New-44-Mas'alah : 15-SHABAN, Shab-e-BARAT aur Shab-e-QADER say motalliq SAHEH Ahkam-o-Masa'il

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 165

  • @askemampk
    @askemampk 2 роки тому +14

    0:00:00 - Khutbah Aur Durood !!
    0:02:00 - Introduction !!
    0:05:46 - Lecture k 3 Teen Portions !!
    0:07:40 - 10 Sahi ul Isnaad say 15 Shaban ka Rozay ki Fazeelat !!
    0:09:53 - Hadith # 01: Raat k Rab ka Dunya pe Nuzool Farmana ??
    0:12:50 - Hadith # 02-08: Nabi صلى الله عليه وآله وسلم ka Shaban Aur Ayaam-e-Beez k Rozay Rakhna !!
    0:24:19 - Hadith # 10: 15 Shabaan k Rozay ki Fazeelat !!
    0:36:53 - Shab-e-Baraat pe 5 Zaeef ul Isnaad Ahadith !!
    0:37:54 - Hadith # 1: Allah 15 Shaban ko Logo ki Maghfarat Farmata Hai !!
    0:42:20 - Hadith # 2-4: Shab-e-Baraat pe Logo ka Rizq Likh Dya Jata Hai Aur Maghfarat ki Jati ??
    0:49:26 - Hadith # 5: Shab-e-Baraat mei Qayaam karo ??
    0:53:20 - Shab-e-Qadar k Hawalay say 3 Ayat Aur 10 Ahadith !!
    0:54:56 - Ayat 1-3: Qur'an Nazil Honay Wali Raat ?? Isi Raat mei Rizq Banta Jata Hai ??
    0:59:58 - Hadith # 1-2: Ramzan mei Kiye Gay Amaal say Pichlay Gunnah Muaaf !!
    1:02:08 - Hadith # 3-10: Shab-e-Qadar Kis Raat Mei HOti ?? Akhri Ashray ki Importance ??
    1:14:26 - 2 Ahadith say Shab-e-Qadar Panay ka Asaan Tariqa ??
    For All Timestamps Visit: emam.notion.site/Timestamps-EMAM-d4cdbd95e2134705b62c7e42d1d31498

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon.....💚🌟🌹❣

  • @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807
    @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807 4 роки тому +9

    Na main wahabi Na main babi main hon Muslim ilme kitabi subhan Allah

  • @muqeemkhan7761
    @muqeemkhan7761 2 роки тому +1

    ماشاءاللہ
    الحمداللہ رب العالمین
    سبحان اللٌٰہ وابحمدہٖ
    سبحان اللّٰہ العظیم

  • @UzairKhan-fy6zu
    @UzairKhan-fy6zu 3 роки тому +1

    اسلام علیکم و رحمت الله وبرکاته جزاکم الله خیران کثیرا فی دنیا و اخرت ماشاءالله الحمد لله زبر دست

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Allah pak humay deen e haaq pay chalay...amieen.....🤲🌹❣

  • @naveedahmed1696
    @naveedahmed1696 7 років тому +5

    السلام عليكم...!!!!!!!!
    ماشاءالله...........جزاك الله........

    • @muzammalshah2569
      @muzammalshah2569 5 років тому

      ali bhai mai ap k program mai ana chta hon ,ap kahan pe hoty ho

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 4 роки тому +4

    Ma sha Allah ali bhai ALLAH pak ap pr krooroon rahmatien nazil farmay...ameen...🌹❣

  • @farukvahora1695
    @farukvahora1695 3 роки тому +3

    MERI ALLAH SE DUA HE KI ALLAH S.W.T MERE BHAI MUHAMMAD ALI MIRZA KI SARE KHATRAT SE HIFAZAT KARE. UNHE AUR UNKI PURI FAMILY KO SALAMAT RAKE. MERE BHAI KO UMRE DARAJ ATA KARE. ME BADI MAHOBBAT KARTA HU MERE BHAI SE.

  • @holdergamers432
    @holdergamers432 2 роки тому +2

    I really appreciate with u I am listening everyday ur masle

  • @saifurrehmanjanjua4081
    @saifurrehmanjanjua4081 4 роки тому +1

    Jaza kalha Ali shab kuda pak aap ko hamasha ic munsub pa fayez rakhy..ahmin

  • @nazirawan2662
    @nazirawan2662 5 років тому +3

    subhan Allah great information jazak Allah

  • @raeesuddin2469
    @raeesuddin2469 5 років тому +2

    Subhan Allah
    Mashallah, ap ne Haeqat khub tafsel s began kar k hamari eslah ki. Jazakallah Khair Ameen

  • @faqirmuhammad6084
    @faqirmuhammad6084 7 років тому +13

    May Allah help you and bless you profusely for propagating real face of Islam (Mardan)

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Jazak Allah o khaira ali bahi....👍🌹❣

  • @AbdulRehman-id7jc
    @AbdulRehman-id7jc 2 роки тому

    MashAllha Allhapak apk ilm ma izafa kre or apko sehat de aameen 💖

  • @msislam4916
    @msislam4916 7 років тому +5

    Jazakallah khair Ali Bhai

  • @deya5619
    @deya5619 5 років тому +13

    We have no words to thank you ,
    Ma sha Allah you have done a commendable job,
    Tamam molanas (except for few young ones) of Pakistan are just creating confusion in public ,except you .
    Jazakallah hu khaer,may Allah Pak accept your "ikhlaas".

  • @inshalqureshiqureshi7792
    @inshalqureshiqureshi7792 3 роки тому +3

    Jazakalah

  • @ansarishamim1230
    @ansarishamim1230 7 років тому +1

    Assalamu alaikum jazakallahu khaira Alhadulillah bht hi bahtreen maloomaat mili

  • @nailasawzi786afrcia8
    @nailasawzi786afrcia8 3 роки тому +4

    Salam bhai Allah pak muj beta ata farmay in Sha Allah usko apke thra nake insan bano ge ameen

  • @aftabahmed4703
    @aftabahmed4703 2 роки тому +1

    Masha Allah

  • @ahmadhashmi2243
    @ahmadhashmi2243 5 років тому +5

    MASHALLAH MASHALLAH

  • @Rahmanshaikh758
    @Rahmanshaikh758 3 роки тому +13

    I proud of Muhammad Ali mirza engineer

  • @ashrafpakistan4243
    @ashrafpakistan4243 5 років тому +3

    الحمداللہ
    اللہ کا شکر ہے کہ آپ نے بہت بڑا مسئلہ حل کر دیا آپ کا شکریہ ادا کرتے ہیں اللہ تعالی آپ اور آپ کی ٹیم کو جزاے خیر عطاء فرمائے امین اپکا چاہنے والا اشرف بھٹی پیکو والا گوجرانوالہ

  • @ashadafridikhan9424
    @ashadafridikhan9424 2 роки тому +1

    Mashah Allah❤❤❤

  • @kashifaslam4631
    @kashifaslam4631 2 роки тому

    💝💝💝💝 Jazak Allah' khair💕💕💕

  • @bilalshaikh3438
    @bilalshaikh3438 5 років тому +4

    Mashallah

  • @aamirhussain1838
    @aamirhussain1838 5 років тому +2

    I love u Ali bhai
    Na main wahabi na main
    Babi main hon muslim
    Ilmi kitabi ❤❤❤❤❤

  • @blessed9167
    @blessed9167 7 років тому +2

    jazak_Allah ho khair

  • @EveningLight2812
    @EveningLight2812 3 роки тому +1

    Jazakallahu KhairA

  • @ShoukatAli-te4od
    @ShoukatAli-te4od 3 роки тому +1

    ALLAH bless you

  • @fareefaree6192
    @fareefaree6192 3 роки тому

    Allah ap ko ajar dy

  • @naseemakhtar8459
    @naseemakhtar8459 2 роки тому +1

    Naseem arain mahamdi panjtani qadarri qalandry 7st chibban faisalabad pakistan ⛰️🕋🏔️🏞️masha allah 💛🌹🖤Jazak allah ❤️🌷💔shuker alhamdolallah 💚🎄💙🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️💜💜💜🖤🖤🖤💔💔💔💚💚💚❤️🙏🙏🙏💙🎁🎁🎁💖🏛️🏛️🏛️💗🍉

  • @mudsrhussain3184
    @mudsrhussain3184 7 місяців тому

    Jazakalllah ❤️

  • @zoro404
    @zoro404 4 роки тому +1

    MashaAllah subhanAllah Ali bhai ap ne sahi rahnumai ki Allah pak ap ko ajar de Ameen

  • @ShoukatAli-te4od
    @ShoukatAli-te4od 3 роки тому

    Love you

  • @shahnazzeb8354
    @shahnazzeb8354 2 роки тому +1

    شاباش علی بیٹا خوش رہو شب بیرات کے بارے اہم معلومات شکریہ ورنہ ہر مولانا🤪کیا کیا باتیں کرتے ہیں۔طارق جمیل صاحب اور تمہاری باتیں ایک ہی ہیں ماشا اللہ!

  • @Shortsreels343
    @Shortsreels343 3 роки тому +1

    ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️

  • @anmolkhalid8201
    @anmolkhalid8201 4 роки тому +1

    Amaam Muhammad bin hassan askari

  • @syedmoazzamalihashmi7703
    @syedmoazzamalihashmi7703 6 років тому +2

    mashallah

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    13 March 2023......💚
    129, 253 views.....💜
    465K subscribers......💙

  • @zia9301
    @zia9301 4 роки тому +2

    🌻🌹🕋فضیلت شب براءت کی عظمت پرصحیح السند حدیث🌺🕋🌹
    🌹🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹عن عثمان بن ابی العاص رضی اللہ عنہ عن النبی صلی اللہ علیہ وسلم قال اذا کان لیلہ النصف من شعبان نادی مناد ھل من مستغفر فاغفر لہ ھل من سائل فاعطیہ? فلا یسال اللہ احد شیا الا اعطاہ الا زانیہ بفرجھا او مشرک۔🌷🌷🌷🌷🌷🌷
    حضرت عثمان بن ابوالعاص فرماتے ہیں اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا جب شعبان کی پندرہویں رات ہوتی ہے تو ایک پکارنے والا پکارتا ہے ہے کوئی مغفرت طلب کرنے والا جس کو میں معاف کر دوں۔ہے کوئ مانگنے والا جس کو میں عطا کر دوں۔
    اللہ تعالی سے جو شخص جو کچھ بھی مانگتا ہے اللہ تعالی اس کو عطا فرماتے ہیں سوائے
    زانیہ اومشرک کے۔
    (مساوی الاخلاق للخرائطی جلد1حدیث۔#467.فضائل الاوقات للبیھقی جلد#1حدیث#25)
    🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
    اس روایت کے تمام راوی ثقہ ہیں تفصیل ملاحظہ فرمائیے.
    امام ابوبکرالخرائطی۔💧
    امام ابن ماکولا فرماتے ہیں آپ جلیل القدر ثقہ لوگوں میں سے ہیں۔ خطیب بغدادی فرماتے ہیں آپ عمدہ روایتوں والے اور بہترین کتابوں کے مصنف ہیں۔
    امام ذہبی فرماتے ہیں
    الامام الحافظ و الصدوق۔
    (سیرللذہبی11/485)
    . عبداللہ بن احمد بن ابراہیم الدورقی.🌲
    ابن ابی حاتم فرماتے ہیں آپ سچے ہیں امام دارقطنی فرماتے ہیں ثقہ ہیں .(تاریخ اسلام للذہبی 6/560).
    محمد بن بکار.🌟
    امام ابن معین اور دارقطنی فرماتے ہیں ثقہ ہیں۔(سیر9/149).
    مرحوم مرحوم بن عبدالعزیز العطار.🌺
    امام ابن معین اور امام ابوحاتم فرماتے ہیں ثقہ ہیں.
    (الجرح والتعدیل لابن ابی حاتم8/436).
    داود بن عبدالرحمن.🥀
    امام ابن معین فرماتے ہیں۔ثقہ ہیں۔
    تاریخ ابن معین 1/107).
    ہشام بن حسان.
    امام عجلی فرماتے ہیں ثقہ۔
    (تاریخ الثقات للعجلی 1/457).
    امام حسن بصری بالاتفاق ثقہ ہیں۔🌻
    حضرت عثمان بن ابی العاص جلیل القدر صحابی ہیں🌟
    🕌تنبیہ۔#1.امام حسن طبقہ ثانیہ کے مدلس ہیں۔(طبقات المدلسین1/29)اس طبقہ کے .مدلس کی عن والی روایت معتبرہوتی ہے۔
    🏛#2.حضرت حسن بصری رح کا حضرت عثمان بن ابی العاص سے سماع ثابت ھے🌹
    حضرت حزم فرماتے ھیں میں نے حضرت حسن بصری کو ایک حدیث بیان کرتے ھوئے سنا : ان سے حضرت عبداللہ بن بریدہ نے کہا آپ کو یہ حدیث کس نے سنائی ہے اے ابوسعید! حضرت حسن بصری نےفرمایا : انتہائی قابل اعتماد حضرت عثمان بن ابو العاص نے۔
    حضرت عبداللہ بن بریدہ نے کہا اللہ کی قسم ۔واقعی وہ ثقہ ہیں۔
    (الثقات لابن شاھین 1/138)(سندہ صحیح)
    🌹ازقلم:محمدطیب الرحمن

  • @firozalitkd3280
    @firozalitkd3280 5 років тому +2

    Jjak allah khair ali bhai

  • @nohaidqureshi8148
    @nohaidqureshi8148 7 місяців тому

    Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu. Ali bhai Ramzan ky foran baad shawal ky rozy mtlb eid ka pehla din chr kr ya eid ky 3 din guzarny ky baad rakhy?

  • @attaabbas3871
    @attaabbas3871 7 років тому +1

    bhai mara naka ha juma ko plz mara lay dua karna sab say rasqat ha plz

  • @rsjasajidjanjua174
    @rsjasajidjanjua174 3 роки тому

    ماشاءاللہ۔۔۔۔۔ محمد علی صاحب اللہ تعالیٰ آپ کو ایسی طرح مولویوں کے جھوٹ کو بے نقاب کرنے کی توفیق عطا فرمائیں آمین

  • @firozalitkd3280
    @firozalitkd3280 4 роки тому +1

    Mashaallah

  • @fahadjan5712
    @fahadjan5712 5 років тому +2

    Jazak ALLAH Ali Bhai

  • @abdulhanannaz4492
    @abdulhanannaz4492 2 роки тому

    السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
    mirza bhai ye shawal k 6 rozay musalsal twatar k saath hi rakhay ja sktay hein ya phr chor chor wakfay k saath bi rkhay ja sktay hein

  • @rizwan3967
    @rizwan3967 7 років тому +7

    aaj ka video kyu late hua bhai besabri se intezaar tha....

  • @sajadjamali4311
    @sajadjamali4311 6 років тому +1

    Subhanallah

  • @MOHAMMADASIF-un1tq
    @MOHAMMADASIF-un1tq 3 роки тому

    Engg Sahab 12 rakat Nafil Namaz Shabe Qadar Padh na Sunnat se Saabit Hai kya..?

  • @aminatalib3243
    @aminatalib3243 Рік тому

    In sahih al bukhari hadith narrated by Ibn Abbas and ibn umar . It stated that it (laytalqadar) should be found in last seven nights of Ramdhan . ( last seven includes both even or odd nights) . Please put some light on this confusion. JazakAllah khair

  • @navazshaik2001
    @navazshaik2001 7 років тому +2

    assalamualikum.plz give detailed lecture on zakat once again.mainly on the concept zakat on land.because ali bhai said there is ijma on it.plz show the proof of ijma.so that the doubt will be cleared

  • @navazshaik2001
    @navazshaik2001 7 років тому +4

    and record one more new lecture on ramadhan

  • @faimidasiddiqui8168
    @faimidasiddiqui8168 2 роки тому

    Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu aameen mere Bhai hame roze ki saheri aur iftari ki niyyat ke bare me khulasa kar ke bataye zarur aur hame aap ka yane Bhai Ali mirza ka ya unke jo khas hai sahi bate batane wale unka watsApp ka nambar chahiye take ham sahi bate malum karke khud ki apni aur apno ki islah ki fikar kare in Sha Allah zarur allah ham sab ki madad magfirat islah tarbiyat kare aameen summa aameen ya rabbul aalameen

  • @hashmatpatel5617
    @hashmatpatel5617 6 років тому +1

    As salam o alai kum
    Ali bhai
    Mishakaat ul Makabi ka jo pdf hai usme English version hai ?
    As I don't know urdu......please try and help me to send English version.
    Jazakallahu Khairan !!!

  • @shadabqamar007
    @shadabqamar007 7 років тому +8

    as salaam alaikum
    as per you quoted hadees from muslim
    Imran b. Husain (Allah be pleased with them) reported that Allah's Apostle (ﷺ) said to a person:
    Did you observe any fast in the middle of this month (Sha'ban)? He said: No. Thereupon the Messenger of Allah (ﷺ) said: Fast for two days instead of (one fast) when you have completed (fasts of) Ramadan.
    Reference : Sahih Muslim 1161 c
    In-book reference : Book 13, Hadith 258
    USC-MSA web (English) reference : Book 6, Hadith 2608
    .
    then why middle of sha'ban is not considered on 14 and why to consider only on 15?
    .
    correct me if I am wrong
    .
    jazakallah khair.

    • @EngineerMuhammadAliMirzaClips
      @EngineerMuhammadAliMirzaClips 7 років тому +4

      ALI bhai is RIGHT because HALF of 29 or 30-Days is 15 not 14 my dear !

    • @shadabqamar007
      @shadabqamar007 7 років тому +1

      Engineer Muhammad Ali Mirza - Short Clips Channel
      jazakallah khair🙂

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      @@EngineerMuhammadAliMirzaClips حضرت عمران بن حصین رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے پوچھا ۔ یاکسی اور شخص سے پوچھا اور وہ سن رہے تھے : ۔ اےفلاں!کیا تم نے اس مہینے کے وسط میں روزے رکھے ہیں؟ اس نے جواب دیا نہیں۔

  • @musmanosmani9963
    @musmanosmani9963 4 роки тому +2

    Khuda tera bera garaq kare.. Or tmehn nishan e ibrt banay

  • @abdulmateen949
    @abdulmateen949 7 років тому +1

    Ali bhai zardsat

  • @FreeTechandGiveaways
    @FreeTechandGiveaways 4 роки тому +3

    *Hadith #2745 etc can not be considered as "international numbering", it is the numbering of "hamariweb" also point to be noted that on website "hamariweb" they have mentioned "The Book Of The Merit Of The Holy Quran" as a separate book rather it is a part/chapter of "Book 6 The Book of Prayer - Travellers", This is why on website "Hamariweb" "The Book of Fasting" lies on 14th number but internationally it is the 13th Book of Sahih Muslim.*
    *2nd Point to be noted is that, The numbering of website "Hamariweb" is a continuous numbering there is no duplication for eg. (2754a, 2754b or 2754[3] etc). They consider every hadith separately which can be confusing for user to identify similar chain of narrators of same hadith Check below link of "Hamari Web":*
    *1-**hamariweb.com/islam/hadith/sahih-muslim-2757/*
    *2-**hamariweb.com/islam/hadith/sahih-muslim-2754/*
    *It is better to categorize hadiths with similar chain of narrators as (1a, 1b or 1c) as done by **Sunnah.com**:*
    *•**sunnah.com/muslim/13*
    *To sum up all above is to say that the claim of "International Numbering" by the speaker is wrong rather it is right to say a non-duplicate numbering from a website called "Hamariweb"*

  • @rynashakiraqureshi1170
    @rynashakiraqureshi1170 7 років тому

    assalamualaikum salat e tassbhee bhi koi bidat hai khete plz reply dena

  • @gujjarshaan5166
    @gujjarshaan5166 7 років тому

    Ali bhai plz rozy k hawaly sy sawal hy k orat hamla ho or dood plany Wali orat k mutaliq Kia hokm hy..

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Ali bhai firqaon par atom bom sabit hoye hain....Allhamdulillah.....💣👍🌹❣

  • @hamzasiddique5226
    @hamzasiddique5226 3 роки тому

    Is maslah ki pdf chye ...

  • @zainahemad4315
    @zainahemad4315 6 років тому

    kyaa lailatul qadr me infraadi ibaadat hi karnaa chaahiye yaa koi quraani ijtemai mutaalaa bhi kiyaa jaasaktaa hai.....plz rahnumai kare

  • @talibabbasimucatoman8753
    @talibabbasimucatoman8753 5 років тому +1

    Ali bahi ye jo darwaish type majzoob log hain ye kon hain kashmir ma ik sain roshan ha usnay gari ma petrol ki jaga pani dal kar chla de

  • @MuhammadImran-ei4gy
    @MuhammadImran-ei4gy 7 років тому +1

    اسلام عليكم و رحمة الله تعالى وبركاته كيف حالك بهائ صاحب ویب سائٹ سے احادیث ڈاؤن لوڈ نہیں ہو رہی

    • @s.a.s3001
      @s.a.s3001 3 роки тому

      *@ All Munkerein e Fazail e Shabe Barat* ;;
      *Kya Allama ibne Tayemeya ,shk Abdul Aziz bn Ba'az & Naseruddin Albani* jinhe Engg Mirza apna *Einstein* khta hai aur mohtram manta hai,kya wo gumraah the ???
      Kyunki unhone to khud apne kutub mein Shabe Barat ke mutal'leq Ahadees ko na serf qabool kiya blke kae ne un Ahadees ko shi bhi kha aur es mein raat Ebadaat ekhteyaar krne ko musthb & salehein ka treqa qrar diya hai...
      Agr aapke according wo gumraah the, to fer to aapka ye Amal munafeqein wala hai kyunki ek trf unse ektesabe faiz krte ho aur dusre trf khud unhe ko gumraah khte ho..
      Aur agr wo hedayt pr hain to aap km aj km es mamle mein gumraah ho, aur gumraahiyon mein hedayt nhi milte......
      [ REFERENCE Of Books of Above Aulama --. ua-cam.com/video/crjygv49hq8/v-deo.html ]

  • @AbdulWahab-mp4vn
    @AbdulWahab-mp4vn 7 років тому

    Assalam u 'alaikum Mirza bhai...mjhy sirf thory hi days hue hain k apki videos sun rha hoon...apki videos bhtt achi hain..Allah apko kamyab krey...ap jasy ulma hmari country mey ajai tu firqa variat or larai hi khtm ho jai...mera ques ye ha k hum log ye bat aksar khty rhty hain k sahih al bukhari o muslim ki books ki saari hadiths thik hain lekin hmary pass kya proof ha k sahih bukhari o muslim ki saari hadiths sahih hain...main sirf "proof" maang rha hoon...onko bura ni kh rha.. :)

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      Agar koi muhaddis Bukhari aur Muslim ki koi hadees Zaeef sabit kr dy tu wo hadees zaeef sabit ho jahay gi.

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Firqa wariyat murda baad....🤑🤡🦍
    Ilme kitabi zinda abad.....👍📚🌹❣

  • @chamalibanu4490
    @chamalibanu4490 2 роки тому

    To Kiya 15 Saban roza rakhu ya na rakhu matlab rahkna chahiye ya nahi Bata de plz...

    • @Dani-lk3ed
      @Dani-lk3ed 2 роки тому

      Roza rakho bhai uska shab e barat se koi lena dena nhi ..wo to alag se sunnat hai...roza rakho 15 ke din ka

  • @umermaqsood56
    @umermaqsood56 5 років тому

    ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARKATO HO, CHANNEL WALI BHAI,ALI BHAI SA SLIP OF TONGUE HOGAYA HAI PEHLI HADEES BATATA HOWA. ALI BHAI KO INFORM KARE KA WOH US PORTION KO THEEK KARE YA US PORTION KO EDIT KARKA REMOVE KARE AUR NAYA PORTION INCLUDE KARE.

  • @t5698
    @t5698 5 років тому

    10 din roza rakhne wali ayat kidr ayi aur is ka kya context hai ?? does this mean jo qurbani nahi karta woh rozay rakhe

    • @t5698
      @t5698 5 років тому

      on 8 minutes

  • @sabilkhan5213
    @sabilkhan5213 7 років тому

    sudia may 11 trk ko hy pak ma 12 ksa,,,,,,,

  • @khadijakhan4064
    @khadijakhan4064 6 років тому +3

    Sahe bukari ki Hadees say bhi bayan karein..

    • @Ahmed14084
      @Ahmed14084 6 років тому

      Khadija Khan
      Ager sahih Bukhari maen Ahadees is topic ky related hotin to wo bata dety

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому +1

      Sahih Bukhari k hawalay diye hn Sheikh ne...

    • @deya5619
      @deya5619 5 років тому

      Muslim ki AHADEES bhee authentic hain

    • @deya5619
      @deya5619 5 років тому

      Miskkaat ,bukhari ,Muslim aur bauhat see ahadees ka encyclopedia hey .
      Matlab k aap Ali bhai k batey howey miskkaat k no.sey sahee bukhari kee hadees consult ker Saktee hain ,it will be easy for u.

    • @shahzaibaamir139
      @shahzaibaamir139 5 років тому

      Meri behan bukhari ka hawala diya hai

  • @azhersheikh6949
    @azhersheikh6949 4 роки тому

    Asalamualaikum Ali Bhai. India se Faisal Bhai ka number website par mentioned nahi hai. Waha sirf moazam chaudhary aur abrar hasan ka number reflect kar raha hai. Please Faisal Bhai ka WhatsApp contact details provide karein. Jazakallah!!!

  • @mishaalangel813
    @mishaalangel813 4 роки тому

    Bhai 15 shaban Thursday ko hai Friday ko ni

  • @arslaniqbal461
    @arslaniqbal461 4 роки тому

    conclusion kia nikla hai?

  • @Ebuilt
    @Ebuilt 6 років тому

    ye shubal ul eman mn muja 3671 pa koi aisi rawayyat nahi mil rahi send me the link

  • @khalidrasheed8407
    @khalidrasheed8407 7 років тому

    ASSALAM O ALAIKUM
    ALI BHAI APNE IKHTITAM PAR JO IBN-MAJA KA HAWALA DIA HAI BAJAMAT QAYAM-UL LAILA KA TO YE APKE PICHLE TARAVEEH WALAY LECTURE KI NAFI NAHIN KARTA JISME SABIT HAI K HUZUR S.A.W. NE BAJAMAT QAYAM-UL LAILA KI TARGHEEB NH DI Q K HUZUR S.A.W. 4TH DAY HUJRE SE BAHAR NH AYE K YE KAHIN UMMAT PAR FARZ NA HOJAE.

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      Agar kisi ki tahajjud ki adat ho tu behtar hai k sirf tahajjud parhay warna tarawhi ki namaz parhna behtar hai.

  • @hsnzaidi
    @hsnzaidi 2 роки тому

    Hasan Zaidi
    2 minutes ago
    اہل تشیع کے عقائد پر گفتگو( منٹ49 ) سے پہلے تحقیق کر لیا کریں - اہل تشیع کے نزدیک 15 شعبان کی رات انتہائی با فضیلت ہے اور اس کی فضیلت اور اعمال کتابوں میں واضح موجود ہیں - 15 شعبان کے روزہ کی بھی بہت تاکید ہے - البتہ 255 ہجری میں اس رات کی صبح صادق کے وقت امام مہدی علیہ السلام کی ولادت نے اس کی فضیلت میں اضافہ ضرور کیا ہے اور اسے جشن کی حیثیت بھی دے دی ہے جس کی بناء پر چراغاں وغیرہ بھی کیا جاتا ہے ورنہ اس کی اصل فضیلت شیعہ کے نزدیک اپنی جگہ مسلم اور ثابت ہے -

  • @alizasaifi8166
    @alizasaifi8166 5 років тому +1

    Kya women Ko tarabi parna zarori h ya nhi

    • @imranahmedkhan7229
      @imranahmedkhan7229 5 років тому

      Taravi Salah same for both genders.....

    • @maroofsukri
      @maroofsukri 5 років тому

      Taraweeh nawafil hai, jo chahe padh sakte hai jo na chahe wo na padhe, padhna beshak behtar hai, auraton ka ghar me padhna zyada afzal hai

    • @shahzaibaamir139
      @shahzaibaamir139 5 років тому

      yes taravhi nafal hai parh lain to thek na parhain to gunah ny

  • @watchout7112
    @watchout7112 4 роки тому

    Sir mujha ak question pochna ta

  • @MegaLove85
    @MegaLove85 7 років тому

    Salaam: jo molvi 20 rakaat qiyaam lail karatay hain to kiya hamen bhi 20 rakat unke peeche jamaat k sath parhni chaheeae?
    Because Mirza sahab ne kaha k sawaab usi soorat poori raat ka milay ga jab molvi ke sath saath ham salaam pheren gen. Or men England jis jaga hun wahan sab door door tak sab 20 rakaat parhaatay hain.
    Or hanafi molvi witr doosre tareeqay se parhaatay hain to kia ham jamaat ke sath unkay tareeqay se witr ada karsaktay hain ? Kia aesa karne se ham koi bidat to nae karengen or sawab se mehroom to nae hojaengen? Pls jald jawaab chaheeae.. thanks

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      Bhai namaz parhnay mein kya bidat hoti hai?

    • @ahmadAhmad-rp8tl
      @ahmadAhmad-rp8tl 5 років тому

      Remember- namaaz main bida't ka wabaal imaam par hota hai.
      Yes, you will loose the sawaab because you are not doing salaam with the imaam.
      And, it is must to listen whole quraan if u have started to listen, and in your case it is only possible if you do all 20 rakaat, try to find 8 rakaat mosque, but no problem for you in 20 this is for sure (surah- zumur(39) ayat 7).

  • @haqnawazhaqnawaz7682
    @haqnawazhaqnawaz7682 2 роки тому

    پپپ

  • @mnasir2835
    @mnasir2835 7 років тому

    ye.bataay.k.qabaar.wale.sounte.hay

  • @watchout7112
    @watchout7112 4 роки тому

    Kuch log shab e raat ko manty nhi wo bolty k har raat ibadat ki h shabraat k baray mai quran m kuch nhi .meray ak dost ny bola..ye galat baat hai mai usay kaisy samjhoun

  • @101Scale
    @101Scale 7 років тому +1

    or yeh baat such hai k ager 15 shaban ka roza sabit aap kar den to phr aap ko 15 shabaan k fazilat ki vja bhi zahir karni hogi or phr dimaag mai shabe baraat k ilawa or koi baat nhi aati jis se fitno ka darwaza khul jai gah lihaza kisi sahabi ya tabai ka amal se bhi pta chalna chaiyde k 15 roze ka ehtimaam kiya jata tha specific without imbuigity jab sahi riwayat se ek tabai ka qol bhi mil gya hai aapko or unka bhi yehi kehna hai shabe baraat k hawale se to yeh intihai tafteeshnaak hai or us haddi ki tarah hai jo na ugli jai na nigli jai, khair mera moqif Ahl hadees k saath hi hai or yeh nhi lagta k 15 shabaan k roze ki koi hesiat hai

    • @ummsarib3973
      @ummsarib3973 7 років тому

      Rehan Ahmed
      Is hadith ko hujjat qarar dia hai 15th shaban k rozay ki bhai khud ghor kejyeh khud parhyeh kya is mai daleel hai?
      jis tarah Quran mai 2 tarah ki ayaat hain muhakkam aur mutashabeh. Isi tarah ahadith bhi 2 tarah ki hain.
      Muhakkam woh hoti hain jin mai wazeh hukm ho.
      Aur mutashabeh woh jin mai double meaning nikalti ho aur iska hal bhi Allah pak ne Quran mai hi bayan farma dia k jab kisi mutashabeh se hukum akhaz karna ho to muhakkam ki taraf lotao. Yani us context ji tamam ayaat ya tamam ahadith ko gather kia jaega phir uska hukm akhaz kiya jaega.

    • @ummsarib3973
      @ummsarib3973 7 років тому

      Rehan Ahmed
      Quote from the Holy Qur'an: Aal-i-Imraan (3:7)
      هُوَ الَّذِي أَنْزَلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ مِنْهُ آيَاتٌ مُحْكَمَاتٌ هُنَّ أُمُّ الْكِتَابِ وَأُخَرُ مُتَشَابِهَاتٌ ۖ فَأَمَّا الَّذِينَ فِي قُلُوبِهِمْ زَيْغٌ فَيَتَّبِعُونَ مَا تَشَابَهَ مِنْهُ ابْتِغَاءَ الْفِتْنَةِ وَابْتِغَاءَ تَأْوِيلِهِ ۗ وَمَا يَعْلَمُ تَأْوِيلَهُ إِلَّا اللَّهُ ۗ وَالرَّاسِخُونَ فِي الْعِلْمِ يَقُولُونَ آمَنَّا بِهِ كُلٌّ مِنْ عِنْدِ رَبِّنَا ۗ وَمَا يَذَّكَّرُ إِلَّا أُولُو الْأَلْبَابِ
      وہی تو ہے جس نے تم پر کتاب نازل کی جس کی بعض آیتیں محکم ہیں (اور) وہی اصل کتاب ہیں اور بعض متشابہ ہیں تو جن لوگوں کے دلوں میں کجی ہے وہ متشابہات کا اتباع کرتے ہیں تاکہ فتنہ برپا کریں اور مراد اصلی کا پتہ لگائیں حالانکہ مراد اصلی خدا کے سوا کوئی نہیں جانتا اور جو لوگ علم میں دست گاہ کامل رکھتے ہیں وہ یہ کہتے ہیں کہ ہم ان پر ایمان لائے یہ سب ہمارے پروردگار کی طرف سے ہیں اور نصیحت تو عقل مند ہی قبول کرتے ہیں
      www.muslimpro.com/dl

    • @ummsarib3973
      @ummsarib3973 7 років тому

      Rehan Ahmed
      [5/12, 5:28 PM] ام سارب: In sahab k bayan k mutabiq yeh 15 shaban k rozay k bare mai hukm hai jiska Nabiﷺ yeh hukm de rhe hain k tumne nhi rakha tha shawwal mai 2 rozay rakho... subhan Allah... ramzan k rozay jo k farz hain jinki fazilat ek se zaid ayaat aur ahadith mai hai usko chorne ki qaza ek hi roza aur ek nafli rozay ko chorne ki qaza 2 rozay???
      Agar ap ghor karain to hadith jis topic ki daleel mai paish hui hai woh ayam beez k rozay hain aur is mai ghaliban wohi targheeb ki gai hai jesa k hadith ki wording is pic mai hai jo in sahab ne vdo mai show ki is mai wazeh likha hai k jab iftar karlo to 2 rozay aur rakhlo yani yeh guman bhi kiya ja sakta hai k jis kaha gaya hai woh rozay se ho aur jis din kaha gaya ho woh chaand ki 13 ho.... aur isi lye mutashabeh k muqablay muhakkam ko tarjeeh di jaegi.
      Allahu alam
      االلهم اني أسألك علما نافعا آمین

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      15 shaban k rozay pe Ali Bhai ko ghalti lagi hai.

  • @Mohimtule.
    @Mohimtule. 4 роки тому

    Sir india mein whatsapp # bataiye please.

  • @aqueelahmadkhan9414
    @aqueelahmadkhan9414 3 роки тому

    اصل معاملہ یہ کہ امت کا بڑا طبقہ کم وقت ،کم سے کم مواقع سے اللہ تعالیٰ کی بندگی کا دکھاوا کرکے اپنا مسلم ہونا ثابت کرنا چاہتاہے۔ ان کی اس سوچ کو علمائے سو سپورٹ کرتے ہیں غلط طریقے سے قرآن واحادیث سے وضاحت کرکے ،اسی لئے جمعہ کی نماز، شب معراج ،شب براءت ،رمضان کا پہلا روزہ،آخر رمضان کی عبادت کے لئے مساجد میں ہجوم اور عیدین اسکے بعد اپنی مرضی کی زندگی یہ وہ وجوہات ہے کہ بدعتیں عروج پر ہے

  • @saqibsaqib8881
    @saqibsaqib8881 3 роки тому

    اگر اسماالرجال کی کتب کا جاٸزہ لیں پھر تو کوٸ راوی جرح سے بچتا ہی نہی۔
    ایک جارح ایک ہی راوی کو ثقہ کہ رہا ہوتا ہے اور اور دوسرا جارح اسی راوی کو مدلس یا کذاب کہہ رہا ہوتا ہے۔
    اب اس کا کیا کریں؟

  • @FreeTechandGiveaways
    @FreeTechandGiveaways 5 років тому +1

    Engineer Sahab ka aik aur on camera dhoka:
    Making Mistakes in International Numbering of "Sahih Muslim" 2754 & 2751 are wrong correct is 1161
    - Jab Engineer Sahab ny Kitab khol ker on camera dekhai us mein saaf saaf alfaz mein likha hai:
    Kya aap nay Nifs Sha'ban kay "Rozay rahky". in alfaz per lazmi ghor karna hai
    Q k Nabi Pak SallalahuAlaihiWassalam ny yea farmaya k : Kya aap ny Rozay Rahky ? Aap Yea nahi farmaya: kya aap nay Roza Rakha
    O bahi "Rozay Rakhy" or "Roza Rakha" is mein aik jahil bhi farq samaj sakta hai singular or plural ka
    "Rozay Rakhy" means 1 sy zyada or "Roza Rakha" means only 1
    - aik or logical point Jo Hadees per Imam ny Chapter dala hai wo bhi parho us mein Imam ny Likha "3 Rozay Rakhna Sabit hoa" Yani,
    Imam nay is Hadees sy bhi yahi Samjha hai K, Rozay Rakhy matlab aik sy Ziyada Rozay"
    - Engineer Sahab ko Arabic tou kya Urdu ki bhi Samaj nahi
    - Ab app Shaih Muslim ki Yahi Hadees Jo Engineer ny Book mein dekhai us ki English Translation parho us mein bhi exact yahi Alfaz hain International Numbering:
    Did you observe any fast in the middle of this month (Sha'ban)? He said: No. Thereupon the Messenger of Allah (ﷺ) said: Fast for two days instead of (one fast) when you have completed (fasts of) Ramadan. 1161c Shaih Muslim
    -App kay farmaya "DID YOU OBSERVE ANY FAST" na k "DID YOU OBSERVER THE FAST OF 15 SHABAN"
    sabit yea hoa k ANY FAST ka matlab aik sy ziayda rozon ka Zkir hai.
    Aik aur Point batata hu Ramzan mein 3 Asry hoty hain or 10,10 dino per mustamil hoty hain, jis mein sy bech wala ashra 10 din ka hota hai na ka 15th Roza middle samja jata hai
    usi tarha shaban ko bhi 10,10,10 din mein divide karlo jo beach wala 10 din per mushtamil hai jis per Nabi ny Sahabi sy pocha k aap nay in dino mein koi rozay rakhy
    I think its all clear now about engineer

    • @bintehawa8424
      @bintehawa8424 4 роки тому

      Jin 3 rozon ki aap baat kr rhy wo ayaam e baiz k rozy hoty un k barry me pocha gya ho ga or ayaam e baiz k rozy har maheeny rakhny chahiyen sirf shabaan me hi q

    • @FreeTechandGiveaways
      @FreeTechandGiveaways 4 роки тому

      @@bintehawa8424 11 months ago I commented on this Issue. I want to reply you that obviously You are right there is no Specific Fasting for 15th of Shaban.

  • @101Scale
    @101Scale 7 років тому +3

    ali bhai aap kbhi kabaar ahl hadees k hawale se bohat zyada critical ho jate hain.. Sheikh Albani RehimaTullah aap k bhi buzurg hain or Ahl hadees k bhi.. ye baat sun kar acha nhi lagta k aap Ahl hadees k ki taraf tanz karke kisi buzurg ko ek firqe se hi nathi kar den yeh keh kar k apne buzurg sabhi ko piyare hain.. aap ka 15 shaban Roze ki daleel mai bohat ibhaam paya jata hai or mai pehli baar aapki daleel se satisfied nhi..or dosri hadees mai Roze k lie jama ka seega istimaal hoa hai to aap is baat ko sirf ye keh kar kese khatam kar sakte hain dono kaha ja sakta hai.. hadees k matan se yehi lag rha hai k shebaan k nisf yani 13 , 14 or 15 k roze ka hi zikar kiya gya hai..Walahu Alam ab ager or yeh koi daleel nhi hoi k 3 roze chorne par do roze rakhne ko kyn kaha. kya maloom tabai ne ne sirf 13 , 14 k baad sirf 15 ka roza hi chura ho kisi vja se

    • @EngineerMuhammadAliMirzaClips
      @EngineerMuhammadAliMirzaClips 7 років тому +2

      Meray bhai KASH aap Brailvi aur Deoband kay liay bhi yahi JAZBAH rakhtay ! ALI bhai NEUTRAL aadmi hain. Unki majboori ko bhi samjhain please !

    • @101Scale
      @101Scale 7 років тому +2

      Mai bralevi se deoband or deoband se Ahl hadees or phr Ali bhai k waseele or Allah ki hidayat se sirf musalmaan hoa. Laken Ahl hadees k lie muhabbat k sabab kbhi kabhar beja tanqeed buri lagti hai jabke mai ahl e biddat se sirf musalmaniat or islah ka jazba hi rakhta hon..taham aapki baat bhi durust hain ager wo in alfaaz mai ahl e hadees ka rad nhi kare geh to hanfi aapki baat nhi sunne geh firqwariat ki lanat ki vja se. Allah maaf kare agr galti hoi to. JazakaAllah

    • @mazharzamirrabbani5143
      @mazharzamirrabbani5143 7 років тому +1

      Engineer Muhammad Ali Mirza - Short Clips Channel. any body who made mistake must be respectful brought out to notice of common muslim

    • @EngineerMuhammadAliMirzaClips
      @EngineerMuhammadAliMirzaClips 7 років тому +1

      YES. It is !!! ALI bhai sab say ziyadah Ahl-e-Hadith say MAHBBAT kertay hain aur barmala iska IZHAR bhi kerta rahtay hain !!!

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 років тому

      Firqaon ki Islam mein ijazat nhn hai. Secondly, Apki baat darust maloom hoti hai q k lafz rozay likha howa hai.

  • @hannanpakthini7221
    @hannanpakthini7221 4 роки тому

    1400 saal pehleHee Nabi e Akram SA ne sareehan farmaadhiyaa thhaa kih unKe baad dheen kaa kaam Khulafaa e Raashidheen aur Imaamain karenge. Tho chandh bathen ahaadhees se bhee mukhthalif hosaktheen hain;Huzoor e Paak SA ijaazath se.
    Ab Ahaadhees ke nuske jahilon ko dhikhaiye, ham par na dh'hons jamaaiye engineer saheb.

  • @shujjamuhammadkhan8695
    @shujjamuhammadkhan8695 4 роки тому

    Suder jao q fitna phlnane lage hue ho q apni Zindagi ko khrab kr rhe ho daro Allah se Allah ki pakr se

  • @MunirAhmad-zi9lx
    @MunirAhmad-zi9lx 4 роки тому

    انجیر صاحب آپ نےجو رات کےآخری پہر 3 گھنٹے کا زکر کیا ھے اللہ تعلی لوگوں کے قریب آکر فجر کے وقت وآپس اپنی جگہ پر چلے جاتے ھیں تو اس طرع تو ھماری زمین میں24 گھنٹے آخری 3 گھنٹے رہتے ھین اسطرع تو اللہ تعلی قیامت تک

  • @capitaldevelopers3932
    @capitaldevelopers3932 3 роки тому

    گستاخ آدمی

  • @shujjamuhammadkhan8695
    @shujjamuhammadkhan8695 4 роки тому

    Laaanat ha tujh par

  • @ahemdali940
    @ahemdali940 3 роки тому

    Her baath main ulti kahtaa hay bakwaas karta hay apnea aap ko sub se badaa aalim samjhta hay shaitaan ka pujaari hay too

    • @sajjadanwar1320
      @sajjadanwar1320 3 роки тому

      YAR NA KRO G KIA YAR MUSALMAN HO AAP SHAITAN KH RHHY HO