e rickshaw Motor aur Controller Heat केयू होता है?Motor heating problem solved|

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 92

  • @sandeeppandey4652
    @sandeeppandey4652 10 місяців тому +4

    Sir aap vedeo bahute ache se samegete hy thanks

  • @zamzam5201
    @zamzam5201 5 місяців тому +2

    Masha Allah. Allah Pak Aap ko khub tarakki de. Hamesha khush raho.

  • @mohammadghazi613
    @mohammadghazi613 Рік тому

    Walaikum assalam
    Allah taala aapko rizk-e-Halal de aur hamesha khush raken ameen

  • @mustafaback1
    @mustafaback1 9 місяців тому +1

    Very good, keep up

  • @CJBKBLN
    @CJBKBLN Рік тому +2

    बहुत सुंदर आपका मुन्ना

  • @awdheshkumar3380
    @awdheshkumar3380 Рік тому

    Good vedio

  • @sonupandit2066
    @sonupandit2066 6 місяців тому +1

    Controller khon sa best hota h ecotron HD/999 50/55 gold controller/ jinglan 55A/ sodyco 50A/cy A1hd jo blue colour me aata but mahnga v h ya 999 intillegent controller
    Or 1200 watt 999 ka ya other company ka h to controller 55A ya 60A hi lagana hoga
    Kyuki jinglan 55A controller me 1000 watt achha se chal rha h to aapke hisab se khon sa best hoga

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  6 місяців тому +1

      Pahle to boliye gadi mein jo 1200 watt ka Moto laga hua hai vah kaun sa company ka hai

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 6 місяців тому

      @@akasherickshawtech kisi gadi me lga hua h aisa nhi puch rha h
      Me bus aapse Janna chahta hu ki aapke hisab se khon sa sahi rhega hum Jo comment kiye usme Sara clearly puche h aapse comments ko ek baar fir se check kijiye sir Mera question kya h fir aap mujhe apni राय बताइए khon sa best rhega aapke according

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  5 місяців тому

      Motor jis company ka hoga use company ka controller hone se achcha hota Hai. .
      Aur mere hisab se sabse best motor aur controller CY HD hai.
      Then 999 then other company

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 5 місяців тому

      @@akasherickshawtech advice Dene ke liye thanks 🙏 sir
      But 60 volt ke liye to 60 v wala cy controller ya motor Lena hoga jisme 60v likha hota h
      Jabki 999 me 48v 60v dono me work krta h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  5 місяців тому

      Ji han jis controller Mein 48 aur 60 likha hua rahata hai usmein 60 volt motor support Karega.
      Aur 999 controller mein 60 volt ke liye ek optional Jack Diya hua rahata Hai. Vah Jack ko connect karne se then vah controller 60 volt Mein convert hota Hai

  • @TMKOC679
    @TMKOC679 Рік тому

    Mistry to apne me he mast hai

  • @lavisingh9886
    @lavisingh9886 Рік тому +1

    Scooty mein motor overheat or conteoler hmover heat krra h ku

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Scooty Kitna purana hai?
      Motor ya controller ka koi kam hua tha

  • @rajarshidas275
    @rajarshidas275 Рік тому +1

    Dada erkm e chalia jan....❤️❤️love from bardhaman ....kothy bari Apnar?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      😊😊🌹🌹🌹🌹🌹 thanku so much. . From Kolkata Rajarhat Newtown

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 Рік тому +1

    Direct 48 volt check karke multimeter se load check kar sakte hai. Multimeter se 48volt so ho raha hai lekin load dene se 44volt so ho raha hai kya ye sahi volt hai ya battery kharab ho chuka hai pls tell me

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Battery agar full charge condition mein Aisa show ho raha hai to fir yah battery theek se charge nahin hone ke Karan aisa hota hai. Ya battery Mein fault ho sakta hai.

    • @surajgurung7239
      @surajgurung7239 Рік тому

      @@akasherickshawtech thank you 👍

  • @BlackAdam5
    @BlackAdam5 Рік тому +1

    Charger fault:- output give both wire current checked by tester.
    How to solve thi type of problem ...?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому +1

      What type of output corrent AC /DC?
      If it is AC current
      Then it is most probably earthing problem happen ok ,🤗

  • @javedalam4849
    @javedalam4849 2 місяці тому

    Kya magnet ko charge bhi Kiya ja sakta hai bhai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 місяці тому

      Change to hota hai. Magar magnet available nahi hota market mein

  • @Soujanya9836
    @Soujanya9836 Рік тому

    Akash bhai apke hisab se sabse badiya motor controller kis company ka he

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому +1

      Sabse achcha motor aur controller yah bolna thoda mushkil Hai market mein एक-एक time एक-एक company ka Mal achcha hota hai kabhi bura bhi hota Hai. Main achcha motor ke upar bahut jaldi ek video upload karunga ok.

    • @Soujanya9836
      @Soujanya9836 Рік тому +1

      @@akasherickshawtech dada tara tari koro wait korchi , ❤❤❤❤ upar wala apko and apke pariwar ko hmesha khush rakhe

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому +2

      Thank you so much 🌹🌹🌹🌹🌹❤️🤗🤗. Brother'. ..

  • @mdmustak-uo1vb
    @mdmustak-uo1vb 6 місяців тому

    ❤❤❤❤❤❤❤

  • @sonupandit2066
    @sonupandit2066 11 місяців тому

    Ek e rickshaw me controller kharab ho gya tha to new controller lga rahe h to combination nhi mil raha h har tarah se Mila rahe to v nhi ho raha h gadi ghat ghat ka aawaz hota h or gadi aage nhi badta h fir dusra ek motor lagae to chalne laga to kya pahle wala motor short hoga kya or agar short hoga to usko kaise thik krege kyuki uska coil ek dam fresh h sancer v sahi h to ghat ghat kyu krta h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 місяців тому

      Magnet sensor IC se agar niche rehega to fir aisa problem hota hai.
      Or magnet pressure agar week ho jayega to bhi aisa hota hai

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 11 місяців тому

      @@akasherickshawtech magnet sensor ke barabar me h or magnet power v h fir v ghar ghat ka awaz aata h or motor ko bahar rakhte h to thik ghumta h normal jaisa or jaise gadi me lgate h to ghat ghat krta h or nhi chalta h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 місяців тому

      Magnet mein koi daag hai kya?
      Ap magnet ko ulta karke lagaiye

    • @ChandanKumar-xg3yj
      @ChandanKumar-xg3yj 2 місяці тому

      Mera bhi same problem hai

    • @ChandanKumar-xg3yj
      @ChandanKumar-xg3yj 2 місяці тому

      Aapka sahi hua kya

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 Рік тому +1

    Sir, back switch dene se headlight jal raha hai kya fault hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому +2

      Backside mein jo light ka wiring Hai vah wire aapas Mein short Ho Gaya hoga jiske Karan Aisa problem ho raha hai

    • @surajgurung7239
      @surajgurung7239 Рік тому

      @@akasherickshawtech thank you

  • @autoservice2552
    @autoservice2552 Рік тому

    Dada pother sathi totor wiring er video banan plz

  • @merajkhan5303
    @merajkhan5303 Місяць тому

    Aap ka dukan kaha hai

  • @PujaDpaul
    @PujaDpaul Рік тому

    Dada ami treo garir kaj sikhte chai

  • @DeepeshLidhi
    @DeepeshLidhi Місяць тому

    कहां से

  • @mdmustak-uo1vb
    @mdmustak-uo1vb 6 місяців тому

    kaun sa metre ka kya naam hai ek bar use topic per video banaaiye

  • @adibamev5548
    @adibamev5548 Рік тому

    Assalamualekum bhai hamara Kantrola bahut jiyada garam Horaha he

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Akash ji Mera erickshaw ka gear oil bohot jaldi dry ho jara ha hai
    1month pehele change kea tha 300ml Dale the leken kholke dekte hai hai ke gear oil 50g nikle Aisa keu hora ha hai

    • @SONUKUMAR-nu1ty
      @SONUKUMAR-nu1ty Рік тому

      Leak problem

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 місяців тому

      Gearbox or Motor agar bahar se bheega hua rahega to leakage problem hai.
      Aur agar bahar se bheega hua nahin rahega to fir gear box ka jo oil seal Hai jiska number hota Hai 20-42-7 vah oil seal se oil leak karke gearbox Hari ke andar jam raha hai.
      Gearbox khol ke vah oil seal ko change karna hoga

  • @fullyoffroad
    @fullyoffroad 8 місяців тому

    E alfa mini baaki sab to theek hai bas motor heat hoti hai

  • @DabdasBauri-f3x
    @DabdasBauri-f3x Рік тому

    Kothai. Bari dada

  • @FauranUpdates
    @FauranUpdates Рік тому

    Bhai aap kaha se ho meri gadi thik kardoa aavaj aati hai kat kat ki moyter se

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Dada amar gari handle left side e prochondo tane eta thik hoche na ki karon ek tu janaben
    Socker thik aache , t thik aache Tao problem hoche socker adjust koreo hoche na

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Front tyre kono 1 side e basi kheye ga6e ki na dekho ok.
      R gari kono side down a⁶e ki na setao dekho ok.
      Then amak janao

    • @somnathpatra2712
      @somnathpatra2712 Рік тому

      @@akasherickshawtech ha dada amar gari chake left side e half inch down aache
      Etar jonno ki gari left side e tene nitche ?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Ha etai problem a6e . Valo deke 1ta tyre lagiye nao dekhbe problem solved hoy jabe🤗☺️

  • @bivashroy1515
    @bivashroy1515 4 місяці тому

    Dada amr akta gari ta same problem hoycha over speed hoya gcha r aoaj hochha porochur gorom hochha motor khula magnet check korlm sbe thick acha kintu problem ta ki bujta parche na aktu janaben please sensor ta change korla thick hbe.

  • @DeepeshLidhi
    @DeepeshLidhi Місяць тому

    है

  • @friendsvlogsbihar479
    @friendsvlogsbihar479 Рік тому

    Bhaiya mera 1000w ka motor and controller aur wire bhi naya ho gaya hai phir bhi motor aur controller sirf motor ka aur wire bhi heat ho raha hai problem kya hai bhaiya khali gadi me bhi heat ho raha h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Gari main kon sa company ka motor or Controller laga hua hai?

    • @friendsvlogsbihar479
      @friendsvlogsbihar479 Рік тому

      @@akasherickshawtech cy gold dono laga hua hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Dekhiae cy gold ka jo controller hota hai vah intelligent controller hota Hai. Aur motor kya Jo wire hota hai vah wire controller ke body Mein lagta hai.
      I think controller Mein Jahan per motor ka wire lag raha hai vaha jal Gaya hoga.
      Aur jo screw nut 🔩 tight hota Hai vah nut andar se loose Ho Gaya hoga Shayad jiske Karan motor k wire heat ho raha hai.
      Yah problem jyadatar controller ke andar mein jo motor wire ka loop Hai vahan se ho raha hai ap controller ko kholkar andar se isko repair karvai ye ok.

  • @kishorkumarak836
    @kishorkumarak836 8 місяців тому

    Bhaiya aap kaha se hai

  • @gudiyakistory
    @gudiyakistory Рік тому

    Sir Mera yellow box ka wire bar bar que jal jata hai
    Please reply me

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому +1

      Motor wire mein jo yellow box ka pin lagta hai o pin soldering karke then acche se kas ke tight karna hoga ok

    • @gudiyakistory
      @gudiyakistory Рік тому +1

      @@akasherickshawtech ❤️❤️❤️

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      👍👍👍🤗🤗🤗🌹

  • @The_struggle43
    @The_struggle43 Рік тому

    Controlar ka taar tite karne par ve taar hit ho jata h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Motor Ko ek bar petrol wash karva lijiye aur yelloe box main Jo pin Hai vah pin ko acche se tight karke then nut Ko lagaiye

  • @adibamev5548
    @adibamev5548 Рік тому

    हमारा कन्ट्रोला बहुत गरम हो रहा हे

  • @ZeeshanKhan-vz1vr
    @ZeeshanKhan-vz1vr Рік тому

    body airt problem kasa thik kara

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Battery mein agar sulfur jam ke shorting hota Hai. To fir battery ko clean karna hoga garm Pani se.
      Aur body ke sath agar battery wire lag ke short hota Hai To fir vah wire ko theek karna hoga
      Aap battery ka jo wire hota hai vah wire ko acche se check kariye kahin per body ke sath touch Hain ki nahin

  • @kishorkumarak836
    @kishorkumarak836 8 місяців тому

    Mera bhi e riksha ka motor bahut garam ho jata hai

  • @DeepeshLidhi
    @DeepeshLidhi Місяць тому

    गर्म हो रहा कंट्रोलर

  • @sofiqulhoque2262
    @sofiqulhoque2262 Рік тому

    😂😂😂😂😂

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 Рік тому +1

    गाड़ी चलाते समय बहुत ज्यादा हिलता है गाड़ी, गाड़ी चलाते समय कम्फरटेबल होना चाहिए लेकिन नहीं है, गाड़ी में सब ठीक है, इसका कोई सलूशन है, pls बताये चलाने में बहुत दिक्कत हो रही है,