Sabse badi galti to government ki hai, Aadhar card ko har jagah link Karo or aadhar card se number bhi. Jab sab Aadhar se link hai to details nikal hi lenge.😊😊😊
आजकल सामान्य आदमी रोजी रोटी और जिंदगी की काशमोकास में मानसिक रूप से इतना थक जा रहा है कि मस्तिस काम नही करता । जब तक समझ पाता है देर हो जाती है और जिंदगी की पूंजी लूट जाती है ।
Mere sath eisa hi huwa hain lekin jab main video call pe police wala jo betha tha uska dress up main mujhe kuch sandhya laga jab main pucha tab usne call cut diya... Aur abhi vi koi phn nahi aya... Mere sath ghnta huwa hain 22/10/24 ko dophar thik 1 se 2 baje ke bhitar
mujhe FedEx courier se call aaya 2 baar .... maine usse bola mai khud se FedEx courier customer care ko call kar lunga aur confirm kar lunga .. phir usne call cut kar diya
एक तो पहले से तैयारी गवर्नमेंट करते नहीं है सभी जगह आधार को लिंक कर दिया है आप सभी जगह आधार है तो सारे डिटेल्स इस में फिंगरप्रिंट आईडी सारा चीज अब यही होगा
Are mujhe bhi tri ka call aya or video call per Ane ko bola main samjh gya ki ye fraud hai or Maine DGP Delhi police ka no search karne ke nam se phone cut ker diya tabse isprakar ka video Ane laga hai
Kuch log trading ke name par fraud kar rahe ha unme se eak hdfc vip ha jo kitna logo ka pasie kha chuka kitne log suscide kar lete ha facebook par vip hdfc fraud ke name se ha lekin koye kuch nehe karta ha cyber crime me bhi complain karte ha kuch nehe hota ha
@@CRAWSECURITY main bhi ek froud ke jhaanse me aaya tha ,pahle whatsapp pr nisharika naam se ek ladki message krti hai , 3000-5000/ day ka link bhejte hain ,aesa likhte hain ki januine ho, usme bola jaata hai kisi Kisi restaurant ka review dena hai or 200 rupya milega bas 1 rating ka , fir main bola mera 200 dijiye to boli is telegram pr ek assistant hain wo dengi fir us telegram link me jaane ke bad wo Dob, name , education, sab puchhte hain,fir turant 200 rupya bhejti hain, fir waha ek assistant rahti hain fir ek finance ki ek alag rhti hai or wo ek group banaye hue the jisme log 5000 koi 10000 rupya daal rhe the or turant 5 minute me 5 ka 10 mila rha tha,mujhe sak hua fir wahi log baar baar paise credit debit ka screenshot bhejte rhte hain kahi ye fake to nahin fir youtube pr jaakar map review froud search kiya to khel pakda gya fir usko telegram se call kiya 5,6 baar wo block kr diya, mera bas time barbaad hua jiska mujhe 200 mila.
Great work by Mohit, Cyber Expert. Govt. must take action immediately.
Thank you so much
Knowledgeable video.
Glad you think so!
Sabse badi galti to government ki hai, Aadhar card ko har jagah link Karo or aadhar card se number bhi. Jab sab Aadhar se link hai to details nikal hi lenge.😊😊😊
govt k sath public ko bhi aware rehne ki jrurat hai
इसके लिए सरकार को सचेतना अभियान चलाना चाहिए ।
आजकल सामान्य आदमी रोजी रोटी और जिंदगी की काशमोकास में मानसिक रूप से इतना थक जा रहा है कि मस्तिस काम नही करता । जब तक समझ पाता है देर हो जाती है और जिंदगी की पूंजी लूट जाती है ।
Informative
Mere sath eisa hi huwa hain lekin jab main video call pe police wala jo betha tha uska dress up main mujhe kuch sandhya laga jab main pucha tab usne call cut diya... Aur abhi vi koi phn nahi aya... Mere sath ghnta huwa hain 22/10/24 ko dophar thik 1 se 2 baje ke bhitar
Mere saath bhi FedEx wala hua tha. Kuch der try kiya but convince nahi kar paye. Last me haar kar call cut kr diya. Phir aur try v nhi kiya.
That's Good
Mere pass bhi phone aaya teh robo call ka ki aap ka network illegal activity me mila hai toh 9 press kare customer executive se baat karne ki.
to aapne baat ki ya nahi
mujhe FedEx courier se call aaya 2 baar .... maine usse bola mai khud se FedEx courier customer care ko call kar lunga aur confirm kar lunga .. phir usne call cut kar diya
एक तो पहले से तैयारी गवर्नमेंट करते नहीं है सभी जगह आधार को लिंक कर दिया है आप सभी जगह आधार है तो सारे डिटेल्स इस में फिंगरप्रिंट आईडी सारा चीज अब यही होगा
public should be aware
I lost in RGA please help. ..
Mere pass bhi call Aaya tha bola taiwan se parsal Aaya he
Are mujhe bhi tri ka call aya or video call per Ane ko bola main samjh gya ki ye fraud hai or Maine DGP Delhi police ka no search karne ke nam se phone cut ker diya tabse isprakar ka video Ane laga hai
Mere sath bhi trai department se call kareke mera call police thane me transfer kiya badme whatsapp police banke video call me baad kiya
Main kia police main shikayat karen
Yes
No its fine no need to report it
kuch bhi
🙂
Kuch log trading ke name par fraud kar rahe ha unme se eak hdfc vip ha jo kitna logo ka pasie kha chuka kitne log suscide kar lete ha facebook par vip hdfc fraud ke name se ha lekin koye kuch nehe karta ha cyber crime me bhi complain karte ha kuch nehe hota ha
Cyber crime time pass hai bass
What about RGA company fraud
उसका बाल भी AI था😂
yes
@@CRAWSECURITY main bhi ek froud ke jhaanse me aaya tha ,pahle whatsapp pr nisharika naam se ek ladki message krti hai , 3000-5000/ day ka link bhejte hain ,aesa likhte hain ki januine ho, usme bola jaata hai kisi Kisi restaurant ka review dena hai or 200 rupya milega bas 1 rating ka , fir main bola mera 200 dijiye to boli is telegram pr ek assistant hain wo dengi fir us telegram link me jaane ke bad wo Dob, name , education, sab puchhte hain,fir turant 200 rupya bhejti hain, fir waha ek assistant rahti hain fir ek finance ki ek alag rhti hai or wo ek group banaye hue the jisme log 5000 koi 10000 rupya daal rhe the or turant 5 minute me 5 ka 10 mila rha tha,mujhe sak hua fir wahi log baar baar paise credit debit ka screenshot bhejte rhte hain kahi ye fake to nahin fir youtube pr jaakar map review froud search kiya to khel pakda gya fir usko telegram se call kiya 5,6 baar wo block kr diya, mera bas time barbaad hua jiska mujhe 200 mila.
Medam aap kam or victim ko jyada bolna do? Aapki bha-bha ka koi fayda nh
They just getting all the details about the case. 😀