simple ek cover lagane ka 150 tak ka ban jata hai paani se bhi bachaega Or tank ko scratch se bhi... Mujhe Royal Enfield may ye problem hoti thi.. Ab theek hai tank k upar bag bhi rakh lo scratch bhi nahi ... Aapka idea bhi accha hai...
ye problam mery pulsar 135 mi bhi bhut hi ager bike wash karataa hu tank ki cap mi kitnaa bhi bachaa lu per wash krty time panni ajata hi tank mi fir bike bhut mssing marti hi ab ye trick kr k dektaa hu saayd kaam kr jay
Sir wash se pehle maine fuel tank lid aur meter ko plastic wrap se cellotape lagata hu. Phir paani ki koi tension nahin. Wash ke baad plastic nikal deta hu.
Tanki ka andar air jaega ki nenhi,nenhito petrol carburettor ke andar ja nahin payega gadi start band Ho jaega, pickup nahin Laga FIR samasya badh jaega
Ies Samasya Se Bahut Pareshan Hun Abhi Aaj Hi Tank Ka Pani Nikala Hai
simple ek cover lagane ka 150 tak ka ban jata hai paani se bhi bachaega Or tank ko scratch se bhi... Mujhe Royal Enfield may ye problem hoti thi.. Ab theek hai tank k upar bag bhi rakh lo scratch bhi nahi ... Aapka idea bhi accha hai...
Thank you brother
Cover laganese gadiki style km ho jaega
Thanks for your video!
ye problam mery pulsar 135 mi bhi bhut hi ager bike wash karataa hu tank ki cap mi kitnaa bhi bachaa lu per wash krty time panni ajata hi tank mi fir bike bhut mssing marti hi ab ye trick kr k dektaa hu saayd kaam kr jay
Same Bhai mere bike 135 ke sath huaa hai
Same with pulsar 135 bahot paresaan hona padta hai barish me
Maine to aaj hi paani nikala hai Pulsar 135 se. Bahut pareshan hona padta hai bhai
Same problem 135
Mera bhi same problem hai
Sir wash se pehle maine fuel tank lid aur meter ko plastic wrap se cellotape lagata hu. Phir paani ki koi tension nahin. Wash ke baad plastic nikal deta hu.
kr lo, vaise side me chhota sa hole water nikalne k liye hi hota h, or petrol insert ki jagah uper ki hui h.
Air block Hoga to gadi band hojayegi ?
it's really helpful
thank so much bro it's.realy work thank so much.....
@@amitbhumrkar9174 drain hole clean karo atleat 6 month me aur monsoon ke pehel
Nice video
Sir Mera bike pulsar 150 hai water drain hole block hogya kya main tablone use karke water prevent kar sakta hoon?
Nahi, apko hole clear karna hi padega, Nahi to water kaise pass hoga..
Uske bad teflon kam karega..
@@GoGomaintenance sir Mera bike pura block hogya garage wala ko maine ekbar dekhaya tha lekin usne bola bahut taklif hai Naya laga lo bolke
Use hand drill
@@GoGomaintenance i hv no idea about hand drill.
@GoGomaintenance bhai ched seeda hi rehta na niche tak? Hand drill safe raahega na,,, bhut problem aa rhi block ki bje se
Sir pulsar 135 mein bhi ye kar sakte hain baarish ke bajay se bohot problem hota hai
Sahi kaha bhai
Sahi hei ye helpful
Bhai kabutar ya murghi ka par nahi milraha, Kawwe ka lesakte hai kya?
😂😂😂😂😂😂bhai bhai bhai
Nahi suturmurg ka hi le sakte ho iske alwa😅😅😅
Yes le sakte ho😂
😂😂😂
😅
Bhai us hole lo saaf kar denge to paani usme se niche tank k andar nhi chala jayega???
Drain hole mei thoda wd 40 ya oil dalte rehna chahiye taaki rust na ho future mei. Mai apni bike mei kar raha hu aaj tak dobara block nahi hua
Thanks bro 👍👍
Bhai ye karne se isme hawa bhi jane se koy problem nhi hoga kya?
Bhai mera pulsar he so many times this problem.... pulsar company not looking for this problem...
Hole clear karbe ke liye break wire ka use karo
Great idea 💯
Bro ye seal naya nahi milta kya.?
Mil sakta hai check karke dekh sakte ho ap store me
Bhai fuel tank leak ka dijiye dhanyabad.
Thanks
भाई पता कैसे चलेगा अंदर पानी गया कि नहीं
Binaaa nut kholay kar diyaaa hotaaa bhaiii
😂
😂😂 bhai ne kabutar udhaadiya😂😂
Bhai vo pana kaha milta cap nikalne
K liye
Allen Key
bhai ye naya vidieo hai me kal kr ke dekhta hu..
Fix hua kya 🥲
@@royalboss7003 yes bro..it's really work...youse full..vidieo...you will try.....i👍👍👍
@@amitbhumrkar9174 ẞure 🥲
@@amitbhumrkar9174 bhai wo USEful hota hai 😂😂😂
@@amitbhumrkar9174 YOUSEFUL looping++
पर कहा मीलेगा
Aa tankil water nerathe kandathilum kooduthal kanunud
Air block Hoga ta gadi band hojaga
Mere bike ka drain hole jaam ho gya h sara paani tank me chala jata h kya kare
Please you can choose our idea or you can put ready made cover on it available in the market.
What is the process to prevent rain water in petrol tank of bajaj discover 125??
You have to check with your mechanic 🧰 for any ideas..
Is type ki cap companies ko nhi deni chahiye
Right it's a design issue
Tanki ka andar air jaega ki nenhi,nenhito petrol carburettor ke andar ja nahin payega gadi start band Ho jaega, pickup nahin Laga FIR samasya badh jaega
Breather hole cap ke under hai.... Pulsar 150 me.
Fake don't trust ❌
Bike wash krne ke badh bi aisa hota hai
Same problem overflow me water aajata
मुर्गी का भी ले सकते है😂ये कबूतर का है😅
Haha😂
Dianasauras ka hi lena hoga iske alwa
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
😂😂😂😂
Thanks