Water Proofing the Roof | Leaking by Heavy Rain in Karachi | Karachiwalay

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 41

  • @hyderabadpkexplorer1556
    @hyderabadpkexplorer1556 Рік тому +1

    Informative video banate raho well done

  • @shoaibsaleem9992
    @shoaibsaleem9992 8 місяців тому +1

    Chemical name bataen

  • @GulMuhammad-gy3iw
    @GulMuhammad-gy3iw 5 місяців тому +1

    Bora peer me Aziz paint shop me melta Hy rate 650 Hy 1 kg beg

  • @salarkhan8146
    @salarkhan8146 Рік тому +1

    Bhai same problm ha mere saat matriyal ka name and aur kahan sy milyga please btao bhai ?

  • @zehriayub6667
    @zehriayub6667 2 роки тому +2

    Kia barbari or minus temperature ki nami k liey sahi hay humaray han sardiun main sakht sardi ki waja say chaton main nami aati main Quetta say hon

  • @kashifiqbal1846
    @kashifiqbal1846 4 місяці тому +1

    Bhai yah tank wagra m work kare ga q k tank ki wall par niro laga hota h us m cover karega yah

  • @dramabaaz8135
    @dramabaaz8135 7 місяців тому +1

    kiya yey damp wallper paint say pehly use kar sktay hain?

    • @Karachiwalayofficial
      @Karachiwalayofficial  7 місяців тому

      Kabhi experience nahe kia, but I think yes, may be it work well

    • @dramabaaz8135
      @dramabaaz8135 7 місяців тому

      @@Karachiwalayofficial thanks for reply

  • @ehsanwarriormaker887
    @ehsanwarriormaker887 2 роки тому +2

    Karachi men Kes jagha se melta h

  • @junaidurrehman5752
    @junaidurrehman5752 Рік тому +1

    Nice video
    Lekin ap video 10 months purani he to barisho me kesa result rha real bond ka? So that hum bhi agr khercha karen to zaya na ho, please guide

    • @Karachiwalayofficial
      @Karachiwalayofficial  Рік тому

      Ji Bhai Yeh Last year ki video hay. Last year ki barish may to theek raha hay. Aur is year abhe tak Karachi May barish nahe hoi hay. To is waqt ki update nahe day sako ga. Barish k baad he bata sako ga

    • @junaidurrehman5752
      @junaidurrehman5752 Рік тому

      @@Karachiwalayofficial Jazak Allah

  • @Waqaskori
    @Waqaskori Рік тому +1

    Bhai chat pe crack toh hain but kuch jaga aesi hain jaga se cement nikal aya hai waha b ye direct apply karein toh chal jaega ?

  • @shahbazali7795
    @shahbazali7795 Рік тому +1

    Koi bata skta Hai ye Kahan se mile Ga ,
    Please

  • @samanaraza2203
    @samanaraza2203 2 роки тому +2

    Kya cheez lagie ha..school ka bhi aik room leak ker reha ha..

    • @Karachiwalayofficial
      @Karachiwalayofficial  2 роки тому

      Real Bond k name say 1 chemical hay. Baki detail video may 5:40 say start hay

  • @nehalnaqvi5650
    @nehalnaqvi5650 2 роки тому +2

    Bhai hamare to fan b jl gae leakage ki wjha sa

  • @Faatehkhilji
    @Faatehkhilji 2 роки тому +3

    Bhai 2500 hindered mein 10 kg original chemical milta hai wo bhi company wala

    • @imranaslam3920
      @imranaslam3920 2 роки тому

      Bhai chemical name kya ha or Khan se mlta ha

    • @salarkhan8146
      @salarkhan8146 Рік тому

      Mujhe bhi bato kahan sy milyga

    • @mohammadwaqaskhan1460
      @mohammadwaqaskhan1460 Рік тому

      Yh is chemical ka name hai real bond bohot zbrdst chiz hai mainay apni roof pay lagaya hai cracks main brush say laga rain apki jan chuth jaye gi us k ilawa agr apki pani ki tanki ya pani ka tank lick kar raha ho to wahan pay bhi yh chemical zbrdst kam aiye ga 3 glass pani main 1 kilo pa packet dalain achi tarah pani main hal kr lain us k bad jahan crack ho us jaga ko achi tarah saf karain or brush say laga dain or aik ghantay bad aik or hath brush say lagain or apni 10 sal k liye jan churain. Yh chemical 3 color main aata hain yello blue or green lkin is main green packet wala bohot taqatwar hai us k bad blue wala hai or akhir main yellow wala hai or in main green 650 rupay kilo hai blue 300 rupay kilo hai or yellow ka nahi pata wo kitnay ka hai

    • @dramabaaz8135
      @dramabaaz8135 7 місяців тому

      @@mohammadwaqaskhan1460 kiya yey damp wallper paint say pehly use kar sktay hain?

    • @dramabaaz8135
      @dramabaaz8135 7 місяців тому

      @@mohammadwaqaskhan1460 kiya yey damp wallper paint say pehly use kar sktay hain?

  • @mdearninghub
    @mdearninghub Рік тому +1

    Ultra name wala chemical a6a hy i think

  • @nasirabbasi2637
    @nasirabbasi2637 Рік тому +1

    This all rubbish. My roof plaster is 50 years old and still in tact.Not a single drop is leaking.

    • @Karachiwalayofficial
      @Karachiwalayofficial  Рік тому

      It’s depends on material used and also the places which near to sea, sea breeze also effect on it. 👍

  • @shamimalam3534
    @shamimalam3534 2 роки тому +2

    Koi kam ki baat nahi batai

  • @salarkhan8146
    @salarkhan8146 Рік тому +1

    Bhai same problm ha mere saat matriyal ka name and aur kahan sy milyga please btao bhai ?

    • @Karachiwalayofficial
      @Karachiwalayofficial  Рік тому +2

      Real Bond (water proofing water material)
      U.P market. Any Paint Shop. North Karachi

    • @salarkhan8146
      @salarkhan8146 Рік тому +1

      @@Karachiwalayofficial thank you bhai Allah khosh rakhy