Sir aap jaise koi bill no 1234 hai usme 5 medicine alag alag hai to first wali me bill no 1234 hoga quantity me 1 rakhna hai and amount me jitne ki vo medicine aayi Ab second medicine me bill no 01234 ho and aise hi baki me extra 'o' add kar dena hai
Sir ipd me aapke hospital bill ke alava Jo bhi aapne medicine Li hai vo pharmacy bill me aur eske alava aapne koi bhi investigation karvai hai usee aap investigation Wale column me add kijiye
Sir aapko Pharmacy and investigation me jo expenses huye hai unka CGHS rate se approve hota hai ab aap dekhye aapne others me bill add to nhi kiye galti se
Jo bhi investigation or medicine delivery ke time lgi unse delivery ke saath ipd claim me kar Dena and jo delivery se pehle huyi hai unhe OPD claim karna
@@subratabarman4862 Bro claim Bina referral slip ke submit ho jayeda and vo approval ke liye CPD ke pass jata hai to ye cpd par depend karta hai approve krega ya raise query karta hai
Sir me ipd claim kiya tha to Cpd duara query laga tha me galti se usko update kar diya bina documents ke jo documents query ke liye tha...lekin aabhi check kar raha hun status to aage kuch nahi dikha raha hai na ki reject me dikha raha hai na ki pending me...sir me aabhi duwara claim ke liye apply kar sakta hun kya nahi batayi ye pls.
@@multideepakkumar150 sir qbbhi or update ka option nahi aaraha hai usme jaane se view attch documents dikha raha hai...update ka option nahi aaraha hai
Aap us medicine ko salt name se search kijiye usme automatically ek list aayega usme show kar dega yadi nhi karta to others me jakar direct brand name se add kar dijiye
Claim submit to ho gyega aapka baki CPD par depend karta hai approve krega ya query raise krega so aap claim to submit kar dijiye because timeline 6 month hoti hai claim ki
Bhaiya maine pehle 2-3 bar cancel kiya tha claim isliye jab mai naya raise kar k pharmacy details fill karta hu to mujhe dikhata h h ki data already exists for the give bill no aur vo add nhi hota batao kya karu please 😭😭
Bro aap bill no ke aage 0 add kro jaise bill no 3457 then aap 03457 ya 003457 karke add kro ya draft me jo aapne pehle claim Kiya vo hai to vha se add medicine ko remove karke fir add kro
Sir apse mai personal contact karna chahta hu. Koibhi contact no batao. Mera bhi delivery case hai. *Total bill claim option mai Operation charges+medicine bill dalna hai ki only operation bill dalna hai? Baad mai medicine ka comumn mai medicine bill dalna hai?
Bhai 1000 rs lgega turant claim ho jayega Maine bhut case dekhe jo khud se kar lete hai fir query lag jati hai ya paise Kam approve hote hai fir bhi aap 9541197941 par WhatsApp kijiye
Aapka video dekhkar bahot kuch sikhneko mila mejar.
Thank you Sir Please Subscribe and Share with Other Fouji bhai
Nice information
Thanks
Jai Hind sir
Sir medicals report par ya pharmacy bill par dr ka signature karwana parta hai kia
Bills par kisi bhi prakar ka ho
Sir ji ent me ipd me hospital se liye hue dawaiyo ki detel kese bare quki bahut sari slip h or or dawai alg alg h thora is bare me batane ka kast kare
Sir aap jaise koi bill no 1234 hai usme 5 medicine alag alag hai to first wali me bill no 1234 hoga quantity me 1 rakhna hai and amount me jitne ki vo medicine aayi
Ab second medicine me bill no 01234 ho and aise hi baki me extra 'o' add kar dena hai
Sir ipd me aapke hospital bill ke alava Jo bhi aapne medicine Li hai vo pharmacy bill me aur eske alava aapne koi bhi investigation karvai hai usee aap investigation Wale column me add kijiye
Ok sir thanks
Acha jankari diya sir,,,
Bhai video sahi hai par background me music nahi dalna chahiye tha sune me problem ho raha hai
Okk sir next time nhi hoga
Jai hind sir...nice information sir ji...❤
Jai Hind Bhai & Thanks
Jai hind sir
Sir jaise do hospital change kre h toh sir dono hospital ka kaise add kre thoda bta do
Sir dono ke liye alag alag claim hoga
Sir pharmacy ka daway ka nam pura likna hea kya
Bhai aap pehle Google par salt name search karke rakh lo and jiska nhi mile use any other me jakar medicine ka brand name se add kardo
Government hospital mh treatment karbana ha to rafeer certificate ke jurat ha kea
Nhi
Sar medicine ke kis Roop Mein referral slip Banani padegi ya bagair refractive ke ho jayegi
Aap Bina referral slip ke claim submit kar dijiye
Usko kaise chekh kare .uska status nahi pata lagh raha hai plss help karo
Usko kisko 9541197941 msg me
jay hind sir
Jai Hind Bhai
Jay Hind sar March 2024 se claim Kiya Hai
Ab tak hua nahin sar kya problem hai
Amount ab tak Mila hi nahin sir
Aap sei help chahta hun main sar
9541197941
Referral slip Bil se Banani Hogi ya nahin yah batana sar
Koi jruri nhi hai yadi empanneld hospital hai to
Sir teblet ka Salt name kesa search karte hai koi link ya website ho to pls send karna
Sir Google par
Sir mene 53k amount claim kiya tha muje total 14k approve hua hai
Sir aapko Pharmacy and investigation me jo expenses huye hai unka CGHS rate se approve hota hai ab aap dekhye aapne others me bill add to nhi kiye galti se
Sir delivery se paile doctor dekhane test or medice ka claim kr sakte ky
Hmm Jo bhi investigation doctor ne likha hai use investigation me baki medicine ko pharmacy me add kar dena
Eske alava koi charge lga ho to use otherse add kar dena
Jo bhi investigation or medicine delivery ke time lgi unse delivery ke saath ipd claim me kar Dena and jo delivery se pehle huyi hai unhe OPD claim karna
Sir eske Lia koi refar certificate chaia ky ?
Upke sat contract ho pati to acha hota
@@subratabarman4862 Bro claim Bina referral slip ke submit ho jayeda and vo approval ke liye CPD ke pass jata hai to ye cpd par depend karta hai approve krega ya raise query karta hai
Sir, i want to know about hospital room charge uska allied charge me fill karenge kya?
Ye sab hospital bill me already included hota hai
Jai Hind sir
Sar yah medicine charge vah colum mere se Bhara Nahin ja raha hai Saroja ke bad Nahin raha hai
Jis hospital se aapne treatment liya vo capf empanneled hospital list me hai ya nhi
kitna mahina laga credit hone me???
Claim submit ke baad 15 days me credit ho jayega
@@multideepakkumar150 whole process me,,, kitna maniha lag jata he sir ji
If all documents are okk then almost 01 month me account me Paisa aajata hai
@@multideepakkumar150 thank you sir mera 9th May mahiname bara abhi approved by cpd me he 😔
Don't Worry bro approve ho gya to aajayega please wait
Refferal and emergency certificate nhi h ..Ipd claim karna hai
Aap claim Sumit kar dijiye ya to approve ho jayega ya referral ke liye query hogi tab referral slip banwa lena
ENT treatment for nose operation ke claim ki process ko detail me samjhakar batao
Bro speciality me Treatment procedure ENT(SL)
And Procedure me unspecified package - Surgical kar Dena baki hospital bill kitne ka hai vo bhar dena
Baki documents me referral slip / emergency certificate dono me se ek hona chahiye
@@multideepakkumar150 ok sir will try
Sar map CRPF constable user meri mother ka breast cancer Hai Uska OPD medicine claim kaise karen Sar thoda process batana
Kitna amount ka bill hai aapka
9541197941 what's app me
Music mut lagao plese
Okk bro next time I will remember if any doubt then comment
Sir me ipd claim kiya tha to Cpd duara query laga tha me galti se usko update kar diya bina documents ke jo documents query ke liye tha...lekin aabhi check kar raha hun status to aage kuch nahi dikha raha hai na ki reject me dikha raha hai na ki pending me...sir me aabhi duwara claim ke liye apply kar sakta hun kya nahi batayi ye pls.
Aap usi me remark me jo aap document update kar rhe hai uske bare me show karke vo document jiske liye query lga hai unhe update kar dena
Sir aap usi claim me remark me likh dena "kindly all required documents uploaded" and un documents ko upload kar dena
@@multideepakkumar150 sir qbbhi or update ka option nahi aaraha hai usme jaane se view attch documents dikha raha hai...update ka option nahi aaraha hai
Sir fir 2wara claim kar sakta hun kya pls batana
Nice bro
Agar ek bill me 3-4 brand and salt ki medicine hai to kese karenge
Aap us medicine ko salt name se search kijiye usme automatically ek list aayega usme show kar dega yadi nhi karta to others me jakar direct brand name se add kar dijiye
Sir dilivery ke baad baby ko doctor ne observation m rekha iske claim ka process bataiye
Jai Hind Mem
Aap Speciality me others kar dijiye and procedure me Paediatric medicine (observation) kar dena
Delivery and born baby treatment dono emergency certificate se ho jayege
Sir emergency ya refer nahi hai to claim kar sakte hai kya
Claim submit to ho gyega aapka baki CPD par depend karta hai approve krega ya query raise krega so aap claim to submit kar dijiye because timeline 6 month hoti hai claim ki
Mera pass ayushman or forced id dono ni h kya kru
Force I'd se login kro fir
Sir
Apse baat karni hai
Main bsf se hu
Nagaur se hu
Mujhe claim karna ha
Sir, approved by cpd ho rakkha hai uske aage kuch process ho nahi Raha hai log bhog 2 month honewala hai . Kitna din baad a/c payment aayega .
Congratulations bro abhi wait kro aajayega paisa
Bro IPD claim me time jyada lagta hai bhaiya Government hai kab degi lekin degi jrur
Bhai mera opd refer certificate hain
Ho jaiyega claim kiya
@@nuralamalam9237 Hmm aapke pass ops bills , doctor priscription, Ayushman card ulye documents hone chahiye
Bhaiya maine pehle 2-3 bar cancel kiya tha claim isliye jab mai naya raise kar k pharmacy details fill karta hu to mujhe dikhata h h ki data already exists for the give bill no aur vo add nhi hota batao kya karu please 😭😭
Bro aap bill no ke aage 0 add kro jaise bill no 3457 then aap 03457 ya 003457 karke add kro ya draft me jo aapne pehle claim Kiya vo hai to vha se add medicine ko remove karke fir add kro
@@multideepakkumar150 thanks bhaiya apka bohot bohot dhanyawad, hogaya apki wajah se🥹🥹
@@pewpew8508 Okk bro then subscribe and share with your fouji bhai
@@multideepakkumar150 kardiya bhaiya aur ye video mere dost ne share kiya tha mai bhi deta hu age logo ko
@@pewpew8508 Thank you Sir
sir
Ji sir btaeye main aapki kya help kar sakta hu
Abhitak hame patahi nahitha ki ese bhi paisa clem karke le sakte he.
Aapka bill claim ho gaya ki nahi mera 08 may 24 ko fill kiya thaa abtak approved by CPD show kar raha h
Apka no
Sir apse mai personal contact karna chahta hu. Koibhi contact no batao. Mera bhi delivery case hai.
*Total bill claim option mai Operation charges+medicine bill dalna hai ki only operation bill dalna hai? Baad mai medicine ka comumn mai medicine bill dalna hai?
Bhai 1000 rs lgega turant claim ho jayega Maine bhut case dekhe jo khud se kar lete hai fir query lag jati hai ya paise Kam approve hote hai fir bhi aap 9541197941 par WhatsApp kijiye
Deepak Bhai ,, aap ka whatsapp no melsakta hai kya,, I have some Dout bhai
Sir apka phn number
9541197941
Apka whatsapp no
Bro i am sub-inspector in crpf please share your contact number
Sar ji mobile number send karna please mere se nahin Ho pa raha hai
Discharge summary & Emargency certificate ka performa he kya sir. ?????
9541197941 what's app par MSG kijiye