Please bhi mara 3 ko igcar skill test h aap practical ki video dalta rahya daily taper karna aur lenth kasa banay aur dia kasa banaya y sab ki practical video banya
@@Himansukumarpradhan single start thread aur double start thread matlab normal jo bhi hum nut bolt use karte hai wo sab single start hote hai example man lo thread ka pitch 3mm hai to single start thread me yeh ek bar nut ko ghumayenge to 3mm ya fir jitna pitch hota hai utna hi wo aage ya piche jata hai aur wahi agar double start thread rahe to pitch ka double aake ya piche jata hai ye hai farak triple start bhi hota hai iska formula hai Single start thread me pitch = lead hota hai Aur double start me pitch x no. of start hota hai
Sab machine ka same nhi hota hai jo machine use karoge uspe Jo marking Diya hota hai use samj m aa jata hai jaise 0.2mm to wo ek bade line se 2nd bade line Tak depth of cut lagane par 0.2mm ka cut leta hai
Sar aap bahut acchi video banate hain
Thank you so much
Great sir.
Please bhi mara 3 ko igcar skill test h aap practical ki video dalta rahya daily taper karna aur lenth kasa banay aur dia kasa banaya y sab ki practical video banya
Super
Thank you
Sir leth machine ka pura video banaya konsa tool kya kam karta hai aage pichhe kase late ha machine on kase karte hai please pura video banaya
Video uploaded jarur karna sir
Sir single star or double star kya hota he bolt me please batao
@@Himansukumarpradhan single start thread aur double start thread matlab normal jo bhi hum nut bolt use karte hai wo sab single start hote hai example man lo thread ka pitch 3mm hai to single start thread me yeh ek bar nut ko ghumayenge to 3mm ya fir jitna pitch hota hai utna hi wo aage ya piche jata hai aur wahi agar double start thread rahe to pitch ka double aake ya piche jata hai ye hai farak triple start bhi hota hai iska formula hai
Single start thread me pitch = lead hota hai
Aur double start me pitch x no. of start hota hai
@@ELearnITI ok sir
Sir ye to chota dail he , HMT NH30 LATHE MACHINE KE CROSS SLIDE DIAL ME depth kaise lagaye jeshme 0.04dia and 0.02 lekha rahatahe
Sab machine ka same nhi hota hai jo machine use karoge uspe Jo marking Diya hota hai use samj m aa jata hai jaise 0.2mm to wo ek bade line se 2nd bade line Tak depth of cut lagane par 0.2mm ka cut leta hai
Sir truning ke operation me tool ko jab ham reverse late hai to phir too cutting karta hai reason sir.
Cutting tool forward me kt lo ya reverse me km karta hi hai but agar machine reverse me ghumta h to nhi kt krta h cutting tool ghis jata hai..
Machine ki rotation to change nhi hua na isliye cutting tool return me v cut leta hai
Aaap bhi apna number digya please🙏🙏