Nikah || Barat || Dahej || Walima in Islam || Dr. Israr Ahmed || srcup || Islam mein shadi ka tarika

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 жов 2024
  • Dr Israr is one of the greatest Islamic scholars of all time. He can have the viewership of more than 10 billion on Peace TV and UA-cam. He is admired for his intellect, lectures, writings and works in Asia,Africa, Europe, Australia,South America and North America.
    Dr. Israr Ahmed had the strong power to preach Islam in difficult situations. He was same as he spoke.
    He has started an institution "Khudam ul Quran" in Lahore. He has written more than 60 books on Islam and religion. He gave lecturers to the people in his institution. He has used different media sources like internet, satellite, radio, television to convey message of Allah. For the last forty years Dr Israr Ahmad has been engaged not only in reviving the Qur'an-centered Islamic perennial philosophy and world-view but also reforming the society in a practical way with the ultimate objective of establishing a true Islamic State, or the System of Khilafah.
    dr israr ahmed emotional bayan
    dr israr ahmed
    dr israr ahmed masjid al aqsa
    dr israr ahmed on israel
    dr israr
    dr israr ahmed bayan
    dr israr ahmed death
    dr israr ahmed tafseer quran in urdu
    dr israr ahmed karbala ka waqia
    dr israr ahmed status
    dr israr ahmed imam mahdi
    dr israr ahmed lectures
    dr israr ahmed predictions
    dr israr on palestine
    dr israr ahmed
    dr israr ahmed emotional bayan
    dr israr ahmed bayan
    dr israr ahmed masjid al aqsa
    dr israr ahmed on israel
    dr israr ahmed death
    dr israr ahmed tafseer quran in urdu
    dr israr ahmed karbala ka waqia
    dr israr ahmed status
    dr israr ahmed imam mahdi
    dr israr ahmed lectures
    dr israr ahmed predictions
    dr israr ahmed official
    dr israr ahmed motivational bayan
    Islam Main Nikah Ka Sunnat Tarika | Dr Israr Ahmed
    aulad ki shadi jaldi karo dr israr ahmed
    dr israr ahmed aulad ki shadi
    nikah bayan tariq jameel
    dr israr ahmed love marriage
    dr israr ahmed shadi jaldi
    nikah ki ahmiyat
    nikah ki fazilat
    dr israr ahmed about marriage
    online nikah ka tarika
    khutba nikah tarjuma

КОМЕНТАРІ • 64

  • @laibaarraik729easyconcept
    @laibaarraik729easyconcept 11 днів тому +1

    الله ہمیں توفیق دے🌸 الله ہی کو صرف ہمارا الہ ماننے کی....

  • @zeeshanwahid3495
    @zeeshanwahid3495 8 місяців тому +19

    Mere papa sheher ke sbse bade businessmen me se ek hai (Allah ke karam se). Lekin bina kisi showoff ke.. Insha Allah mai sunnat ke mutabik masjid me nikah krunga.
    Sath hi logo ko message jaye:
    1. Nikah ko asan bnao zina ko mushkil
    2. Ldki ke Walid ke ek rupaye nhi kharch hone chahiye.. Taki koi gareeb bhi apni beti ko ache se rukhsat kr sake.
    Student of Dr. Israr Ahmad sir and Er. Mohammad Ali Mirza sir from Jharkhand, India🇮🇳

    • @SocialReformCampaign
      @SocialReformCampaign  7 місяців тому +1

      डॉक्टर इसरार अली बेहतरीन आलिम थे, इंजीनियर मिर्जा बैग और गड़बड़ है। उस पर एतबार न किया करें

    • @sanobarareb9641
      @sanobarareb9641 7 місяців тому +1

      Aameen bhai

    • @ae.917
      @ae.917 4 місяці тому +1

      Allahuma Ameen

  • @benazangejo1118
    @benazangejo1118 4 місяці тому +11

    M dr israr ki student hn beshak nikah asan tab he ho sakta h jab ham logon ko chor kr Allah k hukum pr chalengy h mushkil lekin aakhirat ka safar asan hoga in Sha Allah

  • @Islamicvideoofficial390
    @Islamicvideoofficial390 6 місяців тому +6

    Mari ankhen kholi ke kholi he reh gaye ye bayan sun kr

  • @DarseQuranBangla
    @DarseQuranBangla 8 місяців тому +12

    Ya Allah mujhe is Sunnat tarikhe se niqah karne ki toufique ata farma . Ameen. ❤
    Mere liye dua kare .

  • @saifuddinhossain2734
    @saifuddinhossain2734 9 місяців тому +9

    What a teacher...... Love ❤ from India 🇮🇳,,, We should follow Quran and Hadith..

  • @arslanbhatti2686
    @arslanbhatti2686 9 місяців тому +34

    Humare yahan hindu or europe ka culture mix hogya hai…! Aj tk mene koe ese shadi nh dekhe jese Islam mein kaha gya hai😏 Allah pak hum sb musalmano ko Islam p chalne ke toufeq de, or ye humein khud ko krna hoga, khas kr k mard ko or uske family ko…! Ameen

    • @shaikhfazal4544
      @shaikhfazal4544 9 місяців тому +2

      Summa Aameen

    • @zeehuss7275
      @zeehuss7275 8 місяців тому

      Drust kaha. sb kehty hain jahez lanat hai mgr mene apni life me koi b aik bnda nai dekha jo jahez leny sy inkar kr dy.

    • @wajihasiddiqui5075
      @wajihasiddiqui5075 6 місяців тому +1

      Maine dekha hai jinhone dahej lene se bhi mana Kiya hai or khud apne ghr Mai Sara saman lakar rakha hai or ladki valo se kuch nhi liya

    • @ae.917
      @ae.917 4 місяці тому

      Allahuma Ameen

    • @Makkah-q4f
      @Makkah-q4f Місяць тому

      ​@@zeehuss7275Mere papa ne to mere bhai ki shadi ke vakt koi dahej nahi liya re bahar niklo pata chalega

  • @mohammedhassan5517
    @mohammedhassan5517 5 місяців тому +3

    Mashahallha

  • @Fearlesslife-m3f
    @Fearlesslife-m3f 4 місяці тому +3

    Ham logo ko aap jaise molana ki zarurat hai❤

  • @kanwarnaveedkhan8086
    @kanwarnaveedkhan8086 4 місяці тому +3

    great great Islamic scholar.Allah karoron rehmaten nazill karey dr.sahab ki qabar pr ameen sum ameen

    • @ae.917
      @ae.917 4 місяці тому

      Allahuma Ameen

  • @sadamazaydaar5745
    @sadamazaydaar5745 Місяць тому +1

    ❤bilkul drust frmaya hay Larki kay bap per bojh ne hona chahiyay

  • @leo77747
    @leo77747 3 місяці тому +1

    Alllahu Akbarr ...Ek israr Ahmed saab jaise Allah iss duniya mein utare yahi dua hai

  • @jishanali713
    @jishanali713 10 місяців тому +9

    Allah ke Fazal se ese hi karunga Allah Amal ki taufeeq ata farmaye Ameen

    • @shaikhfazal4544
      @shaikhfazal4544 9 місяців тому

      ثمّ آمین

    • @saifuddinhossain2734
      @saifuddinhossain2734 9 місяців тому

      Amin ❤

    • @zeehuss7275
      @zeehuss7275 8 місяців тому +1

      Shabash Mard azman mard afreen. Neyat sachi ho to Allah tallah zrur madad krty hain.

    • @ae.917
      @ae.917 4 місяці тому

      Allahuma Ameen

  • @sansari8697
    @sansari8697 6 місяців тому +2

    MASHAALLAH BAHUT KHOOB
    💖💖💖💖💖💖💖
    👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼

  • @amnabibi3052
    @amnabibi3052 10 місяців тому +5

    SubhanAllah ❤️

  • @faridakhatun510
    @faridakhatun510 7 місяців тому +1

    Allah humm ko dene islam me chlne ki taufiq de aameen ❤

  • @kr.taimooralikhan3747
    @kr.taimooralikhan3747 2 роки тому +3

    Yaqeenan 👍

  • @mohammadfajruddin6000
    @mohammadfajruddin6000 2 роки тому +2

    Subhanallah

  • @shahrukhmansoori1451
    @shahrukhmansoori1451 6 місяців тому

    Subhan allah❤❤ Masha allah❤❤

  • @ultralectus1
    @ultralectus1 6 місяців тому +3

    ye hamari society ka sabse bara zulm hai, jitna jahez do utni hi hesiyat ka larka milta hai, kese sudhare is mahol ko 😡

  • @deenquotex08
    @deenquotex08 7 місяців тому

    SubhanAllah

  • @tayybaashfaq5822
    @tayybaashfaq5822 4 місяці тому +3

    Mera aik bhai hai.. Insha'ALLAH.. Uski shadi jb ho gi .. Larki walon pr aik rupea ka bojh nahi dalny dun gi.. Insha'ALLAH..

  • @USER...NAME8890
    @USER...NAME8890 7 місяців тому

    Allah paak mere or ap sab k naseeb ache or behtarin farmae ameen summa ameen ya rabbul aalmeen ya Arhamur Rahemen

  • @abdulahadkhan7831
    @abdulahadkhan7831 10 місяців тому +1

  • @zeehuss7275
    @zeehuss7275 8 місяців тому +4

    hamry pas aisy ulma thy phir b hm ny inki khubsurt baton py koi amal na kia. afsos hai hum pr

  • @waseemahmad-u2y
    @waseemahmad-u2y 7 місяців тому

    Allah mujhe bhi sunnat k mutabik nikah ki taufeek ata farmaye,
    Aap log dua karna mere liye

  • @sufiyansaifi2629
    @sufiyansaifi2629 Рік тому +1

    Good

  • @hinatitu9684
    @hinatitu9684 Місяць тому

    ہم سب کو عمل کرنا ہو گا ان شاء اللہ

  • @aadildarA2
    @aadildarA2 2 місяці тому

    ye shaksiyat allah ne banayi kya hay enka zehan kya tha jo aik aik lafz hota hay wo jysay ki yehi zindagi mai hota hay 😢😢 my dipression doctor dr asrar ahmad ra allah apko jannat ma aalaakaam atta karay

  • @ejazahmadindia
    @ejazahmadindia 9 місяців тому +1

    Iska full bayan. please

  • @mdsameer8684
    @mdsameer8684 5 місяців тому +2

    5 key Points :
    1) Nikah Masjid mey Ho
    2) Nikah key Mauqe par Koi Dawat e Taaam Nahi-Beti Ghar sey Jaarahi hai toh Kushi ka waqt nahi hai....Its a Sigh of Relief for parents but have some doubts.
    3) Ladkey ka ghar aabaad hua hai Valima Zaroor karo...Ghareebo ko bhi bolao
    4) Jahez ka koi Tassavur nahi hai...Islam mey Ladki ka hissa hai
    5) Tum Mard ho ...Tum ko challenge diya gaya hai.

    • @rajaali9529
      @rajaali9529 5 місяців тому +1

      5 point missing hai?

  • @mishikhan5678
    @mishikhan5678 11 місяців тому +2

    Subhaan Allah
    But aaj kal k bache b to Maan Baap ki nahi mante

  • @Mani-273-z6c
    @Mani-273-z6c 7 місяців тому +1

    Doctor saab ye jo walima hota hai is m aghr larki dulhun bn kar stage per beth jaati hai kia ye jaiz hai gunah to nahi?

    • @avengergamingkhan9979
      @avengergamingkhan9979 7 місяців тому +1

      Gunnah hai q ki kisi gair mehram ki nazar larki pe pade ye bhi gunna hai na or yadi larki stage me baithege to sab aake dekhenge or jitne log dekhenge unpe bhi gunnah hai or uss larki ke husband,father,mother,brother insab pe bhi bada aajab rahega

    • @Mani-273-z6c
      @Mani-273-z6c 7 місяців тому

      @@avengergamingkhan9979 jazakAllah thanks for providing me guidelines

    • @SocialReformCampaign
      @SocialReformCampaign  7 місяців тому

      अगर सिर्फ औरतों में दुल्हन बनकर स्टेज पर बैठती है, तो कोई गुनाह नहीं।

    • @Mani-273-z6c
      @Mani-273-z6c 7 місяців тому

      @@avengergamingkhan9979 bilkul thk kaha

    • @AslamKhan-km3fk
      @AslamKhan-km3fk 5 місяців тому

      ​@@SocialReformCampaign स्टेज ही क्यूं

  • @benazangejo1118
    @benazangejo1118 4 місяці тому

    Yehi sacha deen h pr agar larky walon se demand rakho aisi to inkar kar dety hn kehty hn ye larki hame samajh nhe ai

  • @Qaisersharif-lv1bb
    @Qaisersharif-lv1bb 11 місяців тому +1

    Placestacequarnandislamicknowledge