E Rickshaw Low Speed Problem Solved (30km/h to 42km/h) speed Lo Kyun Hota Hai? Basic Tips.

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 120

  • @raajprakash81
    @raajprakash81 Рік тому +9

    Bhai..aap sbhi logo ke swal ka reply karte ho ...bahut acchi bat he, aapko bahut bahut dhanyawad

  • @anandpandit1641
    @anandpandit1641 5 днів тому

    Mera v problem solve ho gya thanks sir g

  • @rahulpatelgujratahmedabad3497
    @rahulpatelgujratahmedabad3497 2 роки тому +2

    GOOD TICHING KARTE HO 👍👌👍👌👍👌👍

  • @gujarattechnologyindia
    @gujarattechnologyindia Рік тому +1

    Great

  • @SaurabhChauhan-x4r
    @SaurabhChauhan-x4r 3 місяці тому

    Good bhos I laik you❤❤❤

  • @Desi.chhorasmart
    @Desi.chhorasmart 2 роки тому +1

    Nice👏

  • @thomasvalle7241
    @thomasvalle7241 Рік тому +1

    🎉good

  • @soyalsk4956
    @soyalsk4956 2 роки тому +2

    Thanks bro

  • @Zerox695
    @Zerox695 Рік тому

    Nice video

  • @KURANERPoTECLUN
    @KURANERPoTECLUN 2 роки тому +2

    Supar

  • @m.d_shahid_khan
    @m.d_shahid_khan Рік тому

    Thanks you so much

  • @SonuBihariDhun
    @SonuBihariDhun Місяць тому

    Bhai ji mera pass yatri puls eriksa new liya hai usame kaise Speed baryenge 30 se jayada nahi chalta hai kaise Speed barynge

  • @bishwanath1299
    @bishwanath1299 Рік тому

    Arrow max ke liye kitna k.w stabilizer lena he or rate kitna konsa assa he

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      E rickshaw Mein Kitna empier ka battery laga hua hai

    • @bishwanath1299
      @bishwanath1299 Рік тому

      @@akasherickshawtech 110

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Ok 15 amph axium ya utl charger le sakte hai. (Price 4200/4500)
      Normal stabilizer 12amph (Price 1800/2200)

  • @Pistolbaaz
    @Pistolbaaz Рік тому

    Bhai mene abhi Atul e rikshaw Liya hai to usme 26 ka hi speed aata hai please mujhe bata vo spid kese badha hu

  • @PrasantaMondaltinna
    @PrasantaMondaltinna 2 роки тому +1

    Konesa coontrloor me Jada spid hotae

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Dekhiae yah depend Karta Hai motor aur controller setting ke upar
      1000 watt 50 amph 36 tube wala controller bahut heavy duty Hota Hai aur usmein Achcha quality wala 900 watt ya 1000 watt ka Motor Lagane se speed bohut accha milega.
      Kuchh Achcha company wala motor aur controller ka naam niche mein bol raha hun
      CY Original
      CY Gold (Intelligent controller)
      YUFENG Original
      NANYA
      SP POWER Original
      👍👍👍👍👍☺☺🤗🤗🤗

  • @tlpzindabad3138
    @tlpzindabad3138 Рік тому

    Yr btana 60v 3kw moter hai speed 30 hai rikshaw ki usko kaisy bharaya jay

  • @JitendraYadav18568
    @JitendraYadav18568 Рік тому +1

    E ricksha ke 45 km per hour ki speed karne ke liye kitne wat ki motor hona chahie aur achcha brand kaun sa

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      CY original motor 1000 watt ka or. Controller CY original.
      Yah donon ek sath lagane se gadi ka speed increase hoga.
      Gadi ka speed controller ke upar bhi depend Karta hai achcha controller hona bhi jaruri hai
      Motor watt jyada hone se gadi ka load capacity badhta hai Bus yahi hai

  • @shanmohdincholi7278
    @shanmohdincholi7278 Рік тому

    Assalamu Aalaykum bhai.
    mujhe ye bata do ki thoter se light tak ke taar ko kese pehchane ki ye light ka taar hai.. or ye bhe batana ki light ka paas or door ka such se kanekshan kese kare..

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      E rickshaw wiring samajhne ke liye aap playlist Mein jaaiye vahan per electrical related video Dala hua Hai vahan per e rickshaw wearing related bahut sara video Diya hua Hai.
      Aur vah sab video bahut hi detail ke sath Diya hua Hai aapko help milega ok🌹

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Ha dada amar controler e low, midium, high system aache ar si cupler e apnar motoo korte gea sab kharab hoea getche

  • @BasudevPatra-p2e
    @BasudevPatra-p2e Рік тому

    Akash ji mera gari ka bateeey charage 20% kahatam hone sehi speed nehi hota hai
    Pasenger too leke chal hi nehi pate hai battery kharab nehi hai test karwaya kea problem ho sakta hai please bata ea

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Dekhiae aap yah Jo problem bol rahe ho yah problem jyadatar controller ke vajah se hi hota hai.
      Low voltage Mein controller motor ko acche se ran karwa nahin pata hai yahi reason hai.
      Aap ek kam kar sakte ho Low charge mein ek dusra achcha wala controller lagakar aap check kar sakte ho ki gadi ka speed increase hua Hai ki nahin pahle se.
      Agar increase hota Hai To fir aap ek achcha controller gadi Mein Laga sakte ho. Aapka yah problem solve ho jaega

  • @naveenahuja7252
    @naveenahuja7252 Рік тому

    Bhai inka voltage bta do ye maxiam charge k bad kitna show karte ha aur jab ye jhatkaa mare to kitni voltage

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Battery jab full charge ho jata hai to iska voltage rahata hai 51.6 se 52.5 ya 6 Aisa kuch .
      Aur gadi jhataka jo maarta hai yah controller ke upar depend karta hai
      41 volt hone ke bad se jhataka maarna shuru hota hai ok.

  • @princenaser
    @princenaser Рік тому

    Hello sir mai ek technician hun make an electric registration vehicle hai usmein speed 60 hai abhi speed ka hisab Badhana smart controller sir please bolo

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Akash ji Mera controler me overload light jalraha hai keu samaj me nehi aara ha hai
    Hum gari me 4 admi leke chalta hun pher bhe ea problem keu hora ha hai please bataea
    Battery sehi hai
    Battery ka charge 30% ho Jane ke bad aur gari speed nehi hota hai

  • @IMRANKHAN-sl8ep
    @IMRANKHAN-sl8ep 2 роки тому +1

    Bhai mera indo wagen ka speed bohot kam hai only25 sir isko kasa baraiya
    Sir please bataya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Aapka gadi ka controller mein High medium Low speed ka option hai kya?

  • @Ashishsharma-ov4rx
    @Ashishsharma-ov4rx 5 місяців тому +1

    Speed badhane se controller aur motor per Koi Fark To Nahin Padta

  • @SujeetJatav007
    @SujeetJatav007 11 місяців тому

    Halo❤

  • @pominurislam4956
    @pominurislam4956 2 роки тому

    Sir mera gari ka jab bettary low hota hai 10 volt dekha ta Hai kyun or bettary last ting Vi Nahi hota ye problem controller se hota hai kya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Nahi...
      Yee battery k upar depend karta hai jayda tar.
      Apka gari k battery kitna din purana hai?
      Or 4 ro battery main hi kaya 10 volt ho raha hai?

    • @pominurislam4956
      @pominurislam4956 2 роки тому

      @@akasherickshawtech2 bettary 10 volt Or 8 month purana
      Koi koi bettary to 2 Mahina Vi Nahi chalta

    • @pominurislam4956
      @pominurislam4956 2 роки тому

      Mekanic bolrahai controller se Aisa Hota hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Pahli Baat aap battery ka sab sale ka gravity check Kar Lijiye ho sakta hai koi bhi Ek Sel ka gravity Gir Gaya Hoga Jyada
      aur yah jyadatar is Karan Se Hi Hota Hai. .
      Aap battery ka gravity check karvaiye Uske bad jakar Mujhe bataiye

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Bhai Mera mottor ka pura wire bohot garam hora ha hai
    Aur controller , mottor bhe bohot garam hora ha hai
    Koi upay bataea

  • @adityaverma1546
    @adityaverma1546 2 роки тому +1

    Sir ek gadi 30 km se Jayda nahi chalthi hai bhai kya kare sab new hai please reply de do

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Aapka gadi Agar 30 kilometer Se Jyada chalta Nahin Hai To gadi ka jo battery Hai battery mein problem ho sakta hai aur battery ka jo gravity Hai gravity bhi down ho sakta hai.
      Aur iske sath aap battery ka jo charger Hai charger Ko Bhi Ek Bar check Karva Lijiye uska empier theek a Raha Hai Ki Nahin okay
      Aur controller Agar Garam Hota Hai to controller connection ko bhi theek karna padega then jakar yah problem solve hoga. Ok. 🙂

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 роки тому +1

      @@akasherickshawtechsir usmein new wiring padi hai aur 2 manth ki gadi hai new vah battery dusre ki mein dalte hain to chalti hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Naya battery Agar aapka gadi Mein mileage Achcha Nahin de raha hai To fir aap motor aur controller connection ko Sahi Kijiye ho sakta hai ki motor controller connection Sahi Nahin Hai Jiske Karan amper Jyada le raha hai okay.
      Aur aapka gadi Jaam chal raha hai ki nahin vah bhi aap ek bar dekh lijiyega
      Naya gadi Mein jyadatar Aisa problem Hota Nahin Hai, Fir Bhi aap ek bar yah jo maine tips Diya Yahi tips Ko Ek Bar find out Kijiye.
      Aur aapka gadi Mein Fir Bhi aisa koi problem hoga to aap Koi Achcha mechanic bhai ke pass Lekar jaaiye Or running mein battery voltage ko check karvaiye ki voltage Kitna Gir raha hai okay.

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 роки тому +1

      @@akasherickshawtech okk sir

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      😊👍

  • @sracokumar2357
    @sracokumar2357 Рік тому

    😮. 😮 😮

  • @evgyan5867
    @evgyan5867 2 роки тому +1

    Bhai coupler kha se magate ho

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      E rickshaw spare parts market se Mangata hun 😊.
      Thank you so much for your comment 🌹

    • @evgyan5867
      @evgyan5867 2 роки тому +1

      Bhai kha Delhi Karol bagh se

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Nahin bhai Yahan ka toto spare parts market se Mangata hun

    • @evgyan5867
      @evgyan5867 2 роки тому

      @@akasherickshawtech ye market kha par hai

    • @habiburrohman6763
      @habiburrohman6763 2 роки тому

      Bhai mera v mahindra e rickshaw hai agar men iska controller terra motors men laga hua laga doon toh kya speed badha sakte hain
      Please reply dijiye

  • @BasudevPatra-p2e
    @BasudevPatra-p2e Рік тому

    Bahi mera controler me overload light jalra ha hai keu
    Hum 4 pasenger hi leke jata hun over load nehi karta hun pher bhe overload light jalra ha hai
    Please bataea

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Chabi on karne ke time per controller Mein over loading light jal rahe Hain Na?
      Yah bahut sare reason ke liye hota Hai
      🛑 Battery terminal mein agar sulfur jama hua rahega
      🛑 Gadi mein agar body sorting problem rahega
      🛑 Aur controller Mein 48 voltage ka jo switch line hai vah line mein agar loos rahega
      Yahi sab reason ke liye over light ka signal jalta Hai

    • @BasudevPatra-p2e
      @BasudevPatra-p2e Рік тому

      Thank u akash ji

    • @BasudevPatra-p2e
      @BasudevPatra-p2e Рік тому

      Akash ji mera gari ka battery 20% khatam hone se hi gari aur load leke chalnehi para ha hai
      Speed bhe kam ho jata hai koi solution bataea please

  • @mohammadghazi613
    @mohammadghazi613 2 роки тому +1

    Walaikum assalam

  • @SSGkB
    @SSGkB 2 роки тому

    Bhai meri gadi me Nanya ka moter or controllar hai uska 28 hi speed hai uska speed kaise badaye bro please bataye

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Aapka gadi ka controller jo hai usmein kya high medium low speed ka koi extra Karke jack Diya Hua Hai

  • @somnathpatra7060
    @somnathpatra7060 3 місяці тому

    Dada tomar dokan er address ta dao na please

  • @vikashyadav-rd6fg
    @vikashyadav-rd6fg Рік тому +2

    Atul erikash ka speed ka batao

  • @manishkumar24676
    @manishkumar24676 Рік тому

    Bhai mere e riksa me jo kantolar laga hai usme kaplar nahi hai kya kre

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Aapka gadi mein agar high medium low ka koi coupler nahin Hai To fir aapka gadi fix speed controller hai ok. .
      Aapka kaun sa model ka e rickshaw hai

    • @manishkumar24676
      @manishkumar24676 Рік тому

      2021 galaxy

    • @manishkumar24676
      @manishkumar24676 Рік тому

      Kabhi kabhi sahi chalta hai kabhi Kam ho jata hai

    • @manishkumar24676
      @manishkumar24676 Рік тому

      15 . 20 speed ho jata hai

  • @ijajahmed2502
    @ijajahmed2502 Рік тому

    Bhai Mera brack pura lose Hain par fir vi drum garam hota hai aur mailage vi nihi mill Raha kyo

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Рік тому

    Dada ei ta kore ami light , horn , conector sab kharap kore feleche
    Apni je bhabe bolecnen sei bhabe korechelam

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Controller agar high medium Low speed ka hoga. Tab controller Mein do 3 pin jack rahega
      Ek accelerator ke liye hoga aur ek high medium Lo Speed ke liye hoga.
      Hi medium low jo jack hai o jack ko shorting karke dekhna hota hai.
      Aap log kyon converter ka vah 3 pin Jack lekar shorting kar rahe ho.
      Converter ka vah jo Jack Hai usmein 48 voltage supply aata hai ab usko agar direct karoge To fir problem to hoga hi.
      Aap log video ko pura kabhi dekhte nahin Ho.
      Main video main acche se mention kiya hun jo controller Mein 3 pinjack do rahega use controller Mein high medium Lo system Kiya ja sakta hai

  • @hementonarzary4687
    @hementonarzary4687 Рік тому

    Hello bro

  • @princenaser
    @princenaser Рік тому

    Hello sir

  • @jasheemhussain1868
    @jasheemhussain1868 Рік тому

    Cantrolar garam kiyun hota hai yellow green blue jal jati hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Yellow box mein jo clip lagta hai vah clip ko acche se soldering karke lagana chahiye.
      Motor ke andar oil hai ki nahin vah bhi ek bar dekh lijiyega. Ok.
      Then mujhe inform kijiye 👍🤗🤗

  • @barunpradhan5099
    @barunpradhan5099 2 роки тому +1

    Hello Mera mahindra e alfa hai uska speed kam hai 24km

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Controller mein jo high medium lo speed ka coupler hai. Use coupler ko sahi se setting kijiye speed 28 kmph ho jayega. Ok. Thank you so much 🌹🌹❤

  • @pritigupta8738
    @pritigupta8738 2 роки тому +1

    भाई महिंद्रा गाड़ी का स्पीड कैसे बढ़ाएं

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому +2

      Dekhiae bhai Mahindra gadi mein high medium Lo system to Diya Hua rahata Hai Lekin Mahindra Mein iska Jo speed hai normal Eco speed rahata Hai.
      Aur yah company se hi setting kiya hua rahata hai.
      Controller se aap iska speed Bada Nahin Sakte.
      yah maximum 28km/hr Hi Rahega. . Ok.

    • @hdrservice
      @hdrservice 2 роки тому +2

      @@akasherickshawtech bhai 28 ki speed hr e rickshaw me hoti h yhi last full speed hoti h, rickshaw kisi bhi company ka ho sb ka speed same hota h baki Jo meter pr speed dikhata h 35,40,45 ye fake speed h, ye sirf meter pr dikhata h 40, 45 lekin iski speed 28 k aas paas hi hoti h aap kisi bhi two wheeler bike se speed Mila kr dekh lo apko such pta chl jayega

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому +3

      Han yah Mujhe Maloom Hai. 😊
      Aur Main yah Jo video Banaya hun yah meter Mein jitna speed dikhata hai use hisab Se Hi Banaya hun. Ok.
      New upgraded gadi mein jo Sab Digital Meter Lagaya Hua Hai vah original speed ka jo hisab hai use hisab Se Hi Kam ho raha hai. . Like Zezza, Bigbul,
      Thank you so much for your valuable response🌹🌹

    • @hdrservice
      @hdrservice 2 роки тому

      @@akasherickshawtech ok bro

  • @ronitiwari4263
    @ronitiwari4263 2 роки тому

    Mera Sarthi company ka I riksha ka speed Jo meter hai jaam ho gaya hai kaise theek kiya jaaye

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Yah meter kya analogue meter hai? Analogue metre hone se iska Jo meter ka wire hota hai vah wire Andar Se cut Jata Hai Jiske Karan meter Kam Nahin karta hai theek hai
      ab pahle check kijiye casing theek hai ki nahin okay 😊👌

  • @BasudevPatra-p2e
    @BasudevPatra-p2e Рік тому +1

    Inka battnsun ke mera 12volt sara light, horn, kharab ho gaya ap log inlogo ka batoo me matt ao dukan me jao aur accha mistri ko deka ke kam karbao nehintoo meri Tara pachtao ge

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Dekhiae aap video dekhte Ho lekin video ko acche se samajhte nahin Ho controller Mein 3 pin Jo coupler hota hai usko direct karna hota hai aap agar converter ka jo 48 connection ka line Hai vahan per aap agar aisa kar dete Ho To Aisa problem to Ho gai .🧐
      to bahi Mera samjhane ka jo Tarika usmein koi problem nahin Hai
      Aapko Shayad vah video ko aur bhi acchi tarike se samajna chaiye tha🤔
      🛑Main use video mein bahut hi acchi tarike se clear kar diya tha yah bolkar Jo controller Mein 3 pin coupler jack do rahata hai. Sirf usi controller Mein high medium Low speed ka jo function Hai vah Kiya ja sakta hai. Ok
      I extremely sorry for your incident 🙏🙏❤️❤️❤️🙏

    • @somnathpatra2712
      @somnathpatra2712 Рік тому

      Ha dada ami same 3 pin plug e eta koreche sab light kharab hoea gatche , gari back e cholche

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      🤔

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  Рік тому

      Controller agar high medium Low speed ka hoga. Tab controller Mein do 3 pin jack rahega
      Ek accelerator ke liye hoga aur ek high medium Lo Speed ke liye hoga.
      Hi medium low jo jack hai o jack ko shorting karke dekhna hota hai.
      Aap log kyon converter ka vah 3 pin Jack lekar shorting kar rahe ho.
      Converter ka vah jo Jack Hai usmein 48 voltage supply aata hai ab usko agar direct karoge To fir problem to hoga hi.
      Aap log video ko pura kabhi dekhte nahin Ho.
      Main video main acche se mention kiya hun jo controller Mein 3 pinjack do rahega use controller Mein high medium Lo system Kiya ja sakta hai

    • @BasudevPatra-p2e
      @BasudevPatra-p2e Рік тому

      Sorry akash ji ea mera galti the ap ne sehi bataya mera controler me low, high, midium system nehi hai

  • @lehalua4049
    @lehalua4049 8 місяців тому

    Backup nehi mill rahahe

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  8 місяців тому

      Battery kitne empier ka hai aur charger Kitna empier ka hai?

  • @hementonarzary4687
    @hementonarzary4687 Рік тому

    Mera raning slow

  • @powerboy3115
    @powerboy3115 2 роки тому

    Sir mera Arrow e rikshaw hai, 24 kmph chalane se uska motor or controller jada garam ho jata hai🥺, 6 se 7 kilomiter chalne ki baad bohot garam ho raha hai kiya karo samaj nehi aaraha hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 роки тому

      Motor or controller hit hone ka bahut sara reason ho sakta hai
      🛑Chakka Agar Jaam rahega tab Aisa problem hoga
      🛑Motor mein agar oil Rahega tab bhi heat hoga
      🛑Yellow joint box jo hai jismein motor ka wire lagta hai vah wire ka jo net Agar loose Rahega tab Bhi motor heat Hoga
      🛑Battery Phool Agar loose rahega tab bhi motor aur controller heat ho sakta hai theek hai
      Yahi sab reason Hai Jiske vajah se motor aur controller heat hota hai pahle aap check Kijiye ise ismein se kaun sa problem Aapko Mila Hai vah problem ko solve Kijiye aapka problem solve ho jaega
      Or
      important note yah sab Agar sab theek Rahega controller Mein sorting Rahane ki vajah se bhi motor aur controller heat Hota Hai

  • @piryabhansingh9469
    @piryabhansingh9469 10 місяців тому

    Fir gaadi jhatke mar ke chalti hai.kinyon.

    • @piryabhansingh9469
      @piryabhansingh9469 10 місяців тому

      Bhaisaab jabab to do jhatake kinyon Marti hai gaadi.

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  10 місяців тому

      Jhataka Marne ka bahut reason hota hai yah motor ka jo hall sensar ka coupler hota hai vah coupler mein agar loose connection hoga tab jhataka maarta hai nahin to motor ke andar Jo sensor hai vah sensor mein problem aane se yah jhataka maarte Hain
      Aur motor ka jo junction box hota hai yellow box yellow box ke andar pin mein agar loose ho jaega ya sulfur jam jaega tab bhi jhataka maarta hai

  • @ril562
    @ril562 Рік тому

    😂😂😂😂😂

  • @gujarattechnologyindia
    @gujarattechnologyindia Рік тому

    Great