Paramahansa Yogananda : आत्मा का अनुभव जन्म से पहले, गर्भ के दौरान और जन्म के बाद | Kriyayoga

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 18 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 52

  • @ParamahansaYoganandaJi
    @ParamahansaYoganandaJi  10 днів тому +1

    जब व्यक्ति को अपने गुरु मिल गये हों, तो उनके प्रति निशर्त भक्ति रखनी चाहिये, क्योंकि वे ईश्वर का माध्यम हैं। गुरु का एकमात्र उद्देश्य शिष्य को आत्म-साक्षात्कार प्रदान करना है; गुरु जो प्रेम शिष्य से प्राप्त करते हैं, उसे वे ईश्वर को दे देते हैं।

  • @bhagwatitewari7299
    @bhagwatitewari7299 5 місяців тому +3

    Jai ho guruwar dhanywad aapka 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌺

  • @radhika1917
    @radhika1917 6 місяців тому +3

    Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

  • @vijayparadkar1284
    @vijayparadkar1284 4 місяці тому +1

    आत्मा आसमान के समान
    अव्यक्त है अनुभव में नहीं
    आ सकता।

  • @mayathapa764
    @mayathapa764 7 місяців тому +3

    जय होस्

  • @madhulikasaxena221
    @madhulikasaxena221 3 місяці тому +1

    Jai shree yoganandaji 🙏

  • @keshavodedara5710
    @keshavodedara5710 2 місяці тому +2

    🎉 jay gurudev 🎉

  • @srivastavarenus
    @srivastavarenus 3 місяці тому +1

    🙏🙏🙏💐💐💐adbhud

  • @rajmanijindal6748
    @rajmanijindal6748 3 місяці тому +1

    Jai ho mere guru dev

  • @indumittal3947
    @indumittal3947 7 місяців тому +1

    नमस्ते जी। बहुत ही अच्छा और ज्ञानवर्धक प्रवचन है और उतने ही कौशल का प्रयोग करके आपने अच्छी तरह समझाया है,सर। ऐसा लग रहा था जैसे वन-टू वन प्रवचन चल रहा है।
    श्री परमहंस योगानंद जी ने आत्मा के तीनों स्तर के अनुभव से परिचित करवाया। गर्भ में आत्मा की छटपटाहट का बहुत ही मार्मिक विवरण दर्शाया गया है।
    बहुत ही नई जानकारियां मिली हैं। बच्चे का निर्धारित समय से पहले जन्म लेने का कारण को तो हम सोचा करते थे कि मां और बच्चा स्वस्थ नहीं है। इस तरह की बहुत ही नई जानकारियां मिली हैं।
    बहुत-बहुत धन्यवाद जी।
    सादर अभिवादन

  • @sujatakimmatkar5158
    @sujatakimmatkar5158 9 місяців тому +2

    Om Namah shivay ❤

  • @nandansahu096
    @nandansahu096 9 місяців тому +2

    बहुत अच्छा समझाया आपने आपके बोलने का ढंग बहुत अच्छा है

  • @mohansengar1103
    @mohansengar1103 Місяць тому +1

    Excellent Thanks Devine?

  • @sameerpajai8928
    @sameerpajai8928 17 днів тому +1

    ❤ thanks 🙏

  • @daveasha2316
    @daveasha2316 9 місяців тому +1

    Pranam 🙏

  • @IndianSpiritualPhilosophy
    @IndianSpiritualPhilosophy 9 місяців тому +2

    jai ho

  • @somadeshmukh2911
    @somadeshmukh2911 9 місяців тому +1

    🙏🙏🙏

  • @jaiprakashjaiswal8101
    @jaiprakashjaiswal8101 9 місяців тому +1

    Om guru om

  • @padmawatitripathi2739
    @padmawatitripathi2739 9 місяців тому +1

    Jai guru

  • @umapoudyal7710
    @umapoudyal7710 9 місяців тому +2

    🙏🙏JAI GURU DEVE

  • @ParamahansaYoganandaJi
    @ParamahansaYoganandaJi  9 місяців тому +1

    Paramahansa Yogananda Teachings

    • @deepakk798
      @deepakk798 9 місяців тому +1

      Bhaiya apni voice mei hi audios dala kro....computerised voice se na toh feel aati hai...Naa ki proper Hindi wo bol paata hai...actual sunne ka maja real voice m hi aata hai...

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  9 місяців тому +3

      @@deepakk798
      जी श्रीमान
      थोड़ा समय की समस्या है
      भविष्य में सभी वीडियो में गुरु जी के वचनों से सेवा करूंगा
      ॐ शांति शांति

    • @deepakk798
      @deepakk798 9 місяців тому +1

      ​​@@ParamahansaYoganandaJi ji bhaiya...kya aap kriya yog dikhshit hai!???? Hum bhi chahte hai...rajasthan se h...kripya margdarshan krey....🙏🙏

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  9 місяців тому +1

      ​@@deepakk798
      Ji , Maine 2014 m Noida centre se diksha Li thi.
      Ishwaranand ji se ,
      Secretary Yogoda Satsang Society, Ranchi ,
      Phle mne yogi kathamrit read ki,
      Uske baad diksha ,
      Aur ab guru ji ki sharan m hu ,
      M ek house hold hu ,
      Bus aise hi guru ji ki sewa krne ka MN hua,.
      Baki aap sabhi ka ashirwad ,
      Aap bhi online registration yogoda Satsang Society Ranchi par kare,
      Aur guru ji ke lessons read krna start kre ,
      Jab lessons complete ho Jaye to apko diksha k liye yss centre se connect krna hoga ,
      Baki guru ji apne aap sab dekhte h ,
      Jai Guru ji

  • @sunita_beniwal.
    @sunita_beniwal. 22 дні тому +1

    गर्भधारण करने से पहले कौन सी बुक पढ़नी चाहिए आप इस पर बहुत जल्दी वीडियो बनाएं मैं आपकी वीडियो रोजाना सुनती हूं क्योंकि मेरे अब दादी बनने का टाइम आ रहा है बहुत जल्दी मैं सोचती हूं कि मेरे घर आंगन में चाहे बेटा हो चाहे बेटी हो पोता पोती के रूप में वह एक उच्च कोटि उच्च विचारों वाली हो कृपा करके आप इस पर बहुत जल्दी वीडियो बनाएं मैं आपकी बहुत बहुत आभारी रहूंगी जय गुरुदेव🙏🙏❤️👍👍 मुझे आपकी वीडियो का इंतजार रहेगा🎉❤ और मुझे उम्मीद भी है कि यह इच्छा आप मेरी बहुत जल्दी पूरी करोगे❤🙌🙏🙏

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  20 днів тому +1

      योगी कथामृत , मानव की निरंतर खोज , भगवान अर्जुन संवाद
      ये बहुत बहुत अच्छी किताब है

  • @littlesparksoffical
    @littlesparksoffical 9 місяців тому +1

    Excellent description. Namaste 🙏

  • @alexanderultragreat1246
    @alexanderultragreat1246 8 місяців тому +1

    Kya aatma naye sishu ke shareer me aane se pehle shi me ishwar se prathna karke aati hai ki prabhu mujhe isme se शीघ्र nikaal lena?

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  8 місяців тому +1

      100%
      Jab aap so rahe hote ho , aur dream dekh rahe hote ho, apka sharir hilta bhi nahi , par sapne m aap sabhi jagah bhagte daudte ho ,
      Aise hi sishu sharir m bhi atma fashi huyi feel krte prathna krti rahti h , kyoki atma Bina sanso k jee skti h , Bina sharir bhi atma jee skti h, but sharir m bandh Jane ke baad mrityu se phle sharir se nahi nikl pati ,
      Mokshya ka mtlb sharir se mukti nahi hota , mokshya ka mtlb sharir rhte huye bhi sanso par depend nahi hona h,
      Jaise Kriya yoga meditation m sanso k na hone par bhi atma ka astist anubhav m aata h ,
      Ishwar ke sath apni ekta anubhav krna hi atma saksatkar h,
      Jo guru hme sikhate h,

    • @alexanderultragreat1246
      @alexanderultragreat1246 8 місяців тому +1

      @@ParamahansaYoganandaJi Mujhe aap se baat karni hai karma ke concept ko leke... kya aap koi id de skte h apni jaha mai message kr sku?

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  8 місяців тому +1

      @@alexanderultragreat1246
      Shri maan ji ,
      Kal ko hi karma k upar Paramahansa Yogananda Ji ki jo teaching h uski video upload ki jayegi

  • @robdigma8609
    @robdigma8609 9 місяців тому +1

    sir, very complicated explanation

  • @monudhiman1390
    @monudhiman1390 9 місяців тому +1

    Jai prabhu

  • @AartiSingh-qu1lx
    @AartiSingh-qu1lx 9 місяців тому +1

    Jai guru Dev

  • @Trading-GGG
    @Trading-GGG 9 місяців тому +2

    🙏🇮🇳🙏

  • @RJ_GAMING_6T9
    @RJ_GAMING_6T9 9 місяців тому +1

    Jai Guru.❤🙏🏻

  • @tapsyathakur8532
    @tapsyathakur8532 9 місяців тому +1

    🙏🙏🙏

  • @mahagyanguru7101
    @mahagyanguru7101 9 місяців тому +2

    Paramhans yoganand ji atma ko Ishwar ko janne wale ek yogi the unhone Kai updesh diye Hain jinmen se Manav samaj ka Kalyan ho sakta hai lekin kuchh jagah kuchh aise likh dete Hain Shayad prashansa ke liye ya credit ke liye Jo aadami mushkil mein fans jata hai abhi hal hi mein Isha foundation ka Vishva vikhyat Guru apne aap ko sadguru kahta hai Jaggi Vasudev bar bar kahate the unhen koi Rog nahin hoga Aur hoga to 1 second mein Sankalp Shakti se uda denge lekin pichhle Shivratri ko inke dimag mein bhayankar taklif Hui painkiller khakar Raat kat Diya din bad bhayankar taklif hone ke bad doctor ke pass gaye aur turant operation Kiya operation ke bad doctor ne kaha operation Na hota To yah mar jata kyon ke dimag ke Nashe phool kar fatkar bleeding ho raha tha is tarah sadguru expose Ho Gaye sab Hans rahe hain poochh rahe hain healing power kidhar Gaya? Is tarah garbh ke andar Jo Anubhav hai likhane ki kisi ne bhi attempt nahin kiya hajaron lakhon aise Yogi hai jo siddh purush hai kisi ne bhi kisi ne bhi Yavatmal ke garbh se andar Rahane ki aur bahar nikalne ke bich ka jo Anubhav varnan karne ki koshish nahin ki iska attempt yoganand Ji ne Kiya hai To bahut sare prashn uthata hai doctors kahate Hain mastishk purn viksit nahin hota 7 mahine Tak jab purn viksit nahin hota pichhle janm ki baat kaise sochega siddh purush kahate Hain Matru garbh mein Pravesh karte hi pichhle janm ka Anubhav aur sare lokon ka Anubhav bhul jata hai isliye baccha paida hone ke bad use kuchh bhi yad nahin rahata vah pichhle janm mein kya tha isliye Matru garbh mein rahakar pichhle janm ki baat yad karna Puri tarah galat hai FIR yah prathna karna ki hai Ishwar mujhe yahan se nikaalo yah bhi galat hai kyunki agar koi Ishwar Ko nahin manta hoga naastik hoga to vah kaise prathna Karega ki hai Ishwar mujhe yahan se nikaalo bilkul nahin hai bade bade jogiyon mein kaha atma almost ardha Chetan avastha mein rahata hai purn Chetan mein paida hone ke bad aata hai FIR cal Maine yoganand ji ka ek padh raha tha updesh diya hai ki ekagra man se prathna karo ke he Param pita aap mere sharir man Aur atma mein rahte hain main aapke Swaroop mein banaa Hua hun isliye Mera sharir Mera man Aur meri atma ko aapki chirasthayi yovan Shakti Amarta aur Anand se bhar do. Per paramhans yoganand ne sharirik Amrita ka prathna ke liye kah rahe hain aur chirasthayi yovan ki mang kar rahe hain donon hi unko nahin mili aur vah kam umra mein mar Gaye na unke sharir ko Amarta prapt Hui na hi Anant yovan prapt hua
    Jab unki prathna vifal Ho jaati hai to fir unka shishyon ka prathna kaise Safal hoga sharirik Amarta aur Anant yovan ke liye Arvind ne bhi kafi koshish ki lekin kamyab nahin Ho paye aur mar Gaye. Isliye kuchh asambhav chijon ko aise updesh nahin karni chahie.

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  9 місяців тому +1

      Very nice

    • @ParamahansaYoganandaJi
      @ParamahansaYoganandaJi  9 місяців тому +2

      Paramahansa Yogananda Ji ,
      Apni marji se sharir left krke gye,
      Apne guru ji ki tarah ,
      Unke guru k guru bhi apni marji se gye ,
      Unke guru maha Avatar Baba ji
      Aaj bhi purn h ,
      Baki aap bilkul correct h ,
      Apka gyan koi virale hi samjh skte h ,
      M apko naman karta hu ,
      Apko pranaam
      Jai ho
      Jai ho

    • @mahagyanguru7101
      @mahagyanguru7101 9 місяців тому +1

      @@ParamahansaYoganandaJi god bless u.

  • @mahagyanguru7101
    @mahagyanguru7101 9 місяців тому +2

    Ek print mistake hai kisi ne bhi yah atma ke garbh se andar Rahane ki jagah likha hai kisi ne bhi Yavatmal ke Garv se andar likha hai.

  • @Anilprem1318
    @Anilprem1318 4 місяці тому +1

    Om Swami

  • @bhavnaalund945
    @bhavnaalund945 9 місяців тому +1

    Jai Guru Devjii ❤🙏🌹👏

  • @chandanchoubey605
    @chandanchoubey605 9 місяців тому +1

    🙏🏻🙏🏻

  • @AnandSingh-fd8sx
    @AnandSingh-fd8sx 9 місяців тому +1

    Jay Guru Maharaj.

  • @chandanchoubey605
    @chandanchoubey605 9 місяців тому

    🙏🏻🙏🏻