sir ji mene naya racket magaya hai ussmein jab button press karta hu . continous tik tik current banta hai har 2 second pe par mere room meim itne macher nahi hai . kya problem hongi sir .
Sir mere bat me switch on karne par sansanahat ki aawaj aati hai aur output condenser 2 sec. Ke andar discharge ho jata hai macchar marne ke liye press switch ko continue dabaye rakhna padta hai jiske karan battery jaldi discharge ho jati hai, jab mai jali ke dono wire nikal deta hu sansanhat ki aawaj band ho jati hai aur bahut der tak output condenser charg bhi rahta hai , aur bahut tej spark bhi karta hai short karne pe , kya problem ho sakti hai ?
Aap is video ke according kariye, teeno jaliyon ke bich side me plasik frem me dhul mitti jama ho jati hai, or is mosuam me nahi ke Karan dimi spark hoti rahti hai, aap Sari jali khol Kar saaf Kar dijiye, ua-cam.com/video/d84G1uec5rI/v-deo.html
Dear Ashok ji mere pass remote control helicopter hai jo 8yrs old hai, ab usmein charging ki problem face ho rahi hai . shayad uska charger kharab ho chuka hai, plz usko repair karne ke liye video batayein
Mere raquet me button Davao to sirf 2 sec ke liye red light glow hota hai fir red light off ho jati hai....jab light on ho ..to wo 2 sec me macchar mar jate...but 2 sec ke bad no voltage....capacitor kharab hai ya battery ya Kuch aur ???
@@ashokatech I dont understand. I spilled tea and now I have to change battery? whats the mechanism? I mean how will spilling any liquid in the net part affect my battery? Can u give technical logic bro?
सर मेरे मोस्क्विटो रैकेट में स्पार्क बहुत कम आ रहा मच्छर नही मर रहे है खोलकर जब चेक किया तो PF कैपिसिटर फुला हुआ है उसको चेंज करना है पर उस पर कुछ भी नही लिखा है तो को से कैपिसिटर यूज़ करे।उसका पूरा नाम नम्बर लिखकर रिप्लाई दे। प्लीज जल्दी रिप्लाई करे सर।
My problem solved, Thank you very much 😊
Apne bahut hi achi jankaari hame Di apka Bahut Bahut Dhanyavad
Video to bohot Dekhi par itni use full koi nahi mili 👍👍👍
You are the best sir 👏👏👏👏
Aapka bahut shukriya
Very useful video bro than you
Very innovative idea hats off dear
This is very useful video for you , please watch full video, ua-cam.com/video/QstKrxnwtz4/v-deo.html
Congratulations for 500 like
only you solve my problem thanks a lot
Your most welcome dear 😊
Best repering video👍👍👍
Best Video and helpful
Thank you so much Anup ji 🙂
Low spark problem capacitor ki wajah se hota hai
Nice information thanks
Thanks you so much sir ♥️
Very good video sir
Nice 😊👍😊👍
Sir jee yeh net iron ka hota hai, shayad isi liye rush kha jaata hai.
Arag hum Stainless Steel ka net use kare to..?
Ha kar sakte hain bilkul 👍
Thanks Sir
Mera bat theek Ho Gaya
Your most wellcome Dear
If you like this, So please share this video on your Facebook with your friend 🙂👍
Sir pahle machchad marne pe aavaj aata tha ab nhi aata hai kya dikkat hai sir reply
Ye mera bhi problem hai
sir ji mene naya racket magaya hai ussmein jab button press karta hu . continous tik tik current banta hai har 2 second pe par mere room meim itne macher nahi hai . kya problem hongi sir .
Sir mere bat me switch on karne par sansanahat ki aawaj aati hai aur output condenser 2 sec. Ke andar discharge ho jata hai macchar marne ke liye press switch ko continue dabaye rakhna padta hai jiske karan battery jaldi discharge ho jati hai, jab mai jali ke dono wire nikal deta hu sansanhat ki aawaj band ho jati hai aur bahut der tak output condenser charg bhi rahta hai , aur bahut tej spark bhi karta hai short karne pe , kya problem ho sakti hai ?
Aap is video ke according kariye, teeno jaliyon ke bich side me plasik frem me dhul mitti jama ho jati hai, or is mosuam me nahi ke Karan dimi spark hoti rahti hai, aap Sari jali khol Kar saaf Kar dijiye,
ua-cam.com/video/d84G1uec5rI/v-deo.html
If you like this, So please share this video on your Facebook with your friend 🙂👍
Sir maine 4v charger k saath connect kia ...fir bhi spark nhi aata ..bilkul bhi spark nhi h...kya problem h sir ji...
Dear Ashok ji mere pass remote control helicopter hai jo 8yrs old hai, ab usmein charging ki problem face ho rahi hai . shayad uska charger kharab ho chuka hai, plz usko repair karne ke liye video batayein
Jarur sir 👍
Outer net KO seedha krne ka vdo BHi banaye , jismai rack it KO kholna na pade Ku k khulne k bad loose ho jata hai
Mere raquet me button Davao to sirf 2 sec ke liye red light glow hota hai fir red light off ho jati hai....jab light on ho ..to wo 2 sec me macchar mar jate...but 2 sec ke bad no voltage....capacitor kharab hai ya battery ya Kuch aur ???
Battry kharab hai bro
I spilled tea in my mosquito bat and now its showing low current mosquito dont die. please suggest wht to do? no spark coming.
Is case me aapko battery change karni chahiye 👍
@@ashokatech I dont understand. I spilled tea and now I have to change battery? whats the mechanism? I mean how will spilling any liquid in the net part affect my battery? Can u give technical logic bro?
Battery kitne Volt Ki Our Kaha milegi
On which plug the electric badminton is Recharging
spart sahi hai sab sahi h kar lia... phir b machar lagbe par sound ni ho raha 😢😢😢
Good
Thank you so much Manoj Bhai 🙂
If you like this, So please share this video on your Facebook with your friend 🙂👍
Hamara rakit red lite deta h par machar nahi marte usse pls
Dono net me current a raha hai please reply
sir how can we use the circuit by removing battery and connect mobile charger and use with live current
Bhai Background music B grade short film ki kyun dal di😂😂😂😂😂😂😂
सर मेरे मोस्क्विटो रैकेट में स्पार्क बहुत कम आ रहा मच्छर नही मर रहे है खोलकर जब चेक किया तो PF कैपिसिटर फुला हुआ है उसको चेंज करना है पर उस पर कुछ भी नही लिखा है तो को से कैपिसिटर यूज़ करे।उसका पूरा नाम नम्बर लिखकर रिप्लाई दे। प्लीज जल्दी रिप्लाई करे सर।
223J 2000volt
Photo aap is link par ja ke dekh sakte hain....m.facebook.com/story.php?story_fbid=937114620391857&id=325875468182445
Thank you sir
Sir hamara kharab ho Gaya hai kitne paise lagenge sahi karvane ke
Good ok
Thank you so much sir 🙂
Tha
Thank
Mera mosquito charging nahi Le rahi hai kya problem hai
Charge nahi le raha tho kya kare
Sir muja capacitor per spark mil raha per jab net attached karta hu tab spark nahi mil raha
Any solution found? Mujhe bhi same problem aa raha hai
Sir sand paper kon sa paper hota hai.
Ramesh ji, jise ham regmar bhi bolte hain, jab ham ghar me paint karate hai to purane rang chutane ke liye jis se deewar ghiste hain
Inka saaman khaha milega
Saaman nahi mita
Pls bataye
Sir raket new ahe phir bhi machar nahi marah
sir mobile k bettery lga sakte hai
Lagalo set hona chahiye
Net new laga diya spark bhi acha hai but machar nhi mar raha hai
transformer khabrab honese kaise pata chalega?
Haa
अरे भाई, मूसिक क्यूं डाला है? क्या आपका सुन ना या मूसीक सुन ना???
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Circuit diagram pdf file uploading
ही