20-Mas'alah: Haramain main 20-Raka'at TARAWEEH kewn & QIYAM-ul-LAIL kay Saheh Ahkam-o-Masa'il

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 209

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon....💚🌟🌹❣

  • @DeenDigitized
    @DeenDigitized 2 роки тому +6

    00:00 NAMAZ E TARAWEEH KA ASAL NAAM KIA HAI?
    01:49 QIYAM UL LAIL , WITIR, TARAWEEH AUR TAHHAJID ME KIA FARQ HAI?
    02:32 QIYAM UL LAIL KA HUKUM AUR FARZIYAT? QURAN KI KI ROSHNI ME
    03:52 NABI SAW KI QIYAM UL LAIL KI NAMAZ AUR RAK’AT 6 SAHIH AHADITH KI ROSHNI ME
    - 4:15 | #HADITH 1 |
    - 6:28 | #HADITH 2 |
    - 7:43 | #HADITH 3 |
    - 8:24 | #HADITH 4 | QIYAM UL LAIL KI FAZEELAT
    - 8:55 | #HADITH 5 |
    - 9:30 | #HADITH 6 | NABI SAW KI TARAWEEH KI 3 DIN NAMAZ PARHANA
    10:54 JAB HAZRAT UMAR (RA) NE TARAWEEH KI NAMAZ JAMAIT SE KARWANE KA KAHA
    - KIA HAZRAT UMAR (RA) NE B TARAWEEH ADA KI THI?
    - SUNNAT E HASSANA VS BIDAT E HASSANA?
    16:15 NABI SAW TARAWEEH PER GAZABNAAK Q HUE? TARAWEEH KA SAHIH WAQT KONSA HAI?
    20:04 KIA TARAWEEH NA PARHNE SE ROZA NAHI HOGA? SHIA BHAIYON KA TARAWEEH NA PARHNA KESA HAI?
    21:57 KIA HAZRAT UMAR (RA) NE 20 RAK’AT NAMAZ E TARAWEEH SHURU KARWAYI THI?
    - IMAM MALIK (ra), MULLA ALI QAARI (ra), MUFTI AHMED YAR NAEEMI KI OPINION
    - WITIR K BAD DO NAFAL PARHNE KA SAWAB??
    28:48 DARMIYAMA MOUQIF: AHLE HADITH AUR HANAFI BHAIYON KA IKHTILAF
    30:00 KIA 20 RAKAT TARAWEEH PER IJMA HAI?
    - IMAM TRIMZI K COMMENTS
    - IMAM AHMED BIN HANBAL (ra) AUR IMAM SHA’FI (ra) KA MOUQIF
    32:03 HARAMAIN SHARIFAIN ME 20 RAKAT TARAWEEH Q HOTI HAI? HANAFI BHAIYON KO JAWAB
    - 35:12 KIA HANBLI HI 8 RAKAT PARH SAKTE HAIN QIYAM UL LAIL ME?
    - IMAM KI TAQLEED?? ALL E SAUD KI HUKUMAT AUR BAIT ALLAH ME 4 IMAMON K MUSALHE
    - HARAMAIN ME 20 RAKAT TARAVIH KI HAQEEQAT

  • @Muhammadhasan-pc3hk
    @Muhammadhasan-pc3hk 7 років тому +1

    Masha allah you are very good jazakallah khair-shekh

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 років тому +6

    Assalamo alaikum !
    JazakALLAH for your '' Positive'' comments. Regarding your query/problem, I have already recorded a lecture by the name 71-a-Mas'alah because I also spent many years in this particular condition.Please watch it carefully.
    Wassalam !

  • @mobarakhossain9700
    @mobarakhossain9700 4 роки тому +1

    Alhamduliah, Very good

  • @NOMAN1942
    @NOMAN1942 12 років тому +3

    MashaAllah Ali bhai. me ne daikha . Aap ki sb se achi baat k aap firqon se baalatar ho ker quran emajeed aur sahe hadith se bat kert ho . JazakAllah u bilkhair

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому +3

    AlhamduLILLAH Firqon say bala ter ho ker HAQ baat kerna SIrf Taofeeq-e-ILAHI say hi mumkin hota hai.Apni Duaon main yad rakhiay ga.JazakALLAH
    Wassalam !

  • @50rajput
    @50rajput 12 років тому +1

    waalikum salam thank u so much. dekhta hon voh video

  • @nasirmahboob6339
    @nasirmahboob6339 8 років тому +4

    Jazak ALLAH khair
    brilliant explanation!!!!!!

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Ma sha Allah booht khub ali bhai...👍🌹❣

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 років тому +5

    Assalamo alaikum !
    PROOF of 2-NAFILs after Salat-ul- WITER from NABI sallallaho alaihi wa wasallam:
    1- Saheh Muslim Chapter's Name: Kitab-ul-Musafireen, Bab's Name: Nawafil baith ker parhanay ka jawaz International Hadith No. 1715
    2- Saheh Muslim Chapter's Name: Kitab-ul-Musafireen, Bab's Name: Raat ki Namaz aur Witer ki aik rak'at kay saheh honay ka bayaan International Hadith No.1724 hain.
    AlhamduLILLAH I have explored these 2-AHADITHs very first time.
    Wassalam !

  • @imranmulani1
    @imranmulani1 7 років тому +2

    Barakallahu feek. Very good explanation sheikh.

  • @shabbirshad6591
    @shabbirshad6591 12 років тому +2

    Ma shaAllah Boht Achi tehqiq hai Aur yehi hamara manhaj bhi haiAslaf ka

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    💯 feesad mujadad ali bhai....👍🌹❣

  • @laeeqkhan7039
    @laeeqkhan7039 11 років тому +2

    JAZAK ALLAHU KHAIR

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day...amieen.....🤲🌹❣

  • @mehwish444
    @mehwish444 12 років тому +2

    ok.. in shaa ALLAH i will listion.... JAZAKUMULLAH khair... may ALLAH reward you best n this world n in akhirah for ur g8 work.. Aameen ya ALLAH

  • @kabirali1570
    @kabirali1570 Рік тому

    Ali bhae Geo mere bhae

  • @hammadchaudhri1767
    @hammadchaudhri1767 8 років тому +3

    masha-Allah Ali bhai

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому +3

    01 January 2023....💚
    86, 819 views.....💜
    453K subscribers....💙

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 років тому +3

    Wa alaikumussalam !
    TARAWEEH ki terminology ba'ad ki hai main nay bayaan bhi kia hai.
    MOHADISEEN r.a (Imam MALIK r.a, Imam BUKHARI r.a etc.) isay RAMZAN ka QIYAAM kehtay hain.
    Pura lecture ghore say sunain. Ager phir bhi koi query ho to meray e-mail mirza_95@yahoo kay through rabtah kerain. JazakALLAH !
    Wassalam !

  • @firozalitkd3280
    @firozalitkd3280 5 років тому

    Jajak Allah khair ali bhai

  • @askemampk
    @askemampk 2 роки тому +1

    0:00:00 - Taraqeeh Tahajjud Aur Qayam-ul-Lail ka Lafz ??
    0:02:31 - Nabi صلى الله عليه وسلم pe Tahajjud Farz ??
    0:04:16 - Taraweeh ki Tadaad !!
    0:08:26 - Qayam-ul-Lail ki Importance !! Jumaat k Sath Parhna ??
    0:16:15 - Qayam-ul-Lail Kis Waqt Sab say Behtar rahay ga ??
    0:21:57 - Hazrat Umar رضي الله عنه ne 20 Taraweeh Shuru Karai !!
    For All Timestamps Visit: emam.notion.site/Timestamps-EMAM-d4cdbd95e2134705b62c7e42d1d31498

  • @halimawithsisters
    @halimawithsisters 8 років тому +1

    jazaka allah

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому +1

    Wa alaikumussalam ! Engr. Muhammad Ali Mirza. For details please visit our website: ahlesunnatpak,com
    Wassalam

  • @mohsinmeman1
    @mohsinmeman1 4 роки тому +1

    ماشاءالله

  • @shahzadrajpoot1964
    @shahzadrajpoot1964 8 років тому +2

    Subhan Allah Ali bhai

  • @atifhameedrajput3107
    @atifhameedrajput3107 7 років тому +1

    MashAllah zabrdast

  • @salmannoor4812
    @salmannoor4812 7 років тому +4

    very good mufti sahb... keep it on... we need scholars like you. we strongly condemn the islam presented by traditional mullahs, Taliban or ISIS etc... whatever you say is atleast flexible and very broad type. proud of scholars like you.

    • @josueandy5335
      @josueandy5335 3 роки тому

      sorry to be off topic but does someone know a tool to get back into an Instagram account..?
      I was stupid forgot the account password. I appreciate any help you can offer me

    • @micahmaxton861
      @micahmaxton861 3 роки тому

      @Josue Andy Instablaster :)

    • @josueandy5335
      @josueandy5335 3 роки тому

      @Micah Maxton thanks for your reply. I got to the site thru google and I'm waiting for the hacking stuff atm.
      Looks like it's gonna take a while so I will get back to you later when my account password hopefully is recovered.

    • @josueandy5335
      @josueandy5335 3 роки тому

      @Micah Maxton It did the trick and I actually got access to my account again. I am so happy!
      Thanks so much you saved my ass :D

    • @micahmaxton861
      @micahmaxton861 3 роки тому

      @Josue Andy glad I could help xD

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому +1

    JazakALLAH ! Please also watch 44-Mas'alah
    Wassalam

  • @rajaislam9126
    @rajaislam9126 8 років тому +2

    jazakall masshalla eng sahib ap bowt bara jhad kar rahy ha alla ap ko agar da ameen

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому +2

    Wa alaikumussalam !
    I think my discussion in 20-Mas'alah is sufficient to expose Qadari sb.'s fake stance.
    Wassalam 1

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Ayee Musalman kr ly es py goor...🧐
    Baboon ka khuda oor....😨😡
    Kitabon ka khuda oor....📚🌹❣

  • @Ubaiiid
    @Ubaiiid 11 років тому +5

    Sardarfayzull saab I have listened to many different Scholars of different sects but yet I have not come across a person who speaks the HAQ more than Ali bhai! In my opinion the Scholars should learn from this engineer! Alhamdulillah!!

  • @jalwanamra7731
    @jalwanamra7731 7 років тому +1

    assallam o allikum sir .....
    mujy to kafi cabfusn ho gei ........apki bthy se mujy hushi b hoi hae .......lekn umat e muslima ki fikar b ......allah apko lambi umar dy ameeeen

  • @MuhammadShoaib-gu2mj
    @MuhammadShoaib-gu2mj 7 років тому +1

    Mash'Allah Great

  • @shahzadrajpoot1964
    @shahzadrajpoot1964 7 років тому +1

    Jzak Allah Ali Bhai

  • @KhurramShahzad-yz5uj
    @KhurramShahzad-yz5uj 8 років тому +1

    mashaAllah true true true

  • @atifhameedrajput3107
    @atifhameedrajput3107 7 років тому +1

    MashAllah

  • @mohammedbinmohsin1963
    @mohammedbinmohsin1963 11 років тому +1

    jazakal lah shaik aap ne meri itni choti se bat ka bhi itna jaldi jawab diya is ka matlab aap aur aap ki team bhout sanjedgi se kam kar raha hai Allah aap ko aur aap ki team ko allah ka paigam pohchane logoun tak pohchane ka ajar de Ameen

  • @mohammedbinmohsin1963
    @mohammedbinmohsin1963 11 років тому +1

    yes ubaid bhai bhai aap ne sahi kaha mere dost ahle hadith hia aur un ka aqeeda bhi durst hai haq bat samjhte hai aur karte bhi hai masha allah lekin maine ali bhai ko suna masha allah bhout khol kar aur daleel ke sath bolte hai aur jo insan ji ko allah ne sune ki taqat di hai agar wo ali bhai ki bat sunle tu phir us ko un ki daleel qubool karne ke alawa koi aur rasta nahi jaise ki wiladate Mustafa maine apne dostoun ko bataya aur karbala ka yaha tak ke unho is bat ki tahqeeq zubair ali zai se k

  • @amjadsyed2700
    @amjadsyed2700 9 років тому

    jazakalla sarkar jazakallah

  • @GoldenGraphicsYT
    @GoldenGraphicsYT 8 років тому +2

    Mashaallah

  • @jehanzaibmalik1431
    @jehanzaibmalik1431 8 років тому +1

    MASHALLAH

  • @nisarkhan2656
    @nisarkhan2656 4 роки тому

    The whole world is wrong but Mirza sb is right. he can easily criticize any one doesn't agree with him. He is trying to be a grand mufti.

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 років тому +1

    Wa alaikumussalam !
    Yes. NABI sallallaho alaihi wa aalihi wasallam nay Gazwa-e-Khaiber kay Maoqah per palto Gadhon kay Goshat ko HARAM farmaya aur GHORON kay GOSHAT ko khanay ki IJAZAT farma di. (Ref. Both BUKHARI and MUSLIM). China aur Tarki kay HANAFI Muslims bhi Ghora khatay hain. Main khud gawah hon. PAKISTAN kay HANAFI bhi isay haram nahin kehtay siraf makroh kehtay hain woh bhi ager Jihad main GHORA istamal hota ho to warna nahin !
    Wassalam !

  • @zahirkhaja5773
    @zahirkhaja5773 6 років тому

    Bilkul Sahih

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому +2

    Bhai jee ! Din raat main 12-Sunnat esi hain jo NABI sallallaho alaihi wa aalihi wasallam nay kabhi nahin chorin (Ref. Saheh Bukhari & Saheh Muslim)
    Is topic per meri alag say 52-min ki puri Guftago hai jo hamaray isi channel ki playlist: "Ikhtalafat ki Haqeeat kia hai" main "30-Mas'alah: Namazon kay Awkaat, Rak'aton ki Tadad aur Ahmiat-e-NAMAZ" kay nam say rakhi hai usay mukammal sun lain. I shall wait for your response after watching that video.
    Wassalam !

  • @mehwish444
    @mehwish444 12 років тому

    ji bilkul.... sahi kaha Sunnat chahain Parhain ya na Parhain Namaz ho jati hay... lekin ALLAH ko namaz Sunnat sath ziyada pasand hay.. main 1 link share kiye deti hun brother ap woh check kijiye ga...
    Sunnah Mauqadah (jo aap saww hamesha parhty thy) and Gair Mauqadah (jin ka ihtemaam aap saww nay kabhi kabhi kiya aur in ki fazilta b bohat hay). Baqi link check kijiye.. wahan fazilat b hay Sunnah rakaat ki...

  • @naseerjalali5863
    @naseerjalali5863 5 років тому

    باحوالہ و مدلل کفتگو سننے کیلئے سنئیے شیخ الاسلام قائد اہلسنت کنزالعلماء بحرالعلوم ڈاکٹر امام اشرف آصف جلالی صاحب کے مختلف سیمنارز اور سینکڑوں موضوعات

    • @ArshadHussain-zp7el
      @ArshadHussain-zp7el 4 роки тому

      تیری اور تیرے سب بابوں اور باپوں کی سن چکے اب کسی اور کی بھی سننے دو

  • @ibmirza5430
    @ibmirza5430 8 років тому

    mashaallah

  • @babernazir9203
    @babernazir9203 7 років тому

    u r right Ali bhai esa he hy sodia me Mecca Or madina me
    baki pury khaleej me 8 he hy qayamull llail or 3 witar 2 Salam se mean's 2 or 1 total 3 witar

    • @muhammadkhan4552
      @muhammadkhan4552 5 років тому

      Baber Nazir ,, brother is ko thora samajhna hoga,, dekhen witr odd number ko kehtay hen, or tahajjud yani qayam ul lail ki namaz ki total rakats odd numbers men honi chahyen ye nabi s.a.w ka hukm he, yani aap do do rakaten parhen jitna aap ka dil chahe or aakhir men(subh sadiq se pehlay pehlay) 1ya 3 rakat ek salam se parh kar us poori tahajjud yani qayam ul lail ko witr yani odd numbers men karlen( nabi s.a.w se ramzan or ghair ramzan men qayam ul lail yani tahajjud ki 11 rakat riwayat ki gaee hen hazrat aaisha r.a se),or yehi qayam ul lail ki namaz ramzan men 4 rakat per thori der bethnay ki wajah se taraweeh kehlati he( tarweeh or us ki jama tarweeh) nabi s.a.w se ek salam se 3,5,7 witr bhi marwi hen ,, ek bat ye bhi k witr namaz e isha ka hissa nahin hen bulkay tahajjud ki namaz ka hissa hen, sirf ek hadees men us ko rat ko qayam ul lail k liye na uth panay k khadshay k tehat sonay se pehlay ada karnay ki ijazat di gaee (tahajjud ki ahmyat ki waja se) jo rafta rafta isha k sath hi ada ki janay lagi or nateeja ye k ab log witr ko isha ka hissa samajhtay hen or samajhtay hen k witr k baghair isha ki namaz adhoori rehti he..hadees ka khud mutalla karen to ye bat hi samnay aaegi, magar hum zyada tar aalimon ki baten to suntay hen magar un baton ko hadees o sunnat se janchtay nahin, ye almia he

  • @shabnamasif6203
    @shabnamasif6203 7 років тому

    great

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 років тому

    In-sha-ALLAH zaroor.
    NAMAZ kay topic per ahlsunnatpak, com say research paper no.8: " Mukammal Namaz-e-Muhammadi (Sallallaho alaihi wa aalihi wasallam)" download ker lain.ya phir mirza_95 @ yahoo per mujhay e-mail karain.
    Wassalam

  • @50rajput
    @50rajput 12 років тому +2

    Masha Allah! aap in bayanat k zariye bohat umdah tareeqay se confusions dor kr rahe hain. kia aap fb pe hain? i want to have ur phone #.

  • @amjadshahzad1024
    @amjadshahzad1024 6 років тому

    علی بھای یہاں ریاض میں بھی جامع مسجد میں ٢٠ رکعات ہی پڑھای جاتی ھیں باقی دوسری مسجد میں ١١ رکعت ھی پڑی جاتی ھیں

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Firqa wariyat murda baad....🤑🤡🦍
    Ilme kitabi zinda abad.....👍📚🌹❣

  • @naseerjalali5863
    @naseerjalali5863 5 років тому +1

    مرزا جہلمی کا رد سنئےکیلئے سنئے مفتی راشد محمود رضوی صاحب کو

    • @ArshadHussain-zp7el
      @ArshadHussain-zp7el 4 роки тому

      گمراہی پر راضی مطمٸن بیغیرت نصیر جلالی ماں باپ نٕے بات کرنے کی تمیز سکھاٸ ھوتی تو بار بار بھونک رھا ھے نہیں سنتا کوٸ تیرے بابے کو جس کی تربیت نے تجھے اس طرح سے بات کرنا سکھایا

  • @abdurrashid107
    @abdurrashid107 5 років тому

    مولانا ايك حديث بتا ے كه سب ايك نماز هو

  • @asifwarraich9261
    @asifwarraich9261 9 років тому +2

    he given unchallenged most authentic sources. very good. but I believe even traweeh is not proved as jama'at. should be performed alone at home.

  • @rahmatrahmatsalmanisalmani8635
    @rahmatrahmatsalmanisalmani8635 7 років тому +1

    Musalmano bhaiyo'n se Gujarish hai Allah ke Rasool S.A.W. ne Irshad Farmaya :- Meri Sunnat aur Mere Saha'ba ki Sunnat Mazbooti se pakde rahna Tum log hargiz Gumrah nahi hoge. Ab Batayo Musalmano bhaiyo'n Aye log Saha'ba ki Sunnat ko chhod diya ki nahi. Hazrat Umar R.A. ki baat par Amal kiya. Jo Khulfa Raashdeen me se hain. Jab Baa Jama't ka Hukm diya. Fir Ahle khabhi's pichhe kiyo'n hat rahe hain. Boycott kiyo'n. Musalmano Bhaiyo'n aye Faisla tum par chhodta hoon.

  • @mohammedbinmohsin1963
    @mohammedbinmohsin1963 11 років тому +1

    as salam wa alkeum
    mafi chata hoon mirza sahib unwan se hat kar sawal hai chahe aap is ka jawab de ya nahi de kya ghoda ka ghost (horse meat) khana halal hai kyoun ke mai shaik touseef ur rahman sahib ke bayan me suna tha unho ne kaha halal hai kya aap mujhe ye bata sakte hai ke kya un ka jawab sahi hai .

  • @jafarmoinuddin6380
    @jafarmoinuddin6380 7 років тому

    Taraweh ki Namaz mei Qhuran majeed ku Dekh kar padh skate hai kiya

  • @amnajamil1028
    @amnajamil1028 4 роки тому

    Engineer sb saudia waly phir kiu pehly trawih karwaty hai or 3rd ashray mai wo tarawih or qiyam ul lail dono karwaty hai 2019 mai mai khud waha pe ada ki dono

  • @minihelawan1416
    @minihelawan1416 2 роки тому

    Please es bat ka b jwab daien k orten kesy qyam ul leyl kren.

  • @i_m_zeeshumzj3515
    @i_m_zeeshumzj3515 3 роки тому

    To kitni rakat padni chihya

  • @HaiderKhan-jj4ly
    @HaiderKhan-jj4ly 2 роки тому

    مرزا بھائی حدیث نمبر بھی بتائں معذرت کے ساتھ کیوںکہ یہ ناسمجھ مولوی پھر بحث کرتے ھیں

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 7 років тому +5

    سوال: درج ذیل حدیث صحیح ہے؟ میں تفصیل اور شرح کے ساتھ جواب چاہتا ہوں؛ کیونکہ میں جس وقت لوگوں کو یہ کہتا ہوں کہ یہ صحیح نہیں ہے تو وہ کہتے ہیں: "وہابیوں نے تمام احادیث کو ضعیف بنا دیا ہے، اس طرح انہوں نے دین کا بڑا حصہ الگ کر دیا ہے" حدیث یہ ہے کہ: سیدنا ابن عباس رضی اللہ عنہما کہتے ہیں کہ: "نبی صلی اللہ علیہ وسلم رمضان میں بیس رکعات نماز پڑھا کرتے تھے پھر آپ وتر ادا کرتے" اسے ابن ابی شیبہ رحمہ اللہ نے نے " المصنف " جلد دوم، صفحہ: 294، اور بیہقی رحمہ اللہ نے نے " سنن بیہقی" میں جلد دوم صفحہ: 496، امام طبرانی رحمہ اللہ نے " طبرانی کبیر"میں جلد گیارہ صفحہ: 393، اور ابن حُميد نے اپنی " مسند حمید" میں صفحہ: 218 پر روایت کیا ہے۔
    Published Date: 2016-06-21
    الحمد للہ:
    اول:
    یہ حدیث ابن عباس رضی اللہ عنہما سے روایت کی جاتی ہے کہ: (نبی صلی اللہ علیہ وسلم رمضان میں بیس رکعات اور وتر ادا کرتے تھے)
    اسے ابن ابی شیبہ نے " المصنف " (2/ 164) میں ، عبد بن حميد نے -" المنتخب " کے مطابق حدیث نمبر: (653) کے تحت- طبرانی نے " المعجم الکبیر" (11/393) میں اور " المعجم الأوسط " (1/243) میں اسی طرح امام بیہقی نے " السنن الكبرى " (2/698) میں روایت کیا ہے۔
    ان تمام کتب میں یہ روایت ابو شیبہ ابراہیم بن عثمان ، عن الحکم بن عتیبہ، عن مقسم ، عن ابن عباس کی سند سے موجود ہے۔
    طبرانی رحمہ اللہ کہتے ہیں:
    "یہ روایت الحکم سے ابو شیبہ کے علاوہ کوئی بیان نہیں کرتا اور ابن عباس سے یہ روایت صرف اسی سند سے ملتی ہے"
    اور اس سند میں مذکور ابو شیبہ ابراہیم بن عثمان کوفی اور عبسی ہے، محدثین کرام اس کی تمام احادیث مسترد کرنے پر متفق ہیں نیز اس کی احادیث ضعیف ہیں، بلکہ ابن مبارک رحمہ اللہ تو یہاں تک کہتے تھے کہ: "ان [روایات] کو پھینک دو" امام احمد بن حنبل نے اسے سخت ترین ضعیف قرار دیا ہے۔
    نیز اسی کے بارے میں یہ بھی فرمایا: " منكر الحديث ، قريب من الحسن بن عمارة ، والحسن بن عمارة متروك الحديث " یعنی: یہ منکر الحدیث ہے اور حسن بن عمارہ جیسا ہی اس کا حال ہے اور حسن بن عمارہ متروک الحدیث ہے۔
    امام نسائی رحمہ اللہ کہتے ہیں: " متروك الحديث " یہ متروک الحدیث ہے۔
    ابو حاتم رحمہ اللہ کہتے ہیں :" تركوا حديثه " اس کی احادیث کو محدثین نے ترک کر دیا تھا۔
    مزید کیلیے " تهذيب التهذيب " (1/145) میں اس کے حالات ملاحظہ کریں۔
    یہی وجہ ہے کہ علمائے کرام نے اس حدیث کو ضعیف قرار دیا ہے، چنانچہ ابن بطال رحمہ اللہ کہتے ہیں :
    "یہ ابراہیم بنی شیبہ کا دادا ہے، جو کہ ضعیف ہے، لہذا اس کی احادیث حجت نہیں ہیں، ویسے بھی معروف بات یہ ہے کہ رمضان میں بیس رکعت تراویح پڑھنا عمر اور علی رضی اللہ عنہما سے منقول ہے" انتہی
    " شرح صحیح بخاری" (3/141)
    زیلعی رحمہ اللہ کہتے ہیں:
    "یہ روایت ابو شیبہ ابراہیم بن عثمان کی وجہ سے کمزور ہے، یہ امام ابو بکر بن ابو شیبہ کے دادا ہیں، لیکن ان کے ضعیف ہونے پر سب کا اتفاق ہے، نیز یہ روایت عائشہ رضی اللہ عنہا کی صحیح حدیث سے بھی متصادم ہے کہ آپ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ: (رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم رمضان اور غیر رمضان میں گیارہ رکعات سے زیادہ ادا نہیں کرتے تھے)" انتہی
    مختصراً ماخوذ از: " نصب الرایہ " (2/153)
    نیز اس روایت کو درج ذیل تمام ائمہ کرام نے ضعیف قرار دیا ہے:
    ابن عبد البر نے " التمہید " (8/115) میں ، امام بیہقی نے " السنن الكبرى " (2/698) میں، ابن الملقن نے " البدر المنیر " (4/350) میں ، ہیثمی نے " مجمع الزوائد " (3/173) میں، ابن حجر عسقلانی نے " الدرایۃ " (1/203) میں، نیز ذہبی نے " ميزان الاعتدال " (1/48) منکر [انتہائی ضعیف ]قرار دیا ہے ،اور ابن حجر ہیتمی " الفتاوى الكبرى " (1/195) میں کہتے ہیں کہ: یہ روایت سخت ضعیف ہے، اسی طرح قسطلانی نے " المواهب اللدنية " (3/306) میں اسے ضعیف قرار دیا، سيوطی نے - " الحاوی " (1/413) کے مطابق - ضعیف قرار دیا اور آخر میں البانی نے اس حدیث پر " سلسلہ ضعیفہ " (560) میں یہ حکم لگایا ہے کہ یہ من گھڑت اور موضوع ہے۔
    چنانچہ اس سے معلوم ہوتا ہے کہ علمائے کرام اس حدیث کو ضعیف قرار دینے میں متفق ہیں۔
    دوم:
    صحیح بخاری وغیرہ میں یہ ثابت ہے کہ عائشہ رضی اللہ عنہا سے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے رمضان میں قیام کے بارے میں پوچھا گیا تو انہوں نے کہا: "آپ صلی اللہ علیہ وسلم رمضان اور غیر رمضان میں گیارہ رکعات سے زیادہ نہیں پڑھتے تھے"
    چنانچہ یہاں پر عائشہ رضی اللہ عنہا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے عمل سے متعلق خبر دے رہی ہیں ، چنانچہ اگر رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے تراویح بیس رکعت ادا کی ہوتی تو عائشہ رضی اللہ عنہا کبھی بھی اسے چھپا کر نہ رکھتیں بلکہ بتلا دیتیں۔
    سوم:
    نماز تراویح کی رکعات سے متعلق پہلے سوال نمبر: (82152) اور (9036) میں تفصیلی بیان گزر چکا ہے ۔
    چہارم:
    لوگوں کا یہ کہنا کہ ان کے مد مقابل لوگ وہابی ہیں تو اس بارے میں فتوی نمبر: (10867) اور (120090) ملاحظہ کریں۔
    واللہ اعلم.

  • @syedzafarimam7545
    @syedzafarimam7545 4 роки тому

    Ali bahi kis kobsurti se byan farmaya.Allah ap k samjhane k andaz KO Wasst farmaie.Ali bahi Allah ap KO zundagi de.

  • @murtuzapubg
    @murtuzapubg 8 років тому +9

    Are bhai sunnat kisko bolte? Jo huzoor sa jaisa kare waesa karne ke naam ku sunnat bolte ryt?
    So 11 rakah tou sirf 3 hi din padhe na huzoor sa tou ap kui 30 din padte ??
    Bhai samjho
    20 rakat pe omar rz ki sunnat ka ijmaa hai..

    • @aqeelhussaini3785
      @aqeelhussaini3785 7 років тому

      Murtuza Sajid agar rasool saw 30 din padte to ummat par ya faraz ho jate

    • @muhammadnoman5164
      @muhammadnoman5164 7 років тому +2

      Murtuza Sajid kya nabi pak s.a.w k zamane mai 3 din mai he poora quran khatam hogya tha plz ans?

    • @aqeelhussaini3785
      @aqeelhussaini3785 7 років тому +1

      Muhammad Noman ya jo tarawe ke namaz hai is ko qeyam ul leel kahte hai rasool saw par to ya sare zendage faraz the yahe namaaz ramzan mai jamat ke saat Rasool saw ne teen din padaye Os ke bad is leye nahi padaye ya namaz ummat par faraz na ho jaye

    • @diarullahkhan3019
      @diarullahkhan3019 7 років тому

      Murtuza Sajid,, hahaha ary wah kia daleel dia hy,,,

    • @abdoolhossenkaderbathia7737
      @abdoolhossenkaderbathia7737 7 років тому

      Murtuza
      Ghori

  • @88adilsidd
    @88adilsidd 5 років тому

    Salaam,
    Al muwatta imam malik wali hadith ka reference bata dain please.

  • @nadksid
    @nadksid 4 роки тому

    Asalamoalikum! musanif e abi shaiba mai KIA kuch rivayat ai hyn k hazrat Ali (AS) 20 rakat travih prhwai hyn? maslan 7681. kindly highlight the authenticity of this hadith.

  • @ShafiqAhmad-uq7ib
    @ShafiqAhmad-uq7ib 3 роки тому

    20 rakat Hazrat Umar ra ki sunnat hai. Khulfa e rashideen ki sunnat follow karna chahyee. Rasool ullah saw ka b yahi hukam hai. Ijmah ke zarorat nahi hai jab Hazrat Umar ra ki sunnat hai. Aur qayam ul lyl Hazrat Muhammad saw ki sunnat hai ju 8 rakat sabit hai. Wallahu alim.

  • @shahid8830
    @shahid8830 Рік тому

    Sb hadees k sth hadees number b bta dete

  • @shazdin
    @shazdin 11 років тому

    Assalamoalekum bhai ap kehte hain Imam Bukhari Qayam e Ramzan vale chapter yani tarawih vale chapter mai leke aaye hain.. bhai kya Imam Bukhari ne kahi pe Tarawih word use kiya hai. aur apne kaha ki 4 k baad aap SAWW rest kerte they. rest kerne ka matlab to phir ye tarawih hi ho gai jo ki barelvi kerte hain 4 k bad rest kerte hain

  • @naseerjalali5863
    @naseerjalali5863 5 років тому

    مرزا جہلمی کا رد سنئےکیلئے سنئے مفتی علی نواز صاحب کو

  • @NOMAN1942
    @NOMAN1942 12 років тому

    jazakAllah Ali bhai .
    Rafa E Yadain , aur uunchi awaaz me AAMIN kehne jaise masail k bare b btaen .

  • @raziabuzar5740
    @raziabuzar5740 9 років тому

    AssalamuAlaikum, Janab mai ek talib e ilm hu.
    "bid'at" ke maane kis lughat me "murda sunnat ko zinda karna" hai?.
    ya kis lughat me iske maane "renew" karna hai.?
    Zara lughat ka naam aur hawala bata de.. Allah apko jaza-e-khair ataa farmaaye

    • @raziabuzar5740
      @raziabuzar5740 9 років тому +1

      ***** Allah jaane is muqarrir ki niyat bas Dua h k Allah har fitne se bachaye. Kam az kam alif ba seekh lena chahiye taqreer karne k pahle

  • @usmanali81
    @usmanali81 6 років тому

    is there any research paper of this lecture or taraweeh ?

  • @mohammadsohel6846
    @mohammadsohel6846 7 років тому

    Engg. Sahab ne ye jo baat boli Imam e Haram ke baare me ki ye 10 ya 8 rikat parha kar chale jate hai ye bilkul jhut hai. 8 to ek imam parathe nhi 10 parathe hai, aur dusre imam 10 uske baad 3 witr ki namaaz hoti hai. Allah Engg. Sahab ko hidayat de aur inke mukallido ko bhi.

  • @naseerjalali5863
    @naseerjalali5863 5 років тому

    پھر کعبہ میں چار مصلوں پر اعتراض کیوں کرتے ھو ؟؟؟؟جب ھر مسجد میں الگ الگ کئی جماعتیں ھوسکتیں ھیں؟؟؟

  • @waliwaseem
    @waliwaseem 8 років тому

    dr israr ahmad k lecture me unhone kaha he k 20 rakat pe ijma he..ap keh rhe hen nhi he..jb k ap dr israr ko theek samajhtey hen..pls is confusion ko door kren .?

  • @haptooo
    @haptooo 7 років тому

    السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
    e.sahab
    ap ka shart hey firqatwari
    sey bahar behes karna to bukhari & muslim q? ye dono kitabey ghaltion sey masoom hey kia?
    aap ki advice hey ke aap hadeeth ku padyeh baghair kitaab ki nam
    warna sabiko haq hey ke woh apni mustanad tarafon sey ya kitabon sey riwayatey ley
    q ke aap ke dunia mey har kowi doosrey ka riwayat zaeef qarar deta hey
    ولا قوة الا بالله

  • @MEHHFIZ
    @MEHHFIZ 11 років тому +1

    sardar bhai yehi to masla hy hum ny deen ka thaika sirf alimon or molvion ko dy dia hy or khud dunyawi jobs mn lag gy hn. phir aisy hi ho ga na jaisa deen do number molvi awam ko samjhayay waisi hi awam ki soch bany gi or misaal ap ky samny hy hr taraf firqay bazi.

  • @tmk5
    @tmk5 7 років тому

    نیم ملا خطرہ ایمان

  • @muhammadkhan4552
    @muhammadkhan4552 5 років тому

    Baber Nazir ,, brother is ko thora samajhna hoga,, dekhen witr odd number ko kehtay hen, or tahajjud yani qayam ul lail ki namaz ki total rakats odd numbers men honi chahyen ye nabi s.a.w ka hukm he, yani aap do do rakaten parhen jitna aap ka dil chahe or aakhir men(subh sadiq se pehlay pehlay) 1ya 3 rakat ek salam se parh kar us poori tahajjud yani qayam ul lail ko witr yani odd numbers men karlen( nabi s.a.w se ramzan or ghair ramzan men qayam ul lail yani tahajjud ki 11 rakat riwayat ki gaee hen hazrat aaisha r.a se),or yehi qayam ul lail ki namaz ramzan men 4 rakat per thori der bethnay ki wajah se taraweeh kehlati he( tarweeh or us ki jama tarweeh) nabi s.a.w se ek salam se 3,5,7 witr bhi marwi hen ,, ek bat ye bhi k witr namaz e isha ka hissa nahin hen bulkay tahajjud ki namaz ka hissa hen, sirf ek hadees men us ko rat ko qayam ul lail k liye na uth panay k khadshay k tehat sonay se pehlay ada karnay ki ijazat di gaee (tahajjud ki ahmyat ki waja se) jo rafta rafta isha k sath hi ada ki janay lagi or nateeja ye k ab log witr ko isha ka hissa samajhtay hen or samajhtay hen k witr k baghair isha ki namaz adhoori rehti he..hadees ka khud mutalla karen to ye bat hi samnay aaegi, magar hum zyada tar aalimon ki baten to suntay hen magar un baton ko hadees o sunnat se janchtay nahin, ye almia he

  • @naseerjalali5863
    @naseerjalali5863 5 років тому

    یہ بات کہاں سے نکالی صلوت الیل ،صلوت التھجد اور وتر ایک ھی نماز ھیں

  • @haqnawazchhaqnawazch2885
    @haqnawazchhaqnawazch2885 8 років тому

    quran o sunat ke k mutabik ak muslam ko kia karna chaye

  • @MrMAKFoto
    @MrMAKFoto 7 років тому +2

    Apna dimagh thek ker Imam Malik ki ahahees kia Bukhari or Muslim se li gaye hai ? Time frame bhol gya hai? Pehlay Imam Malik hain or bahut baad mein Imam Bukhari or Muslim.
    Or Taraveeh 20 hi hain.

    • @shahzadrajpoot1964
      @shahzadrajpoot1964 7 років тому

      oye jahil Ali bhai sanad same hony ki baat kr rhy hn sehat k etbar sy

    • @MrMAKFoto
      @MrMAKFoto 7 років тому

      TU JAHIL IBLEES KE CHAMCHAY! OR TERA POORA KHANDAN OR ALI BHAI THE REAL IBLEES JAHIL! F O!
      MUJHE POORA YAKEEN HAI KE EK FITNA MAR GIA OR DOOSRA TUMHARI SHAKAL MEIN AA GIYA.
      AAJ 1300 SAAL BAAD TUMHE "ASAL ISLAM" MILA HAI ... MUBARAK HO FITNA NUMBER 72 !!!

  • @max100ae
    @max100ae 8 років тому

    if witr, taraweeh and tahajjud was same, then why did imam bukhari have to create 3 separate chapters. he could have put them in same chapter.
    why did imam muslim create a separate chapter for taraweeh

  • @haqnawazchhaqnawazch2885
    @haqnawazchhaqnawazch2885 8 років тому

    tahgoot kia ha

  • @mohammedbinmohsin1963
    @mohammedbinmohsin1963 11 років тому

    salam to all muslim brother mujhe ek bat batye comments karne se pahle kya Allah ne Deen sirf moulvi ke liya uttara hai hamare liye nahi aap Ali bhia ke be shak jawab de lekin daleel ke sath hadith aur quran se agar aap dede tu phir aap bura bhala jab kaha halanke aap bora tu us waqt bhi nahi kah sakte lekin phir bhi us waqt safdar bhai aap hi mujhe is ka jawab de

  • @sajjjadali6262
    @sajjjadali6262 8 років тому +3

    jahil qayamullail ka matlab tahujjud hai or taraveeh or namaz hai jahil logo ko gumrah kr raha hai apne naqis elim se

  • @50rajput
    @50rajput 12 років тому

    plz tell me about sunnat e mauqadah and ghair mauqadah. maulana ishaq kehte hain k har sunnat aik jaisi hai chahe parhain na parhain marzi hai. aap kia samajhte hain is bare main?

  • @m.a.moghal6623
    @m.a.moghal6623 8 років тому

    In Musnad Imam e zaid Ali r.a is quoted as saying that he ordered 20 rakat of taraweeh be prayed . All the rawees are from ahle bait.
    What do you have to say about that..!?

    • @ShadabKhan-ex9nv
      @ShadabKhan-ex9nv 8 років тому

      Praying 20 Rakat is not objectionable. You can pray how how much you want. Here it is discussed can we 11 Rakat or not.

    • @m.a.moghal6623
      @m.a.moghal6623 8 років тому

      +Shadab Khan yes but what the point being what is regarded as sunnah… I doubt Ali RA would go against the sunnah so him ordering 20 rakat to be prayed is an indication that 20 rakat is sunnat... And his himself praying 20 rakat is another daleel because we have that very famous Hadith.
      عليكم بسنتي و سنة الخلفاء الراشدين المهديين... أو كما قال ﷺ
      Incumbent upon you is my sunnah and the sunnah of my rightly guided caliphs( Abu bakr , umer, uthman, Ali RA )

    • @ShadabKhan-ex9nv
      @ShadabKhan-ex9nv 8 років тому

      mustafa akram islamqa.info/en/9036

    • @ShadabKhan-ex9nv
      @ShadabKhan-ex9nv 8 років тому

      mustafa akram islamqa.info/en/82152

    • @ShadabKhan-ex9nv
      @ShadabKhan-ex9nv 8 років тому

      Praying 20 Rakat is more emphasized now days and you claim to follow the sunnah of Sahaba ( May allah have mercy on them ) .Lets analyse their night prayer is according to the sahaba.
      1 . Night prayer is not limited by no. Of Rakats .
      2. Was the lenght of prayer of Sahaba was 1 Hour like now days.
      3. What was the wisdom behind gathering everyone behind a single imam ? Was it to finish the quran in bullet train or was it so that they could revise the quran and listen .
      4. Was the intention of the sahaba was to make profit like now days where you have multiple jamat taking place in a single masjid.Each floor comes with a package 3 day 7 days 10 days 20 days 27 days. Different shop at different floor.
      5. Did they raise their hand after every 4 rakats ?
      6. Where is the sunnah of Sahaba like you quoted very famous report.

  • @اشتیاقاحمدشیرازی
    @اشتیاقاحمدشیرازی 7 років тому

    Allah Pak is fitny sy her eyk ki hifazat fermaiy AameeeeNNN

  • @mudassiransari4640
    @mudassiransari4640 7 років тому

    20 rakat hm sb parhte hain to Kia ye ghalat hai ya jaiz hai

    • @usmanali81
      @usmanali81 6 років тому

      jaiz hay lekin is ko hazrat umar say mansoob krna ghalat hay

  • @sardarfayyazulhassan
    @sardarfayyazulhassan 11 років тому

    Your doing your own interpretation.

  • @hafizsardar3630
    @hafizsardar3630 4 роки тому

    achaaaaaa mulla

  • @wajidhussain2122
    @wajidhussain2122 23 дні тому

    41:33 Kahani, gumnam imam e kaba se mulaqat , isne discussion kese ki??, arbi is ko nahi aati or imam e kaba ko urdu nahi aati .

    • @wajidhussain2122
      @wajidhussain2122 23 дні тому

      بقول مرزا ،ران کو عربی میں پٹ کہتے ہیں 😂