Good information, seize hone ka ek dusra karan Coolant ya water ki kami, usually is kami ke karan long drve pe bahut sare gaadiyo ke engine seize hue maine dekhay hai.
Radiator me agar pani ki kami ho jaye tab long journey karne se engine seize hone ka chance bahat jada rehta hai , aur agar coolent pipe me kuch bhi garbar ho jai tab bhi engine seize hone ka chance bahat jada rehta hai
Nice video . Mai aapke video bahut dekhta hu. Bahut informative video hai. Meri YamahaR3 4 yrs old hai. Uski rectifier karab ho gai hai. Uspe video banaiye.
ये बताईए अगर मुझे 300 किलोमीटर जाना है और हर 50-60 किलोमीटर के बाद में इंजन को पानी से धोकर ठंडा कर सकता हू इससे कोई दिक्कत होगा तो बताईए होंडा शाइन बाइक है 2012 की 60000 km चल चुकी है रिप्लाई करिएगा?
Sir mere scooter ka engine do baari seize ho chuka tha kyuki maine engine oil change nahi kara tha ye mujhe mechanic ne bola tha aur usne bola ki half engine ka kaam karna padega kyuki engine oil change na karne ki wajah se engine seize ho chuka tha aur 2500rs le liye ye bol kar ki piston aur valve change honge. Kya mujhe scam kiya Gaya tha?? ye sach mein yehi problem thi kyuki mere scooter mein aise koi problem nahi dikhi thi jo aapne video mein bataya hai bas engine start nahi hua tha aur Puri tarah power nahi mil paati thi scooter ko jab bhi raise deta tha.
@@bhoopendramalviyaharda8391 tho ap 300v motul ka dalwa lo best rhega mie peechlai 3 mt 15ki service karai h miene yahi oil use kiya h miere bike perday 90 95km chalte h mie marketing line mie hu islye or gear bhi smooth or average pai bhi bhut fark padta h
Nice content... Is it rytt due to low of lub oil in vehicles and due to high temp generation in engine cylinder so engine cylinders are expanded and combust gases licks is it also called engine seize??
Bhai agar engine oil filter se dhire dhire nikal jaye aur 10km chal jaye And car ruk jaye break na lage . Phir agar filter naya laga diye and moble daal diye phir car start ho jaye aur uska 200km chala diya jaye to is me kya prob hui hogi kaise pata kare and hui hai ya nahi aage kya kare
सर जी मेरे पास प्रेजेंट मे 2 स्पलेंडर बाईक हैं !! हमको एक और बाईक परचेज करना है तो हम इन मे से कौन सी बाईक लें pls rply 👇 Platina 100 , Platina 110 , pulser 125 ?????
Sir ji i have 2 splendor bike in present !! If we have to buy another bike then which of these bikes should we take pls rply Platina 100 , Platina 110 , pulser 125 ?????
Sir mujhe pata nhi chala ki mere gaadi me mobeel khatm ho gaya hai. Aaaur mai gaadi chalate gaya. Phir mobeel dalwa diya isase koi dikaat hoga sir. Mera gaadi abhi chal raha hai
Bhai aap ka video bhut he acha hota Hai... Hum ko kawasaki caliber 115 ka carburetor chahiye agar mele to plz.. information me. by mail... I live in hazaribagh..
Sir mai 125 cc kai engine mai 20w50 kaa engine oil da hai to kiya koi problem to nhi oil bee bajaj kaa hee hai or bike bee bajaj kee please mujha replay kr yaa
Sir, Mera pass TAta Tiago ha... Meri gadi ka Ingen oil Kam ho jata ha.....? Ager ma gadi ko ager 3-4000 km tak drive karta hu to iska oil Kam ho jata ha..... Mujha kya karna chahiya ya bato.....
Bhai honda activa ka oil agar kam ho raha hai to kya piston ring change karne se thik ho jega,ya half engine Bawana padega kyuki maechanic half engin banane ko kah raha hai lagbhag 8 000 rs from honda agency.
Good information, seize hone ka ek dusra karan Coolant ya water ki kami, usually is kami ke karan long drve pe bahut sare gaadiyo ke engine seize hue maine dekhay hai.
Radiator me agar pani ki kami ho jaye tab long journey karne se engine seize hone ka chance bahat jada rehta hai , aur agar coolent pipe me kuch bhi garbar ho jai tab bhi engine seize hone ka chance bahat jada rehta hai
Over heat hone se gari bnd ho jati Hy phr start nhi Hoti JB tak Thandi na ho ,is SE seize hona rare hota Hy bohat
One of the best channel related on automobile
aapse hume bahut si jaruri bate sikhane ko milta hai thanks
Excellent channel for mechanical learners 👍
Show us in animations this could help better than verbal.
Sir 🙏
Thanks for giving excellent knowledge about engine etcetera.
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Sir apki vidios bahut help krti hai apne bike ki health sahi rkhne ke liye thank u so much sir... aise hi vidio hamesha laate rhe sir .
Nice video . Mai aapke video bahut dekhta hu. Bahut informative video hai. Meri YamahaR3 4 yrs old hai. Uski rectifier karab ho gai hai. Uspe video banaiye.
THNKS SIR
MERE SATH ESA HUA
AB MUJHE YAD AAYA
ESA HI HO RHA THA JESA AAP BATA RHE HO
Masha Allah Aapne Haqiqat Bataya Thanks
Sir U are great
App ka bolne ka tarika or
Bolte bolte nameste karne tarika
Nameste sir
Very v good technic sir sir
Very good sujis bro
ATTI SUNDAR.. ❤️
Master man,fine man good awareness,lot of thanks dear.
Isiliye Mai apne Activa ka engine oil har mahine Change karta hu best engine oil motul 😍😍😍
Thanks for this useful video
Isme 0:45 me opposite piston engine ki video hai.
Intresting design hai.
Kabhi uske baare me hum logonko information de.
Thanks.
Very informative video 👍
Bahot badhia jankari jai mataji
Thank you for so much of knowledge
Thank you very much Sir ji Good information
Nice explanation, worth watching video! Thanks for sharing your knowledge.
Very nice sir
Thanks
Very good
Thanks
Superb information good job, please advise after how many days engine must be operated,if we not use bike on daily basis or used on monthly basis.
Bhai bata sakte ho ye problem kis vajah se aate hai, crnak ke vagera kya fitting thikse nahi kiye jane ki waje se hota hai kya
Really Informative and worth watching, you earned a subscriber dude.
really appicated 💕💕💕😘😘
Best explanation
Bahut khub
Thank you for sharing information.
Good afternoon sir ,
Verivel
Thanx
Sir, stage 1, stage 2 and stage 3 tuning pe ek video banaiye please
Ok
ये बताईए अगर मुझे 300 किलोमीटर जाना है और हर 50-60 किलोमीटर के बाद में इंजन को पानी से धोकर ठंडा कर सकता हू इससे कोई दिक्कत होगा तो बताईए होंडा शाइन बाइक है 2012 की 60000 km चल चुकी है रिप्लाई करिएगा?
Thanks sir video ke liye sir discover bike me eng oil kitna ha kaise check kare plz video daliye thanks
Bro nice ❤😊
Nice information bhaiyaa ji...
Nice sir
Thanks
Informative video ✌️
Bike ya Scotty ko kitney din bina chalaye khadi rakh sakte hain.plese reply
Nice
Hi... can you tell me how much approximate expenditure in piston block kit replacememt ?
*Activa 3G*
Thank for information
Welcome
Sir mere scooter ka engine do baari seize ho chuka tha kyuki maine engine oil change nahi kara tha ye mujhe mechanic ne bola tha aur usne bola ki half engine ka kaam karna padega kyuki engine oil change na karne ki wajah se engine seize ho chuka tha aur 2500rs le liye ye bol kar ki piston aur valve change honge. Kya mujhe scam kiya Gaya tha??
ye sach mein yehi problem thi kyuki mere scooter mein aise koi problem nahi dikhi thi jo aapne video mein bataya hai bas engine start nahi hua tha aur Puri tarah power nahi mil paati thi scooter ko jab bhi raise deta tha.
Sized engine me crank ka kaam karwana jaruri hota h, meri bike seized ho gyi h passion x pro machenic ne bola crank ka kaam nahi hoga... pls advise
Thanks sir g
Welcome
Very nice
thankyou so much 🍻
Welcome 😊
Shukriya Sirji
Bhai vehice me kitne aur kha kha oil dalta haa
Aur un ke name bhe btao
Is pe bhe video bnao
Okay
Well explained
👍
@@MECHANICALTECHHINDI ✌✌✌
Bhai Gm kya aap bta sakte h ki HF DLX BS4 MODEL me FULL SYNTHETIC 10W40 KA OIL sahi rahega?
Hm sahi rhega ager apki bike per day 70 80 km chalte h tho
@@karanpuri170 haa week m 4 din 100 se 150 km chlti h
@@bhoopendramalviyaharda8391 tho ap 300v motul ka dalwa lo best rhega mie peechlai 3 mt 15ki service karai h miene yahi oil use kiya h miere bike perday 90 95km chalte h mie marketing line mie hu islye or gear bhi smooth or average pai bhi bhut fark padta h
@@karanpuri170 thik h brother i will try motul
20W 40 ग्रेड का इंजन ऑयल डलता है
How to clean bike ek video ...bar bar water se bike saf karane se kya hoga ... details chahiye ek video
I saw this one after seized my engine 😂😂
Kitna karcha aa gya
Mera bhi seize ho gya hai
Thank you for your information
Sir bs6 bike ko Jada self se start karna chahiye ki kick se ?
Nice content... Is it rytt due to low of lub oil in vehicles and due to high temp generation in engine cylinder so engine cylinders are expanded and combust gases licks is it also called engine seize??
No
Bhai agar engine oil filter se dhire dhire nikal jaye aur 10km chal jaye
And car ruk jaye break na lage .
Phir agar filter naya laga diye and moble daal diye phir car start ho jaye aur uska 200km chala diya jaye to is me kya prob hui hogi kaise pata kare and hui hai ya nahi aage kya kare
bhot zbrdst
Good morning sir
Gd morning
Bhai mera bike ka piston Gal gaya hai wo agar change karu to power deficiency hoga kya ya problem hoga baad me?
Chennal mast h sir,engin flush kre ya nhi vidieo bnaye.
Connecting ka crank mein agar side play jyada hai to kya usse koi khatra hai siz hone ka
Thank u sir for information.
Agr bike ka piston aor compressor change krwya ho to kya wo pahle jaisa perform karegi?? Waisi gadi rakhni chahiye ya bech deni chahiye??
Thanku very much sir.... 🙏🙏🙏🙏
Information badiya tha lekin mai video dekhne me let ho gya guru😢
Sir royal enfield classic rebon ka engine kaisa performance deta hai thik hai ki nhi
Important tips
Thanq bro 🙏
सर जी मेरे पास प्रेजेंट मे 2 स्पलेंडर बाईक हैं !! हमको एक और बाईक परचेज करना है तो हम इन मे से कौन सी बाईक लें pls rply 👇
Platina 100 , Platina 110 , pulser 125 ?????
🙏धन्यवाद सर 🙏
👍
Sir kya seage engine repaire krane pe success hota h ya paise waist h.
Ekbar seize hua to fir new block piston dalna hai
Sir aap ki shop konsa stet me he plis reply
Clogged air filter se seized Hoti hai kya
Sir ji i have 2 splendor bike in present !! If we have to buy another bike then which of these bikes should we take pls rply
Platina 100 , Platina 110 , pulser 125 ?????
Honda sp125
Good
Thanks
Thanks sir🙏🙏
Welcome
hi sir maine avenger cruise bike leya hai abhi toh mujhey yeah bataie ki engine oil kitna dalna chaiye matlab kitney litre tak dalna chaiye
Sir kya hum mobil ko 1 year tak engine men rakh sakte hai
Valuable information
👍
Nice information about engine 👍👍👍👍
Sir mujhe pata nhi chala ki mere gaadi me mobeel khatm ho gaya hai. Aaaur mai gaadi chalate gaya. Phir mobeel dalwa diya isase koi dikaat hoga sir. Mera gaadi abhi chal raha hai
Super
Sir.... repairing cost kitna aata h Meri car ka Engine seize ho gya h ...(ford ecosport) plzzz rply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bro ntorq mei konsa engine oil dalu..please reply
Nice information sir ji 🙏🙏🙏🙏
Bhai aap ka video bhut he acha hota Hai...
Hum ko kawasaki caliber 115 ka carburetor chahiye agar mele to plz.. information me.
by mail...
I live in hazaribagh..
Scooty ko kitne km me servicing Kya ...
Engine cease karne ka gharelu tarike batao sir
Sir mai 125 cc kai engine mai 20w50 kaa engine oil da hai to kiya koi problem to nhi oil bee bajaj kaa hee hai or bike bee bajaj kee please mujha replay kr yaa
Mera splendor plus i3s bike 2018 model ka spark plug ke tips ke upar engine oil aa raha he,kya karoon,plz reply
Kya thand ke dino me kai dino tak car na chalne se uska engine seize ho sakta hai?
Nice video bhai aap kaha se ho
Ranchi
Sir mera bike yamaha fz v2 hai 4th gear ke baad phele jaisa nahi chalta aisa lagta hai ki jabardasti khichna padta hai 12000 km chali hai
Sir,
Mera pass TAta Tiago ha...
Meri gadi ka Ingen oil Kam ho jata ha.....?
Ager ma gadi ko ager 3-4000 km tak drive karta hu to iska oil Kam ho jata ha.....
Mujha kya karna chahiya ya bato.....