wooow mujhe ekbar meri ankho se snowfall hote dekhna hai aur mahsus karna hai snow ko waah kya mast lagega tab imagine karti hu bass yar pankaj, tum itne unche ho isliye niche se kaun takkar markar jaa raha hai tumhe samjh nahi aa raha hai kya 😂😂😂😂 chanda mama bhi snow ki tarah chamak raha hai, maja ata hai na bahot aise aek dusre par barf ka gola dalte huye, itna funny background kyu lagaye ho bada hi funny hai, maje tumhare hai himachal me paida huye ho... black ice par skit ho rahi hai car, suno pankaj mic use kiya karo vlogging ke waqt awaj bahot kam aati hai tumhari batate waqt, tumhara make up waise najar aa rha hai woow mast hai sari buildings waah ancient buildings ekdam mast...11.35 par ulta dikha video aur yar tum kitna mast vlog karte ho bas mic use karna, aur tumhare aur mere same hai subscribers 580 aur copyright aye to mushkil hota hai... kyunki jan tak hamare 1000 subscribers nahi hote tab tak bollywood gane sunana mana hai... tum front camera se vlogging karte ho ya back camera se matlab selfie mode me, ye bich bich me background music kyu baj raha hai waise 😂😂😂😂😂😂😅😅 yar main bhi chahti hu ki koi akar mujhe bole ki maam main aapka bahot bada fan hu.. apke sare videos dekhta hu to tab bahot khushi mehsus hogi ki mehnat rang la rahi hai 🤗🤗❤❤😘😘👌🏻👌🏻lots of love from pune maharshtra 😘😘👌🏻👌🏻❤❤🤗🤗❣❣🙌🏻🙌🏻 comment padhna jarur sorry mein aise hi comment karti hu😂😂😅😅
Memorable moments 😍😍😍
🗻🗻
❤
😍😍😍🧿
🔥
Who's this cute girl😃
Obviously me doxxab🤍🫶🏻😉
@@amritathakur4806 ❤
wooow mujhe ekbar meri ankho se snowfall hote dekhna hai aur mahsus karna hai snow ko waah kya mast lagega tab imagine karti hu bass yar pankaj, tum itne unche ho isliye niche se kaun takkar markar jaa raha hai tumhe samjh nahi aa raha hai kya 😂😂😂😂 chanda mama bhi snow ki tarah chamak raha hai, maja ata hai na bahot aise aek dusre par barf ka gola dalte huye, itna funny background kyu lagaye ho bada hi funny hai, maje tumhare hai himachal me paida huye ho... black ice par skit ho rahi hai car, suno pankaj mic use kiya karo vlogging ke waqt awaj bahot kam aati hai tumhari batate waqt, tumhara make up waise najar aa rha hai
woow mast hai sari buildings waah ancient buildings ekdam mast...11.35 par ulta dikha video aur yar tum kitna mast vlog karte ho bas mic use karna, aur tumhare aur mere same hai subscribers 580 aur copyright aye to mushkil hota hai... kyunki jan tak hamare 1000 subscribers nahi hote tab tak bollywood gane sunana mana hai... tum front camera se vlogging karte ho ya back camera se matlab selfie mode me, ye bich bich me background music kyu baj raha hai waise 😂😂😂😂😂😂😅😅
yar main bhi chahti hu ki koi akar mujhe bole ki maam main aapka bahot bada fan hu.. apke sare videos dekhta hu to tab bahot khushi mehsus hogi ki mehnat rang la rahi hai 🤗🤗❤❤😘😘👌🏻👌🏻lots of love from pune maharshtra 😘😘👌🏻👌🏻❤❤🤗🤗❣❣🙌🏻🙌🏻 comment padhna jarur sorry mein aise hi comment karti hu😂😂😅😅
*promosm* 🙈
❤❤
❤
❤❤❤