Baat aapki sahi ha parantu me kosis karta hu sab batane ki fir bhi kuch doubt lagta ha to please comment kar sakte ha me sabhi comment ka jawab deta hu.
Sir Kitni battery lagate hai dg set me ki 27 se kam hone par start nhi hota...normally ek battery ki voltage to 12 hoti hai aur charge rehne par 13.5 - 14 V.
Sir mai ek Mechanical engineering hu or Mera soch hai ke mai acha maintenance engineer Banu. Sir mera help kijye.... 0 se Hero Tak ka ....apna ka video bahut help krta hai
Aap To Genius Ho Sir Ji ...
Itni Information Koi Nahi De Pata ... Kyoki Kisi Ko Bhi ... Itni Deep Mai Knowledge Nahi Hoti ...
thanks
Best explanation, you are the best
Thank you so much Sir, best video for information D.G parts fault
So nice of you
Exceelent video sir ji thanks🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Excellent video sir
Many thanks
Very Easy language me samjhaaye sir thank you so much
Always welcome
Thanks 🙏 sir me Aapki sari video 📸 dekhta hu
Aap bahut acche video banate hain aap kis company mein kam karte Hain
Best dg master ❤
thanks
🙏 Thanks sir
Thankyou sir.. best explanation.. but sir aap jab short form use kar rahe ho to plzz usaka full form verbally mention karo plzzz ... Thanks sir
Baat aapki sahi ha parantu me kosis karta hu sab batane ki fir bhi kuch doubt lagta ha to please comment kar sakte ha me sabhi comment ka jawab deta hu.
Dear sir please explain Ups.safty
Thank you sir
Thank you sir 🙏
welcome
Best teacher 🙏🙏
Best teacher
Nice explanation sir
Thanks and welcome
500 iva genretor me triping ho ne ke kya kya Karan ho sakte h kese chek kare
Excellent sirji
Thanks
Nice sir 👍
Sir Kitni battery lagate hai dg set me ki 27 se kam hone par start nhi hota...normally ek battery ki voltage to 12 hoti hai aur charge rehne par 13.5 - 14 V.
2 batteries for 24 volt starter.
@@BuildingSanchalan ok
Dear sir please tell me: DG.ka High temperature and low temperature explained kitna hota hai
60 to 100°C
Plz help
Cummins 1500 kVA DG Set lube oil consumption per hour ?
❤❤
Nice video
Sir Dg ka all sefty kaha se bypass hota hai plz
Sir jab DG Running me Rahta hai to fuel pressure kitna hoga in and out line ka
3 - 4 psi
What's the specification of dg lube oil sir
15 W 40
Very good sir
Thanks and welcome
Thankyou sir
welcome
Is this for electrical or mechanical
Both (Electrical and Mechanical).
Actuator faulty hoga to bhi hunting krega sir
Thanks dear.
Dear sir ..please scada per v video banaye...
scada is not my part. Sorry
Sir DG me 12+12 volt ka do Battery series me HOTA hai to DG me 27 volt Kaise Milega Sir Ji please 🙏 Reply
DG me 27 volt nahi, full charge battery show 27 volt
@@BuildingSanchalan sir ji Full Charge to 12 volt ka jab hamara Battery Hai to Full Charge 12 volt hi to Rahega sir ji
@@BuildingSanchalan sir
Ye 3 volt extra kyun show karta hai.. Ye samajh nahi aata hai
@@navedahmadkhan4587 Battery plate capacity is 27 volt and it does not on continious load thatswhy it can be charged 3 volt more voltage.
Sir agar dg start nahi huwa to hum manualy kaise satrt kar sakte hai
DG ko manual start nahi kar sakte ,use batter v self se start karna padega
Fan belt toot Jaye tab b coolant hingh he show karega
Yes but fan belt aadi Daily A check me check kar li jaati ha.
Sir Ups ka detail vedio banovo
Ups par video bhi banao sir ji
soon
Sir DG oprater ke liye qualification kya chahiye hoti hai
Kaam aana chahiye aur iti h to bahut achha
👍👍👍♥️♥️♥️
Thanks
Dg off nhi hi to kya kre sir
Fuel supply band
Engine air le rha ho tab b hunting hoti hai sir
Right sir,
Sir mai ek Mechanical engineering hu or Mera soch hai ke mai acha maintenance engineer Banu. Sir mera help kijye.... 0 se Hero Tak ka ....apna ka video bahut help krta hai
Do course from skilled Hindustan
Good
❤❤❤
Bettry charge nhi hogi to bhi genrater on nhi hoga...
Yes, You are right. Thanks for comment.
Sir Agar DG ka LLOP sancer kharab ho Jayega to DG ko Kaise chalayege
By paas karke
PT pump Ko petrol pump ko Sahi Matra mein fuel ka circulation na Milana
Thanks
Abr full form kan
AVR= Automatic voltage regulator.
DG ka current up down ho raha hai
Avr change kro
सर नोकरी तो लगबाओ
किसमे
Nice sir 👍
Best Teacher
Thank you
Good
Thanks