogayi aur kab dhin dala, shaam hogayi
na alam na chacha....
 
Shukriya
Subhanallah bachpan ki yaad a gai jab tel ricorder me sunte the
MashaAllah khuda marhoom ko maula ke ghulamo mein jagah den🤲
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔قال اللّٰہ تعالیٰ فی قران مجید فی شانِ امیر المومنین علی ولی علیہ السلام یوم ندعوا کل اُناس بامامھم۔
Allah nauhakhan ke darajaat buland kare jawahare rehmat mei jagah de
ناصر زیدی کی بھی شام ھو گئ ھائے حسین
Allah Pak darjaat buland kry zaidi Sahab Kay
Always favourite Nasir sahab... 😍
MOLA SALAMAT RAKEY YA ALI MADAD KEHNEY WALON KO
Mashallah may Allah SWT give him a grand reward Ameen
Mashallah
Hum ye noha live suna kartey they.
Allah Moula.... jaza dei..aapko
Na alam na chacha
Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi.
Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein.
Kat gaya din isi aas hee aas mein.
Koi aaya nahi jaane kya ho gaya.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Pani lenay gayay deyr kyun ho gayi.
Din dhala aye chacha shaam-e-gham aa gayi.
Khushk hai aye chacha mera ab tak gala.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Kis ko awaaz doo’n hoo ke maidaan mein.
Kaun hai jo sunay is bayaabaan mein.
De rahi hoo’n tumhain jaanay kab se sada.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Laut aao ke paani nahi chahiye.
Khao mujh par taras ab Khuda ke liye.
Mashk khaali hi le aao ab to chacha.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Jaakay maidaa’n mein baba bhi aaye nahi.
Ab to jhoolay mein Asghar bhi haaye nahi.
Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Ro rahi hai phupphi chin gayi hai ridaa.
Maartay hain tamaachay mujhe ashkiyaa.
Khaima jalta hai yu’n jaisay koi diyaa.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Baazuoa’n mein rasand baandhnay aa gayay.
Khainch ke le gaye durr mere kaan se.
Ho gaya khoo’n se tar saara kurta mera.
Shaam ho gayi.
Na alam na… (x2)
Lo chacha su-e-zindaa’n chali ghamzada.
Alvida alvida aye qateel-e-jafa.
Lijiye aap se ho rahi hoon juda.
Shaam ho gayi.
Na alam na chacha… (x2)
Noha Rehaan majlis mein sun ke tera.
Chashmay giryaa’n ko ye hosh kab hi raha.
Kab sehar ho gayi aur kab din dhala.
Shaam ho gayi.
Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi (x2).
GREAT video, plz keep posting!
Mola slamat rakhe Nasir bhai ko
life time favourate
Real great voice
LABBAIK ya Hussain 😭❤
MashAllah..Keep the vids coming..love this vid
Mashallah
Miss you Nasir Abbas sahab💔🤲🏻
Haaye mazloom e karbala 😭
MASHALLAH
Subhanallah
JAZAKALLAH
You did this Noha rally well
Best Noha Geo
kya baat hai, bohat behtreen, jazak allah,
plz aur jitne bhi porane nohe kise ke pass bhi hain upload kar de ghazi ABBAS is ka ajae deen ge.
mashaAllah
MaShAllah bhai
MaShAllah
Haye haye Haye haye
😭😭😭😭😭
MashaAllha
Ya Hussain as Mazloom
Same to same Nasir Bhai Mithun lag rahe hain
Mashallah mama
Yah kis imambargah me shab e dari hoi thi ? Or kon say year me?
Nasir Husain Zaidi started his career with Nadeem Sarwar as a Naouha Khwan....he disappered and Nadeem is still there.....
Ohh
even Syed Nasir Zaidi is still here, Zaakir e Hussain never disappears, someone, somewhere, sometime will recite their recitations. Lest you knew.
@@kauserjahan5333 aap samjhi nahi mera kiya kehna hai...mein physically ki baat kar raha hun jistarah Nadeem Sarwar hamesha front pe raha aor aaj b hai...i hope u got it what i want to say..
I want nadis zaidi 1990 albm
+Muneer ahmad www.molahussainwala.com/2014/03/nasir-zaidi-nohay-1990.html
+Faisal Peera love u bro
+Faisal Peera movla aap ko hamesh salamat rakhy
Muneer ahmad Sorry I don't understand urdu
+Faisal Peera may allah protect you always
Ye noha to riyaz ali ka jo sankhani se h
Imam bargah name????
Imam Bargha Kazmain, during my teenage..😢 Saadat Colony Shah Faisal..
👍😢
Ye Lucknow ka nauha h ya Pakistan ka
Pakistan K noha hn
geo meri behn
Ali Bilgrami sahab Chashma lagao bahan nhi hai bhai hai nasir zaidi sahab hain
Khema jalta h yon jese Koi diya
Ye misra galat h (diye ki loo me or kheme ki aag m bhoot frq h)
Kese ghalat hai bhai.
Yaha pr shayar ne isliye tashbeeh di hai ke lagatar jalta raha khema is tarha jese diye ki lau....