@@AkshayPuttuShetty-NCCS Train chart journey se lagbhag 4 se 6 ghante pehle banata hai (overnight trains ke liye yeh 8 se 12 ghante pehle bhi ho sakta hai.
Sir, maine kiya hai but waiting list 2 ki hai..3A mei hai Agar mai vikalp scheme accept na kru toh phir kya hoga ? Aur maan lo ki meri confirm bhi nhi hui toh ???
Waise 2 ki waiting list asani se clear ho jati hai lekin phir be incase ni hoti hai to vikalp me mil sakti hai phir be ni hoti hai to apko fully refund process hoga.
Sir jaise meri train kl 10 PM pr h aur mai dekh pa rha hu ki mere hi route m Rajdhani , Tejas aur Hamsafar train ki 3rd , aur 2nd class ki seat Bahut sare available h but inki timing 4 PM ki h to kya ism seat mil skta h ? Aur agr seat milega to kya mujhe extra charge pay krba hoga
@Harshtechnohelp Sir ye bat cnf h agr seat available h dusre train m aur hmne option v choose Kia h to seat mil hi jayega ?? Aur meri train to rat m 10 PM ki h aur jis train m seat available h vo to 4.30 pm ki h fr v mil jayega sir ?
Unfortunately, the Vikalp option cannot be canceled once selected. However, if the new train assigned under Vikalp doesn't suit your travel plans, you can cancel the entire ticket and book a new one. For further assistance, you can contact IRCTC customer care at 139 or visit the nearest railway inquiry office.
Vikalp option select karne ke baad ise cancel nahi kiya ja sakta hai. Lekin agar Vikalp se allot ki gayi nayi train aapki yatra yojna ke anusaar nahi hai, toh aap poora ticket cancel karke naya ticket book kar sakte hain. Ya aap IRCTC customer care se 139 par contact kar sakte hain ya near by railway enquiry office mein ja sakte hain.
@@qureshigaming5421 agar apne Vikalp Scheme ka use kiya hai aur apki WL ticket chart preparation ke baad bhi confirm nahi hui toh apko alternate train mein seat allot ki ja sakti hai.
Agar koi vikalp selected train mein milega toh kitna der pehle and kidhar show hoga seat and train name
Message milega apko or ap PNR status me jakar check kar sakte hai.
@Harshtechnohelp thank you
@@Harshtechnohelp Bhai wo puch raha hai kitna time phle ayege update or confirm
@@AkshayPuttuShetty-NCCS Train chart journey se lagbhag 4 se 6 ghante pehle banata hai (overnight trains ke liye yeh 8 se 12 ghante pehle bhi ho sakta hai.
Sir, maine kiya hai but waiting list 2 ki hai..3A mei hai
Agar mai vikalp scheme accept na kru toh phir kya hoga ? Aur maan lo ki meri confirm bhi nhi hui toh ???
Waise 2 ki waiting list asani se clear ho jati hai lekin phir be incase ni hoti hai to vikalp me mil sakti hai phir be ni hoti hai to apko fully refund process hoga.
Sir jaise meri train kl 10 PM pr h aur mai dekh pa rha hu ki mere hi route m Rajdhani , Tejas aur Hamsafar train ki 3rd , aur 2nd class ki seat Bahut sare available h but inki timing 4 PM ki h to kya ism seat mil skta h ? Aur agr seat milega to kya mujhe extra charge pay krba hoga
Apne vikalp opt karte wqt jo be train select ki hogi unme se apko agar seat milti hai to. Or koi extra charges nahi pay karne honge apko.
@Harshtechnohelp Sir ye bat cnf h agr seat available h dusre train m aur hmne option v choose Kia h to seat mil hi jayega ?? Aur meri train to rat m 10 PM ki h aur jis train m seat available h vo to 4.30 pm ki h fr v mil jayega sir ?
Maine tejas main book kari aur by mistake i took vikalp option and opted for a train that would take 27 hrs to reach...how to cancel that?
Unfortunately, the Vikalp option cannot be canceled once selected. However, if the new train assigned under Vikalp doesn't suit your travel plans, you can cancel the entire ticket and book a new one. For further assistance, you can contact IRCTC customer care at 139 or visit the nearest railway inquiry office.
Me vikalp train select kiya hun. Vikalp train me mujhe nahi jana to me vikalp ko cancel kaise karun? (train 2 din baad ki hai)
Vikalp option select karne ke baad ise cancel nahi kiya ja sakta hai. Lekin agar Vikalp se allot ki gayi nayi train aapki yatra yojna ke anusaar nahi hai, toh aap poora ticket cancel karke naya ticket book kar sakte hain. Ya aap IRCTC customer care se 139 par contact kar sakte hain ya near by railway enquiry office mein ja sakte hain.
@Harshtechnohelp thank you
Chart preparation me mera WL confirm nhi hua h to kya dusri train me mera ticket confirm hoga ya nhi
Vikalp ka confirmation availability par depend karta hai, guarantee nahi hoti.
@@qureshigaming5421 agar apne Vikalp Scheme ka use kiya hai aur apki WL ticket chart preparation ke baad bhi confirm nahi hui toh apko alternate train mein seat allot ki ja sakti hai.
OPT VIKALP me ticket ka auto upgradation vaild rhega ? please tell it's urgent
Yes agar upgradation hota h to valid rahega.
Kitne hours phle ye option pick karna hota hai??
Departure ke baad ya chart banne ke baad vikalp ka option use nahi kiya ja sakta.
Chart prepared ho gaya lekin ticket confirm nhi huaa to abhi kya kre wait kare ya nhi kre
Vikalp option opt kiya tha apne?
@Harshtechnohelp haa kiya tha
@@akparmarvlogs jitni be train me kia tha tab tak wait kar sakte hai agar phir be ni hota h to refund he process hoga
Yani train change ho जायेगी
@@skdhaker1008 Apke journey ke route ki jo be trains available hogi usme update ho jaygi agar unme seat available hoti h to.
But mere sath aisa nhi hota hai
@@Pujapratik1234 Apke sath kaisa hota hai bataiye
kr lengi😂
🤣