Prelims => 1gs= 140que Hindi =60q Factual que jyada 1 Ghatna chakra purvalokan +lucent for all subjects padhna hi hai 2 pariksha dristi= mordern, medieval, ancient 3 geo=mahesh wadbal+mapping 4 economics = pratiyogita darpan Ka atriktank 5 polity =pariksha vani 6 sci =lucent 7 env= pariksha vani 8 up spe= ghatna chakra tatya sar 9 agriculture = pariksha vani 10 population = pariksha vani se only ind +up ki jangarna 11 Current affairs- samsayiki cronical (30 rs bali ) every month Or ghatna sar compilation #Prepare your short notes # Sare up k objective question k questions se Factual notes bana lo bhut short m ==>Hindi Hardev bahri+ Vasudev nandan + Ghatna chakra purvalokan Thankyou sir 🙏 😊
RO Booklist and sylabi: 1) Adhunik Bharat : ghatnachakra purvalokan , Parikshadrishti Adhunik bharat Prachin bharat: Parikshadrishti prachin Bharat Madhyakalin Bharat: parikshadrishti Madhyakalin bharat 2) Bhugol: Ghatnachakra purvalokan , Mahesh barnwal , focus on mapping(Atlas- student or oxford publication) 3) Economy: Ghatnachakra purvalokan , Pratiyogita Darpan Atriktank (tradition ques and current updates) 4) Rajvyavshtha: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani (imp facts in brackets) 5) Vigyan: Ghtanachakra purvalokan + lucent(science) 6) Environment: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani 7) UP special : Ghatnachakra Tathyasaar 8) Agriculture : Parikshavani or previous year(patli si) 9) Population census: India and UP census from parikshavani 10) Current Affairs : Samsamayiki Chronicles 30 rs wali, ghatnasaar during exams containing 7-8 months compilation, Ghatnachakra Drishti(if u want to read). 11) Hindi: Hardeb Bahiri, Vasudev Nandan , Ghatnachakra purvalokan(learn by writing),shuddh vartani. Ghatnachakra purvalokan: make short notes for tough facts rememberance , learn things by writings. Lucent GS: Read 4 - 5 times (for go through and revision) Prev year papers of last 5 years like Ro, ACF, BEO, PCS conducted by UPPSC in which GS is asked compile those papers and prepare those papers. Prepare concise notes.
Pariksha Drishti publication ki book nahin mil rahi hai sir Online or offline donon jagah available nahin hai history ke liye dusre publication ki book bataen
Bhaiya ek vedio iska bhi bnye jisme ye btye ki sachivalay Mein Kya Kam aur kaise karna Hota Hai bahut confusion hai aur iski training Kaise Kya Hogi Kuchh notes ho to usko dikha kar bataen
sir english medium k liye ni bataya aapne, kya sir standard books + purvalokan acche se taiyar krke hm english medium wale clear kr sktey h ye exam + aditya publiction for hindi??? pls reply kr dijiyega sir... i need your guidance
सर हम आपके मार्गदर्शन में समीक्षा अधिकारी एवं सहायक समीक्षा अधिकारी की तैयारी करना चाहते हैं I हम आशा करते हैं कि आप समय-समय पर हमें मार्गदर्शित करते रहेंगे ।
Sir mere Eyes side week hai aur Chusma lga hua hai aur Height sirf 5 fit 2 inch hai to hum Ro ke Medical test main Nikal to nhi diye jayenge......aur sirf Madical kon kon sa hota hai ushka video bhi bata dijiye
History ki ghantnachakra purvavlokan me Moden history Medivel history Ancient history Yeh teen hi diya hota hai ya teeno ki alag alag ghatnachakra purvavlokan Leni hogi
Sir I will be preparing for RO ARO in english language. SPECTRUM for history, GC Leong for geography, Laxmikant for polity Are these book enough for preparation along with ghatna chakra ??
Sir ... goodmorning .....aapko safalta ke liye bahut bahut subkamnaye .......aapne RO ya supply inspector me kaun si job join ki...... please batane ki krapa kare.....
Sir.. Namskar🙏🙏 Aapne g's k liye starting me hi kaha k ghatnachakra poorvaavlokan padho Jiska baics nahi achha hai vo direct esi book se suru kare ya fir pahle basics k liye jo pariksha dristi apne batai, usi se padhe ya koi aur book padhe.. Please guide me
hello sir sare subject ki purvalokan hi leni chaiye ya youth compition ki uppsc ke sare exam ki compilation wali book lesakte hai jisme gs ke 31000+ question de rakhe hai with explanation ,aur lucent ki jagaha kiran publicaion ki gandhi ji wali one liner dictionary of fact bhi le sakte hai .plz detail me guide kare sir
namaskar sir. sir mera basic sab tyar hai maine lower subordinate ka mains bhi diya tha jisme mere final selection se 5 marks kam rahe. m Ro/Aro ke preparation karna chahta hu to jitna apne study material bataya hai usme kuch to mere lia revision part hoga. to kam se kam kitne samay me complete preperation ho sakti hai thoda confusion hai. so you guide me
Sir please mujhe reply kijiyega..ro ke liye.. ncert bhi pdhana pdega.. aur jaise chaptar me fact matlab mcq pdenge ya phir..upsc ka notes banate hai waise.... please reply.me sir I'm very confused..and I'm house wife..par mujhe next ro ke liye abhi se taiyari karni hai..
ua-cam.com/video/X8rAFB51iNE/v-deo.html
Mains k liye bhi books bta dijiye Sir please
Hi
Kya madhya Pradesh kaa selection hota hai is exam mai
Sir ji PET ke liye kon si book le 🙏
Sir arts students form fill kar sakte hai?
Prelims =>
1gs= 140que
Hindi =60q
Factual que jyada
1 Ghatna chakra purvalokan +lucent for all subjects padhna hi hai
2 pariksha dristi= mordern, medieval, ancient
3 geo=mahesh wadbal+mapping
4 economics = pratiyogita darpan
Ka atriktank
5 polity =pariksha vani
6 sci =lucent
7 env= pariksha vani
8 up spe= ghatna chakra tatya sar
9 agriculture = pariksha vani
10 population = pariksha vani se only ind +up ki jangarna
11 Current affairs- samsayiki cronical (30 rs bali ) every month
Or ghatna sar compilation
#Prepare your short notes
# Sare up k objective question k questions se Factual notes bana lo bhut short m
==>Hindi
Hardev bahri+
Vasudev nandan +
Ghatna chakra purvalokan
Thankyou sir 🙏 😊
Good💐👍
Nice❤❤❤
Thank you so much
👍
O bhai itna kaun padta hai yr itna padte padte budapa aa jayega
रविकांत नाम बहुत कम लोगो का होता है गुरु जी लेकीन जिनका होता है वो लाजवाब होते हे।❤❤
निः शुल्क नोट्स व मार्गदर्शन के लिए इस टेलीग्राम चैनल को जॉइन कीजिये।
t.me/VRavikant
Sar hamen Samiksha Adhikari ki status yaar booklist Bata dijiye please sir
Sir kya pcs ki book se samiksha adikari k exam nhi ho sakta defferent hn kya book pls btaiye
log kahte hain ki khojne se bhagwan bhi mil jata hai. galat kahte hain. pahle ek acha mentor milta hai just like you. Thank you so much sir.
💐💐
RO
Booklist and sylabi:
1) Adhunik Bharat : ghatnachakra purvalokan , Parikshadrishti Adhunik bharat
Prachin bharat: Parikshadrishti prachin Bharat
Madhyakalin Bharat: parikshadrishti Madhyakalin bharat
2) Bhugol: Ghatnachakra purvalokan , Mahesh barnwal , focus on mapping(Atlas- student or oxford publication)
3) Economy: Ghatnachakra purvalokan , Pratiyogita Darpan Atriktank (tradition ques and current updates)
4) Rajvyavshtha: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani (imp facts in brackets)
5) Vigyan: Ghtanachakra purvalokan + lucent(science)
6) Environment: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani
7) UP special : Ghatnachakra Tathyasaar
8) Agriculture : Parikshavani or previous year(patli si)
9) Population census: India and UP census from parikshavani
10) Current Affairs : Samsamayiki Chronicles 30 rs wali, ghatnasaar during exams containing 7-8 months compilation,
Ghatnachakra Drishti(if u want to read).
11) Hindi: Hardeb Bahiri, Vasudev Nandan , Ghatnachakra purvalokan(learn by writing),shuddh vartani.
Ghatnachakra purvalokan: make short notes for tough facts rememberance , learn things by writings.
Lucent GS: Read 4 - 5 times (for go through and revision)
Prev year papers of last 5 years like Ro, ACF, BEO, PCS conducted by UPPSC in which GS is asked compile those papers
and prepare those papers.
Prepare concise notes.
Nice
Thank You.
Itna genuine koi nahhin lga. Bahut sare videos dekh dale. Keep guiding sir.
Ghatna chakra purvlokan and blue lucent kafi rahegi aur previous year mcq plus up ghnta chakra current affair kafi rahega
Bahut bahut Dhanyawad 🙏💐 sir ji 🙏🙏💐💐 itni achi jankari dene ke liye 🙏🙏
Sir ki vjh se sir ne kafi behtar guidance di h
सर आपसे निवेदन है कि आप अपने अनुभव के अनुसार सब्जेक्ट वाइज ro aro ke liye टॉपिक बताने की कृपा कर दें तो अति दया होगी
Sir mujhe laga aapne Irfan Pathan ka photo laga rkha hai jab khola to ye to ap the
😀😀
Pariksha Drishti publication ki book nahin mil rahi hai sir
Online or offline donon jagah available nahin hai history ke liye dusre publication ki book bataen
sir प्लीज apne likhe kuch essay provide kra dijiye jisse behatar samjh bn paye niband lekhan mai 🙏🏻
Bhaiya ek vedio iska bhi bnye jisme ye btye ki sachivalay Mein Kya Kam aur kaise karna Hota Hai bahut confusion hai aur iski training Kaise Kya Hogi Kuchh notes ho to usko dikha kar bataen
Thanku so much aapka hr content bhot hi axa hota h ager samiksha adhikari me selection ho gya sir to aapse milne jrur ayenge
Thanks u sir aapne kai baar bataya jo self se kr rhe unke liye amulya ratna ki trh h baate
सर जी मैं आज पहली बार आप की क्लास में आई हू मुझे बहुत अच्छा लगा सर 👍🏻👍🏻🙏🏻🙏🏻🤗
💐💐
Good beta
sir english medium k liye ni bataya aapne, kya sir standard books + purvalokan acche se taiyar krke hm english medium wale clear kr sktey h ye exam + aditya publiction for hindi??? pls reply kr dijiyega sir... i need your guidance
Sir history k liye prariksha vani le ya jo apne btye
Sir syllabus me history h but topic kya h kaise study kru history ka to kuch smjh nhi aa, rha sir plz help
Sir ji aapki video देखने से तैयारी में अच्छा suport मिलता है
Thanks sir
सर हम आपके मार्गदर्शन में समीक्षा अधिकारी एवं सहायक समीक्षा अधिकारी की तैयारी करना चाहते हैं I हम आशा करते हैं कि आप समय-समय पर हमें मार्गदर्शित करते रहेंगे ।
मुझे भी मार्गदर्शन करें,,,,
मुझे भी मार्गदर्शन करें।
Sir gatnachakr ke sare chapter pahdne chahiye all subject k
Sir every year vacancy nikalti ha kay?? 2024 me vacancy aaye gi kay??
Thank you for your guidance and notes☕
Sir UPP police ke liye GK GS bata do one liner please please please 🙏🥺🤲
Thanku sir....mai Facebook friend hu apki.aj pahli baar apka video dekha.
Sir up aps ki books bata dejiye kya padna h kaun si book se padna gs me kya pade aur hindi me kya pade
Bhaiya ji bahut accha bataye hai ❤❤❤ smjh me aa gya
भईया शून्य से सुरु किया है कुछ पता नहीं कैसे क्या करना पर लगे है आपके बताये रास्ते से पड़ना है बहुत बहुत धन्यवाद
Take care sir...
Sir guidance jaari rakhiyega...
Plz GS ka kuch bataiye...
And hindi aalekhan ka
Sir aapne kon se job jauyan kya h , kya aapne purti nirshak jauyan kya h ya ro jauyan kya h
Sir maine jo book li Ghatna chakra purvalokan ki Single book hai usme sare topics include hai...kya yahi padhu ya fir dusri books leni padegi??
Thnks for information sir 🙏 kab tak vacancy aayegi sir??
Sir mere Eyes side week hai aur Chusma lga hua hai aur Height sirf 5 fit 2 inch hai to hum Ro ke Medical test main Nikal to nhi diye jayenge......aur sirf Madical kon kon sa hota hai ushka video bhi bata dijiye
Sir is video ko banane ke liye bahut bahut dhanyawad...itne Kam time me revision ka sabse badiya tarika aapne bataya ❤❤
Sir आपका मार्गदर्शन अति सराहनीय है
RO Mains ke liye bhi strategy btayiye...Thans in Advance
Sir aap ro aro pre ki preparation nhi karwaenge jaise aapne ro ke mains ka batch banaya h
History ki ghantnachakra purvavlokan me
Moden history
Medivel history
Ancient history
Yeh teen hi diya hota hai ya teeno ki alag alag ghatnachakra purvavlokan Leni hogi
To the point video thank you sir 👍
Thank God koi to bilkul such bol rha hai... Otherwise sab apni coching join karne ko hi bolte hain, self study best hai...
Thank you sir for nice suggestion ❤.
Sir konse gatna chakr please uske pic daal di jiye m first time tyare ker rhe hu please sir
Ok
Bhut dhanyawad sir aapko hme shi maargdarshan dene ke liye
Continue video laya kariye sir
Pryaywachi or visheshan m problem aa rhi h sir ...... source decode book
Sir I will be preparing for RO ARO in english language. SPECTRUM for history,
GC Leong for geography,
Laxmikant for polity
Are these book enough for preparation along with ghatna chakra ??
Sir RO/ARO KE LIYE NCERT PADH SAKTE HAI YA NHI
Sir dhyeya ias wali jo RO ki aapne practice karne ke liye set btaya tha wo kaha se milega
Kam ki bat no bkvas ,weldon sir ,appreciating,honest personality
Sir aap upsc ro /aro ka bta dijiye ki exam ki type ka hota h means writtin ya online ..and most important. Ki kaunsi books. H
Sbhi recourse ka pdf bhi de dete ap to acha hota... apke pas to hai pdf apke tab me
Sir economics ke bare me kuch btayiye sir kon si book shi rhegi ro aro ke ke liye
bhaiya g aap ek vdo RO ka secoond papar ke bare mai syallabus बताओ pls pls 🙏🙏🙏🙏
Jaldi btaunga
sir previous year paper dedijiye
Pahle ghatna chakra ka purwavlokan pura complete krne ke bad us sub ki book padna hai ya sath sath dono
Phle book pdhe fir usi topic ko ghtna chakra se
Sir priksha drishti history ki book ka review dijiye. Ye kaha milegi.
Ak topic pr bnaya kre video to usi topic pr rha kre, bich me pcs k bare me bol k kyo confusion paida kr rhe h
Sir please aap apna gs ke kuch short notes like history ki jarur send kijiyega please
t.me/VRavikant
Is pr send kr diye hain join kr lijiye
@@taiyariwithravikant7400 thank you so much sir
Tq sir ap bahut ache se samjhate hi
Bhaiya ek video samanya hindi evam patralekhan pr bhi ... 🙏❤️
Sir english medium ke liye book bata dejiye ro ke liye please
Sir please y btayiy pratiyogita darpan ko kase padhe please sir. Mera exam 2024 feb mein h
Sir abhi maine ghatna chakra purvavalokan nhi liya h kya abhi cover ho jayega le le ya purwavlokan k videos se ho jayega .. sir Lucent se ho jaega
Sir hum bhi taiyari karna chahte hai sir kaun si book padhen
Sir ... goodmorning .....aapko safalta ke liye bahut bahut subkamnaye .......aapne RO ya supply inspector me kaun si job join ki...... please batane ki krapa kare.....
Jiski joining phle hogi... Baki baad me decide krunga
thank you so much sir for your suggestion.Its seems doable with your tips.🙏
helo
Sir different subjects k liye ghatana chakra purvaawalokan different different aati hai kya ???
Kewal ghatna chakra ke notes bnye ya baki sabhi books ke nhi bnye
Achha margdrsan krty h guru g aap 🎉❤
Sir aap meerut abhyudaya Yojana me bhi padhane ke liye aaye the na .
Yes
💐💐
Thank you so much Sir for your guidance 🙏🏻🙏🏻😊😊🙏🏻
Sir mera opretion ho chuka hai peat ka kya main ar ya aro ki tayari kar sakta hu medical main koyi problam to nahi hogi. Plz 🙏🙏🙏🙏🙏
भैया जो घटनाचक्र की RO ARO के लिए को बुक है उसपे पूरी gs है उससे कवर हो जाएगा क्या
Sir..
Namskar🙏🙏
Aapne g's k liye starting me hi kaha k ghatnachakra poorvaavlokan padho
Jiska baics nahi achha hai vo direct esi book se suru kare ya fir pahle basics k liye jo pariksha dristi apne batai, usi se padhe ya koi aur book padhe..
Please guide me
Pareeksha Drishti se pdhiye jyada sahi rahega
@@taiyariwithravikant7400
Thank you sir
Essay writing k jo topic syllabus me diye he 9 unme se hi aayenge kya..ya phir sample ki trh he
Sir new edition nhi mil paraha ghatnachakra ka 2022 ka mil raha,2023 ka nhi mil Raha.
To kya 2022 edition ka hi le le, please sir reply?
2022 ka edition hi le lijiye...
Sir mujhe typing nhi aati muje computer hi nhi chalana nhi aata kya me ro aro ka form bhar sakati hu kahi muje nichi post toh nhi milegi
Dhanyawad margdarshan k liye
💐💐
Sir posting kaha hote hai Delhi mei bhi hote hai kya
Sir hmko bhi ro k liye y btadijiye ki up special curent aur gs ko chor k baaki saare sub Lucent s nhi pdh skte h sir pls guide me🙏
Sir..APS ke liye bhi btaiye na please🙏🏻🙏🏻
Gk ke liye Dristi Quick book kesi rhegi Ro/ARO ke liye , uske form fil krne keliye kya hona chahiye
Sir Ek means ke liye strategy plus exam ke liye video bhi banaaiye
Achi advice thi.. Thanks ❤uu
💐💐
Sir other states wale kese taiyyari kre up( ro) ki pls batie
Geography ka koi aur opitional mahes varnwan ke alawa
hello sir sare subject ki purvalokan hi leni chaiye ya youth compition ki uppsc ke sare exam ki compilation wali book lesakte hai jisme gs ke 31000+ question de rakhe hai with explanation ,aur lucent ki jagaha kiran publicaion ki gandhi ji wali one liner dictionary of fact bhi le sakte hai .plz detail me guide kare sir
Sir aapne kaha science wali Lucent se science padhe to kya samanya gyan ki Lucent se nhi shi h kya
Current affairs ke liye btaiye
Sir geography ki world and Indian dono ki mahesh barnval ki lele sir pls btaye
Vdo vpdo KE liye v BTA dijiye sir plz
namaskar sir.
sir mera basic sab tyar hai maine lower subordinate ka mains bhi diya tha jisme mere final selection se 5 marks kam rahe.
m Ro/Aro ke preparation karna chahta hu to jitna apne study material bataya hai usme kuch to mere lia revision part hoga.
to kam se kam kitne samay me complete preperation ho sakti hai thoda confusion hai. so you guide me
Agar basic taiyar hai toh 5-6 months sufficient hain...
Thank you so much bhaiya aaj jake sahi jankari mili
Very helpful sir...pls keep updating us
Sir please mujhe reply kijiyega..ro ke liye.. ncert bhi pdhana pdega.. aur jaise chaptar me fact matlab mcq pdenge ya phir..upsc ka notes banate hai waise.... please reply.me sir I'm very confused..and I'm house wife..par mujhe next ro ke liye abhi se taiyari karni hai..
Sir maine b.ed and b.a kiya hai mere paas computer or other koi social deploma nhi h kya me RO/ARO ki taiyari kr sakti hu pls sir reply 🙏🙏
Sir agr possible ho to agriculture ke notes provide krwa dijiye 🙏🙏
Ok