Nice video ❤..agar jada quantity main banana ho jaise Aaj main bana rahi hu Kaju 250g Badam 250g Chuhara 250g Nariyal 250g Makhane 100g Gond 200g Kharbuja beaj To iske liye chasni kitne kg sugar ki bsnani hai or water kitne litr padega Please bata dijiye abhi
Thanku dear bahut hi achhi Tarah se bataya beena time kharab kiye or sab se achhi baatvki negative point bhi sath mai bataye Taki kisi ki meva paak kharab na ho Thankuu dear
Mewa pag soft ku reh jata kis cheez ki kami ki wajha se.. Dry dry nhi ho rha h kya gondh ki quantity zyada hone se hota h aisa pls rply.. Usko theek kaise kre ki pieces proper cut ho
@@shailybhardwaj8444 acha insaan to jane kya kya kha jate h to kya woh sab bhagwan ji bhi khaa lege kya.... Logocial bat kijeye jisse hme bhi Gyan mile...main to gyan lene aaya tha na ki dene
Bhut ache se batayi apne recipe thank u 😊
Bahut hi accha bna h
Thankyou di bahut accha sa bataya aap na Radhe krishna ❤❤❤❤
Bohut badiya 👌👌
Very nice recipe
Mai isme doodh ka khova bhi dalta hu usse test achha aata h or soft bhi rehta h
Bahot acchi bnayi h or bahot acche tareeke se batati b h
With tips and tricks. Nice.
Wow amazing pag
Nice video ❤..agar jada quantity main banana ho jaise Aaj main bana rahi hu
Kaju 250g
Badam 250g
Chuhara 250g
Nariyal 250g
Makhane 100g
Gond 200g
Kharbuja beaj
To iske liye chasni kitne kg sugar ki bsnani hai or water kitne litr padega
Please bata dijiye abhi
Nice recipe 👌
Muh mein pani aa gyaa😂
Wooow yummy yummy ❤
सामान और चीनी का अनुपात क्या लेना है
Sbse jenuin question yahi h..?
Bahut acchi raspe h thanks
Looking yummy
Thanku dear bahut hi achhi Tarah se bataya beena time kharab kiye or sab se achhi baatvki negative point bhi sath mai bataye Taki kisi ki meva paak kharab na ho
Thankuu dear
Superb
Thank u very much so yummy and so nice recipe😊😊❤❤
Mam kitna mava or kitni suger please
Aap adha kilo sugar me 250gram mava le sakti hai
Ma'am ek baat puchni thi ki jitni sugar ki quantity lete hai kya utni hi paani dalte hai kya please batao na
Sugar ka half Pani dalte hain
Nhi uska adha dalte hai
Nice
Maine ek taar ki chashni banayi thi lekin fir bhi paag jama nahi kuchh bataye iske liye
Kisi wajah se paah jam nahi paye to kaise jamaye doobara chashni banani padegi kya
Mewa pag soft ku reh jata kis cheez ki kami ki wajha se.. Dry dry nhi ho rha h kya gondh ki quantity zyada hone se hota h aisa pls rply.. Usko theek kaise kre ki pieces proper cut ho
Nhi isne pani jyada hi dalva diya or chasni do taar ki honi chahiye
Bina mava ke only ghee main kase banaye
Mera bhi cooking channel hai please meri recipe bhi dekhe kl me bhi meva pag ki recipe dalungi
Kaha apne to Dali hi nahi
Ji thoda late ho gae hai abhi dl nhi pae hai sorry
Me abhi bna rhi hu
All was good till added 2 cups of sugar that too much sugar
Aap mewa baat banaa rahe ho per Gond nahin Dali jaati Bhagwan ka bhog Gond Ko nahin
Thank you apne bhut ache jankari di....main to dalne jaa raha tha....❤❤
Kiyo
Jab ham khaa sakte hai tou bhagvan kiyo nhi
@@shailybhardwaj8444 acha insaan to jane kya kya kha jate h to kya woh sab bhagwan ji bhi khaa lege kya....
Logocial bat kijeye jisse hme bhi Gyan mile...main to gyan lene aaya tha na ki dene
Very super delicius recipe
Sugar Pani ka naap?
Main abhi dekh rahi hu ye video 😊
Instead of sugar why not use jaggery
Because of taste...,dono chizoo ka taste alag hota h.....and sbbhi ko clear aur saf saf mena pag chayye hota h iss leye
Nice