Sir lath machine use karta samay gear ,clutch or speed kaisa control karna chahiye,uss per video banaya, dolly lath kis company ka lath hai 4tpi chart chahiye.
Good question dekho har 1 machine ka system alag alag hota h cross slide hand k upar Jo marking hoti h dept of cut k liye kuch kuch machine m 10 line set karne par 1mm ki cut lagta h aur kuch kuch machine m 5 line set karne par 1mm ki depth of cut lagta h to aap 1 bar ho machine m Kam karoge usme 1st trail cut m cut lagake check kro ..
Bahut acha ❤
Thank you
Very helpful video bro.... thank you bro...from aligarh up
Welcome 👍👍
your videos is very help full
Thank you so much
Lge rho bhai
Superb sirji
Nice video sir ☺️😊
Thank you so much
Very good sir 🤣😂
Thankyou sir ji
Nice
@@Spidy7255 thanks
Lathe per aur video banaao sir kaise machine operate karte hai
Sir lath machine use karta samay gear ,clutch or speed kaisa control karna chahiye,uss per video banaya, dolly lath kis company ka lath hai 4tpi chart chahiye.
Sir turning karta samay cross slide me 1mm keasa dekhe
Good question dekho har 1 machine ka system alag alag hota h cross slide hand k upar Jo marking hoti h dept of cut k liye kuch kuch machine m 10 line set karne par 1mm ki cut lagta h aur kuch kuch machine m 5 line set karne par 1mm ki depth of cut lagta h to aap 1 bar ho machine m Kam karoge usme 1st trail cut m cut lagake check kro ..
Sir hum jab turning karta hu too size nahi banpata ha aga tarf 25 too picha ki tarf 30 ban jata ha
Aapko cut laganeke bad cross slide ko thoda fix kr lena chahiye ya fir aap cross slide ko pakdke rakh sakte hai
Cross slide ko lock karoge to usme time Jada lag jata h to cross slide ko apne hatho se pakde rakhe
Ye hota h common h but iske upar v upay hai sabse pahle check Karo k kam diameter konse side m hota h suruwat me ya end me
Iske upar v video h lathe alignment ka mere channel p