Sir ye winding ka experiment 3 speed me karna chahiye tha mene esa hi experiment kiya tha (R) ki 31swg or turn 180/225/225/280- 4 coil ke 2 set or (s)31swg se turn 180/240/240-3coil ke 2 set 3 speed me kiya tha leki tisare din stating ki coil ka ek set me se 2 badi coil jal gaya speed ki lid mene (R) ki second coil set ki sabse badi vali coil me 3speed ki lid nikali thi.130 turn pe (hi) 80turn pe (m)speed or 60turn pe (low)speed is tarha ka jugad kiya tha.or capacitor vahi rakha jo usme tha 4mfd ka.sir me motor winding ke guidance sirf aapse hi leta hu.aapke vedeo dekh kar......
Convert toh ho jayega 1400 se 2800 RPM me lekin wattage approx double ho jayega. Blade bhi change karna padega warna loading badh jayega. 180 watt tak aapko problem nhi hai toh jarur banaiye lekin gauge bhi mota karna padega. 30/32 thha toh 28/30 lena hoga.
Data lagbhag same rahega. Bas running ka gauge mota karna padega. Total 360 turns hai ek pole me toh 80 se 95 turns ke beech distribute karna hoga 4 coils me. Starting guage same ya next number rakhna hoga. 290 turns total hai toh 140, 150 turns rakhna hoga. Aap purana data ko dekh kar modify kijiye. Saath me taar daalne ka experience kaam aayega ki kaun sa gauge kitna turns slot me aayega. Capacitor 10 MFD ka lagega 0.5 HP me.
Mera matlab tha ki agar starting 8,10,12 mei coil rahega aur running mei v 8,10,12 mei ,to usko starting 6,8,10 ,12 aur running 10,12 kaise hisab lagaye ?
@@mohammadshanwajmansuri8111 Jitna kam speed utni aawaz kam aur bearing ki life jyada. Lekin efficiency 2800 rpm ki sabse jyada hoti hai. Exhaust cooler me 1400 rpm ka hi jyada dikhta hai. 900 rpm better hai lekin hawa kaafi kam aayegi.
Sir starting or रनिंग का वायर अलग अलग होता है या एक ही होता है
Bahut sundar experiment sir
नाइस वीडियो सर मैं आपका बहुत बड़ा फैन हूं a आपका वीडियो सबसे बढ़िया लगता है वीडियो बनाने के लिए थैंक
Very good experience nice job
achchcha laga
খুব ই ভালো লেগেছে। তবে আপনার সাথে সাথেই আমার ও একটি নতুন আইডিয়া হলো। ভালো থাকুন আর নূতন নূতন ভিডিও দিবেন।
দারুণ 👍🏾👍🏾👍🏾
Bahut acchi video hai
ভালো কাফি দা
Good work
very nice
Running 28no. Se 250 turn hote bhout hi achi speed aati
Sir ye winding ka experiment 3 speed me karna chahiye tha mene esa hi experiment kiya tha (R) ki 31swg or turn 180/225/225/280- 4 coil ke 2 set or (s)31swg se turn 180/240/240-3coil ke 2 set 3 speed me kiya tha leki tisare din
stating ki coil ka ek set me se 2 badi coil jal gaya speed ki lid mene (R) ki second coil set ki sabse badi vali coil me 3speed ki lid nikali thi.130 turn pe (hi) 80turn pe (m)speed or 60turn pe (low)speed is tarha ka jugad kiya tha.or capacitor vahi rakha jo usme tha 4mfd ka.sir me motor winding ke guidance sirf aapse hi leta hu.aapke vedeo dekh kar......
यह वाइंडिंग कितने दिन चलेगा
Sir kitna hp ka hai farma.
Aap high speed ke bled lagao ( 2 pankhadi wale ya bullet fan wale) to ye winding chalegi aur safat ko ghisana padega
Yes sir
How did you calculate?
दोनो बानडिग का गेज और टर्न कितना है और कितनी कामयाब है यह बानडिग
Sar me bahut hi kan fuuj hu muje firiz ki motar 2880 rpm me waidig deta or kaneksan kase lagaye piliz daigaram beziye dada
Convert toh ho jayega 1400 se 2800 RPM me lekin wattage approx double ho jayega. Blade bhi change karna padega warna loading badh jayega. 180 watt tak aapko problem nhi hai toh jarur banaiye lekin gauge bhi mota karna padega. 30/32 thha toh 28/30 lena hoga.
Sir water pump me agar 3+3,3+3 coil hai to usko 4+4,2+2 kaise kare ?? Mujhe ek video chahiye sir usme.
Data lagbhag same rahega. Bas running ka gauge mota karna padega. Total 360 turns hai ek pole me toh 80 se 95 turns ke beech distribute karna hoga 4 coils me. Starting guage same ya next number rakhna hoga. 290 turns total hai toh 140, 150 turns rakhna hoga. Aap purana data ko dekh kar modify kijiye. Saath me taar daalne ka experience kaam aayega ki kaun sa gauge kitna turns slot me aayega. Capacitor 10 MFD ka lagega 0.5 HP me.
Running mein 6-8-10-12 ka picture rahega starting mein 10-12 ka picture rahega
Mera matlab tha ki agar starting 8,10,12 mei coil rahega aur running mei v 8,10,12 mei ,to usko starting 6,8,10 ,12 aur running 10,12 kaise hisab lagaye ?
Sir 900 rpm 1440 rpm or 2880 rpm me sabse best fan ke liye kya hota he@@Dave_en
@@mohammadshanwajmansuri8111 Jitna kam speed utni aawaz kam aur bearing ki life jyada. Lekin efficiency 2800 rpm ki sabse jyada hoti hai. Exhaust cooler me 1400 rpm ka hi jyada dikhta hai. 900 rpm better hai lekin hawa kaafi kam aayegi.
Sar ji guarantee kitne din ki hai
No granti
Bhai par jaldi fuk jata he
very good g
Plz share 3 speed data for this winding
💞🌹💞🌹💞🌹💞🌹
2 bled lagao
220 motor Jain collection 36solot
Speed come hota hai
Gauge mota kar do, speed maintained rahega. 30 ki jagah 28 ya 29 laga do.
2800rpm