Maine jab purchase kiya tabhi showroom me air pressure se clean karaya tha, water drain pipe jaam thha, is se pahle mere victor, pulsar me bhi yahi problem thha.... Starting se
Bhai Ek Baar Wash Karne Ke Baad Petrol Tank Kholkar Check Kar Lena Pani Andar Ja Raha Hai Kya ? Lekin Wash karte Time Tank Ke aas paas Jyada Pani Mat use Karna Thode Bahot Pani Se Koi Problem Nahi Hota Agar Ham Jabardasti Pani Baar Baar Waha Par Merenge To Problem Hone Ke Chance Hai Nahi Tention Lene Wali Koi baat nahi he Ok 😊
Kafi Dino Se Aapne Uska Use Nahi Kiya Aisa Lagta Hain Ek Kaam Karo Thoda Hardly Open Karne Ka Try Karo but dhyan se BAKI usme Halka Sa Oil Ya Aisa Kuch Dalo Jisse Open Ho Sake Baki Fir Bhi Open nahi Huva To Agar Bike Me Petrol Hai Toh Fir Showroom Me Jaldi Se Leke Jao Problem Solve ho jayega
Mere bike ke tank me iske Karan Pani ghuss gya tha mera 1000 ka kharcha baith gya petrol lekr
Maine jab purchase kiya tabhi showroom me air pressure se clean karaya tha, water drain pipe jaam thha, is se pahle mere victor, pulsar me bhi yahi problem thha.... Starting se
Same problem pulsar mai hai
Bhai same issue pura fuel pump mein pani bhar gaya tha badmein bike chalu hi nahi hui 900 rs dena pada repair karne mein honda service center mein.
Mai Second hand Honda sp liya hu.. Eska Petrol tank ka dhakkan bahut jyada khula h.. Petrol udta h. To uske upper me Tap chipka diya hu..
Bhai mere gadi me ak ghut jitna pani gaya he engine me koi problem to nahi hoga na
Ek ghut se toh shayad kuch nahi hoga ..... agar ab Tak sab thik hai toh don't worry....next time thoda sambhalkar brother 👍🏻😊
Meri gadi me 2 3 bar mere samne pani gaya hai aur 3rd gear me gadi thoda ruk kar jhatka de kar chalti hai to solution kya hai iska
सर पानी पड़ने से डिजिटल कंसोल मीटर , या सेंसर वगैरह खराब तो नहीं होगा
बारिश में गाड़ी खड़ी करने से कोई नुक़सान तो नहीं होगा
प्लीज बताइए सर
Nahi aisa kuch bhi nahi Hoga
But barsaat me risk mat lena
Ho sake to cover se dhakkar rakhna ....
प्रॉब्लम हुआ है मेरा पिकप खराब हो गया रिस्क मत लो शोरूम दिया हु बनवाने
@@Singwithkishore757 solution mil gaya hai brother kuch Dino pahle
@@RiderSamadhanPawar kya solution h sir pls tell me?
@@Singwithkishore757 brother iske bare me ek detail video banaya hai wo dekh lena sab pata chal jayega
ua-cam.com/video/EUMIptvBDFo/v-deo.html
bro mera tank ka face mei jaha se petrol dala jata waha rust lg gaya hai, bike 1 sal bhi nhi hua hai, kya karu plz bolo
Showroom walo ko dikhao wo thik kar denge
@@RiderSamadhanPawar oil tank full change kar dega kya? Kyunki pehele bhi Giya tha bas unlog lock e badal diya tha
Same bro
Mera bhi same hui our 1400rs dena para
Showroom par to me rakhne vala hu vo log kese thik krenge is se
Mera sp wash karne k time par fuel cap se pani jane ka bod bod awaz kar raha hay,
Isme koi problem ho raha hay?
Bhai Ek Baar Wash Karne Ke Baad Petrol Tank Kholkar Check Kar Lena Pani Andar Ja Raha Hai Kya ?
Lekin Wash karte Time Tank Ke aas paas Jyada Pani Mat use Karna Thode Bahot Pani Se Koi Problem Nahi Hota
Agar Ham Jabardasti Pani Baar Baar Waha Par Merenge To Problem Hone Ke Chance Hai Nahi Tention Lene Wali Koi baat nahi he
Ok 😊
Pani kew jate hi
@@RiderSamadhanPawar bhai mai sp lena chahta hu kya ye gadi thik hai
@@mrofficial3333 100 %
Meta petrol tank ka cap Nani khul Raha hai kya Karen (Honda sp125)
Kafi Dino Se Aapne Uska Use Nahi Kiya Aisa Lagta Hain
Ek Kaam Karo Thoda Hardly Open Karne Ka Try Karo but dhyan se
BAKI usme Halka Sa Oil Ya Aisa Kuch Dalo Jisse Open Ho Sake
Baki Fir Bhi Open nahi Huva
To Agar Bike Me Petrol Hai
Toh Fir Showroom Me Jaldi Se Leke Jao Problem Solve ho jayega
Local garaze m sahi karana sahi rahega kya sir
@@anitatudu9262 Person Dekhke Kar Sakte Ho
Tank thoda paani gaya bayya kya karna
Showroom pr hi solution hota hai aise time me
Bhai meri sp ko water pipe zam ho gaya hai main kya karu
Actually Kya Huva Hai Detail Me Batao ....
Sir, mera sp 125 bike me tank ke vitar jo pani jata hai bo water pipe se bahar nehi nikalta hai, koi solution hai kya...
Aap Jaldi se showroom me jakar unko batao problem solve ho jayega
Iska Ghar par koi solution nahi hai .......
Sir mobil ma kasa pani military ha
Bhai tank cowl ka review banaw na
Ok brother
1- 2 Din Me Video Aayega ...❤️😊
इन गाड़ी के टैंक में पानी जाता ही है इस मत लेना गाड़ी
Mera aaj 09/08/2023 5/6 drops pani girgaya petrol tank me.. bike start nehi ho rahahe..
Showroom me dikhao .... Problem solve ho jayega.... Aur filhaal bike me petrol Kam hi rakho
Mere bike mai petrol tank ka dhakkan hi nhi khul Raha
Thoda sa oil dalke dekho....nahi toh showroom me dikhao thik ho jayega 👍😊
Tenk se pani kese nikale
Wo automatic nikal jata hai
Video ko samjho aapka doubt clear ho jayega
Mera sath 3 bar huwa ye kesa
Jggtrug
Faltu ka time kyu kharab karte ho
?
बाइक के अंदर हवा लेने वाली से पानी चला गया
Kyaa video bantahe kohi matlabi nahi
Bakvash video he
Bekar
Bro us pipe se water nahi nikal raha hai
Jaldi se showroom me dikho brother
Pani nehi jaa raha hai 😔😔
Niche nali main jor se fook mar do.. aaaj hi saaf kiya main ne
Bhai mere gadi me ak ghut jitna pani gaya he engine me koi problem to nahi hoga na