Sir maine bsc. Rit kia hai Rajasthan se lekin mera college state paramedical council se registered nhi hai to kya me all india paramedical council se registration krva skta hun or kya us registration ki maanyata hogi
Sir mene certificate cmlt kiya he july 2003 me . aor me 2004 se pravate lab me job ker raha hu. Sir 2009 me mene 5 year ke liye peramedical me registration karaya tha. Sir ab me 7 year late ho gaya register karane pe. Mene online registration karane me 8400 /- laga rahe he . kuch guide line karo kya ye payment Kam nahi ho sakta he.
Sir mene dmlt ka registration form bhar diya 04/09/2024 but ab tak mere pas na to successfull ka masag aaya aur na hi registration ka mail aaya to m kya kru please give me solution 😢
Sir maja vocational education borad mdhun dmlt complete zala ani Maharashtra paramedical council kdun registration number midala tr tya registration number varti laboratory kaydyani chalau skto Kay
Sir mere Maharashtra state board of vocational se DMLT complete ho gya our paramedical council ki our se registration mil gaya to mi us registration number par khud ki laboratory open kar skta hau kya
Brother laakho sawal din bhar aate hai sabka reply karne lagu to din raat yahi karta rahunga...mujhe job bhi karna hai or baaki kaam bhi hai. Ye video to mai apne sokh se daalta hu jisko dekhna hai wo dekh sakta hai.
Good Morning Sir , Sir Apne jaise bola registration karna parta hain tho registration hume Clinical Laboratory Professional Association sai karna parta hain kya
Skill India..... Se sarkar k thought MLT ka course karaya jaa raha tha to hm MLT course kiye h 9 month ka..... To mera questions ye h ki mera registration ho sakta h?
Sir mene registration k liye aply kia 10 oct 2021 ko ana tha phir MSG aya ki document verification karwaye phir mene karwa diya lekin ab tak ni aya pta ni kyo sir me bhut tension me hu pls sir mujhe bataye me kya karo reply jarur dijiyega sir.............
Plz aap muje ye bta skte ho kiya ki mne 2020 me b.scin operation tharter technology me admission liya hai to pass out hone ke bad hmara bhi registration nhi hoga kiya
Hello sir hum logo ne simple om institiue paramedical main course kiya hai our ab hum log hospital main training kr rahe hai agle month main exam hai to kya hum logo ka bhi registration hoga kya
Sir hmara anm ka ragostretion he hm duty utrakhand me krte he hme uttrakhand ka ragistretion krwana he. To hme phle up ka lacnaw se cancel karwana hoga. Ya bina cancel krwaye uttrakhand ka ho jayega
Sir me dmlt kar rha hu same global University Bhopal se par uski University barkhtullah to me lab dal skta hu ya nahi mp paramedical council se ati h ya nahi please
Bhaiya mai bihar ki hun or mai rajasthan mbu se dmlt ki hun mai panjiyan nhi le paai hun 2012 me pass out hui hun kya mujhe fir se university jaana parega ya bihar se hi apply karungi kya process h apply ka plz reply me
Sir main nims university se bachelor of optometry and ophthalmic technology ka course Kiya hai aur degree bhi mil gayi hai mujhe sirf registration karna hai registration ka process kya please batao sir
Sir mne state board technical education Haryana s dmlt kiya h per haryana m registration nhi h to kya m dusre state m registration k liye apply kr skta hu
Sir mai up ka hu aur mai west bengal state medical faculty se dmlt kiya hai Aur registration bhi ho gya hai aur us registration certificate ko up me transfer karana hai sir kya process hai transfer ka please help me
Sir mene punjab technical university se bsc mlt kia hai. Mai uttarakhand se hu pr vha state paramedical council mai registration nhi ho rha hai hamara isliye kyuki hmara degree uttarakhand se nhi hai. Kuch suggest kijiye pls
Delhi me kon si paramedical council hai.. I'm a Dialysis technician.. mene registration nhi kraya hai Delhi ka registration krbana hai.. council bta do koi.
Sir mai Himachal se hu. 2016 me maine dmlt kiya after10th 2018 me high court ne 10th se registration banned kar diya ab mai kya dusre state me registaan kra sakta hu kya
Maine william carry Meghalaya se bsc.mlt kia hai but mai up me rahta hu or yaha state medical faculty rajistraion ni kar raha hai plzz batai kaise hoga
can i register my DMLT certificate..which is from hilarious instutute of medical laboratory technology affliated to calicut medical university..kerala..1984..now in a.p.paramedical board..?
Bmlt,dmlt,compitition exam ke liye sabhi books ki link video ke description me diya hai aap order kar sakte hai.thanks.
Sir I am from ap..and I want my DMLT certificate renewal..how to do it.pls answer
Hello, Sir, I am from Haryana I completed my BRT from NIIMS Rajasthan so which paramedical council I apply Haryana or Rajasthan
please reply
Sir maine bsc. Rit kia hai Rajasthan se lekin mera college state paramedical council se registered nhi hai to kya me all india paramedical council se registration krva skta hun or kya us registration ki maanyata hogi
Sir mene certificate cmlt kiya he july 2003 me . aor me 2004 se pravate lab me job ker raha hu. Sir 2009 me mene 5 year ke liye peramedical me registration karaya tha. Sir ab me 7 year late ho gaya register karane pe. Mene online registration karane me 8400 /- laga rahe he . kuch guide line karo kya ye payment Kam nahi ho sakta he.
m m.p se hu lekin m radiology Uttrakhand se kiya hu .. To mujhe Uttrakhand register krna jaruri h?
Sir mene dmlt ka registration form bhar diya 04/09/2024 but ab tak mere pas na to successfull ka masag aaya aur na hi registration ka mail aaya to m kya kru please give me solution 😢
Sir maja vocational education borad mdhun dmlt complete zala ani Maharashtra paramedical council kdun registration number midala tr tya registration number varti laboratory kaydyani chalau skto Kay
Sir mere Maharashtra state board of vocational se DMLT complete ho gya our paramedical council ki our se registration mil gaya to mi us registration number par khud ki laboratory open kar skta hau kya
Sir all India k lie koi common रजिस्ट्रेशन कर सकते h क्या अगर hn सो कहा से और कैसे
Sir mene 12 science के बाद BSS dmlt Kiya hai to mera registration hoga kya
Sar maine online conslin ke lile from bhara hai kase pata chalega acsept hooa ki nahi mane online wale ko 11000 ru dechuka hoo plishe halp mi
Hlw sir mene ima delhi s dmlt kiya h mera registration kaese hoga or kha s hoga
Sir my dmlt is complite and i send the ..all dacument for cg paramedical ragistration..then complite 3 month but donth received me any...copy
Sir, Without College addmision mujhe certificate lena hai kya mil jayegi? Please response me
hi please give me suggestions
Lab open karne k liye konsa sahi hai aimlta or uttar pradesh state medical faculty?
Dinesh ji vedio to bna dete h achhi baat h but jo candidate questions puchte h unka reply bhi diya kro???
Brother laakho sawal din bhar aate hai sabka reply karne lagu to din raat yahi karta rahunga...mujhe job bhi karna hai or baaki kaam bhi hai.
Ye video to mai apne sokh se daalta hu jisko dekhna hai wo dekh sakta hai.
Good Morning Sir ,
Sir Apne jaise bola registration karna parta hain tho registration hume Clinical Laboratory Professional Association sai karna parta hain kya
Bmlt ab bmls 4 year degree course ho gaya hai kya bmls karne ke baad (DCP) diploma in clinical pathology course mein admission ho sakta hai
Sir kya ham radiology kr ne ke baad apna ultrasound lab khol sakte h
Acadamic bord amlta dmlt kiya hai sir to kya bo up me rajstetion ho sakta hai
Sir Punjab university se BMLT Kiya hu Utter Pradesh ke kushinagar me lab open kar sakte hai
Please help me sir
Sir BMLS wale bhi lab open kar skte hai na ???
Unka bhi registration no. Se hum pathology lab open kar skte hai ??
सर हम डीएमएलडी किए हैं ओपन यूनिवर्सिटी से क्या इसका रजिस्ट्रेशन अप से हो सकता है क्या
Skill India..... Se sarkar k thought MLT ka course karaya jaa raha tha to hm MLT course kiye h 9 month ka..... To mera questions ye h ki mera registration ho sakta h?
No
No
Mera dmlt complete h 2021 me registrastion kha krana hoga mereko paramedical faundation education se kiya h dmlt .
Sir mene registration k liye aply kia 10 oct 2021 ko ana tha phir MSG aya ki document verification karwaye phir mene karwa diya lekin ab tak ni aya pta ni kyo sir me bhut tension me hu pls sir mujhe bataye me kya karo reply jarur dijiyega sir.............
Sir I completed my dmlt from AIU ASIAN INTERNATIONAL UNIVERSITY. CAN I APPLY FORM MY STATE PARAMEDICAL COUNCIL ?
Sir mene nims university se kiya h par rpmc registration nhi kar rhe h mene bsc.mlt 2017 me pass ki h or deegree 2018 me aayi h
Plz aap muje ye bta skte ho kiya ki mne 2020 me b.scin operation tharter technology me admission liya hai to pass out hone ke bad hmara bhi registration nhi hoga kiya
2018 ,19 batch of operation tharter technology ke hai unka bhi RpMC se registration nhi hua or ab filhal Rajasthan govt ki vacancy nikli Hui hai
So muje admission Lena chahiye yaa niii plz tell me
So muje admission Lena chahiye yaa niii plz tell me
Sir B.voc MLT BHU se krna se government job ke liye apply kr skte hi please reply me
Sir Bihar ka kya hai bsc.mlt ka registration kha hoga kon c site per hoga please 🥺 jbaab jrur di jiye sir
Bsc mlt kari he mene sir mujhe uttar Pradesh Lucknow se ragistration karana he kya kitni fee lagti he isme ragistration ki
Mere paas 1st,2nd,and 3rd year tino year ka marksheet hai but dgree nhi mila hai abhi to kya main ragisteration kra sakta hun?
Sir mene bsc ke bad mlt kiya he broda indian INSTITUTE me to kese rejistratation krvana hoga ...plzz help me sir
Hello sir hum logo ne simple om institiue paramedical main course kiya hai our ab hum log hospital main training kr rahe hai agle month main exam hai to kya hum logo ka bhi registration hoga kya
Sir me hp se hu Mene Punjab se bmlt Kia hai abhi mere 6th SEM k exam lge hai to sir mujhe college se NOC Lena jaruri hai internship k liye ya nhi
Sir Maine Uttrakhand se dmlt kiya hai aur mujhe upe panjiyan karana hai kaise hoga mai bahut pareshan hu kripya mujhe bataiye
BSc mlt ki degree Himalayan University se Hai to up state medical faculty me rigestration ho GA ki nhi ager ho to kase plzzzz answer me plzzzz
Sir Cotect me plz 9467594353
Sir aapne jaha se kiya vo University peramedical council se approve he ya nahi?
Sir mai ne naurotherapy ka course kiya hai clinic kholaneke liye ragstar keise or kaha hotahai please jankari dijiye..
Sir mera Arunachal pradesh s himalayan university se BMLT completed hai but Arunachal Pradesh wale to bolre h ki bmlt walo ka registration nhi hota
Sir mp peramedical consil se Dmlt ki h rajasthan peramedical me rajistreson ho jayega ky reply me sir plz
Sir agar deegree nahi or ragistration akela h to varification m problem to nahi aaygi.
Sir renew krne k liye college mse forward Krna padega ki ho jayega apne ap
national skill development corporation waala dmlt govt job me valid hai
Sir Pune University (MTBTC) se DMLT kiya to Ragistration honga kya sir .?
Sir Himalayan University arunachalpradesh farji University To Nahi Hai
Sir hmara anm ka ragostretion he hm duty utrakhand me krte he hme uttrakhand ka ragistretion krwana he. To hme phle up ka lacnaw se cancel karwana hoga. Ya bina cancel krwaye uttrakhand ka ho jayega
Sir me dmlt kar rha hu same global University Bhopal se par uski University barkhtullah to me lab dal skta hu ya nahi mp paramedical council se ati h ya nahi please
Sar mara ko DMLT me admission lana ka liya 10th bace par ho jata ha ky admission paramedical College
Bhaiya mai bihar ki hun or mai rajasthan mbu se dmlt ki hun mai panjiyan nhi le paai hun 2012 me pass out hui hun kya mujhe fir se university jaana parega ya bihar se hi apply karungi kya process h apply ka plz reply me
Sir main nims university se bachelor of optometry and ophthalmic technology ka course Kiya hai aur degree bhi mil gayi hai mujhe sirf registration karna hai registration ka process kya please batao sir
Sir regirestatio me bsc ka marksheet dena h ya 12 ka
Sir ye jo dmlt ya koi bhi diploma hota he bo IMA or NIOS se certified hote he kya
Maine DPMI PTU delhi se DMLT kiya h to Registration all over india ke liye krwana h
Reply kro
Sir mne state board technical education Haryana s dmlt kiya h per haryana m registration nhi h to kya m dusre state m registration k liye apply kr skta hu
Sir koi private university se Karo of dmlt to rpmc vala registration deta ha ha ni sir please answer sir
Maine PTU jalandhar se university se DMLT kiya hai, UP STATE MEDICAL FACULTY ME registration kaise hoga please help me
Sir mai up ka hu aur mai west bengal state medical faculty se dmlt kiya hai
Aur registration bhi ho gya hai aur us registration certificate ko up me transfer karana hai sir kya process hai transfer ka please help me
Sir after graduation in plane Bsc. DMLT me admission ke liy 10th 12th ka mark memo lagega kya..ya graduation ka kaafi h...plz tell me...
Sir mene ahmedabad se dmlt kiya h prr waha registration hoga nai bta rhe h ...ab. Mei kese kru
Mughe Dmlt Karna hii kya sr. Dmlt course 12th ke bad aak hi hota hii sir mughe please bataiye bmlt course me sabse jyada dimand kiski Hoti hii
Sir,registration certificate course complete hone ke baad milta Hai ya addmision ke time PE milta hai
Sir mere pass DOTT h m 2nd year m DMLT le skta hu kiya ya fir ab change KR skta hu kiya
sir agar privat colleage se course kre to goverment vacancy me apply kr skte h
Nims University se bsc.mlt Kiya hu up facility se ho jayega kya
Sir me RPMC se rejisterd hu mujko up me rejistration change karbana he to kya process he
All india paramedical council aur Up paramedical council mai kon better rahega,
Mai bhopal se BMLT kiya hu
Sir pollution control board kanha se Banta hai
Sir maine dmlt himalyan garhwal university se kiya mujhe up se registration karana hai kaise hota hai
Registration number ko lab report par likha jata hai ya nahi jaise dr ka registration number
Registration hote ka cmlt che cirtificate course plz tell me sir
Sir mene punjab technical university se bsc mlt kia hai. Mai uttarakhand se hu pr vha state paramedical council mai registration nhi ho rha hai hamara isliye kyuki hmara degree uttarakhand se nhi hai. Kuch suggest kijiye pls
Dpmi se Maine DMLT kiya hai kya mai apna lab khol sakta hu, ek aur baat kya Mai gov form apply kar sakta hu ki nahi
New ashok nagar se kiye Ho, Mai bhi wahi se kiya hu
Sir registration marksheet se ho jati hai ya diploma zaruri hai
Delhi me kon si paramedical council hai.. I'm a Dialysis technician.. mene registration nhi kraya hai Delhi ka registration krbana hai.. council bta do koi.
Hello sir Bsc.Mlt ka HNBUG se kaise regtrestion .Hoga online..but hum ranewale hai up k but study humne kiya hai Dehradun se....btaye aap ..,...
Apka hogya kya registration
Sir,kya on sai paramedical College me paramedical ki course me registration number deta hai??
Sir maine dmlt amlta se kiya kya bo up me indiya me manya hai please🙏
Thanx sir koi bhi ol caffe pr se registration k liye applie kr skte hai ?
Mai apna registration tatkal me larwaya tha target date se bhi aage chala gaya abhi tak ni hua kya karu
सर प्रेमवती कॉलेज एंड पैरामेडिकल साइंस जबलपुर बीएमएलटी यह सही है ना सर इस कॉलेज से कोई दिक्कत तो नहीं है सर
Sir mai Himachal se hu. 2016 me maine dmlt kiya after10th 2018 me high court ne 10th se registration banned kar diya ab mai kya dusre state me registaan kra sakta hu kya
Sir mera registration pending hai aur govt vacancy aa gaya hai kya koi problem hogi
रजिस्ट्रेशन किसके पास kyara जाता है?
BMLT & paramedical me kya अन्तर है?
All medical College किसी न किसी यूनिवर्सिटी से अटैच hota hai kya?
Sir m dmlt kar raha hoo but nios board s h sir m govt mai apply nhi kar sakta kya plzz btaye
Sir mai delhi say certificates kiya hai up state sai registration laisay hoo gaa sir time kitnaa lagtaa hai please reply me
Central mein registration nahi mangta....kewal state me manga jata hai
सर पैरामेडिकल का रजिस्ट्रेशन नंबर कितने दिन में आ जाता है। मध्य प्रदेश।
sir verification letter jari ho gya h to or kitna time lgega
Sir agar me dmlt kr me bsc mlt krta hu to kya mujhe bsc suru se karni hogi ya 1year hi krni hogi please sir bataiga jarur because I m confused
Maine william carry Meghalaya se bsc.mlt kia hai but mai up me rahta hu or yaha state medical faculty rajistraion ni kar raha hai plzz batai kaise hoga
Sir maene DMLT kiya hai mujhe UPSMF me Ragistration lena hai. Ragistration ki Date kab aaegi. Sir plz reply .
Apko registration mil gya
Nhi mila
I am from ap...how to renewal my DMLT certificate.
hello me 12th pass out hu meri 12th me 60% se upar percentage ayi ha me arts student hu kya me dmlt kar sakta hu
Yes. Of course you can.
Kya document varification k time pr undertaking me kra skte hn kya?
Sir form bharne ke baad 25 din ho gaye he Rpmc se kb tk aayga ragistration 😢
Mera Odisha se sab complete hai sir but Delhi se registration chahiye to kuch idea sir please
Sir university se course camplet hone ke baad university ragistetion number deta hai ki nhi
Registration paramedical council deta hai university degree or diploma deta hai
@@Labtechnologistdinesh sir main Bihar se hu
Sar mene सर मैंने महात्मा गांधी विश्वविद्यालय से करा है इसका रजिस्ट्रेशन कहां पर होगा सर प्लीज मुझे बता
Mujhe bmlt degree milne k baad kiya iska registered karvana hota h kiya maine nims university s kiya h to mujhe kaha s karvana hoga plzzz bta do sir
Sir up nhm lab technician ki vacency ke liye konsi book best he sir please reply sir
University vali batete ha ya collage vali registration ke liye plz batya singniya university ke degree ha
Sir mein up se hunn or mene dusre state ki University se DMLT ki hai kya mein apne state mein registration ke liye eligible hunn..
Sir kya ham arts hs ka bad bvoc kisi state University ka under me kare to ham ko kya registration milega?
can i register my DMLT certificate..which is from hilarious instutute of medical laboratory technology affliated to calicut medical university..kerala..1984..now in a.p.paramedical board..?
Bhai cmsed course krne ke liye kon si institute se kre jra btana