Isme on off switch kam kar rha hai lekin jaise key on kro switch bndhh rakhhe ga phir bhii dipper wali switch che on hoti hai light or dipper ki switch se dipper nahi chaltiii high beam k switch che on ho jati hai
Aap ka question achha hai Wo humne jo switch ka jugaad kiya hai is mai ye switch agar off ho to bhi speedometer console mai high beam ka blue colour indicator light jalta hai
@@HarshBhatt switch ass6 mei head light ka tar company se diya gaya hai..bas usko kholke conection jod dena hoga...mera high beam switch off karne se nehi jak raha hai
Black wire main connection karne ke baad v low beam light thoda sa dim on ha
Aap ke wiring mai problem hoga
Bhai bahot awesome video
Thanks bhai
Bhai bs 3 ka switch lane se bhi problem dur ho jayega
Sahi kaha
Dami content bhai
Kya hua ?
@@HarshBhatt nai vai bolrahu bahot acha video hai aur bhai bike pe lamination kaise kare k uper cideo banao
Ok bro thanks
I will make video
Please subscribe my another youtube channel for vlogs and mix content ua-cam.com/video/z912waDyVLA/v-deo.html
@@HarshBhatt bhai check karo 1 subscriber bada hoga rply denq
Isme on off switch kam kar rha hai lekin jaise key on kro switch bndhh rakhhe ga phir bhii dipper wali switch che on hoti hai light or dipper ki switch se dipper nahi chaltiii high beam k switch che on ho jati hai
Humko yhe Janna hai head light ke sath back light bhi of ho
Passing switch kam nhi krega bhai, pehle Changi tarah se study kr lo....
Aise karne se pass light nahi jalaega vai
Muje pata hai lekin is bike ke owner ko headlight bandh rakhni thi isi liye switch laga diya
vai two wire hea wo switche ka so eak toh black wala mea jodna hea aru dusra kaha pea
Headlight ka jo nagative wire hai us ko beech mai se cut karna hai aur switch ke dono wire ko headlight ke nagative mai joint karna hai
@@HarshBhatt yes thank you .....😊😊
Please subscribe and support
Nice , Bhai mere paas bhi ek switch hai But abhi tak fit nhi kiya hai .
#DHNRider #DHNTech
Bhai aap ke pas to royal Enfield classic hai na ?
Please don't install
@@HarshBhatt ha Bhai usi ke liye laya tha but abhi tak install nhi kiya hai
Royal Enfield mai 55watt headlight aati hai aur ye switch itni jyada achhi nahi aati ki ye 55watt ka load utha sake
Ye switch burn ho jati haii
Abhi mai corona positive hu
Lekin as soon as possible mai is ke solution pe video banaunga
Ya fir aap push pull switch use kar sakte ho wo heavy duty hoti hai
Ohky . I'll try
Meater ka light kiu jal raha hai high beam
Aap ka question achha hai
Wo humne jo switch ka jugaad kiya hai is mai ye switch agar off ho to bhi speedometer console mai high beam ka blue colour indicator light jalta hai
@@HarshBhatt mai ajj mera fzs me ehi chez kar raha ta...fir maine switch assembly mei se head light ka tar ko nikal kar oha par switch laga dia..
Agar switch bandh ho to aap ki bike ke speedometer mai high beam ki light jalti hai ya nahi ?
@@HarshBhatt switch ass6 mei head light ka tar company se diya gaya hai..bas usko kholke conection jod dena hoga...mera high beam switch off karne se nehi jak raha hai
Brown colour ka 2 tar hai ...